qismat

by sadaf idrisi on March 24, 2006, 06:11:24 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3333 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #15 on: April 01, 2006, 08:38:50 AM »
yup kyun nahi itna aacha likh rahe hai...so carry on...hum bhi try karenge
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Qismat wala by yasir_sensitive in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kunwri Qismat..................... by md.ayad in Shairi - E - Zindagi
qismat by saanj in Share:Love Poetry
Ya rabb meri qismat ko aise jagmaga de...............................Aqsh. by aqsh in Shairi for Manzar -e- Kudrat « 1 2 3 4  All »
@qismat#sheba by Sheba in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
sadaf idrisi
Guest
«Reply #16 on: April 01, 2006, 08:40:37 AM »
bahot bahot shukriya
or haan un din ke liye maafi chahoogi jo humne cook n recipy waale forum aapko mess kiya tha
ummeed hai aapne hamari baat ko zyada mind nahi kiya hoga
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #17 on: April 01, 2006, 09:00:36 AM »
areyyyyyyyyyyy aap maafi kis baath ke liye..chit-chat sec mein thodi  bahut chit chat chalti hai..its ok..plz uss baath k liye sorry mat bole... Usual Smile

dont worry apun ke pass mind nahi hai mind karne k liye lol..jk
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #18 on: April 09, 2006, 09:36:51 AM »
aaj zindagi ke panno ko ulat ker dekha to

her taraf besumaar khushiyaan nazar aayi
khiza ke mausam mein bhi bahaar nazar aayi.......

dil mein armaano ka sagar nazar aaya to
kahin pyaar mein bheega hua sawan nazar aaya......

kahin phoolon per bhaithi hui shabnam gunguna rahi thi
to kahin oer jalti hui shama bhi muskura rahi thi........

her ek pal tha jazbaaton ki khushbu se mehka hua
waqt yun lagta tha jaise hai kahin thehra hua........

par aaj yun lagta hai jaise jeene ka sahara choot gaya
khushiyo ka farishta bhi meri zindagi se jaise rooth gaya.......

ab na woh bahar hai na jazbaaton se mehka hua samaa
na koi ummeed hai ab, na hai armaano ka jahaan........

ab to bus tanhaaiyon ka saath hai or kuch nahi
maut ka intezaar hai ab jeene ki koi chah baki nahi........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 26, 2006, 02:00:00 PM »
Bahoot Khoob Sms hain
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #20 on: December 03, 2006, 03:47:23 PM »
zindagi ke safar mein tera saath chaha tha humne
kuch or nahi bus pyaar ke badle pyaar chaha tha humne
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #21 on: December 03, 2006, 03:49:26 PM »
zindagi ke safar mein raah batak gayi hoon
apne hi sawalo mein aaj ulajh gayi hoon
kis kis se poochon main apni pehchaan
jab khud aaj main apna naam bhool gayi hoon
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #22 on: December 03, 2006, 03:50:06 PM »
Hum to pyaar k saudagar hain

sauda sacha karte hai

par jab aap jaise dost ho khariddaar

to hum muft me bhi bik jaya karte hain.
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #23 on: December 03, 2006, 03:50:33 PM »
Ishq aisa karo ki dharkn mein bs jaye

saans bi lo to khushboo usi ki aye.

pyar ka nasha aankhon pe cha jaye
baat kuch bi na ho pr nam usi ka aye.
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #24 on: December 03, 2006, 03:51:08 PM »
Behte aashkon ki zubaan nahi hoti

lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti.

Mile jo pyar to kadar karna

kismat har kisi par maherban nahi hoti.
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #25 on: December 03, 2006, 03:51:27 PM »
Is dil ka ik arman hai

ik chand me hmari jaan hai.

Jise dur se dekhna to mumkin hai

Par milna kahan aasan hai.

Kyon ki hum to ik zameen hain

arr Vo ik aasman hai
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #26 on: December 03, 2006, 03:51:49 PM »
Unki ek yaad bechan kar jati hai

har cheez me unki surat nazar aati hai.

aisa hal kiya unhone pyar me hamara

ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: December 21, 2006, 12:08:15 PM »
Bahoot Acche Bhaijaan,,..
Logged
sadaf idrisi
Guest
«Reply #28 on: December 23, 2006, 06:25:12 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Acche Bhaijaan,,..

hum bhai jaan nahi aapajaan hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: January 04, 2007, 02:03:24 PM »
Sorry Aapa Hume Maloom Nahi Hua,..
Aapki Id Hi Kuch Aisi Hai Na,.
Khair Bahooat Accha Likha Hai Aapne,..
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:37:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer