Udaas Lamhe Zindagi Ke!!!!

by Dr.Saira999 on March 05, 2007, 09:41:45 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 6525 times)
vip_raj008
Guest
«Reply #15 on: March 20, 2007, 01:52:13 AM »
hmm bahut khoob,
per mere udas lamhe to wo the,
jab mujhe mere parents,
pakad-pakad kar school mein jabardasti bithate the.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**UDAAS ZINDAGI** by yasir_sensitive in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Wo pal wo lamhe.............. by dhadkan in Shayri for Khumar -e- Ishq
udaas udaas sa manzar dikhai deta hai by nadanashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ek lamhe me zindagi savar di by sameer14112 in SMS , mobile & JOKES
zindagi ke kuch lamhe.. by sweet pari in Shayri-E-Dard
Dr.Saira999
Guest
«Reply #16 on: March 20, 2007, 05:29:15 PM »
So funny :lol:
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: March 21, 2007, 03:38:05 PM »
Quote from: "vip_raj008"
hmm bahut khoob,
per mere udas lamhe to wo the,
jab mujhe mere parents,
pakad-pakad kar school mein jabardasti bithate the.

hahaha... good one vip_raj... :lol:
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #18 on: March 26, 2007, 09:10:40 AM »
Hamare Bhi Wo Kuch Udaas Lamhe The,..
Aur Saathe Me Khushi Ke Bhi,.
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #19 on: March 27, 2007, 11:00:57 PM »
Kaun se udaas lamhe jaanasheen :?:  Puzzled !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #20 on: April 05, 2007, 01:36:49 PM »
Guzre Hue kal Ki Baat hai Ye,..
Khair Rehne Do,..[/b]
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #21 on: April 05, 2007, 01:38:22 PM »
Kaise rehne do batana padega :oops:
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #22 on: April 05, 2007, 01:51:33 PM »
Raaste khud Hi Tabaahi ke Nikaale humne,.,.
Kardiya Dil Kisi Patthar Ke Hawaale Humne,,
Humko Maloom Nahi Kya Cheez Hai Mohabbat,.
Apna Ghar Phoonk ke Dekhe Hain Ujaale Humne,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #23 on: April 05, 2007, 03:00:00 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Raaste khud Hi Tabaahi ke Nikaale humne,.,.
Kardiya Dil Kisi Patthar Ke Hawaale Humne,,
Humko Maloom Nahi Kya Cheez Hai Mohabbat,.
Apna Ghar Phoonk ke Dekhe Hain Ujaale Humne,.

___________________________-Jaanasheen-

Mohabbat sachi ho toh zindagi pe ek naya nikhaar laati hai

Patthar dil insaanon ki mohabbat kahan saath chal paati hai

Mohaabat toh woh daulat hai chain-o-sukoon ki

Jo na ho toh duniya badi hi pheeki nazar aati hai
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #24 on: April 05, 2007, 03:27:30 PM »
Nice,.

But,..

Mohabbat Karke Humne Bhi Dekha Hai,..
Mohabbat ka Dusra Naam Hi Dhoka Hai,.

Pheeki Lage Duniya Is Ke Bagair To Gawaara Hai,..
Magar Jisko Mohabbat Ne Maara Uska Na Koi Sahaara Hai,.

Sacchi Mohabbat Se Pathar Pigalte Hain Ye Suna Tha Afsaano Mein,.
Main Humne To Iske Har Ek Zakham Dekhe Hain Muskuraate Hue Insaano Mein,..

_________________________-Azeem-______________________
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #25 on: April 05, 2007, 04:08:43 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Nice,.

But,..

Mohabbat Karke Humne Bhi Dekha Hai,..
Mohabbat ka Dusra Naam Hi Dhoka Hai,.

Pheeki Lage Duniya Is Ke Bagair To Gawaara Hai,..
Magar Jisko Mohabbat Ne Maara Uska Na Koi Sahaara Hai,.

Sacchi Mohabbat Se Pathar Pigalte Hain Ye Suna Tha Afsaano Mein,.
Main Humne To Iske Har Ek Zakham Dekhe Hain Muskuraate Hue Insaano Mein,..

_________________________-Azeem-______________________

Bahut accha likha aapne.....Kuch meri taraf se bhi.......

Humne bhi suna hai kahin afsaanon mein......

Dhoka jo dete hain woh mohabbat karte nahi  insaanon se......

Mohabbat hi jab saath nahi toh duniya mein kuch gawara nahi......

Kyunke duniya lagti hai pheeki aur lage koi apna sahaara nahi......

Sachi mohabbat se patthar pighalein na pighalein magar dil zarur pighalte hain.......

Humne bhi yeh aazmaaya hai mohabbat ke haseen nazaron mein......
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #26 on: April 08, 2007, 08:41:59 AM »
Quote from: "Dr.Saira999"

Nice One Saira Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #27 on: April 08, 2007, 08:45:53 AM »
Pathar Tha Unka Dil To,..
Hume Kaach Ka Na Banaaya Hota,..
Agar Yahi Tha Kismat Me Hamari,.
To Hume Sambhalna Hi Seekhaya Hota,..
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #28 on: April 08, 2007, 10:41:37 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Pathar Tha Unka Dil To,..
Hume Kaach Ka Na Banaaya Hota,..
Agar Yahi Tha Kismat Me Hamari,.
To Hume Sambhalna Hi Seekhaya Hota,..

Wah kya baat hai aapki :thumbleft:

Na chaho kisi ko itna,
Ke uss ki chahat tumhari majboori ban jaaye,
Chaho kisi ko itna ke,
Tumhara pyaar uss ki zarurat ban jaaye....
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #29 on: April 21, 2007, 01:54:43 PM »
Nice One,..

Kasoor Unka Nahi Meri Chahaton Ka Hai,..
Jinhone Ye Khata Ki Unhe Chahkar,..
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 08:54:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer