Antakshari

by nishita on August 04, 2004, 10:14:08 AM
Pages: 1 ... 307 308 309 310 [311] 312 313 314 315 ... 651
Print
Author  (Read 229087 times)
Shikha12
Guest
«Reply #4650 on: November 21, 2006, 02:39:23 PM »
Meri kismat mey tu nahin shayad,
Kyon tera intezaar karti hoon...
Main tujhey kal bhii pyaar karti thii,
Main tujhey ab bhii pyaar karti hoon...
Meri kismat mey tu nahin shayad.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Antakshari by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
bhambra
Guest
«Reply #4651 on: November 22, 2006, 04:30:56 AM »
(I JUST LOVE THIS SONG...  Usual Smile  )

Dam bhar jo udhar munh phere
(Dam bhar jo udhar munh phere, o chanda
Main unse pyaar kar loongi, baatein hazaar kar loongi) - 2
Dil karta hai pyaar ke sajde - 2
Aur main bhi unke saath
Chaand ko chanda roz hi dekhe
Meri pehli raat, ho meri pehli raat
Baadal mein ab chhup jaa re o chanda
Main unse pyaar kar loongi, baatein hazaar kar loongi


Dam bhar jo idhar munh phere
Dam bhar jo idhar munh phere, o chanda
Main unse pyaar kar loonga, nazrein to chaar kar loonga
Main chor hoon, kaam hai chori - 2
Duniya mein hoon badnaam
Dil ko churaata aaya hoon main
Yehi mera kaam, ho yehi mera kaam
Aana tu gawaahi dene, o chanda
Main unse pyaar kar loonga, nazrein to chaar kar loonga


Dil ko churaake kho mat jaana - 2
Raah na jaana bhool
In kadmon se kuchal na dena
Mere dil ka phool, ho mere dil ka phool
Yeh baat unhe samjha de, o chanda
Main unse pyaar kar loongi, baatein hazaar kar loongi


Logged
natural
Guest
«Reply #4652 on: November 22, 2006, 12:28:00 PM »
Gaata rahe mera dil,
Tu hi meri Manzil.....
Kahin beete na ye raate
kahin beete na ye din.... :wink:
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #4653 on: November 22, 2006, 01:11:09 PM »
naam kya hai, pyaar ka maara,
dil ka pata do dil hai tumhara....

kya karte ho, tumse pyaar,
iska natija kuch bhi ho yaar.........!!!!!
Logged
Rishi Soumya
Guest
«Reply #4654 on: November 22, 2006, 02:19:15 PM »
Rimjhim gire saawan
Sulag sulag jaye man
bheege aaj is mausam main
Lagi kasii yeh agan
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #4655 on: November 22, 2006, 02:24:16 PM »
na jaa kahin ab na jaa dil ke sivaa
hai yahii dil kuuchaa teraa
ai mere hamdam mere dost
naa jaa kahin ab na jaa.. :D
Logged
natural
Guest
«Reply #4656 on: November 22, 2006, 05:27:56 PM »
ja ja ja Kabootar ja ja ja.... :D

jaaeeye aap kahaa jaayenge
ye najar laut ke fir aayegee
door tak aap ke peechhe, peechhe
meree aawaaj chalee jaayegee

aap ko pyaar meraa, yaad jahaa aayegaa
koee kaantaa, wahee daaman se lipat jaayegaa
Logged
bhambra
Guest
«Reply #4657 on: November 23, 2006, 04:28:50 AM »
Gataa rahe mera dil,
Tu hi meri manzil,
Kahin beete na yeh raaten,
Kahin beete na yeh din...  Usual Smile
Logged
Rishi Soumya
Guest
«Reply #4658 on: November 23, 2006, 01:37:36 PM »
Nasha yeh pyar ka nasha hai
yeh meri abat yaaro maano
Nashe main aardoo bujhao
Raho na hosh amin deewano
Logged
D K
Guest
«Reply #4659 on: November 23, 2006, 10:24:27 PM »
na na karte pyaaaaaaaaaar
haye main kar gayi kar gayi
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #4660 on: November 24, 2006, 05:22:05 AM »
ishq chupta nahi chupane se
tera aashiq hoon main zamane se
Logged
bhambra
Guest
«Reply #4661 on: November 24, 2006, 05:46:44 AM »


Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Zindagi Ke Liye
Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Zindagi Ke Liye
Zindagi Ke Liye
Zindagi Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise
Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise Bekhudi Ke Liya
Haan Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
Aaina Jhootha Hai Sachee Tasveerein Hain
Jahan Dard Hai Vahin Geet Hai
Jahan Pyaas Hai Vahin Meet Hai
Koi Na Jaane Magar Jeene Ki Yahi Reet Hai
Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise
Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise Mausiki Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

Manzilein Haasil Hain Phir Bhi Ek Doori Hai
Bina Humraahi Ke Zindagi Adhoori Hai
Milegi Kahin Koi Raahguzaar
Tanha Katega Kaise Ye Safar
Mere Sapne Ho Jahan
Dhoondhoon Main Aisi Nazar
Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise
Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise Chaandni Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Saanson Ki Zaroorat ...


Logged
kaiynath
Guest
«Reply #4662 on: November 24, 2006, 05:53:17 AM »
wow nice song

tujhe yaad na meri aayi
kissi se ab kya kehna
dil roya ke aankh bhaar aayi
kissi se ab kya kehna
Logged
bhambra
Guest
«Reply #4663 on: November 24, 2006, 05:57:53 AM »
Thanx...Aap ka bhi aaccha tha...Waise aap kaise ho?

Neele neele ambar par chaand jab aaye,
Pyaar barsaye,Humko tarsaaye,
Aisa koi saathio ho,Aisa koi premi ho,
Pyaas dil ki bujha jaaye...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #4664 on: November 24, 2006, 09:21:25 AM »
Yeh dil deewaana hai,
Dil to deewaana hai...
Deewaana dil hai yeh...
Yeh dil Deewaana...
Logged
Pages: 1 ... 307 308 309 310 [311] 312 313 314 315 ... 651
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 20, 2025, 02:00:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer