Antakshari

by nishita on August 04, 2004, 10:14:08 AM
Pages: 1 ... 348 349 350 351 [352] 353 354 355 356 ... 651
Print
Author  (Read 221793 times)
syednaami
Guest
«Reply #5265 on: May 03, 2008, 12:11:34 AM »
Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayega
yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar hojayega
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Antakshari by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
Pooja
Guest
«Reply #5266 on: May 05, 2008, 06:05:53 PM »
Ghairo pe karam apno pe sitam, eh jaan-e-wafa ye zulm na kar
Rehne de abhi thoda sa bharam,
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam ...

Ham bhi the tere manzoor-e-nazar, dil chaaha to ab iqraar na kar
Sau teer chala seene pe magar, begaano se milkar vaar na kar (2)
Be-maut kahi mar jaaye na ham
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam ...

Ham chaahne waale hain tere, yu hamko jalaana thheek nahi
Mehfil mein tamaasha ban jaaye, is darja sataana thheek nahi (2)
Mar jaayenge ham, mit jaayenge ham
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam ...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #5267 on: May 05, 2008, 06:37:06 PM »
Main tujhko bhaga laya hoon tere ghar se
Main tujhko bhaga laya hoon tere ghar se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Jaoonga door leke tujhe sab ki nazar se
Jaoonga door leke tujhe sab ki nazar se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5268 on: May 05, 2008, 06:46:04 PM »
Soona.. Soona mann ka aangan
dhunde payal ki woh chann chann
sooni..sooni mann ki sargam
dhunde geet tere humdum

mann shyam ho ya sawera
laga teri hi yaadon ka dera
tune bandhan kyon ye toda
tune kahe ko mu moda
kaho na kaho kaho kaho na

Logged
syednaami
Guest
«Reply #5269 on: May 05, 2008, 07:10:03 PM »
Na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath
achanak ye man
kisi ke jaane ke baad, kare phir usiki yaad
chhoti chhoti si baat,  na jaane kyon
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5270 on: May 05, 2008, 07:13:13 PM »
na jaane kahaan kho gaya vo zamaana
yahin tha chaman mein mera aashiyaana
main kis-kis de puuchhuun khud apana thikaana
yahin tha chaman
Logged
syednaami
Guest
«Reply #5271 on: May 05, 2008, 08:00:46 PM »
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5272 on: May 05, 2008, 08:35:52 PM »
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai

Masti bhara taraana, kyu raat gaa rahi hai
Aankho mein neend aakar, kyu door jaa rahi hai
Dil mein koyi sitamgar, armaan jaga gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Logged
syednaami
Guest
«Reply #5273 on: May 05, 2008, 08:46:19 PM »
Ichak dana beechak dana daane upar dana, ichak dana
Chhajje upar ladki naache laka hai deewana, ichak dana
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5274 on: May 05, 2008, 09:01:16 PM »
Adami musfir hai
atta hai jaata hai
atte jaate
raste main
yaadein chor jaata hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 56 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5275 on: May 06, 2008, 12:43:45 PM »
Humko Maloom Hai Ishq Masoom Hai,.
Dil Se Ho Jaati Hai,.
Galatiyaan,
Sabr Se Ishq Mehroom Hai,.
Logged
punam
Guest
«Reply #5276 on: May 10, 2008, 03:35:02 PM »
insaan ki zindagi hai
duhkh-sukh ka ek jhula
anjaam usaka duhkh hai
sukh mein jo duhkh ko bhula...

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5277 on: May 11, 2008, 07:22:02 AM »
Tu jahan jahan chale gha mera saayaa saath hoga
mera saaya mera saaya

kabhi mujko yaad karke joh bahe ghe tere aansu
tu vahi pe rok lena unhe aake mere aansu

tu jidher ka rukh karega mera saayaa saath hoga
tu agar udaas hoga to udaas hogi main bhi
nazar aayo ya na ayoo tere paas hogi main bhi
Logged
punam
Guest
«Reply #5278 on: May 13, 2008, 08:16:53 AM »
Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayega
yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar hojayega....

Do char aise mulakatein hogi
saare zamane mei baatein hongi
baatein hongi
ke naam badnaam tera mera yaar hojayega
pyaar hojayega....

Is Pyaar se meri taraf na dekho, pyaar hojayega
yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar hojayega....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 56 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5279 on: May 14, 2008, 01:45:28 PM »
Achcha Sila Diya Tune Mere Pyaar Ka,.
Yaar Ne Hi Loot Liya Ghar Yaar Ka,.
Logged
Pages: 1 ... 348 349 350 351 [352] 353 354 355 356 ... 651
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 12, 2024, 01:21:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer