Antakshari

by nishita on August 04, 2004, 10:14:08 AM
Pages: 1 ... 377 378 379 380 [381] 382 383 384 385 ... 651
Print
Author  (Read 228916 times)
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #5700 on: July 07, 2008, 11:21:48 AM »
piya tu, ab to aaja,
shola sa man bahke aa ke bujha,
man ki jwala thandi ho jaye,
aise gale laga ja..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Antakshari by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
Shikha12
Guest
«Reply #5701 on: July 07, 2008, 11:40:51 AM »
Jaao tum chahe jahan,
Yaad karoge wahan,
Ki ek ladki duniya mein hai,
Jo de sakti hai tumpe jaan...
Jaao tum chahe jahan..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5702 on: July 07, 2008, 11:48:50 AM »
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Bach na saka koi,Aaye kitne
Lambe hai mere Haath itne
Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai
Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai NaNaNa
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5703 on: July 07, 2008, 12:21:10 PM »
lolz...  Laughing hard

Honthon mein aisi baat main dabaa ke chali aayi,
Khul jaaye wohi baat toh duhaayi hai duhaayi..
Haan, Baat jisme, pyaar toh hai, Zeher bhi hai.. Haaye
Honthon mein aaisi baat..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5704 on: July 07, 2008, 12:28:42 PM »
BAAT NIKLEGI
TOH PHIR DUR TALAK JAYEGEE
LOG BEWAJEH UDASI KA SABAB PUCHENGE
YEH BHI PUCHENGE
KI TUM ITNEE PARESHAN KYON HO Winking
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5705 on: July 07, 2008, 12:35:45 PM »
BAAT NIKLEGI
TOH PHIR DUR TALAK JAYEGEE
LOG BEWAJEH UDASI KA SABAB PUCHENGE
YEH BHI PUCHENGE
KI TUM ITNEE PARESHAN KYON HO Winking

"T" se shuru karna tha... DOH



Hum toh bhai jaise hai,
Waise raheinge..
Ab koyi khush ho, ya ho khafa,
Hum nahin badlenge, apni adaa
Samjhe na samjhe koyi ham yahi kahenge...
Hum toh bhai jaise hai,
Waise raheinge.. tongue3
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5706 on: July 07, 2008, 12:38:18 PM »
tongue3 tongue3 tongue3

geet gaata hoon main, gungunaata hoon main
maine hasne ka waada kiya tha kabhi
isliye ab sada muskuraata hoon main Winking
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5707 on: July 07, 2008, 01:28:59 PM »


Mausam hai Aashiqaana,
Ae dil kahin se unko,
Aise mein dhoondh laana..


Kehna ke rut javan hai,
Aur hum taras rahe hai..
Kaali ghata ke saaye,
Birhan ko dans rahe hai..
Darr hai naa maar daale,
Saawan ka kya thikaana..
Mausam hai Aashiqaana..

Suraj kahin bhi jaaye,
Tum par naa dhoop aaye..
Tumko pukaarte hai,
In gesuon ke saaye..
Aa jaao main banaa doon,
Palkon ka shaamiyaana..
Mausam hai Aashiqaana..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5708 on: July 07, 2008, 01:35:45 PM »
nain lad jainhe to manavaa mein kasak hoibe kari
prem kaa chhuti hai pataakhaa to dhumak hoibe kari
nain lad jainhe Winking
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #5709 on: July 07, 2008, 01:53:22 PM »
Ye Raat Jaise Dulhan Ban Gayee Charaagon Se
karungaa Ujaalaa Main Dil Ke Daagon Se

aaj Kee Raat Mere Dil Kee Salaamee Le Le
kal Teree Bajm Se Diwaanaa Chalaa Jaayegaa
shammaa Rah Jaayegee Parawaanaa Chalaa Jaayegaa
Logged
natural
Guest
«Reply #5710 on: July 07, 2008, 02:14:52 PM »
Gunguna rahe hain bhanwar khil rahi hai kali kali - (2)
Gali gali  Kali kali

Zara dekho sajan be-imaan bhanwra kaise muskaaye
Haay kali yu sharmaaye
Ghunghat mein jaise koyi chhup jaaye
Haay zaraa...Haay kali...
Ritu aisi haaye kaisi ye pawan chali gali gali
Gunguna rahe...
Gali gali Kali kali
Gunguna rahe...mm.. aa..
Kisi ko kya kahe ham dono bhi hain dekho kuch khoye
Khoye huwe kya oye oye jaage jiya mein armaan soye
Soye kisi ko... Khoye huwe kya...
Ritu aisi haaye kaisi ye pawan chali gali gali
Gunguna rahe... Gali gali
Kali kali Gunguna rahe...aa...
Suno paas na aao, kaliyo ke bahaane pyaar na jataao
Jaao chalo baat na banaao
bhanwre ke bahaane aankh na ladaao
Jaao suno paas...Jaao chalo baat...
Ritu aisi haaye kaisi ye pawan chali gali gali
Gunguna rahe...  Gunguna rahe...
Gali gali Kali kali ...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #5711 on: July 07, 2008, 02:21:29 PM »
insaaf kii Dagar pe, bachcho.n dikhaao chal ke
ye desh hai tumhaaraa, netaa tumhii.n ho kal ke

duniyaa ke ra.nj sahanaa aur kuchh na mu.Nh se kahanaa
sachchaaiyo.n ke bal pe aage ko ba.Dhate rahanaa
rakh doge ek din tum sa.nsaar ko badal ke
insaaf kii ...
Logged
natural
Guest
«Reply #5712 on: July 07, 2008, 02:24:25 PM »

Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai..
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #5713 on: July 07, 2008, 02:31:35 PM »
ha.Nsii chaa.Nd kii aaj niraalii
man ko lubhaanewaalii
a.Ndhere ko duur haTaa ke
phailaaye ujiyaalii
Logged
natural
Guest
«Reply #5714 on: July 07, 2008, 02:34:28 PM »

Lo aa gayi unki yaad wo nahi aaye..
Logged
Pages: 1 ... 377 378 379 380 [381] 382 383 384 385 ... 651
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 19, 2025, 03:38:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer