Antakshari

by nishita on August 04, 2004, 10:14:08 AM
Pages: 1 ... 380 381 382 383 [384] 385 386 387 388 ... 651
Print
Author  (Read 228913 times)
Sonia01
Guest
«Reply #5745 on: July 11, 2008, 03:47:54 PM »
ye jo terii paayalo.n kii chhan chhan hai aashiqo.n ke dil kii ye dha.Dakan hai
chhan chhan sune jaa_e haay haay kare jaa_e paayal hai terii yaa ulajhan hai
chhan chhan chhan

banake diivaanaa meraa piichhaa na kar terii merii yaarii honii mushkil hai
kabhii mujhe roke tuu kabhii mujhe Toke tuu aashiq nahii.n meraa dushman hai
ye jo terii paayalo.n kii ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Antakshari by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
Pooja
Guest
«Reply #5746 on: July 11, 2008, 04:18:27 PM »
kabhi kabhi mere man mai khayal atta hai
ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #5747 on: July 11, 2008, 10:07:17 PM »
yahi he tamanna tere dar ke saamne
Meri jaan jaaye... meri jaan jaaye
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5748 on: July 14, 2008, 11:59:34 AM »
Ye kya jagah hai doston, Ye kaun sa dayaar hai,
Hadd-e-Nigaah tak jahan, Gubaar hi Gubaar hai...
Ye kya jagah hai doston...

Ye kis mukaam par hayaat, Mujhko leke aa gayi,
Naa bus khushi pe jahan, Naa Gam pe ikhtiyaar hai...
Ye kya jagah hai doston...

Tamaam umar ka hisaab, Maangti hai zindagi,
Ye mera dil kahe to kya, Ye khud se sharmsaar hai...
Ye kya jagah hai doston...

Naa jiski shakal hai koi, Naa jiska naam hai koi,
Ik aaisi shai ka kyon humein, Azal se intezaar hai...
Ye kya jagah hai doston...
Ye kaun sa dayaar hai!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5749 on: July 14, 2008, 12:01:59 PM »
Hai Re Hai Tera Ghoonghata
Hai Re Hai Tera Ghoonghata
Neend Churaaye Tera Ghoonghata
Neend Churaaye Tera Ghoonghata
He Chaand Ghata Se Nikale
Chaand Ghata Se Nikale
Koi Uthaaye Tera Ghoonghata
Hai Re Hai Tera Ghoonghata Winking NaNaNa
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #5750 on: July 14, 2008, 12:10:29 PM »
thade rahiyo ..o mere yaar re thade rahiyo...
mai to dheeme se kholungi dwar re..thade rahiyo
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5751 on: July 14, 2008, 01:00:11 PM »
Ye mahalon, ye takhton, ye taajon ki duniya,
Ye insaan ke dushman samaajon ki duniya..
Ye daulat ke bhookhe riwaazon ki duniya,
Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai..
Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai..

Har ek jism ghayal, Har ek ruuh pyaasi,
Nigaahon mein uljhan, Dilon mein udaasi,
Ye duniya hai yaa aalam-e-badhawaasi,
Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya hai..
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #5752 on: July 14, 2008, 01:13:41 PM »
halka halka sa ye nasha,
bahka bahka sa ye samaa aa janaa
aa jana janeja..aa jaana ye sama
jaake fir aaye na..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5753 on: July 14, 2008, 01:59:59 PM »
Na Jaane Kyun Tera Milkar Bichadna Yaad Aata Hai,.
main Ro pardtya Hoon Jab Guzra Zamaana Yaad ata Hai,.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5754 on: July 15, 2008, 12:24:15 PM »
Humein aur jeene ki, Chahat na hoti,
Agar tum naa hote, Agar tum naa hote...

Humein jo tumhara sahaara na milta,
Bhanvar mein hi rehte, Kinaara na milta,
Kinaare pe bhi to, Leher aa duboti,
Agar tum naa hote.. Agar tum naa hote...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5755 on: July 15, 2008, 01:37:12 PM »
takdeer ka afsana jakar kise sunaye
is dil mai jal rahi hai, armaan ki chitaye
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #5756 on: July 15, 2008, 05:43:41 PM »
yahan wahan saare jahaan mein teraa raaj he
Jawaani o diwaani tuu zindaa-baad
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5757 on: July 17, 2008, 01:56:09 PM »
Do pal Ruka Khwaabon ka Karwaan,.
Aur Phir Chaldiye,.
Hum Kahaan Tum Kahaan,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5758 on: July 17, 2008, 02:19:13 PM »
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ke dil ka qarar hoon
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main wo ek musht-e-ghubar hoon

Mera rang roop bigad gaya
Mera yaar mujhse bichhad gaya
Jo chaman fizaa mein ujad gaya
Main ussi ki fasle bahaar hoon

Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ke dil ka qaraar hoon
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5759 on: July 17, 2008, 02:43:51 PM »
Hai isi mein pyaar ki aabru,
Woh jafa karein, Main wafa karun..
Jo wafa bhi kaam naa sakey,
Toh wohi kahein ki Main kya karun...
Logged
Pages: 1 ... 380 381 382 383 [384] 385 386 387 388 ... 651
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 19, 2025, 03:16:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.222 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer