Antakshari

by nishita on August 04, 2004, 10:14:08 AM
Pages: 1 ... 399 400 401 402 [403] 404 405 406 407 ... 651
Print
Author  (Read 221862 times)
Shikha12
Guest
«Reply #6030 on: September 15, 2008, 01:32:04 PM »
Humne tumko dil yeh de diya,
Yeh bhi poocha kaun ho tum..
Yeh faislaa jo dil ne kiyaa..
Yeh faislaa jo dil ne kiya toh,
Yeh bhi naa socha kaun ho tum..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Antakshari by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
sayani kuri
Guest
«Reply #6031 on: September 15, 2008, 02:47:24 PM »
mainy dil sy kaha dhond lana khushi na samjh laya ghum ty ye gham he sahe
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #6032 on: September 15, 2008, 05:09:31 PM »
hum chod chale is mahfil ko yaad aaye kabhi to mat rona,
is dil ko tassali de dena ghabraye kabhi to mat rona
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #6033 on: September 16, 2008, 12:41:06 AM »
na tuu zameeN ke liye he na aasmaaN ke liye
teraa wujood he ab sirf dastaaN ke liye
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #6034 on: September 16, 2008, 05:43:13 AM »
Ya dil ki suno, Duniya waalon,
Ya mujhko abhi chup.. rehne do,
Main gum ko khushi kaise keh doon,
Jo kehte hai unko, kehne do...

Ye phool chaman mein kaisa khila,
Maali ki nazar mein pyaar nahin,
Hanste hue kya kya dekh liya,
Ab behte hai aansu, behne do...

Ek khwaab khushi ka dekha nahin,
Dekha jo kabhi toh bhool gaye,
Maana hum tumhe kuch de naa sake,
Jo tumne diya woh, sehne do...

Kya dard kisi ka lega koi,
Itna to kisi mein dard nahin,
Behte hai aansu aur bahein,
Ab aaisi tasalli, rehne do...

Ya dil ki suno, duniya waalon,
Ya mujhko abhi chup rehne do...
Logged
natural
Guest
«Reply #6035 on: September 16, 2008, 09:09:43 AM »

Dikhayi diye yun,
Ke bekhud kiya....
Hamein aap se bhi judaa kar gaye....
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6036 on: September 16, 2008, 09:17:56 AM »
Ek garam chai ki pyaali ho
Koi usko pilaane waali ho
Chaahe gori ho ya kaali ho
Seene se lagaane waali ho
Mil jaaye to mit jaaye arre hum
Tararum pum.... Winking tongue3
Logged
natural
Guest
«Reply #6037 on: September 16, 2008, 09:30:39 AM »

Main kabhi batlaata nahi,
Par andhere se darta hoon maaa.. Laughing hard
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #6038 on: September 16, 2008, 11:01:47 AM »
mujhe teri mohobbat ka sahara mil gaya hota
agar tufaan nahi aata kinara mil gaya hota....
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #6039 on: September 16, 2008, 11:10:16 AM »
Tum mujhe bhool bhi jaao,
Toh yeh haq hai tumko..
Meri baat aur hai.. Maine toh Muhabbat ki hai..

Mere dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai,
Uljhe uljhe se khayalaat ki keemat kya hai..
Maine kyon pyaar kiya tumse, kyon pyaar kiya,
Inn pareshaan sawalaat ki keemat kya hai...
Tum jo yeh bhi naa bataao to yeh haq hai tumko..
Meri baat aur hai.. Maine toh muhabbat ki hai...

Tumko Duniya Ke Gham-O-Dard Se Fursat Na Sahi,
Sabse Ulfat Sahi Mujhse Hi Mohabbat Na Sahi..
Main Tumhari Hoon Yahi Mere Liye Kya Kam Hai,
Tum Mere Ho Ke Raho,Yeh Meri Kismat Na Sahi...
Aur Bhi Dil Ko Jalaao To Yeh Haq Hai tumko..
Meri baat aur hai.. Maine toh muhabbat ki hai...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6040 on: September 16, 2008, 11:15:35 AM »
Hai isi mein pyar ki aabroo
Woh jafa kare main wafa karoon
Jo wafa bhi kaam na aa sake
To wohi kahen ke main kya karoon
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #6041 on: September 16, 2008, 04:44:42 PM »
Naam ghoom jaayega
chehra ye badal jaayega
meri aawaz hi pehchaan hai
agar yaad rahe......
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6042 on: September 16, 2008, 04:55:12 PM »
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha.. Usual Smile
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #6043 on: September 16, 2008, 05:21:48 PM »
Aaj main oopar aasman neeche
aaj main aagey zamana hai piche
tell me o khuda ab main kya karu
chalu seedhi ke ulti chaluuuuuuuuuuu.......  happy3 NaNaNa
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #6044 on: September 16, 2008, 08:26:18 PM »
Laakhon taare aasmaan mein
Ek magar khunde n milaa
Dekh ke duniya ki diwaali
Dil meraa chup-chaap jalaa
Logged
Pages: 1 ... 399 400 401 402 [403] 404 405 406 407 ... 651
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 13, 2024, 02:28:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.086 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer