Antakshari

by nishita on August 04, 2004, 10:14:08 AM
Pages: 1 ... 413 414 415 416 [417] 418 419 420 421 ... 651
Print
Author  (Read 221876 times)
Shikha12
Guest
«Reply #6240 on: October 21, 2008, 01:33:48 PM »
 DOH

Jab tum hi nahin apne,
Duniya hi begaani hai..
Ulfat jisey kehte hai,
Ek jhoothi kahaani hai..

Jaate hue kyon tumko,
Is dil ka khayaal aata..
Tadpaa ke chale jaana,
Ek reet puraani hai..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Antakshari by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
Rajbir
Guest
«Reply #6241 on: October 21, 2008, 01:42:10 PM »
NaNaNa

itana to yaad hai mujhee, ki unse mulaqaat huyi
baad mein jaane kya huaa, na jaane kya baat huyi tongue3
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #6242 on: October 21, 2008, 01:48:29 PM »
Is moud se jaate hai,
Kuch sust kadam raste,
Kuch tez kadam raahein...

Patthar ki haveli ko,
Sheeshe ke gharaundon mein,
Tinkon ke nasheman takk..
Is moud se jaate hai..

Aandhi ki tarah udd kar, Ik raah ruzarti hai..
Sharmaati hui koi, Kadmon se utarti hai..
In reshmi raahon mein, Ik raah toh wo hogi,
Tum takk jo pahunchti hai.. Is moud se jaati hai..

Is moud se jaate hai,
Kuch sust kadam raste,
Kuch tez kadam raahein...


Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6243 on: October 21, 2008, 02:06:04 PM »
Na Tu Zameen Ke Liye
Hai Na Aasman Ke Liye

Tera Wajood Hai
Tera Wajood Hai
Ab Daastan Ke Liye Winking
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #6244 on: October 21, 2008, 02:11:31 PM »
Usual Smile

Ye safar bahut hai katthin magar,
Naa udaas ho mere humsafar..

Ye sitam ki raat hai dhalne ko,
Hai andhera gam ka pighalne ko..
Zaraa deir is mein lage agar,
Naa udaas ho mere humsafar..

Nahin rehne waali yeh mushkilein,
Ye hai agle moud pe manzilein..
Meri baat ka tu yakeen kar,
Naa udaas ho mere humsafar..

Kabhi dhoondh lega ye kaarwaan,
Wo nayi zameen nayaa aasmaan..
Jise dhoondhti hai teri nazar,
Naa udaas ho mere humsafar..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6245 on: October 21, 2008, 02:20:10 PM »
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin...
Tera Nashila Badan
Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholi Magar
Sapna Woh Toda Nahin
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin... Winking Usual Smile
Logged
diya786
Guest
«Reply #6246 on: October 21, 2008, 02:26:46 PM »
Na tum bewafa ho
na hum bewafa hain
magar kya karein apni raahein juda hain

zamana kahe meri raahon me aaja
mohabbat kahe meri baahon mein aaja
woh samjhe na majbooriyaan apni kya hain
na tum bewfa ho
na hum bewafa hain
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6247 on: October 21, 2008, 02:33:22 PM »
Na tum humen jaano
Na hum tumhe jaane
Magar lagta
hai kuch aaisa
mera humdam mil gaya Usual Smile
Logged
amarhellboy
Guest
«Reply #6248 on: October 21, 2008, 02:43:26 PM »
NA DIN KO SUKUN HAI SAATIR NA RAAT KO SUKUN HAI
YE HUM PE KAISA UMAR KA JUNUN HAI
JO RACHAYE HAI TUNE HATH MEHANDI SE
WO MEHANDI NHI HAI MERE DIL KA KHUN HAI

ACCHA SILLA DIYA TUNE MERE PYAR KA
ACCHA/////////////////////////////
YAAR NE HI LUT LIYA GHAR YAAR KA
MERE PYAR WAALE SABHI FULL MURJHAYE
ASQ FIJAO WAALE MERE HISSE AAGAYE
RAAS NA AAYA TUJHE SAPNA BAHAR KA
YAAR NE HI LUT LIYA GHAR YAAR KA
ASQO KI MAALA MERE GALE PEHNA KE
KHUSH HAI WO GHAR KISI OR KA BASA KE
KAR DIYA KHUN DEKHO MERE AITBAAR KA
KAR DIYA KHUN DEKHO MERE AITBAAR KA
YAAR NE HI LUT LIYA GHAR YAAR KA
ACCHA SILA DIYA TUNE MERE PYAR KAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAA
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6249 on: October 21, 2008, 02:49:06 PM »
Aakhon hee aakhon mein ishaaraa ho gayaa
Baithhe baithhe jeene kaa sahaaraa ho gayaa

Gaate ho geet kyo, dil pe kyo haath hai
Khoye ho kis liye, ayesee kyaa baat hai
Ye haal kab se tumhaaraa ho gayaa
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6250 on: October 22, 2008, 01:50:43 PM »
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda
Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon
Logged
Talat
Guest
«Reply #6251 on: October 22, 2008, 01:53:06 PM »
Na hum tumhe jaane,
Na tum hume jaano Is it SO!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6252 on: October 22, 2008, 02:00:52 PM »
O haseena zulfonwaali jaane jahan
Dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil ae shama, phirti ho kahan NaNaNa Laughing hard
Logged
Talat
Guest
«Reply #6253 on: October 22, 2008, 02:02:15 PM »
Na aadmi ka koi bharosa,
Na dosti ka koi thikana
Wafa ke badle hai bewafai
Aajab zamana, hai ye zamana
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6254 on: October 22, 2008, 02:11:48 PM »
aa papiyaan japhiyaan paalen ham ankhiyon ke pench lada len ham
dil mein hai khalabali o meri chulabuli khul ke milen aaj ham
adippa
papiyaan jhaphiyaan paalen Laughing hard
Logged
Pages: 1 ... 413 414 415 416 [417] 418 419 420 421 ... 651
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 13, 2024, 09:15:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.491 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer