Antakshari

by nishita on August 04, 2004, 10:14:08 AM
Pages: 1 ... 490 491 492 493 [494] 495 496 497 498 ... 651
Print
Author  (Read 221977 times)
Pooja
Guest
«Reply #7395 on: May 08, 2009, 06:22:28 AM »
ruk jaana nahi tu kahin haar ke
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Antakshari by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7396 on: May 08, 2009, 06:25:11 AM »
ke mere dil ne ta.Dap ke jab naam teraa pukaaraa
mere dil ne ta.Dap ke jab naam teraa pukaaraa
kahaa.N se na jaane chalaa aayaa ye mausam pyaaraa-pyaaraa
mere dil ne ta.Dap ke jab naam teraa pukaaraa
Logged
poppoetry1
Guest
«Reply #7397 on: May 08, 2009, 06:31:47 AM »
Ramchandra keh gaye siya se aisa kalyug aaega
hans chugega dana-tinka kowan moti khayega
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7398 on: May 08, 2009, 06:33:37 AM »
gaa diivaane jhuum ke
raat kii zulfe.n chuum ke
dil bhii hai diladaar bhii hai
mausam bhii hai pyaar bhii hai
Logged
poppoetry1
Guest
«Reply #7399 on: May 08, 2009, 06:53:43 AM »
hosh walon ko khabr kya bekhudi kya cheej h
ishq kije phr smjhiye zindagi kya cheej h
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7400 on: May 08, 2009, 06:57:18 AM »
hairaaan huu.N mai.n aapakii zulfo.n ko dekhakar
inako ghaTaa kahuu.N to ghaTaa_o.n ko kyaa kahuu.N
Logged
poppoetry1
Guest
«Reply #7401 on: May 08, 2009, 07:06:00 AM »
nit kher mnga sohneya mai teri
dua na koi hor mangdi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7402 on: May 08, 2009, 07:09:48 AM »
dilarubaa o phuulo.n jaisii dilarubaa chaman mahakaa diyaa
sapanaa apanaa ab puuraa hu_aa tuune jaan-e-vafaa jo ye tohafaa diyaa
to khushii se mai.n paagal priyaa ho gayaa
haay dilarubaa o phuulo.n ...
Logged
poppoetry1
Guest
«Reply #7403 on: May 08, 2009, 07:32:32 AM »
kya rajesh ji phr se n pr chod diya

na jane mere dil ko kya ho gya
abhi to yhi tha abhi kho gya
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7404 on: May 08, 2009, 07:41:37 AM »
yaado.n kaa sahaaraa naa hotaa ham chho.D ke duniyaa chal dete
ye dard jo pyaaraa naa hotaa ham chho.D ke duniyaa chal dete
Logged
poppoetry1
Guest
«Reply #7405 on: May 08, 2009, 07:59:41 AM »
tere dar pr sanam chale aaye
tu na aaye to hum chale aaye
Logged
amarhellboy
Guest
«Reply #7406 on: May 08, 2009, 02:08:22 PM »
ye to sach hai ki bhagwan hai
hai magar fir bhi anjaan hai
dharati pe rup maa baap ka
us vidhaata ki pehchan hai
Logged
syednaami
Guest
«Reply #7407 on: May 08, 2009, 02:44:01 PM »
Is tarah aashqi asar chhor jaunga,
tere chehre pe apni nazar chhor jaunga...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7408 on: May 09, 2009, 07:56:56 AM »
gaa diivaane jhuum ke
raat kii zulfe.n chuum ke
dil bhii hai diladaar bhii hai
mausam bhii hai pyaar bhii hai
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #7409 on: May 09, 2009, 08:13:38 AM »
har kisi ko nai milta yha pyar zindagi me
Logged
Pages: 1 ... 490 491 492 493 [494] 495 496 497 498 ... 651
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 15, 2024, 12:27:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.35 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer