Friend_4uall
Guest
|
jaaane kahaan gaye woh din kahte thay jinki yaad mein nazron ko hum bichaayenge saaya hi apne paas thaaa saaya hi apne paas hai..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 02, 2005, 08:41:38 AM » |
|
Kasme waade pyaar wafa sab baate hain baaton ka kyaa
koi kisi ka nahi hai jhoote naate hain naaton ka kyaa..
hogaa masihaa saamne tere phir bhi na tu bach paaye gaa
aasmaan mein udhne waale mitti mein mil jaayegaa
|
|
|
Logged
|
|
|
|
myheart_ursonly
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 02, 2005, 12:37:42 PM » |
|
first one is nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #3 on: February 03, 2005, 11:46:45 AM » |
|
maine nahi sune ye dono:oops:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 03, 2005, 06:28:05 PM » |
|
actually these are quite old...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
myheart_ursonly
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 03, 2005, 07:27:20 PM » |
|
actually these are quite old... not much
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 04, 2005, 06:50:35 AM » |
|
manzilen apni jagah hai raste apni jagah manzilen apni jagah hai raste apni jagah jab kadam he saath na de to musafir kya kare
yun to hamdard bhi aur hamsafar bhi hai mera bad ke koi haath na de dil bala phir kya kare
doobne wale ko tinke ka sahara he bohot dil behl jaaye itna ishara he bohot itne par bhi aasmaan wala gira de bijliyaan koi batla de ye doobne wala phir kya kare.
manzilen apni jagah hai raste apni jagah manzilen apni jagah hai raste apni jagah jab kadam he saath na de to musafir kya kare
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 04, 2005, 11:03:02 AM » |
|
very nice tdts
|
|
|
Logged
|
|
|
|
myheart_ursonly
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 04, 2005, 11:06:43 AM » |
|
bahot khoob tanha, tumhari choice sach mein thodi hat ke hai lol
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nedura!
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 04, 2005, 12:50:55 PM » |
|
jaane yeh kaisi aag lagi hai isme dhuaan naa chingaari jaane yeh kaisi aag lagi hai isme dhuaan naa chingaari ho naa ho iss baar kahin koi khwaab jala hai seene mein aawaraapan banjaarapan ek kahala hai seene mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nedura!
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 04, 2005, 12:52:10 PM » |
|
kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse ab pyaar na hoga phir humse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse
kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse ab pyaar na hoga phir humse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse
log kehte hain paagal hoon mai yeh bhi naa jaanoon dil lagaya hai maine ab kisi ki naa maanoon chain de karke maine bechainiyan yeh li hain neendein udaa ke maine tumse wafayein ki hain kasam ki kasam hai kasam se jee rahe hain sanam tere dam se ab yeh pyaar naa hoga phir humse
kasam ki kasam hai kasam se jee rahe hain hum tere dam se kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse kasam ki kasam hai kasam se humko pyaar hai sirf tumse
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nedura!
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 04, 2005, 12:54:11 PM » |
|
phir shaam mein tanhaayee jaagi phir yaad tum aa rahe ho phir jaan nikalne lagi hai phir mujhko tadpaa rahe ho phir mujhko tadpaa rahe ho is dil mein yaadon ke mele hain tum bin bahut hum akele hain aajao laut kar tum yeh dil keh raha hai aajao laut kar tum yeh dil keh raha haikya naa
kya kya nasocha tha maine kya kya naa sapne sajaye kya kya naa chaha tha dil ne kya kya naa armaan jagayee kya kay naa armaan jagaye is dil se toofan guzarte hain tum bin toh jeete naa marte hain aajao laut kar tum yeh diul keh raha hai aajao laut kar tum yeh dil keh raha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
myheart_ursonly
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 04, 2005, 01:56:38 PM » |
|
jaane yeh kaisi aag lagi hai isme dhuaan naa chingaari jaane yeh kaisi aag lagi hai isme dhuaan naa chingaari ho naa ho iss baar kahin koi khwaab jala hai seene mein aawaraapan banjaarapan ek kahala hai seene mein nice! i like it too!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
myheart_ursonly
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 04, 2005, 01:57:16 PM » |
|
phir shaam mein tanhaayee jaagi phir yaad tum aa rahe ho phir jaan nikalne lagi hai phir mujhko tadpaa rahe ho phir mujhko tadpaa rahe ho is dil mein yaadon ke mele hain tum bin bahut hum akele hain aajao laut kar tum yeh dil keh raha hai aajao laut kar tum yeh dil keh raha haikya naa
kya kya nasocha tha maine kya kya naa sapne sajaye kya kya naa chaha tha dil ne kya kya naa armaan jagayee kya kay naa armaan jagaye is dil se toofan guzarte hain tum bin toh jeete naa marte hain aajao laut kar tum yeh diul keh raha hai aajao laut kar tum yeh dil keh raha hai my favorite.. n her too :oops: :oops: :oops:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nedura!
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 04, 2005, 02:05:51 PM » |
|
yeah i know its her fav
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|