~**Humari Passend**~

by Sonu on October 09, 2006, 05:02:39 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10
Print
Author  (Read 6730 times)
Sonu
Guest
«Reply #75 on: October 25, 2006, 04:06:31 AM »
kisee raah mein, kisee mod par
kahee chal naa denaa too chhodakar, mere humasafar, mere humasafar
kisee haal me, kisee baat par
kahee chal naa denaa chhodakar, mere humasafar, mere humasafar

meraa dil kahe kahee ye naa ho, naheen ye naa ho, naheen ye naa ho
kisee roj tuz se bichhad ke mai, tuze dhoondhatee firu darabadar

teraa rang saayaa bahaar kaa, teraa rup aaeenaa pyaar kaa
tuze aa najar mein chhoopaa loo mai, tuze lag naa jaaye kahee najar

teraa saath hain to hain jindagee, teraa pyaar hain to hain roshanee
kahaa din ye dhal jaaye kyaa pataa, kahaa raat ho jaaye kyaa khabar

****
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HUMARI DUA by waheed_rose2004 in SMS , mobile & JOKES
**Ghazals apni passend ki** by Sonu in Ghazals « 1 2 ... 7 8 »
***Humari Kismat*** by AVTAR RAYAT in Shairi - E - Zindagi
humari khamoshi by fakhar sheikh in Shayri-E-Dard
Humari Bhi Thi Ek Kahani...Rishi by Rishi Agarwal in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Sonu
Guest
«Reply #76 on: October 25, 2006, 04:06:59 AM »
humei tum se pyaar kitanaa, ye hum naheen jaanate
magar jee naheen sakate, tumhaare beenaa

sunaa gam judaee kaa, uthhaate hain log
jaane jindagee kaise, bitaate hain log
din bhee yahaa to lage, baras ke samaan
humei intajaar kitanaa, ye hum naheen jaanate
magar jee naheen sakate, tumhaare beenaa

tumhe koee aaur dekhe, to jalataa hain dil
badee mushkilon se fir, sanbhalataa hain dil
kyaa, kyaa jatan karate hai, tumhe kyaa pataa
ye dil bekaraar kitanaa, ye hum naheen jaanate
magar jee naheen sakate, tumhaare beenaa
Logged
Sonu
Guest
«Reply #77 on: November 03, 2006, 04:09:07 AM »
Lagi aaj saawan ki phir woh jhadi hain
     Wahi aag seene mein phir jal padi hain
 
 Kuch aise hi din the woh,
    Jab hum milethey
    Chaman mein nahin phool,
    Dil mein khilethey
    Wa hi toh hain mausam,
    Magar ruth nahin woh
    Mere saath barsaat bhi ro padi hai.
 
 Koie kaash dil pe,
     Zaara haath rakh de
     mere dil ke tukdon kho,
     Ek saath rakde
     Magar ye hain khawabon,
     Khayalon ki baatien
     Kabhi tut kar cheez koie judti  nahi hai    
                                                                                                        Lagi aaj saawan ki phir woh jhadi hain                        
     Wahi aag seene mein phir jal padi hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #78 on: November 03, 2006, 04:13:15 AM »
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 5
de de dil jaaye na jaan yeh - 2
hain kasam hain meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
tu meri jannat hain tu hi meri chahat hain
tu meri bechaini tu hi meri raahat hain
tu hi manzil meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2

main teri deewangi mein hadh se gujar chuka hoon
kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon
main teri deewangi mein hadh se gujar chuka hoon
kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon
tu meri saansen hain tu hi meri dhadkan hain
tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hain
tu hi manzil meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2

har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera
kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera
har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera
kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera
tu meri tanhaai tu hi meri mehfil hain
tu meri betaabi tu hi mera qaatil
tu hi manzil meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
de de dil jaaye na jaan yeh - 2
hain kasam hain meri
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
Logged
Sonu
Guest
«Reply #79 on: November 03, 2006, 04:24:37 AM »
Chada Na Jave
Pyar Nibha Ve
Duniya Nu Na Pyar Diya Kadra

Chada Na Jave
Pyar Nibha Ve (x2)

Duniya Nu Na Pyar Diya Kadra

Pyar Mera Nu Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Hay Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Ho Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Lageya Nazaara

Ho Rabba Ke Hal Sunava, Aandro Aanderi
Maine Mookha Da Java

Haye Rabba Ke Hal Sunava, Aandro Aanderi
Maine Mookha Da Java

Tarle Pa Pa Makh Rakhna

Pyar Mera Nu Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Hay Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Hay Lageya Nazaara

Kaliya Raat Ho Naange Diya Na Ve
Pyar Tera Vich Hay Raange Diya Na Ve

Ho Kaliya Raat Ho Naange Diya Na Ve
Pyar Tera Vich Hay Raange Diya Na Ve

Naal Mukadar Ke Maine Katna

Pyar Mera Nu Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Hay Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Ho Lageya Nazaara
Pyar Mera Nu Hay Lageya Nazaara
Logged
Sonu
Guest
«Reply #80 on: November 03, 2006, 04:25:03 AM »
Mujhse kyon roothe ho
Mujhse kyon roothe ho
Itne kyon roothe ho
Kuch to kaho
Kuch to kaho
Jab na ho yeh pata kya huwi hai khata
Main kahoon bhi to kya kahoon
Tum hi to yeh bata
Mujhse kyon roothe ho
Mujhse kyon roothe ho
Itne kyon roothe ho, aahaa

Chodo bhi ab yeh bigarna
Jhagda na aur jhagarna
Ao karein baat pyaar ki
Acha nahin hai ladna (2x)

Itne khafa kyon tum ho
Itne bhi kyon gumsum ho
Kuch to kaho
Kuch to kaho
Jab na ho yeh pata kya huwi hai khata
Main kahoon bhi to kya kahoon
Tum hi to yeh bata
Mujhse kyon roothe ho
Mujhse kyon roothe ho
Itne kyon roothe ho, haan haan

Aisi bhi kya mann maani
Itni to karo meherbaani
Pyaar se mujhe dekh lo
Main hoon tumhaari deewani (2x)

Aise to na dil todo
Jo bhi huwa ab chodo
Kuch to kaho
Kuch to kaho
Jab na ho yeh pata kya huwi hai khata
Main kahoon bhi to kya kahoon
Tum hi to yeh bata
Mujhse kyon roothe ho
Mujhse kyon roothe ho
Itne kyon roothe ho, haan haan
Logged
Sonu
Guest
«Reply #81 on: November 03, 2006, 04:26:38 AM »
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge
Teri soorat na ho jis mein
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere khwaabon ko beheno ki tarah khud par saja lenge
Kasam teri kasam
Kasam teri kasam
Taqdeer ka roog mod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
Khuda se bhi na jo toote
Khuda se bhi na jo toote
Woh rishta jod lenge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Logged
Sonu
Guest
«Reply #82 on: November 03, 2006, 04:28:13 AM »
ahal-e-dil yoon bhi nibha lete hain
dard seene mein chhupa lete hain

dil ki mahafil mein ujaalon ke liye
yaad ki shama jala lete hain
dard seene mein ...

jalate mausam mein bhi ye deevaane
kuch haseen phool khila lete hain
dard seene mein ...

apani aankhon ko banaakar ye zubaan
kitne afasaane suna lete hain
dard seene mein ...

jinako jeena hai mohabbat ke liye
apani hasti ko mita lete hain
dard seene mein ...

ahal-e-dil yoon bhi nibha lete hain
dard seene mein chhupa lete hain
Logged
Sonu
Guest
«Reply #83 on: November 03, 2006, 04:29:29 AM »
aye mere dil kahin aur chal
gham ki duniyaa se dil bhar gaya
dhundh le ab koi ghar naya
aye mere dil kahin aur chal

chal jahaan gham ke maare na hon
jhuThee aasha ke taare na hon
jhuThee aasha ke taare na hon
in bahaaron se kyaa faayeda
jis me dil ki kali jal gayi
zakhm phir se hara ho gaya
aye mere dil kahin aur chal………

chaar aansoon koi ro diya
pher ke munh koi chal diya
pher ke munh koi chal diya
loot rahaa thaa kisi ka jahaan
dekhati reh gaee ye zameen
chup raha be-rahem aasmaan
aye mere dil kahin aur chal………
Logged
Sonu
Guest
«Reply #84 on: November 03, 2006, 04:33:12 AM »
jab bhi ji chaahe nai duniya basa lete hain log
ek chehare pe kai chehare laga lete hain log

yaad rahata hai kise guzare zamaane ka chalan
yaad rahata hai kise
sard pad jaati hai chaahat haar jaati hai lagan
ab mohabbat bhi hai kya ik tijaarat ke siva
ham hi naadaan the jo odha beeti yaadon ka qafan
varana jeene ke lie sab kuch bhula dete hain log

jaane vo kya log the jinako vafa ka paas tha
jaane vo kya log the
doosare ke dil pe kya guzaregi ye ehasaas tha
ab hain patthar ke sanam jinako ehasaas na ho
vo zamaana ab kahaan jo ahal-e-dil ko raas tha
ab to matalab ke lie naam-e-vafa lete hain log
Logged
Sonu
Guest
«Reply #85 on: November 03, 2006, 04:34:45 AM »
le ja meri duaaen le ja pardes jaane wale
le ja meri duaaen
jaakar bhula na dena dil se meri wafaayen
le ja meri duaaen  - 2
le ja meri duaaen le ja pardes jaane wale
le ja meri duaaen

tu hi suhaag mera
tu hi singaar mera
kar luungi zindagi bhar
main intezaar tera
ummeed ke sitaare
dekho na doob jaayen
le ja meri duaaen
le ja meri duaaen le ja pardes jaane wale
le ja meri duaaen

sunate hain ye sitamgar
duniya nahi kisi ki
jisane bhi ki muhabbat
dushaman hui usi ki
aisa na ho ke saajan
ham tumse mil na paayen
le ja meri duaaen
le ja meri duaaen le ja pardes jaane wale
le ja meri duaaen
Logged
Sonu
Guest
«Reply #86 on: November 03, 2006, 04:35:32 AM »
naseeb dar pe tere aazamaane aaya hu  -2
aazamaane aaya hu
naseeb dar pe tere
tujhi ko teri kahani
tujhi ko teri kahani sunane aaya hu
naseeb dar pe tere aazamaane aaya hu

jo nagmein soye huye
hain tere khayalon mein  -2
jo nagmein soye huye
hain tere khayalon mein
unhi ko aaj main gaa kar  -2
jagaane aaya hu
naseeb dar pe tere haay
naseeb dar pe tere aazamaane aaya hu
aazamaane aaya hu

haan
( baha bhi de meri
haalat pe aaj do aansu )  -2
main apne dil ki  -2
lagi ko bujhaane aaya hu
naseeb dar pe tere aazamaane aaya hu
aazamaane aaya hu

ho
( agar wo saamane hote
to unse ye kehta )  -2
tere hazoor mein bigadi  -2
banane aaya hoon
naseeb dar pe tere aazamaane aaya hu
aazamaane aaya hu
Logged
Sonu
Guest
«Reply #87 on: November 03, 2006, 04:36:54 AM »
tasveer banaata hun teri, khun-e-jigar se
are,khun-e-jigar se
dekha hai tujhe mein ne muhobbat ki nazar se
are, muhobbat ki nazar se

jitane bhi mile rang, wo sabhi bahr diye tujh men
haaye, bhar diye tujh men
ek rang-e-wafa aur hai, laaoon wo kidhar se
are, laaoon wo kidhar se
tasveer banaata hun teri.................

saawan teri zulfon se ghata maang ke laaya
haaye, maange laaya
bijalee ne churaaee hai tadap teri nazar se
are, tadap teri nazar se
tasveer banaata hun teri.................

main dil men bithaa kar tujhe rukhsat na karoonga
haaye, rukhsat na karoonga
mushkil hai tera lout ke, jaana mere ghar se
are, jaana mere ghar se
tasveer banaata hun teri.................
Logged
Sonu
Guest
«Reply #88 on: November 03, 2006, 04:49:12 AM »
--MALE--
Paayaliya, oh ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho

--CHORUS--
(Jind maahiya, jind maahiya
Jaana main jaana tere saath ve
Jind maahiya, jind maahiya
Haathon mein le le mera haath ve) - 2

--MALE--
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Teri paayaliya shor machaaye, neend churaaye
Hosh udaaye, mujhko paas bulaaye, o rabba ho

--FEMALE--
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Paayaliya geet sunaaye, sargam gaaye
Preet jagaaye, tujhko paas bulaaye, rabba ho

--MALE--
Paayaliya, ho ho ho ho

--FEMALE--
Paayaliya, ho ho ho ho

--MALE--
(Aankhon mein tere sapne, honton pe teri baat
Yeh din to kat jaata hai, guzarti nahin raat) - 2

--FEMALE--
Hai, kaise main sunaaoon jiya ka tujhko haal
Ke yaad nahin mujhko mahina din saal

--MALE--
Saanson se baandhe saanson ka bandhan
Teri paayal gori mere dil ki dhadkan

--FEMALE--
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Paayaliya geet sunaaye, sargam gaaye
Preet jagaaye, tujhko paas bulaaye, rabba ho

--MALE--
Teri paayaliya shor machaaye, neend churaaye
Hosh udaaye, mujhko paas bulaaye, rabba ho

--FEMALE--
(Meri paayal pe likha hai deewane tera naam
Baahon mein teri beete ab mere subh-o-shyaam) - 2

--MALE--
Jee mera kehta hai main paayal ban jaaoon
In gore gore pairon ki rangat churaaoon

--FEMALE--
Aisi baaton se mujhko darr laage
Naazook hote hai chaahat ke dhaage

--MALE--
Paayaliya, ho ho ho ho, paayaliya, ho ho ho ho
Teri paayaliya shor machaaye, neend churaaye
Hosh udaaye, mujhko paas bulaaye, o rabba ho

--FEMALE--
Paayaliya geet sunaaye, sargam gaaye
Preet jagaaye, tujhko paas bulaaye, rabba ho

--MALE--
Paayaliya, ho ho ho ho

--FEMALE--
Paayaliya, ho ho ho ho

--CHORUS--
(Jind maahiya, jind maahiya
Jaana main jaana tere saath ve
Jind maahiya, jind maahiya
Haathon mein le le mera haath ve) - 2

--FEMALE--
Aah aah aah, aah aah...

--CHORUS--
Jind maahiya, jind maahiya
Jaana main jaana tere saath ve
Jind maahiya, jind maahiya
Haathon mein le le mera haath ve
Logged
Sonu
Guest
«Reply #89 on: November 03, 2006, 04:49:46 AM »
tere dard se dil aabad raha - 2
kutch bhul gaye kutch yaad raha
kutch yaad raha
tere dard se dil aabad raha
kutch bhul gaye kutch yaad raha
kutch yaad raha

(naseeba bhi kya rang laya
kaha laake hum ko milaya ) - 2
apni wafaa le gul khil na paaye
milke bhi tujhse hum mil na paaye
dard-e-dil hum kaise sahe
durr bhi hum kaise rahe
tera gam tere jaane ke baad raha - 2
kutch bhul gaye kutch yaad raha
kutch yaad raha

(jaan-e-wafa tujhko kya de
dil keh raha hai dua de) - 2
armaan bujhe hai sapne dhuaan hai
mar mar ke hum toh zinda yaha hai
bekhudi mein hum kho gaye
phir judaa tujhse ho gaye
chahat ka jahaan barbaad raha - 2
kutch bhul gaye kutch yaad raha
kutch yaad raha
tere dard se dil aabad raha
kutch bhul gaye kutch yaad raha
kutch yaad raha - 3
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:26:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer