~I LIKE THESE SONGS~

by bhambra on July 25, 2005, 08:26:25 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 34
Print
Author  (Read 28868 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #120 on: August 21, 2005, 02:25:40 PM »
Tu mile, dil khile, aur jeene ko kya chahiye
Haa Tu mile, dil khile, aur jeene ko kya chahiye
Na ho tu udaas tere paas paas mai rahuga zindagi bahar...2
saare sansar ka pyar maine tujhi me paya
Tu mile, dil khile, aur jeene ko kya chahiye
haa Tu mile, dil khile, aur jeene ko kya chahiye

chanda tujhe e e e dekhne ko nikla karta hai
aaina bhi O O O O deedar ko tarsa karta hai
itni hasee koi nahi itni hasee koi nahi
husn dono jaha ka ek tujh me simat ke aaya
Tu mile, dil khile, aur jeene ko kya chahiye

[Darling
every breath u take every move u make
i will be there
wat would i do without you
i want to love u forever n ever n ever]

pyar kabhi oooo marta nahi humtum marte hai
hote hai woh oooo log amar pyar jo karte hai
jitni ada utni wafa, jitni ada utni wafa
ik nazar pyar se dekh lo phir se zinda kardo
Tu mile, dil khile, aur jeene ko kya chahiye
haa Tu mile, dil khile, aur jeene ko kya chahiye
na ho tu udas tere pass pas mai rahugi zindagi bhar
Tu mile, dil khile, aur jeene ko kya chahiye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #121 on: August 21, 2005, 06:47:35 PM »
Bohat hi acha song hai...last para mujhe bohat pasand hai..."pyaar kabhi..........zinda kardo."
Logged
bhambra
Guest
«Reply #122 on: August 22, 2005, 07:26:15 AM »
Nice song saba, i like it too, plz carry on........................................ tongue3
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #123 on: August 22, 2005, 10:47:33 AM »
"tu pyar hai kisi aur ka" and "sambhala hai maine" among my fav's.nice ones bhambhra Usual Smile .
Logged
pyarikudi1983
Guest
«Reply #124 on: August 22, 2005, 02:49:32 PM »
:lol:  :lol:  :lol:  :lol:  :lol: Arey Nidhu :lol: Mujhe bhi ye songs pasand hai....... :hug:  :beerchug:  :lol: aur

1. Yaroon dosti badi hi hassen hai.... Usual Smile
2.  Chod aayeeeeeeeeeee Hum Vo Galiyannnnnnnnnnn sad5  sad5  sad5
3.   Bhuli Bisri Yaad mein abhi kahin pyaar chupa hai..... :? {4m Viruudh}
4.  Dil mein sanam ki surat :wink:
5.  Ye daulat bhi le lo....ye shohrat hi le lo.... glasses2
6.  Phulo ka taaron ka sabka kehna hai...ek haazaroin mein mera Bhai hai :wink:
7.  Mehboob mere mehboob mere.... glasses2
8. Tu hawa hai Fiza hai Puzzled !
9.  Aashiq Banaya aapne :D {New released song :wink: }
10. Aapki Kashish Sarforosh haiiiii,kya kahen tumse jane-jaaaa tum ho aahosh hai............hoshhhh hai{4m da Latest Movie}.....

bas ab tak ke liye itne mujhe ache lagte hai,aur kuch yaad nahi aa raha sad5  sad5  sad5  sad5 Kuch aur yaad dilana tho Nidhu :lol:  :lol:  :lol:  :lol:  :wink:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #125 on: August 29, 2005, 07:43:21 AM »
Well nice collection all ......... yup pyarikudi.... i luv dis song  from ... d film " Aashiq Banaya aapne " ....Aapki Kashish Sarforosh haiiiii ...hmmmmmmmm juz gr8 song ...:p happy9
Logged
bhambra
Guest
«Reply #126 on: August 30, 2005, 10:18:39 AM »
Na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath
achanak ye man
kisi ke jaane ke baad, kare phir usiki yaad
chhoti chhoti si baat,  na jaane kyon

vo anjaan pal
Dhal gaye kal, aaj vo
rang badal badal,  man ko machal machal
rahen, na chal na jaane kyon, vo anjaan pal
tere bina mere nainon me
Toote re haay re sapanon ke mahal
na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath ...

vahi hai dagar
vahi hai safar, hai nahin
saath mere magar,  ab mera hamsafar
dhoonde nazar na jaane kyon, vahi hai dagar
kahaa gaeen shamen madabhari
vo mere, mere vo din gaye kidhar
na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath ...

Film: Choti se baat
Logged
bhambra
Guest
«Reply #127 on: August 30, 2005, 10:20:45 AM »
--MALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki

Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan

--FEMALE--
Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki

Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar

--MALE--
Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki

--FEMALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

--MALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

Film : Qyamat se qyamat tak
Logged
bhambra
Guest
«Reply #128 on: August 30, 2005, 10:23:40 AM »
sapanaa meraa toot gayaa, too naa rahaa kuchh naa rahaa
rotee huyee yaade milee, bas aaur muze kuchh naa milaa

aa jaa teree baaho mein aa, pyaar bharee raaho mein aa
sun le machalate huye, dil kee sadaa
dil kah rahaa meraa, saath hain ye teraa meraa
ab jindagee mein kabhee, ho naa judaa
sapanaa meraa.. ..

sharamaanaa chhod de too, ghabaraanaa chhod de too
aaj to buzaa de mere dil kee lagee
par too hain jeewan saathee, main hoo diyaa too hain baatee
pyaar mein yoo jalane kaa hain naam jindagee.

Film : Khel khel me
Logged
bhambra
Guest
«Reply #129 on: August 30, 2005, 10:24:35 AM »
Sannate ki gehri chhanv
Khaamoshi se jalte gaanv
Ye nadiyon par toote huey pul
Dharti ghaayal aur vyaakul
Ye khet gamon se jhulse huey
Ye khaali raste sehme huey
Ye maatam karta saara samaa
Ye jalte ghar ye kaala dhuaan
Ye jalte ghar ye kaala dhuaan
Hoho..

Hmmm..
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Mujhse tujhse hum donon se ye jalte ghar kuchh kehte hain
Barbaadi ke saari manzar kuchh kehte hain
Hay..
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Hoho...

Hmmm..
Baarood se bojhal saari fiza
Hai maut ki dhoop hai laati hava
Zakhmon pe hai chhaayi laachaari
Dariyon mein hai khilti beemaari
Ye marte bachche haathon mein
Ye maaon ka rone raaton mein
Murda basti murda hai nagar
Chehre patthar hain dil patthar
Chehre patthar hain dil patthar
Hoho..

Hmm..
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Mujhse tujhse hum donon sun ye patthar ghar kuchh kehte hain
Barbaadi ke saari manzar kuchh kehte hain
Hay..
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Hoho...

Hmmm..
Mere dushman mere bhai mere humsaaye
Chehron ke dilon ke ye patthar ye jalte ghar
Barbaadi ke saare manzar sab mere nagar sab tere nagar
Ye kehte hain
Is sarhad par pulkaarega kab tak nafrat ka ye ajgar
Kab tak nafrat ka ye agrak
Is sarhad par pulkaarega kab tak nafrat ka ye ajgar
Hum apne apne kheton mein gehoon ki jagah chaawal ki jagah
Ye bandookein kyon bote hain
Jab donon hi ki galiyon mein kuchh bhookke bachche rote hain
Kuchhbhookhe bachche rote hain
Aa khaayein kasam
Ab jung nahin hone paaye
Aa khaayein kasam
Ab jung nahin hone paaye
Aur us din ka rasta dekhein
Jab khil uththay tera bhi chaman
Jab khil uththay mera bhi chaman
Tera bhi watan mera bhi watan
Mera bhi watan tera bhi watan
Tera bhi watan mere bhi watan

Hoho..
Mere dost mere bhai mere humsaaye
Mere dost mere bhai mere humsaaye
Hoho..
Hmmm..
Aaa...

Film : Border
Logged
bhambra
Guest
«Reply #130 on: August 30, 2005, 10:25:47 AM »
--MALE--
(Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain) - 2
(Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain) - 2
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

--CHORUS--
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2
Sa pa ma pa ma pa ga ma ga
Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa - 2

--MALE--
Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani
Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye
Yaadein, yaadein, yaadein
Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

--FEMALE--
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2

--MALE--
Duniya mein yun aana, duniya se yun jaana
Aao to le aana, jaao to de jaana
Yaadein, yaadein, yaadein

Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

--FEMALE--
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah - 2

Film : Yaddein
Logged
bhambra
Guest
«Reply #131 on: August 30, 2005, 10:29:20 AM »
Now this is a very uncommon song....
But i like it...
(Sheeshe se bani ek ladki
Patthar ke nagar mein aayi) - 2
Voh dhoond rahi thi moti
Aur patthar se takraayi
Sheeshe se bani ek ladki
Patthar ke nagar mein aayi
(Sheeshe se bani yeh ladki
Is baat se hai anjaani) - 2
Jab ret chamakti hai to
Lagti hai door se paani
Yeh phool hai sab kaagaz ke
Lekin voh samajh na paayi
Sheeshe se bani ek ladki
Patthar ke nagar mein aayi
Voh dhoond rahi thi moti
Aur patthar se takraayi
(Sheeshe se bani ladki se
Keh do ke na baad mein rona) - 2
Kuch log hain jo peetal ke
Kehte hai voh khud ko sona
(Yeh jhoot ka pul tootega
Aur gehri hai gham ki khaayi) - 2
Sheeshe se bani ek ladki
Patthar ke nagar mein aayi
Voh dhoond rahi thi moti
Aur patthar se takraayi

Film : Dastak
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #132 on: August 30, 2005, 12:38:01 PM »
Quote from: "bhambra"
--MALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki

Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan

--FEMALE--
Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki

Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar

--MALE--
Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki

--FEMALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

--MALE--
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

Film : Qyamat se qyamat tak


this one is my fav one bhambar...
 aur iss film ke sara song bahut aache hain aur ooooo aur iss me Aamir wow kya lagta hai cute sa hmmmmmmm lol

well dis one too is nice one

Akele hain toh kya gam hai..... my fav one
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #133 on: August 30, 2005, 02:27:06 PM »
film : salaam namaste



Aaati hai  wo  chal ke aise jaise janat mai rehti hai.
dekhti hai sab ko aise jaise sab ko wo sehti hai..
per ghusse mai jab aaee aur ankhen  wo dikhalaee aur larte larte ghalti se muskaee.
MY DIL GOES MMMMMMMM.

 



kerti hoon jab usse baten lagta hai soone wala hai .
so ke jab JAB bhi wo jage lagta hai roone wala hai.
phir chupke se wo aae aur neend se mujhe jagaee le bahoon mai khud hi khil jaaeee.
MY DIL GOES MMMMMMMMM..


haan wo na na kerti hai haan bada akarti hai.
 haan thori si ziddi hai haan akal se pittti hai .
jate hain sab jaeen rahain wo jati hai.
terhi in batoon se mujhe wo satati hai.
aur waqt se pehle ana sunna na koi bahana per dekhna mera rasta roozana.
MY DIL GOES MMMMMMMMM.




haan picture mai roota hai haan khule moun soota hai.
haan zara nalaeiq hai haan pitne ke laeiq hai.
 jane kiya kehta hai jaane kia kerta hai .sofe pey charta hai pardoon se larta hai .
jab karne lage safai samjhoo ke shamat aai phir thak jab leta  hai angrai .
MY DIL GOES MMMMMMMMM..

 


Haan Thori Alag Si Hai Haan Thori Ghalat Si Hai Haan Thora Alag Sa Hai Haan Thora Ghalat Sa Hai.Aisi Bhi Hogi Wo

Aisa Na Soocha Tha .. Haan Aisa Hi Hoga Wo Aisa Hi Soocha  Tha..Kion Lagta Hai Yeh Apna Yeh Sach Hai Ya Hai

Sapna Per Lagta Hai Kahin Ho Na Jaee Choor.
MY DIL GOES MMMMM..
Logged
bhambra
Guest
«Reply #134 on: September 01, 2005, 09:43:12 AM »
Thanx Salma,

Film : Pardes

Dil Ye Dil
Dil Ye Dil
Dil Ye Dil

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana
Maine Uske Shahar Ko Chhoda
Uski Gali Mein Dil Ko Toda
Phir Bhi Seene Mein Dhadakta Hai Ye Dil
Maine Dil Se Usay Nikaala
Jo Na Karna Tha Kar Daala
Phir Phi Yaad Usi Ko Karta Hai Ye Dil

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil

God saves the world
World saves the man
Man saves the heart
Heart saves love

Dil Dil Dil
Dil Dil Dil

Dil Ki Khata Bhi Hai Kya
Mujhko Gila Bhi Hai Kya
Is Dillagi Ke Siva Dil Ne Kiya Bhi Hai Kya
Aashiq Hai Ye Chor Nahin Main Kya Karoon
Dil Pe Mera Zor Nahin Hai Main Kya Karoon
Aashiq Hai Ye Chor Nahin Main Kya Karoon
Dil Pe Mera Zor Nahin Hai Main Kya Karoon

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil

Dil Kaisa Bepeer Hai
Vo Ek Tasveer Hai
Main Kehta Hoon Tod De Kehta Hai Zanjeer Hai
Koi Kachchi Dor Nahin Hai Main Kya Karoon
Dil Pe Koi Zor Nahin Hai Main Kya Karoon
Koi Kachchi Dor Nahin Hai Main Kya Karoon
Dil Pe Koi Zor Nahin Hai Main Kya Karoon

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil
Deewana Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana
Deewana Dil
Maine Uske Shahar Ko Chhoda
Uski Gali Mein Dil Ko Toda
Phir Bhi Seene Mein Dhadakta Hai Ye Dil
Dil Dil
Maine Dil Se Usay Nikaala
Jo Na Karna Tha Kar Daala
Phir Phi Yaad Usi Ko Karta Hai Ye Dil
Dil Dil

Ye Dil
Deewana
Deewana Hai Ye Dil
Deewana Dil
Deewane Ne Mujhko Bhi Ah Kar Daala Deewana
Deewana Dil

Ye Dil
Dil Dil Deewana Dil
Dil Dil Paagal Dil
Dil Dil Dil Dil

Dil Dil Dil Dil
Dil Dil Dil Dil
Dil Dil Dil Dil
Dil Dil Dil Dil
Dil Dil.
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 34
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:32:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer