~I LIKE THESE SONGS~

by bhambra on July 25, 2005, 08:26:25 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 34
Print
Author  (Read 28874 times)
bhambra
Guest
«Reply #165 on: October 08, 2005, 06:35:10 AM »
Yeh chaahat ye betaabi
Yeh chaahat ye betaabi
Naa kaam nahin hai
Naa kaam nahin hai
Ab mere bina unko bhi...
Ab mere bina unko bhi aaraam nahin hai...
Seene se yeh dil gaya..dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya..dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Tera jaadoo chal gaya
Tera jaadoo chal gaya
Tu mujhko mil gaya
Seene se yeh dil gaya..dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya..dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Tera jaadoo chal gaya
Tera jaadoo chal gaya
Tu mujhko mil gaya
Tu mujhko mil gaya

Humko apne haathon ki lakeeron mein basa lo
Tum hi naseeb apna...ab humko bana lo...
Humko apne haathon ki lakeeron mein basa lo
Tum hi naseeb apna...ab humko bana lo...
Hum tum judaa ho jayein...
Hum tum judaa ho jayein..aasaan nahin hai
Seene se yeh dil gaya..dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya..dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Tera jaadoo chal gaya
Tera jaadoo chal gaya
Tu mujhko mil gaya
Tu mujhko mil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya

Ab tum meri baahon mein..nigaahon mein rahoge
Tum jaan bankar meri saanson mein rahoge
Ab tum meri baahon mein..nigaahon mein rahoge
Tum jaan bankar meri saanson mein rahoge
Ek tere siva hoton pe...
Ek tere siva hoton pe koi naam nahin hai
Seene se yeh dil gaya..dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya..dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Tera jaadoo chal gaya
Tera jaadoo chal gaya
Tu mujhko mil gaya
Tu mujhko mil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya
Seene se yeh dil gaya

Film : Tera jadoo chal gaya.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
bhambra
Guest
«Reply #166 on: October 08, 2005, 06:39:42 AM »
--MALE 1--
Har sant kahe, saadhu kahe
Sach aur saahas hai jiske mann mein
Ant mein jeet usiki rahe

--MALE 2--
Aaja re aaja re, aaja re aaja re
Bhale kitne lambe ho raste, ho
Thake na tera yeh tan, ho
Aaja re aaja re, sun le pukaare dagariya
Rahe na yeh raste taraste, ho, tu aaja re
Is dharti ka hai raja tu, yeh baat jaan le tu
Kathinaayi se takraa ja tu, nahin haar maan le tu
Mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
Yeh dharti apni hai, apna ambar hai re
O mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
Dharti apni hai, apna ambar hai re
Tu aaja re

--FEMALE--
Sun lo re mitwa
Jo hai tumre mann mein, vohi hamre mann mein
Jo sapna hai tumra, sapna vohi hamra hai
Jeevan mein

--MALE 2--  
Haan, chale hum liye aasa ke diye nayanan mein
Diye hamri aasaaon ke kabhi bujh na paaye

--FEMALE--
Kabhi aandhiyaan jo aake inko bujhaaye

--MALE 2--
O mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
Yeh dharti apni hai, apna ambar hai re
O mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
Dharti apni hai, apna ambar hai re
Tu aaja re

--FEMALE--
(Ta na, ta na na na, ta na na na na na
Ta na, ta na na na, ta na na na na
Ta na, ta na na na, ta na na na na na, aaja re) - 2

--MALE 2--
Sun lo re mitwa
Purwa bhi gaayegi, masti bhi chhaayegi
Milke pukaaro to
Phoolon waali jo rut hai, aayegi

--FEMALE--
Haan, sukh bhare din, dukh ke binlaayegi
Hum tum sajaaye aao, rangon ke mele

--MALE 2--
Rehte ho bolo kaahe tum yun akele
Mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
Yeh dharti apni hai, apna ambar hai re

--MALE 3--
O mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
Yeh dharti apni hai, apna ambar hai re
Tu aaja re

--MALE 1--
Har sant kahe, saadhu kahe
Sach aur saahas hai jiske mann mein
Ant mein jeet usiki rahe

--MALE 2--
O mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
Yeh dharti apni hai, apna ambar hai re

--ALL--
(O mitwa, sun mitwa, tujhko kya darr hai re
Yeh dharti apni hai, apna ambar hai re) - 3
Tu aaja re, tu aaja re, tu aaja re
Tu aaja re

Film : Lagaan
Logged
bhambra
Guest
«Reply #167 on: October 08, 2005, 06:57:26 AM »
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Ajab Hai Ishq Yaara
Pal Do Pal Ki Khushiyaan
Gam Ke Khazaane Milte Hain
Milti Hai Tanhaiyaan
Kabhi Aansoon Kabhi Aahein
Kabhi Shikve Kabhi Naalein
Tera Chehra Nazar Aaye
Tera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon Mein
Teri Yaadein Tadpayein
Teri Yaadein Tadpayein Raaton Ke Andheron Mein
Tera Chehra Nazar Aaye
Machal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Agar Mile Khuda To
Poochhoonga Khudaya
Jism Mujhe Deke Mitti Ka
Sheeshay Sa Dil Kyon Banaya
Aur Us Pe Diya Fitrat
Ke Woh Karta Hai Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Wah Re Wah Teri Kudrat Us Pe De Diya Kismat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat Hai Yehi Kya Vo Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Sisak Sisakke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Now this is my fav. song...hope u like this.....

Film : Hum dil de chuke sanam.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #168 on: October 17, 2005, 06:53:06 AM »
Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum ham rahe na ham
Waqt ne kiya…

Beqaraar dil is tarha mile
jis tarha kabhi ham juda na the
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
Ek raah par chalke do qadam
Waqt ne kiya…

Jaayenge kaha sujhta nahi
chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam
Waqt ne kiya…

Film : Kagaj k Phool
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #169 on: October 17, 2005, 10:35:15 AM »
Song : Mai pal do pal ka shayar hun
Movie : Kabhie kabhie (1976)
Singer : Mukesh
Lyrics : Sahir Ludhianvi



Mai pal do pal ka shayar hun ,
Pal do pal ki meri kahani hai,
Pal do pal meri hasti ha,
Pal do pal meri jawaani hai… (2wice)

Mai pal do pal ka shayar hun………..

Mujhse pahley kitney shayaar aaye,
aaour aake chaley gaye, eee eeeee
Kuch aahein bhar kar lout gaye,
Kuch nagmey ga kar chaley gaye, eee eee ee
Wo bhi ek pal ka kisaa they …
Mai bhi ek pal ka kisaa hun
Kal tumse juda ho jaunga,
Wo aaj tumhara hisaa hun

Mai pal do pal ka shayar hun ,
Pal do pal ki meri kahani hai,
Pal do pal meri hasti ha,
Pal do pal meri jawaani hai…

Mai pal do pal ka shayar hun………..

Kal aaour aayenge nagmon ki khilti kaliyan sun nne walley,
Mujhse behtar kehne waaley , tumse behtar sun nne walley
Kal koi mujhko yaad karey, kui koi mujhko yaad kare,
Mat rug na maana mere liye, kiu waqt aapna barbaad karey,

Mai pal do pal ka shayar hun………..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #170 on: October 17, 2005, 10:41:58 AM »
Movie Name: Prem Geet (1981)
Singer: Jagjit Singh
Lyrics: Indeewar
Song : Hoton se chulo tum…  
 
Hoton Se Chhuulo Tum
Meraa Giit Amar Kar Do……(2)

Ban Jaao Miit Mere
Merii Priit Amar Kar Do
Na Umar Kii Siimaa Ho
Na Janam Kaa Ho Bandhan
Jab Pyaar Kare koi
To Dekhe Keval Man
Nayi Reet Chalaakar Tum
Ye Riit Amar Kara Do
Honton Se Chhuulo Tum  ...

Aakaash Kaa Suunaapan
Mere Tanahaa Man MeiN
Paayal Chhanakaatii Tum
Aajaao Jiivan MeiN
Saan sein Dekar Apanii
Sangiit Amar Kar Do(2)  Mera geet amar kar do
Honton Se Chhuulo Tum  ...

Jag Ne Chhiinaa Mujhase
Mujhe Jo Bhii Lagaa Pyaaraa
Sab Jiitaa Kiye Mujhase
Main Har Dam Hii Haaraa
Tum Haar Ke Dil Apanaa
Merii Jiit Amar Kar Do (2)
Honton Se Chhuulo Tum  ...
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #171 on: October 17, 2005, 11:06:45 AM »
(Well I don’t know movie’s name and year if anyone know please let me know)
Song : Chal kahin
Singer : Lata ji, kishore kumar, Md. Rafique


Humm humm hmmm, (k.k)
Aaaa aaaaaha haaha ,(L.m)
Humm humm hmmm, (k.k)


Kia mousam hai….(k.k)
Aaa aaaahhaahaaa,(L.m)
Aae dewaane dil.. (k.k)  
aare chal kahin door nikal jayen (2)

koi hum dum hai, aa aaa ahhaha,
chahat key kabilllllll, to kis liye hummmmm, smabhal jayen,
chal kahin door…………………….

(L.m)Jhum ke jab jab kabhie, do dil gaatey hia,
4 kadam chaltey hai, fir kho jatey hai

(k.k)hey hey hey aaisa hai to kho jaane do, mujhko biaaj
ye kia kaam hai,
(L.m)ahahaha,
(k.k)ye kia kaam hai 2 pal o rahiee,  mil jayen bahel jayen,
(L.m)ahahaha,
chal kahi door………..(k.k)


(Md. R) (Starst from 5th note) ye mastiyannnn, yeeeeeeeeeee bahar,
phir ho chaala.... beekarar , main girta hun mujhe thaam lo, bhige laboon se mera naaaaam loooo...

(L.m) duniya ko aab do nazar kiu aayein hum,
itney karib aao ke ek ho jayein hum,
k ek ho jayein hum... k ek ho jayein

(L.m) hmm hmm khoye se hum, khoi se manzil, aacha hai sabhal jayein

(k.k) chal kahin door nikal jayein
(L.m) ooooo  accha hai sabhal jayein
(k.k) chal kahin door nikal jayein
(L.m) ooooo  accha hai sabhal jayein

May be song in lyrics could’nt sounds so well, but is one of my fantastic in my oldies goldies, so please let me know if you wanna listen.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #172 on: October 21, 2005, 05:38:53 AM »
--FEMALE--
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte

--MALE--
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte - 2
Aao ab laut chale shaam ke dhalte dhalte - 2

--FEMALE--
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte
Aao ab laut chale shaam ke dhalte dhalte
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte

--MALE--
Baheke jazbaat hai, chhune se mahek jaayenge
Aise haalaat mein hum dono bahek jaayenge
Banke toofan jaage armaan
Dil ki shamma na bhadak jaaye yun jalte jalte
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte

--FEMALE--
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte

Khushbu-e-ishq hai saanson mein basaane ke liye
Yeh haseen khwaab hai palkon mein sajaane ke liye
Kuch na kehna, chup hi rehna
Dard seene mein na badh jaaye yun palte palte
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte

--MALE--
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte

--FEMALE--
Aao ab laut chale shaam ke dhalte dhalte

--MALE--
Aao ab laut chale shaam ke dhalte dhalte

--BOTH--
Hum badi door chale aaye hain, chalte chalte - 2

Film : Saangharsh

I love to listen all the songs from this film. Usual Smile

Nice songs Nirbhay.....
Logged
bhambra
Guest
«Reply #173 on: October 21, 2005, 05:39:30 AM »
Mm hmm hmm hmm, eh hey, la la la
Mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho - 2
Kaho na kaho mujhko sab kuch pataa hai
Haan, karoon kya mujhe tum bataati nahin ho
Chhupaati ho mujhse yeh tumhaari khataa hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho

Meri beqaraari ko had se badhaana
Tumhe khoob aata hai baatein banaana
Nigaahein milaake yun mera chain lena
Sataake mohabbat mein yun dard dena
Mujhe dekhke aise palkein jhukaana
Sharaarat nahin hai to phir aur kya hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho

Tumhe neend aayegi ab na mere bin
Mujhe hai yakeen aisa aayega ek din
Khuli teri zulfon mein soya rahoonga
Tere hi khayaalon mein khoya rahoonga
Kabhi gaur se meri aankhon mein dekho
Meri jaan tumhaara hi chehraa chhupaa hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho
Kaho na kaho mujhko sab kuch pataa hai
Haan, karoon kya mujhe tum bataati nahin ho
Chhupaati ho mujhse yeh tumhaari khataa hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho
Mm, hmm hmm hmm, eh hey, la la la

Film : Saangharsh
Logged
bhambra
Guest
«Reply #174 on: October 21, 2005, 05:40:48 AM »
--MALE--
Teri ek chhuwan se jaaga yeh kaisa ehsaas
Pehle to mehsus hui na mujhko aisi pyaas

Pehli pehil baar baliye, dil gaya haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya - 2

--FEMALE--
Pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya - 2

--MALE--
Bhole teri soni soni ankha mastaaniya
Pyaar ke liye yeh dengi laakhon qurbaaniya
Karke ek baar baliye, dil gaya haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya - 2
Pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya - 2

--FEMALE--
Aah, aa aa aa aah, aa aa aa aah aa aa aa aah
Aa aa aa aa aah aa aa aah

Tere liye, tere liye marta hai maahiya
Phir kyoon judaai se dil darrta hai maahiya
Tujhpe jaan nisaar baliye, dil gayi haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya - 2

--MALE--
Pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye

--FEMALE--
Pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye

--BOTH--
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya - 2
Dil ka qaraar kho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya

Film : Saangharsh
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #175 on: October 21, 2005, 03:00:40 PM »
wa sabki choice to bahot uniqe hai.....

my favorite song....
from Machis film...

Chod aaye hum wo galiya
Chod aaye hum wo galiya

jaha tere pairo ke kamal gira karte hai
hase to do galo me bhawar pada karte hai
...iske aage ka yaad nahi hai...
lekin ye song mujhe bahot pasad hai waise Souvnik bhai ka fav. song bhi mujhe bahot khas lagata hai....

"Mujhe raat din bas mujhe chahti ho.."
kya situational song hai...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #176 on: October 22, 2005, 08:08:05 AM »
Thanx milind...i hav already posted this song in this forum from Maachis....dekh lo...

Rabba mere ishq kisi ko
Aise na tadpaye... hoy
Dil ki baat rahe is dil mein,
Hothon tak na aaye,
Na aaye...

Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayee
Dil roya ki ankh bhar aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayee
Dil roya ki ankh bhar aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna... 2

Tujhe har khushi de di
Labon ki hansi de di
Zulfon ki ghata lehraayee
Paigaam wafa ke laayee
Tune acchhi preet nibhayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna

Wo chand mere ghar-aangan
Ab to aayeega
Tere soone is aanchal ko
Wo bhar jaayega
Teri kar di god bharaayee,
Teri kar di god bharaayee,
Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayee
Dil roya ki ankh bhar aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna

O mahinyaa, O mahinyaa

Khata ho gayi mujhse
Kaha kuch nahin tumse
Ikrar jo tum kar paate
To door kabhi na jaate
Koi samjhe na peer parayee
Koi samjhe na peer parayee
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayee
Dil roya ki ankh bhar aayee
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna


Film :Kuch kuch hota hai..
Logged
bhambra
Guest
«Reply #177 on: October 22, 2005, 08:08:37 AM »
Thanx milind...i hav already posted this song in this forum from Maachis....dekh lo...

Rabba mere ishq kisi ko
Aise na tadpaye... hoy
Dil ki baat rahe is dil mein,
Hothon tak na aaye,
Na aaye...

Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayee
Dil roya ki ankh bhar aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayee
Dil roya ki ankh bhar aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna... 2

Tujhe har khushi de di
Labon ki hansi de di
Zulfon ki ghata lehraayee
Paigaam wafa ke laayee
Tune acchhi preet nibhayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna

Wo chand mere ghar-aangan
Ab to aayeega
Tere soone is aanchal ko
Wo bhar jaayega
Teri kar di god bharaayee,
Teri kar di god bharaayee,
Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayee
Dil roya ki ankh bhar aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna

O mahinyaa, O mahinyaa

Khata ho gayi mujhse
Kaha kuch nahin tumse
Ikrar jo tum kar paate
To door kabhi na jaate
Koi samjhe na peer parayee
Koi samjhe na peer parayee
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Dil roya ki ankh bhar aayee
Dil roya ki ankh bhar aayee
Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna
Tujhe yaad na meri aayee
Kisi se ab kya kehna


Film :Kuch kuch hota hai..
Logged
bhambra
Guest
«Reply #178 on: October 25, 2005, 07:40:34 AM »
bahot khubasoorat gajal likh rahaa hoo
tumhe dekhakar aajakal likh rahaa hoo

mile kab kahaa, kitane lamahe gujaare
mai gin gin ke wo saare pal likh rahaa hoo

tumhaare jawaan khubasoorat badan ko
taraashaa huaa yek mahal likh rahaa hoo

n poochho meree bekaraaree kaa aalam
mai raaton ko karawat badal likh rahaa hoo

Film : Shikaari
Logged
bhambra
Guest
«Reply #179 on: October 25, 2005, 07:42:04 AM »
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani

main achhi buri jaisi bhi hu
tu achha bura jaisa bhi hain
main teri hu kaisi bhi hu
tu mera hain kaisa bhi hain - 2
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam

toote hue dil ki kashti ko
toofan mein kinara mil jaaye
tu thaam le mera haath agar
dono ko sahara mil jaaye
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam

Film : Ghulam e mustafa
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 34
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:30:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer