~I LIKE THESE SONGS~

by bhambra on July 25, 2005, 08:26:25 AM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 34
Print
Author  (Read 28295 times)
bhambra
Guest
«Reply #180 on: October 25, 2005, 07:45:08 AM »
--MALE--
Aha, aha, mm hm hm hm hm hm
Hey, ha ha, ha ha

--FEMALE--
Baadalon mein chhup raha hai chaand kyoon

--MALE--
Apne husn ki zaya se poochh lo

--FEMALE--
Chaandni padi hui hai maand kyoon

--MALE--
Apne hi kisi ada se poochh lo

--FEMALE--
Baadalon mein chhup raha hai chaand kyoon

--MALE--
Apne husn ki zaya se poochh lo

--FEMALE--
Chaandni padi hui hai maand kyoon

--MALE--
Apne hi kisi ada se poochh lo

--FEMALE--
Meri hasraton pe bekhudi si chhaa gayi
Tumko dekhkar nigaah ladkhadaa gayi

--MALE--
Meri hasraton pe bekhudi si chhaa gayi
Tumko dekhkar nigaah ladkhadaa gayi - 2

--FEMALE--
Nigaah ladkhadaa gayi

--MALE--
Nigaah ladkhadaa gayi
Ho raha hoon main nashe mein choor kyoon

--FEMALE--
Jhoomti hui faza se poochh lo

--MALE--
Ho raha hai bet yeh suroor kyoon

--FEMALE--
Meri zulf ki ghata se poochh lo
Baadalon mein chhup raha hai chaand kyoon

--MALE--
Apne husn ki zaya se poochh lo

--FEMALE--
Chaandni padi hui hai maand kyoon

--MALE--
Apne hi kisi ada se poochh lo
Door mujhse gham hai aur khushi kareeb hai
Aaj mera pyaar kitna khushnaseeb hai

--FEMALE--
Door mujhse gham hai aur khushi kareeb hai
Aaj mera pyaar kitna khushnaseeb hai - 2

--MALE--
Kitna khushnaseeb hai

--FEMALE--
Kitna khushnaseeb hai
Jhoomta hai mera ang ang kyoon

--MALE--
Apni rooh ki sada se poochh lo

--FEMALE--
Baj rahe hai dil mein jaltarang kyoon

--MALE--
Geet chhedti hawa se poochh lo

--FEMALE--
Baadalon mein chhup raha hai chaand kyoon

--MALE--
Hm, apne husn ki zaya se poochh lo

--FEMALE--
Chaandni padi hui hai maand kyoon

--MALE--
Apne hi kisi ada se poochh lo

Film : Phir teri kahani yaad aayi.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
bhambra
Guest
«Reply #181 on: October 25, 2005, 07:48:32 AM »
I like all the songs of this movie but this is the most fav. Usual Smile

Dekho chhodke kis raste vo jaate hain
Saare raste vaapas mere dil ko aate hain

Please
Nahin saamne
Nahin saamne ye alag baat hai
Nahin saamne ye alag baat hai
Mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai


Tera naam maine liya hain yahaan
Mujhe yaad tune kiya hai vahaan
Tera naam maine liya hain yahaan
Mujhe yaad tune kiya hai vahaan
Bade zor ki aaj barsaat
Bade zor ki aaj barsaat
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai

Bichhad ki bhi mujhse juda to nahin
Khafa hai magar bewafa to nahin
Bichhad ki bhi mujhse juda to nahin
Khafa hai magar bewafa to nahin
Mere haath mein hi tera haath hai
Mere haath mein hi tera haath hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Mere paas hai mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Mere paas hai mere paas hai

Film : Taal
Logged
bhambra
Guest
«Reply #182 on: October 26, 2005, 07:27:16 AM »
Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum

Angdaai Leke Hawaein Chali To Kyon Na Khushboo Bikhre Kali
Khushboo Hawaon Mein Kaise Bhare Kaliyan Hai Sharmaati Haay Kya Kare
Kya Pata Hai Yeh Kya Sharam Hai Ya Saja
Kyon Hai Betabiyaan Intezar Ek Zara
Ek Pal Ki Bhi Doori To Ab Hai Sitam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum

Chup Rehna Chaaha Tha Rehna Sake Phir Bhi Jo Kehna Tha Keh Na Sake
Tum Mujhse Kuch Bhi Kaho Na Kaho Aise To Khoye Huve Na Raho
Ab To Jo Ho So Ho Baat Dil Ki Suno
Kehti Hai Dhadkane Keh Bhi Do Keh Bhi Do
Tumhare Hai Hum Tumhari Kasam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum

Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum
Jaage Jaage Jaage Jaage Jaage Jaage

Film : Mere yaar ki shaadi hay
Logged
bhambra
Guest
«Reply #183 on: October 26, 2005, 07:42:48 AM »
Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon
Aaa...
Sann sann hawa sann sann sann
Lahraye kyon

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon
Aaa...
Sann sann hawa sann sann sann
Lahraye kyon

Shayad hawa ne sun liya
Toone kisi ko chun liya
Kangan
Khanan khan khan khan
kyon khanke re
O jhanjhar
Jhanan jhan jhan jhan
Kyon jhanke re

Jhankare tere mere pyar ki hai
Dhun yeh mohabbat ke ikraar ki hai

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon

Aaa..
Mera anchal lahron se badal ne li
Poochha hai kya
Poochha hai badal ne
Kya kya hai anchal main
Anchal main hain khwab tumhare
Anchal par hai naam tumhara
Anchal main hi dil ki dhadkan
Dhadkan main hai pyar tumhara

Dhadkan ki aawaz yoon dhal rahi hai
Payal pahan kar hawa chal rahi hai

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon

Aakhon aakhon main aakhon se in aakhon ko
Kahna hai kya

Aakhon ka kahna hai
Aakhon main rahna hai
Aakhen meri mandar tera
In aakhon main ghar hai tera
Sun leti hai meri aakhen
Jo kahti hai teri aakhen

Aakhon main sapne sawarne lage hain
Sanson main ghungroo bikharne lage hain

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon
Sann sann hawa sann sann sann
Lahraye kyon

Shayad hawa ne sun liya
Toone kisi ko chun liya

Kangan
Khanan khan khan khan
kyon khanke re
O jhanjhar
Jhanan jhan jhan jhan
Kyon jhanke re

Jhankare tere mere pyar ki hai
Dhun yeh mohabbat ke ikraar ki hai

Chhann chhann
Chhanan chhan chhann chhann
Mann gaye kyon

Film : Munnabhai Mbbs
Logged
bhambra
Guest
«Reply #184 on: October 26, 2005, 07:43:55 AM »
Zindagi is tarah se lagne lagi
Rang ud jaaye jo deewaaron se
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Zakhm dikhne lage daraaron se
Ab talak sirf tujhko dekha tha
Aaj tu kya hai yeh bhi jaan liya
Aaj jab gaur se tujhe dekha
Hum galat the kahin yeh maan liya - 2
Teri har bhool mein kahin shaayad
Hum bhi shaamil hain gunahgaaron se
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Zakhm dikhne lage daraaron se
Aa mere saath milke hum phir se
Apne khwaabon ka ghar banaate hain
Jo bhi bikhra hai voh samet te hain
Dhoondkar phir khushi ko laate hain - 2
Bojh to zindagi ka kat ta hai
Ek duje ke hi sahaaron se
Zindagi is tarah se lagne lagi
Rang ud jaaye jo deewaaron se
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Zakhm dikhne lage daraaron se

Film : Murder
Logged
bhambra
Guest
«Reply #185 on: October 26, 2005, 07:47:26 AM »
Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili
Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili
Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil
Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili
O Ho Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili
Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil
Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili

Manao To Ise Main Kaise Yeh Dil Deewana Hai Na Mane
Batao To Main Kaise Yeh Ishq Kya Hai Yeh Na Jane
Shedayi Main Tera Hua Tujhko Nahi Hai Yeh Pata
Jaam Aapko Mila Mujhe To Berukhi Mili
O Ho Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili
Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil
Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili

Koi Kisi Pe Jaan De De Koi Kare Hai Bewafai
Yeh Faaslo Ka Dard Kya Hai Yeh Jaanti Hai Bas Judai
Tujhse Mili Jabse Nazar Deewani Main Ho Gayi
Neend Aap Ko Mili Mujhe To Bebasi Mili
Ha Ha Ha Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili
Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil
Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili
Ha Ha Ha Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili

Film : Hunguma
Logged
bhambra
Guest
«Reply #186 on: October 26, 2005, 07:48:34 AM »
Rafta Rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jadoo jagaya tumne
dil ko to pata bhi chala

kabhi ha kabhi naa
hum karte rahe
chupke aahe bhi bharte rahe
dekhate dekhate ye kya ho gaya

rafta rafta hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala

Raaton main ab tera sapna
mujhko aata hai
ek angdai ek bechaini
deke jaata hai
teri aankhon ka
main deeawana hoon
tere hothon ka
main paimana hu
tu ye jaane na
rafta rafta
hole hole
dil ko churaya tumnee
dil ko to pata bhi na chala

Iss pehlu main iss daaman main
mujhko rehna hai
dard judaai ka ek pal bhi
ab na sehna hai
meri yaadon main jaane ja tu hai
meri saanson main teri khusboo hai
tu hai meri jaan

rafta rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jaadu chalaya tumne
dil koto pata bhi na chala

Film : Hulchal
Logged
bhambra
Guest
«Reply #187 on: October 26, 2005, 08:01:18 AM »
aye kaash ke hum  hosh mein ab aane naa paaye
bas nagmein tere pyaar ke, gaate hee jaaye

khilatee, mahakatee ye julfon kee shaam
hasate, khanakate ye hothhon ke jaam
aa zoom ke saath uthhaye, bas nagmein tere pyaar ke ..

ho bas agar tum humaare sanam
hum to sitaaron pe rakh de kadam
saaraa jahaan bhool jaaye, bas nagmein tere pyaar ke ..


Film : Kabhi haan kabhi na
Logged
bhambra
Guest
«Reply #188 on: October 28, 2005, 10:17:54 AM »
Meri kahani mera kissa ho tum (2)
tumhe kaise bhula sakta hoon,
kaise dil se mita sakta hoon
meri saanson ka hissa ho tum
meri kahani mera kissa ho tum (2)
tumhe kaise bhula sakta hoon,
kaise dil se mita sakta hoon
meri saanson ka hissa ho tum....meri kahani

Hum pyaar ki daur se, bandhe bhi hue hain, toote bhi hue hain (2)
Aur haath se haath yeh, mile bhi hue hain, choote bhi hue hain
Hum saath hain par humsafar nahi,
mere pass nahi toh door sahi,
par meri toh manzil ho tum
meri kahani mera kissa ho tum
tumhe kaise bhula sakta hoon,
kaise dil se mita sakta hoon
meri saanson ka hissa ho tum..meri kahani

Har khushi saath thi, mere tum the magar
ek pal mein tumhe kho diya
dooriyaan chaa gayi, jaise baadal koi aasmaan main phir ro diya
Hum door hue the jaane kyun (2)
ab pass hai toh lagta hai yun, ki ek pal ka, sapna ho tum
meri kahani mera kissa ho tum (2)
tumhe kaise bhula sakta hoon,
kaise dil se mita sakta hoon
meri saanson ka hissa ho tum
meri kahani...meri kahani

Film : Stop
Logged
bhambra
Guest
«Reply #189 on: October 28, 2005, 10:19:21 AM »
meree duniyaan hai, tuz mein kahee
tere been main kyaa, kuchh bhee nahee
meree jaan mein teree jaan hai, o saathee mere

palakon mein tere rup kaa sapanaa sajaa diyaa
pahalee najar mein hee tuze, apanaa banaa liyaa
hai yahee aarajoo, har ghadee baithhee raho mere saamane

ayesaa lagaa, mere sanam  hum jo yahaa mile
saharaa mein jaise shabanamee, chaahat ke gul khile
ye jameen, aasamaan, kah rahe, hum to kabhee naa honge judaa

Film : Vaastav
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #190 on: October 31, 2005, 02:42:23 PM »
From :- chocklate

(halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana ) - 2
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaaye na jaaye na
woh woh
halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaye na jaaye na
woh woh woh
halka halka sa yeh nasha

(kyon bhala sapno ke pitche dil mera apno ke pitche khota hain
khwaahishein aawaara banke toot jaaye tara banke hota hain ) - 2
hota hain kal magar
beeta jo pal agar
aaye na aaye naa
halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaaye na jaaye na
woh woh
halka halka sa yeh nasha

(jal uthe shola toh ismein jo chale hawa toh kisne roka hain
ho raha hain dil bekaabu yeh nahi aankhon ka jaadu dhoka hain ) - 2
raahein dhua dhuan
manzil jaane kaha
kho raha karwaa
(halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana) - 2
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaaye na jaaye na
oh oh oh
halka halka sa yeh nasha
Logged
bhambra
Guest
«Reply #191 on: December 07, 2005, 06:15:56 AM »
Thanx Milind for ur contribution....

This is a new song, but really wonderful....

tujhe dekh dekh sona - 2
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2
tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
jiya dhadak dhadak - 3
jaayen

kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe - 2
inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa - 2
kehna kabhi to mera maan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe - 2
mere sapno mein aake apna mujhko banake - 2
mujhpe tu kar ehsaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere hain bitani haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

dhadak jaaye jiya
dhadak jaaye jaaye
jiya dhadak dhadak
jiya dhadak dhadak
dhadak dhadak dhadak jaaye
(jiya dhadak dhadak - 3

Film : Kalyug
Logged
bhambra
Guest
«Reply #192 on: December 07, 2005, 06:23:44 AM »
Now this one is my all time fav. sung by Mh. Rafi.

diwaanaa huaa baadal  saawan kee ghataa chhaayee
ye dekh ke dil zoomaa, liyee pyaar ne angadaayee

ayesee to meree takadeer naa thee
tum saa jo koee mehaboob mile
dil aaj khushee se paagal hai
aye jaana-ye-wafaa tum khub mile
dil kyoo naa bane paagal kyaa tumane adaa paayee

jab tum se najar takaraayee sanam
jajabaat kaa yek tufaan uthhaa
tinake kee tarah main bah nikalee
sailaab mere roke naa rukaa
jeewan mein machee halachal aaur bajane lagee shahanaaee

hai aaj naye aramaanon se
aabad mere dil kee nagaree
barason se khijaa kaa aalam thaa
wiraan badee duniyaan thee meree
haathon mein teraa aanchal aayaa ke bahaar aayee

Film : Kashmir ki kali.
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #193 on: December 08, 2005, 06:32:20 AM »
thax souvnik bhai...  i m adding one more....

dheere dheere chal, chaand gagan mein
are, dheere dheere chal, chaand gagan mein
kahin Dhal naa jaaye raat, toot naa jaayein sapane
dheere dheere chal, chaand gagan mein

vo kyaa cheez thi, milaake nazar giraa di
huaa vo asar, ke hamane nazar jhukaa di
gun gun goonje raag, aaj pavan mein
dheere dheere chal, chaand gagan mein

do dil mil gaye, diye jal gaye hazaaron
aji, tum mil gaye, to gul khil gaye hazaaron
hongi do do baat aaj milan mei
are, dheere dheere chal, chaand gagan mein


from :- LOVE MARRIAGE
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #194 on: December 08, 2005, 06:50:52 AM »
Quote from: "bhambra"
Thanx Milind for ur contribution....

This is a new song, but really wonderful....

tujhe dekh dekh sona - 2
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2
tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
jiya dhadak dhadak - 3
jaayen

kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe - 2
inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa - 2
kehna kabhi to mera maan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe - 2
mere sapno mein aake apna mujhko banake - 2
mujhpe tu kar ehsaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere hain bitani haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

dhadak jaaye jiya
dhadak jaaye jaaye
jiya dhadak dhadak
jiya dhadak dhadak
dhadak dhadak dhadak jaaye
(jiya dhadak dhadak - 3

Film : Kalyug


hey ye wala bhi mast hain lekin..wo wala gr8 hai...
juda hoke bhi tu mujhe kahin baki hai...
palkon mein ban ke aason tu chali aati hai...
jadu ho ke bhi...aaahaa....
waise zinda hu mein zindagi bin tere mein..
dard he dard baki raha hai seene mein...
saanein lene pal bhi yahan jeene nahin hai...
ab to adat se hai mujko aise jeene mein...
juda hoke bhi.....


lekin iss song ka phele version ek dam mast hai...
wo ek pakistan singer ke album se hai...
Atif Aslam : Jal : Aadat
 na jaane kab se umeen dein kuch baki hai...
magar phir bhi teri yaad kyun aati hai...


ye tune liya gaya hai iss kalyug film ke song mein....lekin lyric change kar diya...lekin dono mast song..n one of my fav ones....!!!
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 34
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 07:34:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer