~I LIKE THESE SONGS~

by bhambra on July 25, 2005, 08:26:25 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 34
Print
Author  (Read 28875 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #195 on: December 08, 2005, 07:07:20 AM »

Hey mere bhi kuch fav songs ke list de rahi hu...


Koi Mere liye lyrics likh do bhai...lolzz


Papa Kehta Hain : Ghar se nikalte he..kuch durr chalte he..raste mein hai uska ghar...kal subha dekha to baal banati hai..khidki mein aayi nazar...

Hum Hain Rahi Pyaar Ke : Mujse mohabbat ka izhar karta...khaas koi ladka mujhe pyaar karta...


Gulam :Ab Naam mohabbat ke ilzam to aaya hai..
tum joo bhi saza doo...sar humne jhukaya hai...
tune he hasi de thi..tu ne he rolaya hai..
kya pyaar me socha tha kya pyaar me paya hai...


Ashique :Ab tere bin jee lenge hum..zeher zindagi ka pee lenge hum...


Ashique : nazar ke saamne..jigar ke pass...koi rehta hai..wo ho tum.......beetabhi kya hoti hai...
poocho mere dil se..tanha tanha lauta hu mein to..bhari mehfil se....


Gupt : Yeh pyaar kya hai kisine na jaana...sab ki juban pe magar ye fasana....jaadu hai ye kya pata kab kis pe chal gaya....shola hai ye kya kabar kab kis ka dil jal gaya...ye pyaar kya hai...kisine na jaana....


Gupt : mere sanam mujko teri kasam...tujse bichad ke maar jayenge hum...ke maarne se phele..jee le zara hum..

Barsat : Nahi ye ho nahin sakta..ke teri yaad na aaye....

Barsat: Humko Srif tumse pyaar hai....

Paap : maan ki lagan......

filhal itne he yaad aaye hain..
nxt list phir kabhi likhongi....
till den ap log ko ye home wrok diya maine...lolz
jab yahan aaye to work ..i mean..class work..ye..i mean ye lyrics le ke aana...!!! lol
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
bhambra
Guest
«Reply #196 on: December 10, 2005, 09:50:06 AM »
Thanx for sending these nice songs milind & Salma....

Salmu tumhari list k 90% se bhi jyada gaane main post kar chuka hu, so peeche jaake khoj lo, yeh tumhari task hay lollzzz...

I think sirf Gupt k gaane nahi ihay, i will post them...tab tum gaake sunana apni sanam ko...'Mere Sanam...' - lollzzz
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #197 on: December 11, 2005, 09:26:20 PM »
Bhambra..... hmmm collection KhuuB M@st hai.. tongue3
Every one bohat achhe songs hai

Mine very fvt. on

Mera kuchh saman ....
tumhare paas para hai
Mera kuchh saman ....
tumhare paas para hai
ho.. saawan ke kuchh bheege beege din
rakhe hai
aur mere ek khat me lipti
raat pari hai
woh raat bhijhado
mera woh saman lauta do !
woh raat bhijhado
mera woh saman lauta do !

Pat jhar hai kuchh.... hai na !

pat jhar me kuchh patto ke
girne ki aahat
kaano me ek baar
pehen ke lautayi thi
Patjhar ki woh shaakh
abhi tak kaanp rahi hai...
woh shaakh gira do
mera woh saman lauta do
woh shaakh gira do
mera woh saman lauta do

Ek ekeli chhatri me jab
aadhe aadhe bheeg rahe they
Ek ekeli chhatri me jab
aadhe aadhe bheeg rahe they
aadhe sukhe aadhe geele
Sookha to mai le aayi thi
geela man shayad
bistar ke paas para ho... !
woh bhijwado... !!
mera woh saaman lauta do....

Ek sau sola chand ki raatein
Ek tumhare kaandhe kaatu
Ek sau sola taak ki raatein
Ek tumhare kaandhe kaatu
geeli mehandi ki khushbu
jhoot moot ke shikwe kuchh
jhoot moot ke waade bhi sab
yaad kara du.....
sab bhijwa do....
mera woh saaman lauta do...
sab bhijwa do....
mera woh saaman lauta do...

ek ijazat de do bas
jab is ko dafnaugi
mai bhi waheen so jaaugi
mai bhi waheen so jaaugi
Logged
bhambra
Guest
«Reply #198 on: December 12, 2005, 07:12:20 AM »
Hey, Saba this one is ma fav. also, but sorry  to say i had already submitted it in this forum. Waise i like ur choice.
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #199 on: December 12, 2005, 12:54:08 PM »
Mm mm mm, mm mm mm mm
Mm mm mm mm mm mm, mm mm mm mm, mm mm mm mm
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai - 2
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
La la la la la la, la la la la la la
Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se ek umr churaani hai

Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai

Ek pyar ka nagma hai

Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon
Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai

Ek pyar ka nagma hai

Toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhal jaana hai
Parchhaaniyan reh jaati, reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Logged
bhambra
Guest
«Reply #200 on: December 13, 2005, 06:23:09 AM »
This is not a very popular song, but i like it & all the other songs of this movie.

kehta hai ye safar kehti hai rehguzar
zamane bhar ke gam liye ummeed dil mein kam liye
tum chale ho kaha
kehta hai ye safar ...

dekhu jahaan milta nahi jazbaat ka nishaan
halka sa bhi nishaan
begaane log hain anjaane log hain
tamaam shehar mein kahi milega pyar hi nahi
tum chale ho ...

duniya mein tum kab se ho gum kis raah se ho chale
aakash ke tale chalte rahe kam na huye manzil ke faasale
aaise hain faasale
raahon ki thokar kehti hai kya karen
khula koi bhi dar nahi
kisi ke dil mein ghar nahi
tum chale ho ...

Film : Bada Din
Logged
bhambra
Guest
«Reply #201 on: December 13, 2005, 06:24:56 AM »
This song is nice......

Boy:
Suno Jara
Suno Jara
Havaoon Mein Ye Kaisi Hai Sadaa
Koi To Hai Jo Hai Ye Keh Rahaa
Ke Raha Mein Mein Woh Mod Aa Gaya
Ke Jiske Aage Hai Zameen Na Aasman
Na Manzilein Na Raasta

Girl:
Suno Jara
Suno Jara
Havaoon Mein Ye Kaisi Hai Sadaa
Koi To Hai Jo Hai Ye Keh Rahaa
Ke Raha Mein Mein Woh Mod Aa Gaya
Ke Jiske Aage Hai Zameen Na Aasman
Na Manzilein Na Raasta...

Boy:
Yadoon Ke Gam Hi Taraane
Gaati Hai Tanhaiyaan
Haan, Dil Din Dhal Raha Hai To Kitni
Lambi Hain Parchaiyaan
Bas Ek Pal MEin Hoga Sabh Dhua Dhua
Hai Aarzoo Ki Ye Sadaa

Girl:
Suno Jara
Suno Jara
Havaoon Mein Ye Kaisi Hai Sadaa
Koi To Hai Jo Hai Ye Keh Rahaa
Ke Raha Mein Mein Woh Mod Aa Gaya
Ke Jiske Aage Hai Zameen Na Aasman
Na Manzilein Na Raasta...

La La La La La La
La La La La La La...

Dhoondla Gaye Hain Sitare
Phoolon Ko Neend Aa Gayi
Goom Soom Se Hum Sochte Hain
Baatein Adhuri Kayee
Hui Na Puri Kyoon Koi Bhi Dastan
Kise Khabar Kise Pataa

Boy:
Suno Jara
Suno Jara
Havaoon Mein Ye Kaisi Hai Sadaa
Koi To Hai Jo Hai Ye Keh Rahaa
Ke Raha Mein Mein Woh Mod Aa Gaya
Ke Jiske Aage Hai Zameen Na Aasman
Na Manzilein Na Raasta.

Girl:
Suno Jara
Suno Jara
Havaoon Mein Ye Kaisi Hai Sadaa
Koi To Hai Jo Hai Ye Keh Rahaa
Ke Raha Mein Mein Woh Mod Aa Gaya
Ke Jiske Aage Hai Zameen Na Aasman
Na Manzilein Na Raasta.

Boy:
Na Manzilein Na Raasta

Girl:
Hoom Hoom Hoom Hoom
Hoom Hoom Hoom Hoom

Boy:
Hoom Hoom Hoom Hoom
Hoom Hoom Hoom Hoom
Submitted by: Rakesh Mehta

Film : Bada Din
Logged
bhambra
Guest
«Reply #202 on: December 13, 2005, 06:27:22 AM »
I like the lyrix of this song..

Raat Dhalne Lagi Bujh Gaye Hain Diye
Raah Takte Hain Hum Jaane Kiske Liye

Koi Aahat Nahin Raahen Sunsaan Hain
Arzoo Ke Nagar Saare Veeraan Hain
Kya Karen Hum Sochke Hum Bhi Hairaan Hain
Is Tarah Kitne Din Kis Tarah Hum Jiyen
Raah Takte Hain Hum Jaane Kiske Liye...

Door Tak Ab Koi Sangi Saathi Nahin
Koi Deepak Nahin Koi Baati Nahin
Kya Karen Zindagi Batati Nahin
Gham Jo Ek Zehar Hai Koi Kab Tak Piye
Raah Takte Hain Hum Jaane Kiske Liye...

Film : Saaz
Logged
bhambra
Guest
«Reply #203 on: December 13, 2005, 06:44:19 AM »
Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Aage bhi jaane na tu…

Anjaane saayo ka raaho mein dera hai
Andekhi baaho ne ham sabko ghera hai
Ye pal ujaala hai baaqi andhera hai
Ye pal gawaana na ye pal hi tera hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le puri aarzoo
Aage bhi ...

Is pal ke jalwo ne mehfil sawaari hai
Is pal ki garmi ne dhadkan ubhaari hai
Is pal ke hone se duniya hamaari hai
Ye pal jo dekho to sadiyo pe bhaari hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le purii aarzoo
Aage bhi ...

Is pal ke saaye mein apna thhikaana hai
Is pal ke aage hi har shae fasaana hai
Kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai
Is pal se paayega jo tujhko paana hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le puri aarzoo
Aage bhi ...

Film : Waqt
Logged
bhambra
Guest
«Reply #204 on: December 14, 2005, 07:14:11 AM »
I like the lyrix as well as the music of this song....

Mujhko jab aise dekhti ho tum
Rang bhar jaate hai fizaaon mein
Kasmasaati hai aarzoo dil mein
Geet ghul jaate hai hawaaon mein
Jaadu bhari aankhon waali suno - 2
Tum aise mujhe dekha na karo - 2
Jaadu bhari aankhon waali suno - 2
Tum aise mujhe dekha na karo - 2

(Phir main koi umeed karoon
Phir mujhe koi armaan ho) - 2
Tum shaayad meri ban jaao
Phir dil ko aisa gumaan ho
Par aisa na hota achha hai
In baaton mein kya rakha hai
Mujhko aisi umeed na do
Jaadu bhari aankhon waali suno - 2
Tum aise mujhe dekha na karo - 2

(Phir dhadkan mein tum bas jaao
Phir koi ghazal main gaaoon) - 2
Phir chaand mein tumko main dekhoon
Phoolon mein tumko paaoon
Par aisa na hota achha hai
Iska anjaam jo hota hai
Voh dard hi deta hai dil ko
Jaadu bhari aankhon waali suno - 2
Tum aise mujhe dekha na karo - 2

Film : Dastak
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #205 on: December 14, 2005, 02:02:14 PM »
gr8 souvanik.....
one more added...... dm

from kaante.... this is my fav8 song...


Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare


Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare


Zindagi meri bin tere kya hai, dil mera jaanta hai
Laakh samjhaaoon apne mann ko, deewaana kab maanta hai
Reh rehke yeh aahein bhare
Dil kya kare, yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare


Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare
Har ghadi tu khayaalon mein mere, bas tujhe sochti hoon
Jis taraf bhi nazar ghoomti hai, main tujhe dekhti hoon
Tere peechhe agar na phire
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare


Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare
Logged
bhambra
Guest
«Reply #206 on: December 20, 2005, 11:03:50 AM »
aye udi udi aye khaabon kee buree
aye ang rang khilee aye saaree raath bolee

aye udi udi aye khaabon kee buree
aye ang rang k hilee aye saaree raath bolee

halkee ae halkee kal raath jo shabnam giree
are ankhiyaan vakhiyaan bhar gayeen kal to aag mein dab dab giree
pahlee pahlee baarish kee chheethein pahlee baarish bheegee ho ho

nagina nagina nagina
ho ho O na jaare na jaare na judhaa
nagina nagina nagina
ho ho O na jaare na jaare na judhaa
uljhee huyee thee khul bhee gaee thee lat vo raath bhar bharasee
kabhee manaaye khoob sataaye vo sab yaar kee marzee
aye udi udi aye khaabon kee buree
aye ang rang k hilee aye saaree raath bolee
aye udi udi aye khaabon kee buree

chhed doon mein kabhee pyaar se to tang hotee hai
chhod doon rooth ke to bhee to jang hotee hai
chhed doon mein kabhee pyaar se to tang hotee hai
khaam khaah choom loon to bhi to jang hotee hai
zindagee aankhon kee aayat hai zindagee
aankhon mein rakhee teree amaanat hai
zindagee ae zindagee ae zindagee
nagina nagina nagina
ho ho O na jaare na jaare na judhaa
nagina nagina nagina
ho ho O na jaare na jaare na judhaa
uljhee huyee thee khul bhee gaee thee lat vo raath bhar bharasee
kabhee manaaye khoob sataaye vo sab yaar kee marzee
aye udi udi aye khaabon kee buree
aye ang rang k hilee aye saaree raath bolee
aye udi udi aye khaabon kee buree

lad lad ke jeene ko ye lamhe bhee tode hain
mar mar ke seene mein ye sheeshe jode hain
tum kah do sab naate manzil do socho to
ambar pe pehle hee sitaare thode hain
zindagee aankhon kee aayat hai zindagee
palkon mein jhapakee hai meethee shikaayath
zindagee ae zindagee ae zindagee
nagina nagina nagina
ho ho O na jaare na jaare na judhaa
nagina nagina nagina
ho ho O na jaare na jaare na judhaa
uljhee huyee thee khul bhee gaee thee lat vo raath bhar bharasee
kabhee manaaye khoob sataaye vo sab yaar kee marzee
aye udi udi aye khaabon kee buree
aye ang rang k hilee aye saaree raath bolee
aye udi udi aye khaabon kee buree

Film : Saathiya
Logged
bhambra
Guest
«Reply #207 on: December 20, 2005, 11:05:26 AM »
Yaar Mangiyasi Rabba Dekho Roke Kedi Main Khudaai Manglaayi
Kedi Main Khudaai Manglaayi
Yaar Mangiyasi Rabba Dekho Roke Kedi Main Khudaai Manglaayi
Kedi Main Khudaai Manglaayi
Marjaande Marjaande
Marjaande Ki Sida Mainu Hoke Kedi Main Khudaai Manglaayi
Kedi Main Khudaai Manglaayi

Haaye Kinniya Duawa Mangga Koyi Vi Na Manni Jaaye
Haaye Kinniya Duawa Mangga Koyi Vi Na Manni Jaaye
Haaye Kinniya Duawa Mangga Koyi Vi Na Manni Jaaye
Kuano Roz Roz Din Sano Toke Kedi Mein Khudai Manglayi
Marjaande Marjaande
Marjaande Ki Sida Mainu Hoke Kedi Main Khudaai Manglaayi
Kedi Main Khudaai Manglaayi

Pyaar Mere Kar Rabba Mere Hawale Yaar Bin Dil Mera Kaun Sambhale
Yaar Bin Dil Mera Kaun Sambhale
Cheez Apni Hi Mangi Maine Tuhjse Kedi Mein Paarai Manglaayi
Kedi Mein Paarai Manglaayi
Marjaande Marjaande
Marjaande Ki Sida Mainu Hoke Kedi Main Khudaai Manglaayi
Kedi Main Khudaai Manglaayi

Mera Yeh Naseeba Hai Meri Nahin Sunta
Sapno Ke Jaal Yeh To Roz Roz Bunta
Sapno Ke Jaal Yeh To Roz Roz Bunta
Kabhi Sunle To Meri Bhi Duaai Kedi Mein Khudai Manglaayi
Kedi Mein Khudai Manglaayi
Marjaande Marjaande
Marjaande Ki Sida Mainu Hoke Kedi Main Khudaai Manglaayi
Kedi Main Khudaai Manglaayi

I like this song very much...

film : Kaante
Logged
bhambra
Guest
«Reply #208 on: December 20, 2005, 11:07:21 AM »
Is gane ki last wali lines mujhe bahot pasand hay....

Dil mera chura lo
Aankhon mein chhupa lo
Apna bana lo sanam

Na na na..
Na na na..
Haan haan haan
Na na na na

Chura lo na dil mera sanam
Bana lo na apna sanam
Ki tere bin na ji sakenge
Ki tere bin na mar sakenge
Kuchh bhi na kar sakenge

Chura lo na dil mera sanam
Chura lein kyon dil tera sanam

Na na na..
Haan haan haan
Na na na na

Masala baant loon
Main pyaaz kaat loon
Chhuri kidhar gayi
Uff hai nal khula hua

Main keh raha hoon kya
Tu sun rahi hai kya
Tu sun rahi hai kya
Main keh raha hoon kya

Tera deewanapan hai yeh
O bekhabar kitchen hai yeh
Yeh kyon vahaan utha dhuaan
Kya jaane kya jal gaya

Tere bin na ji sakenge
Ki tere bin na mar sakenge
Kuchh bhi na kar sakenge
Chura lo na dil mera sanam
Chura lein kyon dil tera sanam

Na jaane kya kaha
Kaho na phir zara
Sunoon mein gaur se
Kaho na zor se

Kaha jo zor se
To chaaron aur se
Hasenge hum pe sab
Hamaare shor se

Karenge baat phir kabhi
Jawaab chaahiye abhi
Nahin nahin abhi nahin
Itni bhi jaldi hai kya

Ki tere bin na ji sakenge
Ki tere bin na mar sakenge
Hum soch kar kahenge

Achcaha hua jo pyaar ki pehchaan ho gayi
Dete thay jis pe jaan woh anjaan ho gayi
Mausam to main nahin hoon
Jo aaoonga jaoonga
Rootha jo ek baar to vaapas na aoonga

Na na na..
Na na na..
Haan haan haan
Na na na na

Chura lo na dil mera sanam
Bana lo na apna sanam
Ki tere bin na ji sakenge
Ki tere bin na mar sakenge
Hum soch kar kahenge

Dil mera churalo
Aankhon mein chhupalo
Apna banalo sanam..

Film : Kareeb
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #209 on: January 01, 2006, 05:11:16 PM »
Bhamra..... its for You

Na din ko sukoon hai shakir, Na raat ko sukun hai
yeh kaisa hum pe umar , ishq ka junun hai
jo rachaye hai tu ne, haat mehendi se
woh mehendi nahi hai, mere dil ka khoon hai


Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
Haa..Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

mere pyar wale sabhi phool murjha gaye
kaante hi khizao wale mere hisse aagaye
mere pyar wale sabhi phool murjha gaye
kaante hi khizao wale mere hisse aagaye
raas na aaya mujhe sapna bahar ka ....... 2
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
Achha Sila diya tu ne mere pyar ka



Ashqo ki maala mere gale pehna ke
khush hai woh ghar kisi aur ka basa ke
Ashqo ki maala mere gale pehna ke
khush hai woh ghar kisi aur ka basa ke
kar diya khoon dekho mere aitbar ka.......2
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka

Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
Achha Sila diya tu ne mere pyar ka



Naaz tere mar ke bhi hans ke uthaye hai
Ashqo ke moti teri yaad me bahaye hai
Naaz tere mar ke bhi hans ke uthaye hai
Ashqo ke moti teri yaad me bahaye hai
sun kabhi shor mere dil e beqarar ka......2

Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
Achha Sila diya tu ne mere pyar ka
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 34
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:37:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer