~I LIKE THESE SONGS~

by bhambra on July 25, 2005, 08:26:25 AM
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 ... 34
Print
Author  (Read 28610 times)
riya_shah21
Guest
«Reply #300 on: July 21, 2006, 06:26:27 AM »

chahat ke safar mein
dilon ke faasalen dekho
yeh aksar toot jaate hain
kabhi aansu bahaate hain
kabhi chalte hain hain sehraa mein
phir bhi muskurate hain
yeh aksar toot jaate hain
kabhi aansu bahaate hain
kabhi chalte hain hain sehraa mein
phir bhi muskurate hain
imtehaan har ghadi ki
kasauti zindagi ki - 2


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
riya_shah21
Guest
«Reply #301 on: July 21, 2006, 06:30:14 AM »

kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala
aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala
badan se tapak kar, zameen se lipatkar
galiyon se raston se ubharkar, umadkar
naye rang bhar ne ko khoon chala khoon chala

khuli-si chhoT lekar, baRi-si tich lekar ahista ahista
sawaalon ki ungli, jawaabon ki mutthi
sang lekar Khoon chala
kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala

kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala
aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala
badan se tapak kar, zameen se lipatkar
galiyon se raston se ubharkar, umadkar
naye rang bhar ne ko khoon chala khoon chala

khoon chala - 8
Logged
riya_shah21
Guest
«Reply #302 on: July 21, 2006, 06:34:06 AM »

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Jaanta Hoon Aapko Sahare Ki Zarurat Nahin
Main Sirf Saath Dene Aaya Hoon

Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise

Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise

Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise

Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
Logged
riya_shah21
Guest
«Reply #303 on: July 21, 2006, 06:44:00 AM »


Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun  

Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho  

Kyun poori ho na paayi daastaan  

Kaise aayi hai aisi dooriyaan  

Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe  

Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe  

Kitna viraan hai ye sama  

Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon  

Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen  

Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen  

Aa gaye ham kahaan se kahaan  

Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho  

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun  

Logged
riya_shah21
Guest
«Reply #304 on: July 21, 2006, 06:51:53 AM »

(Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar
Kisika dard mil sake to le udhaar
Kisike waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena issi ka naam hai) -2

(Maana apni jeb se fakeer hain
Phir bhi yaaron dil ke ham ameer hain) -2
Mitte jo pyaar ke liye woh zindagi
Jale bahaar ke liye woh zindagi
Kisi ko ho na ho hamein to aitbaar
Jeena issi kaa naam hai

(Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hameen se naam pyaar ka) -2
Ke mar ke bhi kisi ko yaad aayenge
Kisi ke aansuon mein muskuraayenge
Kahega phool har kali se baar baar
Jeena issi kaa naam hai
Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar..


Logged
riya_shah21
Guest
«Reply #305 on: July 21, 2006, 06:53:33 AM »

(Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar
Kisika dard mil sake to le udhaar
Kisike waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena issi ka naam hai) -2

(Maana apni jeb se fakeer hain
Phir bhi yaaron dil ke ham ameer hain) -2
Mitte jo pyaar ke liye woh zindagi
Jale bahaar ke liye woh zindagi
Kisi ko ho na ho hamein to aitbaar
Jeena issi kaa naam hai

(Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hameen se naam pyaar ka) -2
Ke mar ke bhi kisi ko yaad aayenge
Kisi ke aansuon mein muskuraayenge
Kahega phool har kali se baar baar
Jeena issi kaa naam hai
Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar..


Movie- Anari(old)
Logged
ranjana
Guest
«Reply #306 on: July 22, 2006, 06:02:19 AM »
hame.n tumase pyaar kitanaa, ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa
hame.n tumase pyaar ...

sunaa gam judaaI kaa, uThaate hai.n log
jaane zi.ndagii kaise, bitaate hai.n log
din bhii yahaa.N to lage, baras ke samaan
hame.n i.ntazaar kitanaa, ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa
hame.n tumase pyaar ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #307 on: July 24, 2006, 09:50:09 AM »
Thanx Riya And Ranjana Sis For Sharing So Beautiful Songs,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #308 on: July 24, 2006, 09:51:31 AM »
Tum Ko Bhi Hai Khabar,..
mujhko Bhi Hai Pataa,..
Ho raha hai Judaa,..
Dono Ka Rastaa,..
Door Jaake Bhi Mujhse,..
Tum Meri Yaadon Mein rehnaa,..
Kabhi Alvidaa Na Kehnaa,..[2]
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #309 on: July 24, 2006, 02:54:32 PM »


Nice Collection....

I could not stop myself to write one of my favorite song from the movie..."Phir Teri Kahaani Yaad Aayi"....




Dil mein sanam ki surat, aankhon mein aashiqui de
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de
Dil mein sanam ki surat, aankhon mein aashiqui de
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de, ek aur zindagi de


Kaise karoon mohabbat do din ki zindagi mein
Yeh din to beet jaayenge yunhi hasi hasi mein
Kaise karoon mohabbat do din ki zindagi mein
Yeh din to beet jaayenge yunhi hasi hasi mein
Jee bharke pyaar kar loon, aisi mujhe khushi de
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de


Sau saal tak sanam ki aankhon mein doob jaaoon
Sau saal aur ho to usko gale lagaaoon
Sau saal tak sanam ki aankhon mein doob jaaoon
Sau saal aur ho to usko gale lagaaoon
Sau saal phir milan ki duniya nayi nayi de
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de


[/b]
Logged
ranjana
Guest
«Reply #310 on: July 25, 2006, 06:33:57 AM »
nIle nIle ambar par, chA.Nd jab aaye
pyaar barasaae, hamako tarasaaye
aisaa koii saathii ho
aisaa koii premii ho
pyaas dil kii bujhaa jaae
nIle nIle  ...

(ho, uu.Nche uu.Nche parvat
jab chuumate hai ambar ko
pyaasaa pyaasaa ambar
jab chuumataa hai saagar ko ) - 2
pyaar se kasane ko
baaho.n me.n basane ko
dil meraa lalachaaye
koI to aa jaaye
aisaa koI saathii ho
aisaa koI premii ho
pyaas dil kii bujhaa jaae
nIle nIle  ...

(ho, Tha.nDe Tha.nDe jho.nke
jab baalo.n ko sahalaae.n
tapatii tapatii kiraNe.n
jab gaalo.n ko chhU jAe.n ) - 2
saa.Nso.n kii garamii ko
haatho.n kii naramii ko
dil meraa tarasaae
koI to chhU jAye
aisaa koI saathii ho
aisaa koI premii ho
pyaas dil kii bujhaa jAe
nIle nIle  ...

(chham chham karataa sAvan
bU.ndo.n ke baaN chalAe
satara.ngii barasaato.n me.n jab
tan man bhIgaa jaae ) - 2
pyaar me.n nahAne ko
DUb hii jaane ko
koI to aa jAe
khvaab jagaa jAye
aisaa koI saathii ho
aisaa koI premii ho
pyaas dil kii bujhaa jae
nIle nIle  ...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #311 on: July 26, 2006, 04:09:48 AM »
Tum gaye sab gaya,
Tum gaye sab gaya
Koi apni hi mitti tale dab gaya

Tum gaye sab gaya

Koi aaya tha kuch der pehle yahan
Leke mitti se lepa hua aasmaan
Abr par daalkar woh gaya, kab gaya

Tum gaye sab gaya, tum gaye sab gaya

Haathon pairon mein tanhaaiyaan chalti hain
Meri aankhon mein parchhaaiyaan chalti hain
Ek sailaab tha saara bhar beh gaya
Phir bhi jeene ka thoda sa darr reh gaya
Zakhm jeene ke kyoon de gaya, jab gaya

Tum gaye sab gaya, tum gaye sab gaya
Koi apni hi mitti tale dab gaya
Tum gaye sab gaya, tum gaye sab gaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #312 on: July 26, 2006, 12:36:25 PM »
Good Sharing Doston,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #313 on: August 01, 2006, 06:13:57 AM »
na bole tum, na mai.nne kuchh kahaa
 magar na jaane aisaa kyo.n lagaa
 ki dhuup me.n khilaa hai chaa.Nd, din me.n raat ho ga_ii
 ye pyaar kii binaa kahe sunaharii baat ho ga_ii)      

 badal rahii hai zi.ndagii, badal rahe hai.n ham
thirak rahe hai.n jaane aaj kyo.n mere kadam
mere kadam, mere kadam
kisii ko ho na ho magar hame.n to hai pataa
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #314 on: August 01, 2006, 09:50:01 AM »
Dekhle Aake Zara Chain se Sone Waale,..
Kaise Rote Hain Teri Yaad mein Rone Waale,..
nahi Aaya Meri Mayyat pe Koi Bhi Apna,.
Mere Qateel Hain Meri Laash Pe Rone Waale,..
Logged
Pages: 1 ... 17 18 19 20 [21] 22 23 24 25 ... 34
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 04:55:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer