~I LIKE THESE SONGS~

by bhambra on July 25, 2005, 08:26:25 AM
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 34
Print
Author  (Read 28607 times)
bhambra
Guest
«Reply #345 on: November 09, 2006, 06:47:28 AM »
Thanx Angel ji aur Aanasheen ji......Par aap bhi kuch likha karo...

Angel ji mujhe aapke fav songs kaise pata chal gaya?    :wink:

This song is dedicated to my LOVE....    


O mere sona re sona re sona re,
De dungi jaan juda mat hona re,
Maine tujhe zara der mein jana,
Huaa kusoor khafaa mat hona re -- (2)

O mere sona re sona re sona...

O meri bahon se nikal ke,
Tu agar mere raste se hat jayega,
To laharaake, ho balkhake,
Mera saaya tere tan se lipat jayega,
Chod ate hain kab ye armaan
Ki main bhii saath rahungi rahoge jahan,

O mere sona re sona re sona.

O miya hamse na chipao
Vo banaavat ki sari adayen liye,
Ki tum ispe ho itharaten,
Ki main pichhe hun sau iltizaan liye
Ji main khush hu mere sona
Jhooth hai kya, sach kahon naa
Ki main bhi saath rahungi rahoge jahan,

O mere sona re sona re sona.

O phir hamse na ulajh na
Nahin laat aur uljhan mein pad jayegi,
O pachataogi kuch aise
Ki ye suraki labon ki utar jayegi,
Ye sazaa tum bhool najana
Pyar ko thokar mat lagaana,
Ki chala jaunga phir main najaane kahan

O mere sona re sona re sona.

-Kaash woh mujhe aise karke manati kabhi, par aisa ho na saka....Khair...

Film: Teesri Manzil
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #346 on: November 12, 2006, 03:43:32 PM »
Koun Hai Jo sapna Me Aaya...

Yaar ye Kounsi Film Ka Hai,.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #347 on: November 14, 2006, 09:24:40 AM »


Oh Hoo Hoo Hoo
Hoo Hoo
Hoo Hoo Oh Oh
Hoo Aah Haa Haa

Jeeta Tha Jiske Liye
Jiske Liye Marta Tha
Jeeta Tha Jiske Liye
Jiske Liye Marta Tha
Ek Aaisi Ladki Thi
Jise Main Pyar Karta Tha
Ek Aaisi Ladki Thi
Jise Main Pyar Karta Tha

Aankhon Se Mere Behte Hai Aansu
Jab Yaad Aati Hai Woh - 2
Kaise Bataun Jaake Main Usko
Kitna Satati Hai Woh - 2
Pareshaan Hu Ke Milegi
Mujhe Woh Kaha
Ek Aaisi Ladki Thi
Jise Main Pyar Karta Tha

Ek Aaisi Ladki Thi
Jise Main Pyar Karta Tha
Ek Aaisi Ladki Thi
Jise Main Pyar Karta Tha


Logged
bhambra
Guest
«Reply #348 on: November 14, 2006, 09:32:53 AM »


kaun hai jo sapnon mein aaya(2)
kaun hai jo dil mein samaya(2)
lo jhuk gaya aasmaan bhi(2)
ishq mera rang laya(2)
o priya aaaa aaa(2)

zindagi ke har ek mod pe mein(2)
geet gata chala ja raha hoon(2)
bekhudi ka yeh aalam na poocho
manzilo se badha ja raha hoon(2)
kaun hai jo sapnon mein aaya
kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi
ishq mera rang laya
o priya aaaa aaa(2)

saj gayi aaj sari dishaye(2)
khul gayi aaj jannat ki raahein(2)
husn jab se mera ho gaya hai
mujh pe padti hai sabki nigahein(2)
kaun hai jo sapnon mein aaya
kaun hai jo dil mein samaya
lo jhuk gaya aasmaan bhi
ishq mera rang laya
o priya aaaa aaa(2)

jism ko maut aati hai lekin(2)
rooh ko maut aati nahi hai(2)
ishq raushan hai raushan rahega
raushani iski jati nahi hai(2)
kaun hai jo sapnon mein aaya(2)
kaun hai jo dil mein samaya(2)
lo jhuk gaya aasmaan bhi(2)
ishq mera rang laya(2)
o priya aaaa aaa(2)


Movie : Jhuk Gaya Aasmaan

Logged
bhambra
Guest
«Reply #349 on: November 14, 2006, 09:37:41 AM »


khilate hain gul yahaa, khil ke bikhar ne ko
milate hain dil yahaa, mil ke bichhadane ko

kal rahe naa rahe, mausam ye pyaar kaa
kal ruke naa ruke, dolaa bahaar kaa
chaar pal mile jo aaj pyaar mein gujaar do

zeelo ke hothhonpar meghon kaa raag hain
fulon ke seene mein thhandee thhandee aag hain
dil ke aaeene mein ye too samaa utaar le

pyaasaa hain dil sanam  pyaasee ye raat hain
hothhon mein dabee dabee koee meethhee baat hain
in lamho pe aaj too har khushee nisaar de


Movie : Sharmilee

Logged
bhambra
Guest
«Reply #350 on: November 14, 2006, 09:43:11 AM »
Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun  

Sadhana:
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho  

Hariharan:
Kyun poori ho na paayi daastaan  

Sadhana:
Kaise aayi hai aisi dooriyaan  

Hariharan:
Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe  

Sadhana:
Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe  

Hariharan:
Kitna viraan hai ye sama  

Sadhana:
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon  

Sadhana:
Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen  

Hariharan:
Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen  

Sadhana:
Aa gaye ham kahaan se kahaan  

Hariharan:
Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Sadhana:
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho  

Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun

Movie : Lakshya

Gum I had already posted the song in the previous page..   :wink:

Logged
bhambra
Guest
«Reply #351 on: November 14, 2006, 09:43:40 AM »
Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun  

Sadhana:
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho  

Hariharan:
Kyun poori ho na paayi daastaan  

Sadhana:
Kaise aayi hai aisi dooriyaan  

Hariharan:
Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe  

Sadhana:
Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe  

Hariharan:
Kitna viraan hai ye sama  

Sadhana:
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon  

Sadhana:
Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen  

Hariharan:
Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen  

Sadhana:
Aa gaye ham kahaan se kahaan  

Hariharan:
Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Sadhana:
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho  

Hariharan:
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun

Movie : Lakshya

Gum I had already posted the song in the previous page..   :wink:

Logged
bhambra
Guest
«Reply #352 on: November 14, 2006, 09:46:54 AM »
Wo ashq banake meri chashmedar mein rehata hain - 2
Ajib shaks hai paani ke ghar mein rehata hain

Bhooli bisari yaadon ki kirano ko sajaakar roye hain - 2
Wo chehara jab yaad aaya (hum shamma jalakar roye hain) - 2

Saath tumhaara kya chhuta tha dard se har rishta toota tha - 2
Ye aanso hai khushi ke aanso (tumako paakar roye hain) - 2
Bhooli bisari yaadon ki kirano ko saajakar roye hain

Apani hi majboori thi jo honth hamaare khul na sake - 2
Jab bhi maanga khuda se (bas haath uthakar roye hain) - 2
Bhooli bisari yaadon ki kirano ko saajakar roye hain

Yaad hai ab tak shame judaayi wo palake bhi bhigi thi - 2
Raashid aaj unhi aankhon ke (kwaab sajakar roye hain) - 2
Bhooli bisari yaadon ki kirano ko sajaakar roye hain
Wo chehara jab yaad aaya (hum shamma jalakar roye hain) - 2
Bhooli bisari yaadon ki kirano ko sajaakar roye hain

From RANJISH-Pankaj Udhas
Logged
bhambra
Guest
«Reply #353 on: November 15, 2006, 04:55:51 AM »


sham ke saye jab odha ke din so jataa hai
dil ke andheron mein ek cheharaa jhilmilata hai
kabhi woh sharamaaye kabhi haske kuchh kahe
iss dil ko churaake iss dil mein hi rahein
chulu chulu chui chui soch
tujhsa nahi kuchh bhi anmol
tere intezaar mein kab se hai hum
iss dil ke darwaaje khol
kehte hai rehtaa nahi jahaan mein
kuchh bhi sadaa ke liye
phir bhi sab kuchh bhulaa ke teri raah pe chal diye
take me to your heart take me to your soul
give me your hand and hold me
show me what love is be my guiding star
its easy take me to your heart

kaisa ye rishta hai tere mere darmayaan
kaisi ye chaahat hai kaise karu bayaan
dont need too much talking without saying anything
all i need is someone who makes me wanna sing
take me to your heart take me to your soul
tujhsa nahi kuchh bhi anmol
show me what love is havn't got a clue
iss dil ke darawaaje khol
they say nothing last forever
we are only here to dare
phir bi sab kuch bhulaa ke tere raah pe chal diye
take me to your heart take me to your soul
give me your hand and hold me
show me what love is be my guiding star
its easy take me to your heart


Album : Tishnagi (Shaan)

Logged
bhambra
Guest
«Reply #354 on: November 15, 2006, 10:59:09 AM »
isaka rona nahi kyon tumane kiya dil barabaad
isaka gam hai ki bahut der se barabaad kiya

shaam ke saanwale chehare ko nikhara jaaye
kyon na saagar mein koi chaand ubhaara jaaye

raas aaya nahi taskeen ka saahil koi
phir mujhe pyaas ke dariya mein utaara jaaye

meharabaan teri nazar teri adaayen qaatil
tujhako kis naam se ai dost pukaara jaaye


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #355 on: November 16, 2006, 11:21:27 AM »
Shukriya Bhambara Ji,..
For Posting my song thank U
Logged
bhambra
Guest
«Reply #356 on: November 17, 2006, 07:21:48 AM »
U r most welcome Jaanasheen ji...  Usual Smile
Logged
bhambra
Guest
«Reply #357 on: November 22, 2006, 07:02:14 AM »
Tu ek baar jo pyaar se mujhsko chuley tho har zakhm bhar jayegaa,
Zara ithzaa suun ke dewaane dilki mujhe aapne dilse lagaa...

Tere pyaar mein aise jiyain hum,
Jala hain yeh dil....yeh ankhen hue Nam - 2

Bas Ek Pal....... - 3

Hamare Khayalo mein Khwabaon mein yadhaon mein Bathaon mein rehthe ho tum,
Badaake mein yeh haath chuna jo chahuin tho pal bar mein hothe ho Gum.

Tere pyaar mein aise jiyain hum,
Jala hain yeh dil....yeh ankhen hue Nam - 2

Bas ek pal mein- 3

Sunaah hain Mohabbath ki Thakdeer mein, Likhein hain andherein Ghanee,
Thabi aaj Shayad Sitare Sabi zara saahi roshan hue...

Mere haath ki in Lakeeron mein likhe abhi aur kithne... sitam,
Khafaa Ho gayein hain kushi waqt sey ho rahein hain meherbaan Gam,

Tere pyaar mein aise jiyain hum,
Jala hain yeh dil....yeh ankhen hue Nam - 2

Bas Ek Pal....... - 6

Bas Ek Pal
Logged
bhambra
Guest
«Reply #358 on: November 24, 2006, 05:29:00 AM »

(dil lagaa
all I want to do it what
dil jalaa
i wanna dhoom dhoom dhoom what) - 2

(dil lagaa naa dil jala se dil jala jaayegaa
ishq kar naa ishq hi tujhe tadpaayegaa) - 2
koi ye maane naa koi ye jaane naa
maine toh jaanaa hai ishq leta hai jaan
(dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear apart) - 2
aa lele tu meri jaan

yeh ishq hai rab ki duaa
yeh ishq to sabko huaa
yeh junoon hai nashaa hai
sukoon hai mazaa hai
diloon ki sadaa hai
yeh tu jaan le
oh yeh love hai forever
yeh love choote never
yeh love for you dilbar
meri maan le

koi ye maane naa koi ye jaane naa
maine toh jaanaa hai ishq leta hai jaan
dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear apart
aa lele tu meri jaan

kisko pataa yeh pal naa ho jo aaj hai kal naa ho
oh yeh love takes you higher yeh love hai desire
yeh love to hai fire yeh love takes you far
yeh jalaa de, mita de vafaa de, dagaa de yeh hai ek sazaa
koi ye maane naa koi ye jaane naa
maine toh jaanaa hai ishq leta hai jaan
dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear apart aa lele tu meri jaan

dil lagaaa dil jalaa - 2

(dil lagaa naa dil jala se dil jala jaayegaa
ishq kar naa ishq hi tujhe tadpaayegaa) - 2
koi ye maane naa koi ye jaane naa
maine toh jaanaa hai ishq leta hai jaan
(dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear apart) - 2
aa lele tu meri jaan


Film: Dhoom 2
Logged
bhambra
Guest
«Reply #359 on: November 24, 2006, 05:30:15 AM »

Haaaa, chaand nikal gayi ho ji main chaand nikal gayi daiyyo re......

Hmm, bhitar bhitar aag jare
baat karu to sape lage
ajji bhitar bhitar aag jare
baat karu to sape lage
oh main tu chaand nikal gayo daiyya re
Ang pe aise chhaale padee
Tez tha jhaunka ka karu
Sisi karti, sisi sisi karti main maru
Zabaan pe laga re laga re haaye
Zubaan pe laga, zubaan pe laga laga re
Namak isaq ka haaye tere isaq ka zubaan pe laga laga re haaye
Namak isaq ka, tere isaq ka

(Zubaan pe laga laga re) -2

Namak isaq ka haaye re tere isaq ka -2

Balam se maanga maanga re, balam se maanga re
balam se maanga maanga re balam se maanga maanga re namak isaq ka tere isaq ka
zabaan pe laga laga re, namak isaq ka haaye re tere isaq ka haan re tere isaq ka.....
tere isaq ka....

Sabhi chhede hai mujhko, sipahiye baake chhamiye
haaaann, haan haanji haan
Wah wah ji wah wah ji wah aah
Sabhi chhede hai mujhko, sipahiye baake chhammiye


Thaadi dene lage hai gali ke baniye baniye
koi to kaudi daudh luta de, kauyi to kaudi
Ajji thodi thodi shahad chata de, thodi thodi

Tez tha tadka ka karu sisi karti main maru-2
Raat bhar jaa na re
Raat bhar jaana, raat bhar jaana jaana re
Namak isaq ka haaye tere isaq ka

zabaan pe laga laga re namak isaq ka haaye
tere isaq ka haan re, tere...

hooo, aisi bhukh lagi zaalim ki,
hoo aisi paak lagi zaalim ki
ki bansuri jaisi haan ji main

aarre jo bhi kaha us chandra bhaan ne
phat se ho gayi raazi main, baansuri jaisi baazi main, phat se ho gayi raazi main haaye

kabhi ankhiyon se pina, kabhi honto se pina  -2
kabhi achcha lage marna, kabhi muskil lage jeena

karva karvat pyaas lagi thi
arre balam ki aag paas lagi thi

(tez tha jhauka ka karu, sisi karti main maru) -2

dali bhar dala ji dala ji dala ji dala ji dala ji daala ji re
dali bhar daala, dali bhar dala daala re namak isaq ka haaye re, tere isaq ka

Zubaan pe laga laga re namak isaq ka haaye re tere isaq ka....

Balam se maanga maanga re, balam se maanga re
balam se maanga maanga re
namak isaq ka haaye re namak isaq ka

Film: Omkara
Logged
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 34
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 02:08:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer