~I LIKE THESE SONGS~

by bhambra on July 25, 2005, 08:26:25 AM
Pages: 1 ... 24 25 26 27 [28] 29 30 31 32 ... 34
Print
Author  (Read 28280 times)
bhambra
Guest
«Reply #405 on: April 18, 2007, 11:21:58 AM »
Thanx anjani ji..... Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
anjani_si
Guest
«Reply #406 on: April 19, 2007, 02:21:22 AM »
bhelcum :wink:
Logged
bhambra
Guest
«Reply #407 on: June 14, 2007, 07:26:57 AM »
Chupke se kahin, dheeme paaun se
    jaane kis tarah, kis ghadi
    aage badh gaye, humse raahon mein
    par tum toh abhi thi yahin
    kuch bhi na suna, kab ka tha gila
    kaise keh diya alvida

    Jinke darmiya gujri thi abhi
    kal tak yeh meri zindagi
    dono baahon ko, thandi chaanv ko
    hum bhi kar chale alvida

    Alvida, alvida, meri raahein alvida
    meri saansein kehati hai, alvida
    alvida, alvida, ab kehna aur kya
    jab tune keh diya, alvida

    Sunle bekhabar, yuun aankhein pher kar aaj tu chali jaa
    dhundegi nazar humko hi magar har jagah
    aisi raaton mein leke karvate, yaad hamein karna
    aur phir haar kar kehna kyun magar, keh diya alvida alvida
    koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida
    alvida, alvida, ab kehna aur kya
    jab tune keh diya, alvida

    Hum the dil jale, phir bhi dil kahe
    kaash mere sang aaj hote tum agar, hoti har dagar gulsitaa
    tumse hai khafa, hum naaraaz hai, dil hai pareshaan
    socha na suna tune kyun bhala keh diya alvida alvida
    koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida
    alvida, alvida, ab kehna aur kya
    jab tune keh diya, alvida

    kyun socha aur kahan alvida

    dono baahon ko, thandi chaanv ko
    hum bhi kar chale alvida


Movie : Metro
Logged
bhambra
Guest
«Reply #408 on: June 14, 2007, 08:22:47 AM »
Song : O Meri Jaan.... Dil Khudgarj Hai
Music : Pritam Chakraborty
Lyrics : Sandeep Srivastava
Singers : K.K

( Dil Khudgarj Hai, Phisala Hai Yeh Phir Haath Se
Kal Usaka Raha, Abb Hai Tera Iss Raat Se )… (2)
O Meri Jaan... (3)

Tu Aa Gaya Yuun Nazar Mein
Jaise Subah Dopahar Mein
Madhoshi Yuun Hi Nahi Dil Pe Chaayi
Niyat Ne Li Angadaayi
Chhuaa Tune Kuchh Iss Tarah
Badli Fiza Badla Sama
O Meri Jaan... (3)

Naata Samajhe Yeh Dil Mera
Jaanu Na Jaanu Na Isako Kya Huva
Teri Baahon Ki Phir Se Dhunde Yeh Panaah
Tu Hai Kahaan, Tu Hai Kahaan
O Meri Jaan... (5)
Logged
punam
Guest
«Reply #409 on: June 14, 2007, 11:37:44 AM »
Aapnaar posand toh khubb hi bhalo....
ki khabar... kothaye luke cho..? dikte pachi na...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #410 on: June 16, 2007, 07:53:07 AM »
Thanx Punam ji....main bus thora busy hun...aap kaise ho?
Logged
punam
Guest
«Reply #411 on: June 20, 2007, 05:02:53 PM »
Main fit and fine ji...apna batao..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #412 on: June 21, 2007, 03:51:33 AM »
yah dil tum bin kahin lagta nahi
hum kaya kare
tum hi kah do e jaan -e-wafa
hum kaya kare
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #413 on: June 21, 2007, 05:02:46 AM »
Raafta raafta dekho baat meri chali hai
Baat jiss se chali deikho aankhein usse ladi hai Winking
Logged
Pooja
Guest
«Reply #414 on: June 21, 2007, 05:31:26 PM »
aanewaalaa pal  jaanewaalaa hai
ho sake to is mein jindagee bitaa do
pal jo ye jaanewaalaa hai

yek baar yoo milee, maasoom see kalee
khilate huye kahaa, khushabaash mein chalee
dekhaa to yahee hai, dhoondhaa to naheen hai
pal jo ye jaanewaalaa hai

yek baar wakt se, lamahaa giraa kahee
wahaa daasataa milee, lamahaa kahee nahee
thodaasaa hasaa ke, thodaasaa rulaa ke
pal ye bhee jaanewaalaa hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #415 on: June 21, 2007, 05:34:37 PM »
beetee naa bitaayee rainaa, birahaa kee jaayee rainaa
bheegee huyee aakhiyon ne laakh buzaayee rainaa

beetee huyee batiyaan koee doharaye
bhoole huye naamon se koee to bulaaye
chaand kee bindee waalee, bindeewaalee ratiyaa
jaagee huyee aakhiyon mein raat naa aayee rainaa

yoog aate hai, aaur yoog jaaye
chhotee chhotee yaadon ke pal naheen jaaye
zoothh se kaalee laage, laage kaalee ratiyaa
ruthhee huyee aakhiyon ne, laakh manaayee rainaa
Logged
bhambra
Guest
«Reply #416 on: July 05, 2007, 08:31:03 AM »
Thanx Puja di for posting nice songs here....


(jab bhi zara tumne chua
zindagi halki si gudgudi kar gayi) - 2

chalki hui thi phele se mein
thodi se aur bhi bhar gayi
aur bhi bhar gayi
gudgudi kar gayi - 2

(socha tha tumse mile to
panv zameen pe padenge
yeh kya pata tha ke phir se
khwaabon mein udane lagenge) - 2

darr to rahi thi phele se main
thodi si aur bhi darr gayi
aur bhi bhar gayi
gudgudi kar gayi - 2

(anjaan logon ka milana
pehale bhi hote raha hai
padh ke batao sitare
yeh rista kahaan pe likha hai) - 2

marne lagi thi pehele se main
thodi si aur bhi mar gayi
aur bhi bhar gayi
gudgudi kar gayi - 2

(jab bhi zara tumne chua
zindagi halki si gudgudi kar gayi) - 2

chalki hui thi phele se mein
thodi se aur bhi bhar gayi
aur bhi bhar gayi
gudgudi kar gayi - 3

Movie : Just Married
Logged
bhambra
Guest
«Reply #417 on: August 20, 2007, 07:22:27 AM »
Hindi Song Title: Kaisay Kahein
Hindi Movie/Album Name: KAISAY KAHEIN
Singer(s): SHAAN


kaisay kahein, hum hai teri chahton mein gum
kaisay kahein, tum ho mere, tum ho mere tum
khawaashiyon mein zindagi, zindagi mein har khushi
har khushi mein saath mere tum, ho ho ho tum, haan haan haan tum
kaisay kahein, hum hai teri chahton mein gum
kaisay kahein, tum ho mere, tum ho mere tum

thi adhoori aaj puri ho gayi hai zindagi yeh
main hoon saaya, main hoon saathi, tu jahaan pe main wahi pe
pyaar ke khaayal se bhi hai hasin pyaar toh
jana mene aaj tumse milke, kahi na khai to ha honi bhi thi aise baate
kaisay kahein, hum hai teri chahton mein gum
kaisay kahein, tum ho mere, tum ho mere tum

roshni se, khushbuon se bhar gayi hai aaj raahein
zindagi hi zindagi hai, jaati hai jahaan nigaahein
kuch dino se yeh hua hai, lag raha hai sab naya
yara tere dil ne mere dil se, kaha jo suna jo woh teri meri sari baate
kaisay, hum hai teri chahton mein gum
kaisay, tum ho mere, tum ho mere tum
khawaashiyon mein zindagi, zindagi mein har khushi
har khushi mein saath mere tum, ho ho ho tum, haan haan haan tum
kaisay kahein, hum hai teri chahton mein gum
kaisay kahein, tum ho mere, tum ho mere tum
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #418 on: August 23, 2007, 02:29:15 PM »
Nice Songs... Usual Smile
Logged
bhambra
Guest
«Reply #419 on: November 13, 2007, 10:52:47 AM »
Thanx Di..

tere sawaalon ke woh jawaab jo main de na de na sakuun - 4
pighle se armaan hain, do pal ke mehmaan hai
aankhon ke aalon mein, chaahat ki lo jalne do
tere sawaalon ke woh jawaab jo main de na de na sakuun - 2

(keh rahi hai jo nazar tujhe hai khabar ke nahi
keh rahi hai teri nazar tu bekhar toh nahi) - 2
tere bina jindagi hai adhuri, tere bina kya hai jeena
pighle se armaan hain, do pal ke mehmaan hai
aankhon ke aalon mein, chaahat ki lo jalne do

(tum kaho toh main rok luun, jo tum kaho toh nahi
sine mein hai kaisi khalish, teri kashish toh nahi) - 2
tere bina jindagi hai adhuri, tere bina kya hai jeena
pighle se armaan hain, do pal ke mehmaan hai
aankhon ke aalon mein, chaahat ki lo jalne do
tere sawaalon ke woh jawaab jo main de na de na sakuun - 2
tere bina jindagi hai adhuri, tere bina kya hai jeena

Movie:Manorama-six feet under
Logged
Pages: 1 ... 24 25 26 27 [28] 29 30 31 32 ... 34
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 03:38:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer