~I LIKE THESE SONGS~

by bhambra on July 25, 2005, 08:26:25 AM
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31 32 33 34
Print
Author  (Read 28595 times)
bhambra
Guest
«Reply #420 on: November 13, 2007, 10:55:52 AM »
Yoon shabnami pehle nahi thi chandani
Chand woh bharman gaya
Tujhko dekha to sharama gaya
WOh churane laga hai nazar
Yoon shabnami pehle nahi thi chandani

ho Yoon shabnami pehle nahi thi chandani
http://www.smsnshayari.com
Chand woh bharman gaya
Tujhko dekha to sharama gaya
WOh churane laga hai nazar
Yoon shabnami

[Dekho chand aaya
Chand nazar aaya]3

Aaya aaya aaaya
Chand aaya sharma

Tu bhi aaja
Saawariya

aaya aaya dekho

Dheere dheere aake hawa gungunake
www.smsnshayari.com
har khabar de tumhari
Kaisa yeh nasha hai
Nazar mein ghula hai
Har ghadi hai khumhari

Nashe mein kadam mere
Udhar kabhi idhar
Gumsum nazar jaye kidhar
Kho gaye tujhe mein hum iskadar

Yoon shabnami phele nahi thi chandani 2
Chand woh bharman gaya
Tujhko dekha to sharama gaya
WOh churane laga hai nazar
Yoon shabnami phele nahi thi chandani

Movie:sawariyaan
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
bhambra
Guest
«Reply #421 on: November 13, 2007, 10:56:41 AM »
Jab se tere naina mere naino se lage re
Jab se tere naina mere naino se lage re
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho

Jab se tere naina mere naino se lage re
Tab se Deewana Hua aah haaa
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
http://www.smsnshayari.com
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho

Jab se tere naina mere naino se lage re

[Dhin tak dhin tak dhin tak dhin
awesome]

Deewana yeh to deewana lage re

Hooo Jab se mila tera ishaara
Tab se jagi hai bechainiya
Jab se hui sargoshiyan
Tab se badhi hai Madhossiyan

Jab se jude yaara
Tere mere maan ke dhaage
Tab se Deewana Hua aah haaa
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
Rab bhi deewana lage re

Ho jab re hui hai tujhse shararat
Tab se gaya karar ho hoo
Jab se tera achal dhala
Tab se koi jaadoo chala

Jab se tujhe paaya
Yeh Jiya dhak dhak bhaage re
Tab se Deewana Hua aah haaa
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
http://www.smsnshayari.com
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho

Jab se tere naina mere naino se lage re

Movie:Sawariyan
Logged
bhambra
Guest
«Reply #422 on: November 13, 2007, 10:59:13 AM »
Song: Jag Soona Soona Lage
Lyrics: Javed Akhtar


Chan Se jo tute koi sapna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage

Koi rahe na jab apna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage
Jag suna suna

Hai to yeh kyun hota hai
Jab yeh dil rota hai
Roye sisak sisak ki hawayein
Jag suna lage

Chan Se jo tute koi sapna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage

Koi rahe na jab apna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage reeeeeeeee

Suna Lage Reee

Roothi rothi sari raatein
Fikhe fikhe sare din
Virani si Virani hai
Tanhai si tanhai hai
Aur ek hum hai pyaar ke bin
Har Palchin

Chan Se jo tute koi sapna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage

Koi rahe na jab apna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage

Patharo ki is nagari mein
Pathar chehre Pathar dil
Phirta hai mara mara
Kyun rahon mein tu awara
Yahan na hoga Kuch hasil mere dil

Chan Se jo tute koi sapna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage

Koi rahe na jab apna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage

Hai to yeh kyun hota hai
Jab yeh dil rota hai
Roye sisak sisak ki hawayein
Jag suna lage

Chan Se jo tute koi sapna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage

Koi rahe na jab apna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage reeeeeeeee
Logged
bhambra
Guest
«Reply #423 on: January 25, 2008, 07:08:11 AM »
Kehne ko Jashan-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Kehne ko Jashan-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoyi si baatein hain

Kehne ko Jashan-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Kaise kahen kya hai sitam
Sochte hai abb yeh hum
Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare
Karte to hai saath safar
Fasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare

Pass hain phir bhi paas nahi
Humko yeh gum raas nahi
Seeshe ki ek diware hai jaise darmiyan


Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoyi si baatein hain

Kehne ko Jashan-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Humne ne jo tha nagma suna
Dil ne tha usko chuna
Yeh dastan humen vaqt ne kaise sunai

Humjo agar hai gumgin
Woh bhi udhar khush to nahi
Mulakato mein jaise ghul si gai tanhai

Milke bhi hum milte nahi
Khilke bhi gul khilte nahi

Aankhon mein hai baharein dil mein khilza

Sare sehmein nazare hain
Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoyi si baatein hain

o hoo Kehne ko Jashan-e-bahara hai
Ishq yeh dekhke hairaan hai

Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Movie: Jodha Akbar
Singer: Javed Ali
Logged
Pooja
Guest
«Reply #424 on: January 28, 2008, 04:32:18 PM »
nice songs bhambra
Logged
bhambra
Guest
«Reply #425 on: January 31, 2008, 10:54:46 AM »
Thanx Di....

Dekho Inhein Yeh Hain Aas Ki Boondein
Patton Ki God Mein Aasmaan Se Koodein
Aandayee Lein Phir Karwat Badal Kar
Nazuk Se Moti Hans De Phisal Kar

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Yeh To Hain Sardi Mein Dhoop Ki Kirane
Utarein Jo Aangan Ko Sunhera Sa Karne
Mann Ke Aandheron Ko Roshan Sa Kar Dein
Thithurti Hatheli Ki Rangat Badal Dein

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya
Aur Nindiya Mein Meetha Sa Sapna
Aur Sapne Mein Mil Jaaye Farishta Sa Koi
Jaise Rangon Bhari Pichkari
Jaise Titliyan Phoolon Ki Kyari
Jaise Bina Matlab Ka Pyara Rishta Ho Koi

Yeh To Aasha Ki Lehar Hain
Yeh To Ummeed Ki Sehar Hain
Khusiyon Ki Nehar Hain

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Dekho Raaton Ke Seeney Pe Yeh Toh
Jhilmil Kisi Lau Se Ugey Hain
Yeh To Amboya Ki Khusboo Hain
Baagon Se Beh Chale
Jaise Kaanch Mein Choodi Ke Tukde
Jaise Khiley Khiley Phoolon Ke Mukhdey
Jaise Bansi Koi Bajaye Pedon Ke Taley

Yeh To Jhonke Hain Pawan Ke
Hain Yeh Ghungharoo Jeewan Ke
Yeh To Sur Hain Chaman Ke

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Muhaley Ki Raunak
Galiyan Hain Jaise
Khilney Ki Zid Par
Khaliyan Hain Jaise
Muthi Mein Mausam Ki
Jaise Hawayein
Yeh Hain Buzurgon Ke
Dil Ki Duwayein

Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par

Kabhi Baatein Jaise Dadi Nani
Kabhi Chalkein Jaise Mum Mum Paani
Kabhi Ban Jaaye Bhole
Sawaalon Ki Jhadi
Sannatey Mein Hansee Ke Jaise
Sooney Hothon Pe Khushi Ke Jaise
Yeh To Noor Hain Barse Gar
Teri Kismat Ho Badi

Jaise Jheel Mein Lehraye Chanda
Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha
Jaise Manmauji Nadiya
Jhaag Udaye Kuch Kahe
Jaise Baithe Meethi Si Jhapki
Jaise Pyar Ki Dheemi Si Thapki
Jaise Kaanon Mein Sargam
Hardam Bajti Hi Rahe
Jaise Barkha Udati Hai Bundiya...'

Movie:-Taare Jameen Par
Gr8 movie...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #426 on: January 31, 2008, 10:55:55 AM »
Another nice song from same movie...

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa
Logged
bhambra
Guest
«Reply #427 on: January 31, 2008, 10:57:08 AM »
 Ajnabi Khwaab mein, Dekh tha jo ho tum wohi
Dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

Ajnabi (Ajnabi) Khwaab mein, Dekh tha jo ho tum wohi; Dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

Raat din mein jaagta hun, beetey pal ko sochta hun;
Har kadam ko dekhta hun mein (2)

Ajnabi (Ajnabi) Khwaab mein, Dekh tha jo ho tum wohi; Dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

Kuch to naya ehsaas hai, jo mera mann ud raha
Roke se bhi rukta nahin, kis or ye mud raha
Boondein ghiri khwahishon ki to mein;
Ek pal bhi na khud mein raha

Ajnabi (Ajnabi) Khwaab mein, Dekh tha jo ho tum wohi; Dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

Khusboo ghuli zazbaat mein, jaane paheli hai kyaa
Baithe huye socha karun, ye kyaa mujhe ho gaya
Zonkha koi ek anjaan sa, dhadkano ko meri choo raha

Ajnabi (Ajnabi) Khwaab mein, Dekh tha jo ho tum wohi; Dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

Raat din mein jaagta hun, beetey pal ko sochta hun;
Har kadam ko dekhta hun mein (2)

Wo.. oo

Ajnabi (Ajnabi) Khwaab mein, Dekh tha jo ho tum wohi; Dil mujhe le chala, chal pada mein to wohin

Movie: Superstar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #428 on: January 31, 2008, 03:34:41 PM »
Great Songs Collections,.
Logged
ahmadbilal
Guest
«Reply #429 on: February 01, 2008, 10:56:49 AM »
Thanks everybody for nice and cute songs sharing
Actually Right now, I am listening Pakistani singer
Atif Aslam and Adnan sami songs online at HiPakistan.
Would you like Pakistani singers?

Kuchh iss tarah – by ATIF ASLAM - lyrics

Kuch iss tarah teri palkein mere palkoun se mila de
Ansoun tere, saare, mere palkoun phe sajade
Kuch is tarah teri palkein mere palkoun se mila de
Ansoun tere, saare, mere palkoun phe sajade
Kuch is tera teri palkein mere palkoun se mila de

Kuch is tarah mere palkoun se mila de
Ansoun tere saare mere palkoun phe sajade


Tu har ghari , har waqt, mere saath raha hai
Haan yeh jism, khabhi rooh, khabhi paas raha hai
Jo bhi ghum hain yeh tere unhein tu mera bata de

Kuch is tarah teri palkein meri palkoun se mila de
Ansoun se teri saare mere palkoun phe sajade

Mujhko tau tere chehre phe yeh ghum nahin jajta
Jayiz nahin lagta mujhe ghum se tera rishta
Sun meri guzarish isse chehre se hatade
Sun meri guzarish isse chehre se hatade

Kuch is tarah teri palkein meri palkoun se mila de
Ansoun tere saare meri palkoun phe sajade
Kuch is tarah teri palkein meri palkoun se mila de

Bilal- HiPakistan
A great source of latest News, Songs, Wallpapers, Showbiz and more...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #430 on: February 01, 2008, 04:07:30 PM »
aakhiyon ko rahane de, aakhiyon ke aasapaas
door se dil kee buzatee rahe pyaas

dard jamaane mein, kam naheen milate
sab ko mohabbat ke, gam naheen milate
tootane waale dil  hote hain kuchh khaas

rah gayee duniyaan me, naam kee khushiyaan
tere mere kis kaam kee khushiyaan
saaree umar hum ko rahanaa yoo udaas
Logged
baadal102
Guest
«Reply #431 on: February 01, 2008, 04:56:50 PM »
Ankhio ke jharokho se
tujhe dekha jo saanware
tum dur nazar aaye
badi dur nazar aaye........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #432 on: February 01, 2008, 06:08:50 PM »
hai tere saath meree wafaa, main naheen to kyaa
jindaa rahegaa pyaar meraa, main naheen to kyaa

seene mein dard, dil mein tamannaa jagaaye jaa
ye raat jaagane kee hai, shammei jalaaye jaa
too jashn jindagee kaa manaa, main naheen to kyaa

tere liye ujaalon kee, koee kamee nahee
sab teree roshanee hai, meree roshanee nahee
koee nayaa chiraag jalaa, main naheen to kyaa

kuchh dhadakanon kaa jeekr ho, kuchh dil kee baat ho
mumakeen ho is ke baad, naa din ho naa raat ho
mere liye naa ashk bahaa, main naheen to kyaa
Logged
Pooja
Guest
«Reply #433 on: February 01, 2008, 06:11:54 PM »
do dil toote, do dil haaren, duniyaawaalon sadake tumhaare

dekhegee mukhadaa apanaa, ab se jawaanee dil ke daag mein
barasegaa kaise saawan  kaise padenge zoole baag mein
bain karenge khwaab kunwaare, do dil toote ...

main naa rahoongee lekin  goonjengee aahen meree gaanw mein
ab naa khilegee sarason, ab naa lagegee mehandee paanw mein
ab naa ugenge chaand sitaaren, do dil toote ...

pyaar tumhaaraa dekhaa, dekhaa tumhaaraa aankhen modanaa
tod to daalaa dil ko, khel naheen hain dil kaa todanaa
tadaponge tum bhee saath humaare, do dil toote ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #434 on: February 01, 2008, 06:12:25 PM »
jaraa see aahat hotee hai, to dil sochataa hain
kahee ye wo to nahee, kahee ye wo to naheen

chhoop ke seene mein koee jaise sadaa detaa hain
shaam se pahale diyaa dil kaa jalaa detaa hain
hai usee kee ye sadaa, hain usee kee ye adaa, kahee ye wo to naheen

shakl firatee hain nigaahon mein wahee pyaaree see
meree nas nas mein machalane lagee chingaaree see
chhoo gayee jism meraa, kisake daaman kee hawaa, kahee ye wo to naheen
Logged
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30 31 32 33 34
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:52:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer