Friend_4uall
Guest
|
Saamne yeh kaun aayaa dil main hui halchal dekhke bas ek hi nazar ho gaye hum paagal
arre baatein mulaakaaten unse bhi hongi humse woh milenge aaj nahi to kal
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 02, 2005, 08:46:50 AM » |
|
kahin door jab din dhal jaae saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye
mere khayalon ke aangan mein' koi sapno ke deep jalaye nazar na aaye..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 02, 2005, 08:48:05 AM » |
|
neele neele ambar par chaand jab aajaaye pyar barsaaye hum to tadpaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi... pyaas dil ki bujhaa jaaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 02, 2005, 08:48:56 AM » |
|
tujhse naaraaz nahi zindagi hairaan hoon main, hairaan hoon main.. tere maasoom sawalon se pareshan hoon main pareshaan hoon main
jeene ke liye socha hi nahi dard sambhaalne honge muskuraye to muskuraane ke karz utaarne honge muskuraaon kabhi to lagta hai jaise seene mein koi dard rakha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 02, 2005, 08:49:17 AM » |
|
najaane kyun hota hai yeh zindagi ke saath achaanak ye mann kisi ke jaane ke baad kare phirse uski yaad choti choti si baat.. najaane kyun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 02, 2005, 08:50:47 AM » |
|
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne surile sapne
kuch haste kuch gaate
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 02, 2005, 08:52:01 AM » |
|
teri duniya se hoke majboor chala main bahut door bahut door bahut door chala
iskadar door ke koi bhi mujhe bula na sake
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 02, 2005, 08:54:07 AM » |
|
Ghazal
Hangama hai kyun barpa thodi see jo peeli hai daaka to nahi daala chori to nahi ki hai
Hangama hai kyun barpa thodi see jo peeli hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 02, 2005, 08:57:24 AM » |
|
Ghazal
Dil main ek lehar si uthi hai abhi koi taaza hawa chali hai abhi
kuch to nazuk meezaaj hain hum bhi kuch to nazuk meezaaj hain hum bhi aur yeh chot bhi nahi hai abhi koi taaza hawa chali hai abhi
shor barpa hai khaanaae dil main koi deewaar si giri hai abhi koi taaza hawa chali hai abhi
shehar ki becharaag galiyon main shehar ki becharaag galiyon main zindagi tujhko dhoondti hai abhi koi taaza hawa chali hai abhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 02, 2005, 08:59:05 AM » |
|
subko maaloom hai main sharaabi nahin phir bhi koi pilaaye to main kya karun
sirf ek baar nazaron se nazre mili aur kasam tooth jaaye to main kyan karun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 02, 2005, 09:01:19 AM » |
|
kal chaudwin ki raat thi shab bhar raha charcha tera
kuch ne kaha yeh chaand hai kuch ne kaha chehra tera
hum bhi wahin moujood thay hum se bhi sab poocha ke yeh
hum hans diye hum chup rahe hum hans diye hum chup rahe
manzoor thaa parda tera
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 02, 2005, 09:11:23 AM » |
|
ladki kyun na jaane kyun ladkon si nahi hoti
sochti hai zyaada kum wo samajhti dil kuch kehta hai kuch aur hi karti hai
ladki kyun na jaane kyun...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
myheart_ursonly
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 02, 2005, 12:38:44 PM » |
|
nice songs friend.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Friend_4uall
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 02, 2005, 02:19:36 PM » |
|
thnxs
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #14 on: February 03, 2005, 11:42:58 AM » |
|
are wah..frnd.good.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|