~*~*~*~Mere Dil ke Kareeb~*~*~*~

by pankshivam on November 29, 2008, 05:42:32 AM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 32
Print
Author  (Read 30159 times)
Roja
Guest
«Reply #225 on: February 18, 2009, 03:20:50 AM »
Ooooh the above song, mujhe bahut pasand hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~Mere Dil Ke Kareeb~ by pankshivam in Shairi - E - Zindagi
~*~Mere Dil Ke Kareeb~*~ by pankshivam in SMS , mobile & JOKES « 1 2 3  All »
Mere dil ke kareeb... by daljeet_faqeer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Kareeb Aur Kareeb Aayiye "Khwahish" by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mera Chand Mere Kareeb Aaya Hae- R.K.Rastogi by Ram Krishan Rastogi in Shayari -e- Husn
pankshivam
Guest
«Reply #226 on: February 25, 2009, 09:04:27 PM »

Jaa Rahe Ho Agar

jaa rahe ho agar duur mujhse sanam - 2
phir mere paas aana nahi

yeh bhi mumkin nahi main palat na
saku isliye itna wada karo o o o
mujhko aawaz dena nahi - 2

jaa rahe ho agar duur muhjse
sanam phir mere paas aana nahi

yeh bhi mumkin nahi main palat na saku
isliye itna wada karo o o

o mujhko aawaz dena nahi - 2
(mil bhi jaayen agar ham tumhen raah mein pher lena nazar par
milana nahi) - 2
dekh lu bhi agar tum hamein bhool se
apni aankhon mein tum ashk lana nahi dil se

humko to tum kar chunke ho juda
aankh se bhi girana nahi - 2
(tumne maangi dua humko miley har
khushi tum hi meri khushi phir kyun miley na hamein) - 2

tumne li hai kasam gam na karna
kabhi tum sikhado zara muskurana hamein

tumne keh toh diya yaad karna nahi khwaab mein tum bhi
aana nahi - 4 jaa rahe ho agar

~NM~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #227 on: February 25, 2009, 09:17:58 PM »
Nice shairing PANK JI
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #228 on: February 25, 2009, 09:19:56 PM »
Thanx Poojaji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #229 on: February 26, 2009, 04:15:43 AM »

Tujhe Bhool Jana Mumkin Nahi

Tuje Bhool Jaana Mumkin Nahi …..
Tu Yaad Naa Aaye Aisaa Koyi Din Nahi …..

Tera Jaadu Aisa Chayaa Har Dard Me Tujhko Paya …..
Har Pal Mein Hai Majudagi Teri …..

Har Mausam Mein Hai Tera Mausam …..
Tuje Bhool Jaana Mumkin Nahi …..

Tu Yaad Naa Aaye Aisaa Koyi Din Nahi …..
Mai Karataan Hun Lakh Bahane …..

Par Bin Tere Dilnaa Mane …..
Jitana Tujhko Bhulana Chahun …..

Utana Hi Tujhko Paas Mein Paaun …..
Tu Naa Jaane Meri Mehbuba …..

Mai Tere Ishq Mein Kitana Duba …..
Tuje Bhool Jaana Mumkin Nahi ….

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #230 on: March 06, 2009, 06:19:27 AM »
Song: Bepanah Pyar hai
Movie: Krishna Cottage


Suna suna lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Aakar mujhe tum tham lo
Manzil teri dekhe rasta
Mud ke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha

Bichhde bhi ham jo kabhi raston main
To sang sang rahungi sada
Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi
Tumhe dhoond loongi sada
Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain
Hawaon main phaili hui
Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo
vo yadein meri unchhui
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Aaa.. Aaa..
Vadon ke dhagon main hum tum bandhe hain
Zara dor tum tham lo
Bahon main aise pighal jane do mujhko
Aise mera naam lo
Main vo shama hoon jo roshan tumhe karke
khud to pighal jaungi
Subah ka sooraj tumhare liye hai
Main hoon raat dhal jaungi
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja

Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Mud ke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
~NM~
Logged
salma786
Guest
«Reply #231 on: March 06, 2009, 06:41:58 AM »
Nice selections Pank ji... one more addition to ma fav... hope ull lyk it Usual Smile
A beautiful song in raag Khamaj ... One of my fav. raags..
The lyrics is also superb... Here it goes ...

Sang by "FUZON"


Sawan beeto jaye piharwa
Sawan beeto jaye piharwa

Man mera ghabraye
Man mera ghabraye

Aiso gaye pardes piya tum
Aiso gaye pardes piya tum

Chein humein nahi ayi
Chein humein nahi ayi

Mora saiyaan mose bole na
More saiyaan mose bole na

Mein laakh jatan kar haari
Mein laakh jatan kar haar rahi
Mora saiyaan mose bole na

Tu jo nahi to aise piya hum
Tu jo nahi to aise piya hum
Jaise soona aangana
Jaise soona aangana
Nein tihari raah niharein
Nein tihari raah niharein
Nainan ko tarsao na
Nainan ko tarsao na
Mora saiyaan mose bole na

Pyaar tumhe kitna karte hein
Pyaar tumhe kitna karte hein
Tum ye samajh nahi paoge
Tum ye samajh nahi paoge
Jab hum na honge to piharwa
Bolo kya tab aoge
Bolo kya tab aoge
More saiyaan mose bole na.. .. ..
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #232 on: March 06, 2009, 06:48:34 AM »
Thanks
&
Nice Song Salmaji
Can i have its Mp3 song
I wanna listen it too...
Logged
salma786
Guest
«Reply #233 on: March 06, 2009, 08:00:13 AM »
Thanks
&
Nice Song Salmaji
Can i have its Mp3 song
I wanna listen it too...


Ya sure pank ji... chek out that link hope ull b able to dwnload ths song thumbsup
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #234 on: March 06, 2009, 08:13:56 AM »
Ya sure pank ji... chek out that link hope ull b able to dwnload ths song thumbsup
Thanx Salmaji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #235 on: March 06, 2009, 04:49:04 PM »
nice sharing Pank ji and SALMA!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #236 on: March 06, 2009, 04:53:31 PM »
Nice Sharing Shivam Ji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #237 on: March 06, 2009, 04:57:10 PM »
nice sharing Pank ji and SALMA!!
Sukriya Poojaji  wave
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #238 on: March 06, 2009, 04:58:02 PM »
Nice Sharing Shivam Ji
Shukriya Rajeshji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #239 on: March 06, 2009, 10:48:53 PM »
Song: So Jaaoon Main
Movie: Woh Lamhe


so jaaoon main
tum agar mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
kho jaaoon main
tum agar meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon

jaagi nazar mein soyi nazar mein
har pal sanam tum jhilmilaaon

so jaaoon main
tum agar mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon

kho jaaoon main
tum agar meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon

meri khushi mein shaamil raho tum
iss zindagi mein shaamil raho tum

yun toh hai laakhon armaan dil mein
mehfil mein jaan-e-mehfil raho tum

hothon pe mere shaam savere
yun hi sanam tum muskuraaon

so jaaoon main
tum agar mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
kho jaaoon main
tum agar meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon

banke sitara aankhon mein chamko
in aati jaati saanson mein mehko

bas jaaon aake tum meri jaan mein
dil banke mere seene mein dhadko

tum mujhko chaho baas mujhko chaho
saare jahaan ko bhul jaaon

so jaaoon main
tum agar mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
kho jaaoon main
tum agar meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon

jaagi nazar mein soyi nazar mein
har pal sanam tum jhilmilaaon

so jaaoon main
tum agar mere khwaabon mein aaon
mere khwaabon mein aaon
kho jaaoon main
tum agar meri yaadon mein aaon
meri yaadon mein aaon

~NM~


Is gane ki har line itni simple aur gehri meaning liye huye hai ki bar bar sunne ko dil chahta hai , aap logo meri collection pasad aayi iske liye shukriya...
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 32
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:25:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.18 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer