~*~*~*~Mere Dil ke Kareeb~*~*~*~

by pankshivam on November 29, 2008, 05:42:32 AM
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 32
Print
Author  (Read 29628 times)
pankshivam
Guest
«Reply #345 on: April 30, 2009, 03:01:17 AM »
Thanks Dear  Thumbs UP
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~Mere Dil Ke Kareeb~ by pankshivam in Shairi - E - Zindagi
~*~Mere Dil Ke Kareeb~*~ by pankshivam in SMS , mobile & JOKES « 1 2 3  All »
Mere dil ke kareeb... by daljeet_faqeer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Kareeb Aur Kareeb Aayiye "Khwahish" by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mera Chand Mere Kareeb Aaya Hae- R.K.Rastogi by Ram Krishan Rastogi in Shayari -e- Husn
pankshivam
Guest
«Reply #346 on: April 30, 2009, 03:03:57 AM »
One of My Favorite Song
Bahoot hi Khoobsurat Labzo me Dil Ka Haal Bayan Kiya Gaya Hai Isme
Simply i love This Song

Song: Raahon Pe Nazar Rakhna

http://www.youtube.com/v/68ylCMPXRzQ&rel=1
Raahon Pe Nazar Rakhna Honton Pe Duwaa Rakhna
Aa Jaaye Koyi Shayaad Darwaaza Khoulaa Rakhna
Ehsaas Kee Shamma Ko Iss Tarha Jalaa Rakhna
Aapni Bhi Khabar Rakhna Uss Ka Bhi Pata Rakhna

Tanhaai Ki Mausam Mein Saayon Ki Huqoumat Hain
Yaadon Ke Ujaalon Ko Seene Se Lagaa Rakhna

Raaton Ko Bhatakne Ki Deta Hain Sazaa Mujh Ko
Dushwar Hain Pahlu Mein Dil Tere Binaa Rakhna

Logo Ki Nigaahon Ko Parh Lene Kee Aadat Hain
Haalat Kee Tahreere Chehre Se Bachaa Rakhna

Bhuloun Main Agar Aye Dil To Yaad Dilaa Denaa
Tanhaai Ke Lamhon Ka Harr Zakhm Haraa Rakhna

Ik Bound Bhi Ashqon Ki Daman Na Bheegon Paaye
Gham Uss Ki Amaanat Hain Palkon Pe Sajaa Rakhna

Iss Tarha “qateel” Uss Se Bartaav Rahein Aapnaa
Wo Bhi Na Boura Maane Dil Ka Bhi Kahaa Rakhna
Raahon Pe Nazar Rakhna Honton Pe Duwaa Rakhna
Aa Jaaye Koyi Shayaad Darwaaza Khoulaa Rakhna

~NM~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #347 on: April 30, 2009, 08:59:17 PM »
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Ajab Hai Ishq Yaara
Pal Do Pal Ki Khushiyaan
Gam Ke Khazaane Milte Hain
Milti Hai Tanhaiyaan
Kabhi Aansoon Kabhi Aahein
Kabhi Shikve Kabhi Naalein
Tera Chehra Nazar Aaye
Tera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon Mein
Teri Yaadein Tadpayein
Teri Yaadein Tadpayein Raaton Ke Andheron Mein
Tera Chehra Nazar Aaye
Machal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Agar Mile Khuda To
Poochhoonga Khudaya
Jism Mujhe Deke Mitti Ka
Sheeshay Sa Dil Kyon Banaya
Aur Us Pe Diya Fitrat
Ke Woh Karta Hai Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Wah Re Wah Teri Kudrat Us Pe De Diya Kismat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat Hai Yehi Kya Vo Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Sisak Sisakke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #348 on: May 01, 2009, 06:08:16 AM »

Song: Tadap
Movie: Hm Dil De Chuke Sanam
http://www.youtube.com/v/Vwpu0TEBHvk&rel=1

«Reply #349 on: May 01, 2009, 07:44:20 AM »
Song:Tanhayee Tanhayee
Movie Name: Dil Chahta Hai (2001)

http://www.youtube.com/v/l3gd4wuZ7uo&rel=1
Dil Ke Raaste Mein
Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare Ek Mayusi Hai Chhayi
Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Saza Maine Paayi
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Faili Huvi Tanhayee
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Fali Hoye Tanhayee

Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal Maine Apne Haatho Mein
Ab Toote Sapno Ke Shishe Chubte Hai In Aankhon Mein
Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal Maine Apne Haatho Mein
Ab Toote Sapno Ke Shishe Chubte Hai In Aankhon Mein
Kal Koyi Tha Yahin Ab Koyi Bhi Nahin
Ban Ke Naagin Jaise Hai Saason Mein Lehrayi
Tanhayee Tanhayee
Palko Pe Kitne Aansoon Hai Laayi
Tanhayee Tanhayee
Palko Pe Kitne Aansoon Hai Laayi

Kyon Aisi Umeed Ki Maine Jo Aisi Naakaam Huvi
Door Banayi Thi Manzil To Raste Mein Hi Shaam Huvi
Kyon Aisi Umeed Ki Maine Jo Aisi Naakaam Huvi
Door Banayi Thi Manzil To Raste Mein Hi Shaam Huvi
Ab Kahan Jaao Main
Kisi Ko Samjaon Main
Kya Maine Chaha Tha Aur
Kyon Kismat Main Aayi
Tanhayee Tanhayee
Jaise Andhero Ki Ho Gehrayi
Dil Ke Raaste Mein
Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare Ek Mayusi Hai Chhayi
Har Khushi So Gayi Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Saza Maine Paayi
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Faili Huvi Tanhayee
Tanhayee Tanhayee
Milo Hai Fali Hoye Tanhayee
Tanhayee Tanhayee
Tanhayee Tanhayee
~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #350 on: May 01, 2009, 11:16:19 AM »
Song: Aye jate Huye Lamhon
Movie: Border

http://www.youtube.com/v/mt_WskBzr38&rel=1
aye jaate huye lamaho, jaraa thhaharo, jaraa thhaharo
mai bhee to chalataa hoo, jaraa un se milataa hoo
jo yek baat dil mein hai, un se kahoo, to chaloo, to chaloo

un ke chehare kee ye namreeyaa, un ke zulfon kee ye badaliyaan
un kee aakhon ke raushan diye, un ke hothhon kee ye surkhiyaan
sab un ke hain jalawe, main chalane se pahale
saason me, aakhon me, khwaabon me, yaadon me
aaur is dil mein un ko chhupaa ke rakhoo, to chaloo, to chaloo

mai kahee bhee rahoo aye sanam  muz ko hain jindagee kee kasam
faasale aate jaate rahe, pyaar lekeen naheen hogaa kam
jinhe chaahoo, jinhe poojoo, unhe dekhoo, unhe chhoo loo
jaraa baate to kar loo, jaraa baahon mein bhar loo
mai is chaand se maathe ko choom loo, to chaloo, to chaloo

~NM~
Logged
Roja
Guest
«Reply #351 on: May 01, 2009, 11:18:57 AM »
Border film ka ye gana mujhe bahut pasand hai Pank ji. Thanks for sharing.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #352 on: May 01, 2009, 11:23:40 AM »
Welcome Rojaji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #353 on: May 01, 2009, 11:29:01 AM »
Song: Tu Meri Zindagi hai
Movie: Ashiqee
http://www.youtube.com/v/qqfcwh8FHt4&rel=1

--MALE--
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai - 2
Tu hi pyaar, tu hi chaahat, tu hi aashiqui hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai

Pehli mohabbat ka ehsaas hai tu - 2
Bujhke jo bujh naa paayi, voh pyaas hai tu
Tu hi meri pehli khwaaish, tu hi aakhri hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai

Har zakhm dil ka tujhe dil se duaa de - 2
Khushiya tujhe, gham saare mujhko khuda de
Tujhko bhula na paaya, meri bebasi hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai

--FEMALE--
Oh, oh, aah aah aah aah, oh oh oh
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai
Tu hi pyaar, tu hi chaahat, tu hi aashiqui hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai
Hmm, hmm hmm hmm hmm hmm, hmm hmm, hmm mm mm mm mm

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #354 on: May 01, 2009, 11:36:58 AM »
Song: Koi Hota
Movie:Mere Apne

http://www.youtube.com/v/DNZ8d0eBNJo&rel=1
Koi hota jisko apna
hum apna kahelete yaaron
paas nahin toh dur hi hota
lekin koi mera apna

Aankhon me neend na hoti
aansoo hi taltey rahetey
khwabon me jaagtey hum raat bar
koi to ghum apna tha
koi to saathi hota
koi hota jisko apna

Bhula hua koi vaada
beeti hui kuch yaadein
tanhai doharati hai raat bar
koi dilhasa hota koi to apna hota
koi hota jisko apna
hum apna kaheletey yaaron
paas nahin to dur hi hota
lekin koi mera apna
~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #355 on: May 01, 2009, 11:43:20 AM »
Song: Tu Pyaar Hai Kisi Aur Ka
Movie: Dil Hai ke Manta Nahi
http://www.youtube.com/v/npeQo7GCRG8&rel=1

too pyaar hain kisee aaur kaa
tuze chaahataa koee aaur hain
too pasand hain kisee aaur kee
tuze maangataa koee aaur hain

kaun apanaa hai
kyaa begaanaa hai
kyaa hakeekat hai
kyaa fasaanaa hain
ye jamaane mein kisane jaanaa hain
too najar mein hain kisee aaur kee
tuze dekhataa koee aaur hain

pyaar mein aksar ayesaa hotaa hain
koee hasataa hai
koee rotaa hain
koee paataa hain
koee khotaa hain
too jaan hain kisee aaur kee
tuze jaanataa koee aaur hain

sochatee hoo main
choop rahoo kaise
dard dil kaa ye main sahoo kaise
kashmakash mein hoo
ye kahoo kaise
meraa humasafar bas yek too
naheen doosaraa koee aaur hain
~NM~
Logged
Deepati
Guest
«Reply #356 on: May 02, 2009, 05:58:12 PM »
One of My Favorite Song
Bahoot hi Khoobsurat Labzo me Dil Ka Haal Bayan Kiya Gaya Hai Isme
Simply i love This Song

Song: Raahon Pe Nazar Rakhna

http://www.youtube.com/v/68ylCMPXRzQ&rel=1
Raahon Pe Nazar Rakhna Honton Pe Duwaa Rakhna
Aa Jaaye Koyi Shayaad Darwaaza Khoulaa Rakhna
Ehsaas Kee Shamma Ko Iss Tarha Jalaa Rakhna
Aapni Bhi Khabar Rakhna Uss Ka Bhi Pata Rakhna

Tanhaai Ki Mausam Mein Saayon Ki Huqoumat Hain
Yaadon Ke Ujaalon Ko Seene Se Lagaa Rakhna

Raaton Ko Bhatakne Ki Deta Hain Sazaa Mujh Ko
Dushwar Hain Pahlu Mein Dil Tere Binaa Rakhna

Logo Ki Nigaahon Ko Parh Lene Kee Aadat Hain
Haalat Kee Tahreere Chehre Se Bachaa Rakhna

Bhuloun Main Agar Aye Dil To Yaad Dilaa Denaa
Tanhaai Ke Lamhon Ka Harr Zakhm Haraa Rakhna

Ik Bound Bhi Ashqon Ki Daman Na Bheegon Paaye
Gham Uss Ki Amaanat Hain Palkon Pe Sajaa Rakhna

Iss Tarha “qateel” Uss Se Bartaav Rahein Aapnaa
Wo Bhi Na Boura Maane Dil Ka Bhi Kahaa Rakhna
Raahon Pe Nazar Rakhna Honton Pe Duwaa Rakhna
Aa Jaaye Koyi Shayaad Darwaaza Khoulaa Rakhna

~NM~

Pank JI,

This is one of my favorite song too.  Thanks for sharing.  Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #357 on: May 02, 2009, 06:04:56 PM »
Ab ranj see khushi se bahaar-o-khizaa se kyaa,
Mahv-e-khayaal-e-yaar hain, ham ko jahaan se kyaa.

Unka khayaal, unki talab, unki aarzoo,
Jis dil mein woh ho, maange kisi meharbaan se kyaa.

Ham ne chiraag rakh diya tufaan ke saamne,
Peeche hatega ishq kisi imtihaan se kyaa.

Koyi chaley, chaley naa chaley, ham tou chal padey,
Manzil ki jisko dhoom ho, use caarvaan se kyaa.

Yeh baat sochney kee hai, woh ho ke mehrbaan,
Puuchhenge haal-e-dil tou kahenge zubaan se kyaa.

Film: "Dulhan wohi jo piya mann bhaaye"
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #358 on: May 02, 2009, 08:02:08 PM »
Shukriya Deepatiji For Sharing a Wonderful Song With Us
http://www.youtube.com/v/1ubN8AsIYX8&rel=1
Ab ranj see khushi se bahaar-o-khizaa se kyaa,
Mahv-e-khayaal-e-yaar hain, ham ko jahaan se kyaa.

Unka khayaal, unki talab, unki aarzoo,
Jis dil mein woh ho, maange kisi meharbaan se kyaa.

Ham ne chiraag rakh diya tufaan ke saamne,
Peeche hatega ishq kisi imtihaan se kyaa.

Koyi chaley, chaley naa chaley, ham tou chal padey,
Manzil ki jisko dhoom ho, use caarvaan se kyaa.

Yeh baat sochney kee hai, woh ho ke mehrbaan,
Puuchhenge haal-e-dil tou kahenge zubaan se kyaa.

Film: "Dulhan wohi jo piya mann bhaaye"

Logged
Pooja
Guest
«Reply #359 on: May 03, 2009, 05:28:04 PM »
wah wah wah kay abaat hai Pank ji... good collection
Logged
Pages: 1 ... 20 21 22 23 [24] 25 26 27 28 ... 32
Print
Jump to:

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 07:27:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer