~*~*~*~Mere Dil ke Kareeb~*~*~*~

by pankshivam on November 29, 2008, 05:42:32 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 32
Print
Author  (Read 29476 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #45 on: December 01, 2008, 11:11:07 PM »
Na Jaane Kyun, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath
Achaanak Yeh Mann, Kisike Jaane Ke Baad
Kare Phir Uski Yaad Chhoti Chhoti Si Baat
Na Jaane Kyun ...

Jo Anjaan Pal, Dhal Gaye Kal, Aaj Woh
Rang Badal Badal, Mann Ko Machal Machal
Rahen Hai Chal, Na Jaane Kyun Woh Anjaan Pal
Saje Bhi Na Mere, Naino Mein
Toote Re Hai Re Sapno Ke Mahal
Na Jaane Kyun ...

Wohi Hai Dagar, Wohi Hai Safar
Hai Nahin Saath Mere Magar Ab Mera Humsafar
Idhar Udhar Dhoonde Nazar Wohi Hai Dagar
Kahan Gayi Shaamein, Madhbhari
Woh Mere, Mere Woh Din Gaye Kidhar
Na Jaane Kyun ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~Mere Dil Ke Kareeb~ by pankshivam in Shairi - E - Zindagi
~*~Mere Dil Ke Kareeb~*~ by pankshivam in SMS , mobile & JOKES « 1 2 3  All »
Mere dil ke kareeb... by daljeet_faqeer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Kareeb Aur Kareeb Aayiye "Khwahish" by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mera Chand Mere Kareeb Aaya Hae- R.K.Rastogi by Ram Krishan Rastogi in Shayari -e- Husn
pankshivam
Guest
«Reply #46 on: December 01, 2008, 11:11:20 PM »
Shukriya Pooja ji
Shukriya Rajesh ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #47 on: December 01, 2008, 11:14:35 PM »
Raahi Manva Dukh Ki Chinta Kyon Sataati Hai
Dukh To Apna Saathi Hai
Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti Aati Hai Jaati Hai
Dukh To Apna Saathi Hai...

Door Hai Manzil Door Sahi
Pyar Hamaara Kya Kam Hai
Pag Mein Kaante Laakh Sahi
Par Ye Sahaara Kya Kam Hai
Hamraah Tere Koi Apna To Hai
Ho O ..., Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti ...

Dukh Ho Koi Tab Jalte Hain
Path Ke Deep Nigaahon Mein
Itni Badi Is Duniya Ki
Lambi Akeli Raahon Mein
Hamraah Tere Koi Apna To Hai
Ho O ..., Sukh Hai Ek Chhaanv Dhalti ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: December 01, 2008, 11:16:26 PM »
sorry pank ji apki collection main, apne fav. songs likhne shuru kar diye... magar ruka nahi gaya...

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #49 on: December 01, 2008, 11:43:28 PM »
Zinda hain hum to tere hi love se
Nahin to mar jaata darling hum kabse
Dil na todo munh na modo
O Maria
O Maria

Zinda hain hum to tere hi love se
Nahin to mar jaata darling hum kabse
Dil na todo munh na modo
O Maria
O Maria

Itna maska na to maaro humein
Aisi baaton se darr lagta humein
Tum pyaar kaise bolo karega
Darta hain kyon maria
Aila saala humpe marta hai ye
Lagta hai pyaar humko karta hai ye
Yoon na darega hum to kahega
Tumsa nahin maria

Zinda hain hum to tere hi love se
Nahin to mar jaata darling hum kabse
Dil na todo munh na modo
O Maria
O Maria

O Sahibaan tum bhulaana nahin
Dil mein aake door jaana nahin
Dil jo liya hai
Dil bhi diya hai
Bewafa hum nahin
Ho dil jo darega hum kuchh kar jayenge
Lagta hai hum to mar jayenge
Tum se mohabbat humko hai kitna
Kaise kahein o maria

Zinda hain hum to tere hi love se
Nahin to mar jaata darling hum kabse
Dil na todo munh na modo
O Maria
O Maria
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #50 on: December 02, 2008, 12:24:14 AM »
TERE BIN
Movie: Bas Ek Pal

Tere bin main yun kaise jiya
Kaise jiya tere bin
Tere bin main yun kaise jiya
Kaise jiya tere bin
Lekar yaad teri raaten meri kati - 2
Mujhse baaten teri karti hai chaandani

Tanha hai tujh bin raaten meri
Din mere din ke jaise nahi
Tanha badan tanha hai ruh nam meri aankhen rahe
Aaja mere ab rubaru
Jeena nahi bin tere

Tere bin main yun kaise jiya
Kaise jiya tere bin
Tere bin main yun kaise jiya
Kaise jiya tere bin

Kabse aankhen meri raah mein tere bichhi - 2
Bhule se hi kahi tu mil jaaye kabhi
Bhule na mujhse baaten teri
Bheegi hai har pal aankhen meri
Kyun saans loon kyun main jiyu
Jeena bura sa lage
Kyun ho gaya tu bewafaaa mujhko bata de wajah
Tere bin main yun kaise jiya
Kaise jiya tere bin ...
Tere bin main yun kaise jiya
Kaise jiya tere bin ...

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #51 on: December 08, 2008, 10:02:41 PM »
Aaoge Jab Tum
Movie=Jab V Met

Aaaaaaaaaaaa…aaaaaaaaaaaaaaa….aaa

Aaoge Jab Tum Saajna
Aaoge Jab Tum Saajna
Angana phool khilege
Barsega saawan, barsega saawan
Jhoom jhoom ke
Do dil aise milenge
Aaoge Jab Tum Saajna
Angana phool khilege

Naina tere kajrare
Naino pe hum dil hare hai
Anjane hi tere naino ne
Waade kiye kaie saare hai
Saanso he leher madam chale
To tu kahe barsega saawan
indicine.com
Barsega saawan jhoom jhoom ke
Do dil aise milenge

Aaoge Jab Tum Saajna
Angana phool khilege

Ka ba ba sa sa re ga ga

Chanda ko uta lakho mein
Yeh zindagi tere haton mein
Palko pe jil mil tare hai
Aana bahri barsato mein
indicine.com
Sapno ka jahan
Hoga khila khila
Barsega saawan, barsega saawan
Jhoom jhoom ke
Do dil aise milenge

pa ni sa re ma ma ga ga ga
ga re re re ga re da ni re re ma da ni da da
da ni da pa ma ma ma da da ma re pa ga
ga ma da ni sa sa re pa ma ma ga ga ga re ga sa
Angana phool khile
pa ni da ni da sa re ma ma ma ma ga
Angana phool khile
ma ma pa ni da re ma pa re re sa da
re pa pa ma ma ga ga


~NM~
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #52 on: December 08, 2008, 10:06:39 PM »
                         Eh dil mujhe bata de
                               bhai bhai

Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai

(Masti bhara taraana, kyu raat gaa rahi hai
Aankho mein neend aakar, kyu door jaa rahi hai) 2
Dil mein koyi sitamgar, armaan jaga gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai

Betaab ho raha hai, ye dil machal machal ke
Shaayad ye raat beete, karvat badal badal ke
Lala laa lala laa...
Betaab ho raha hai, ye dil machal machal ke
Shaayad ye raat beete, karvat badal badal ke
Eh dil zara sambhal jaa, shaayad woh aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai

(Bheegi huwi hawaaye, mausam bhi hai gulaabi
Kya chaand kya sitaare, har cheez hai sharaabi) 2
Dheere se ek naghma, koyi suna gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai
Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #53 on: December 08, 2008, 10:08:58 PM »
Tumse hi
Movie:Jab V Met

<a href="http://www.youtube.com/v/9sUh4RBD-5E&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/9sUh4RBD-5E&rel=1</a>
Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

Tum se hi din hota hai
Surmaiye shaam aati
Tumse hi tumse hi

Har ghadi saans aati hai
Zindagi kehlati hai
Tumse hi tumse hi

Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

Aankhon mein ankhne teri
Bahoon mein baahein teri
Mera na mujhe mein kuch raha hua kya
Baaton mein baatein teri
Raatein saugatein teri
Kyun tera sab yeh ho gaya
hua kya
Mein kahin bhi jata hoon
Tumse hi mil jata hoon
Tumse hi tumse hi

Shoor mein khamoshi hai
Thodi se Behoshi hai
Tum se hi tum se hi

Aadha sa wada kabhi
Aadhe se jayada kabhi
Jee chahe karlu is trah wafa ka
Chode na chote kabhi
Tode na tute kabhi
Jo dhaga tumse jud gaya wafa ka

Mein Tera sharmaya hoon
Jo bhi mein ban paya hoon
Tumse hi tumse hi
Raste miljate hai
Manzile miljati hai
Tumse hi tumse hi

Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

~NM~
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #54 on: December 09, 2008, 02:46:45 AM »
Bahaaro, mera jeevan bhi sawaaro
Koyi aaye kahi se, yu pukaaro, bahaaro…

Tumhi se dil ne seekha hai tadapna
Tumhi ko dosh dungi
Eh nazaaro, bahaaro ...

Sajaao koyi kajra, laao gajra
Lachakti daaliyo se tum
Phool vaaro, bahaaro ...

Rachaao mere in haatho mein mehendi
Sajaao maang meri
Yaad ki dhaaro, bahaaro ...


Logged
Pooja
Guest
«Reply #55 on: December 09, 2008, 06:46:16 PM »
Good sharing Rajesh and Pank ji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #56 on: December 09, 2008, 07:05:05 PM »
Shukriya Pooja ji

AB NA JA
<a href="http://www.youtube.com/v/9YKxW_xXegw&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/9YKxW_xXegw&rel=1</a>

ankhen band kar lu jo mein
dekhu bas tumhe
khwabon mein keh sakta huin aapna tumhe
rehne de mera ye wehemte hi yakin
na jaoge
pyar ki yeh raat hai ab na ja
chotisi ik baat hai ab na ja
tumhi se hai meri neendein na bhi ho to kya
tumhi se hai meri baatein na bhi ho to kya
kehne de taaron ko kahaani ankahi
na jaoge
pyar ki yeh raat hai ab na ja
chotisi ik baat hai ab na ja

pal do pal ka saath hai ab na ja
jadusi ye raat hai ab na ja
ab na ja

aankhen de pyaar ki boondein
bikhre se kai sawaal
ankhon mein kitne mausam pal mein beetein kitne saal
behne de jahan bhi le jayen zindagi na jaoge
pyar ki yeh raat hai ab na ja
choti si ik baat hai ab na ja
pal do pal ka saath hai
ab na ja
jadusi ye raat hai ab na ja

yeee a ho a ho aho

ab na ja

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #57 on: December 09, 2008, 08:35:54 PM »
Mai Yahan Tu Vahan
Movie: Bagban

<a href="http://www.youtube.com/v/rSXbRW9xzVg&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/rSXbRW9xzVg&rel=1</a>
--MALE--
Main yahan tu vahan, zindagi hai kahan - 2
Tu hi tu hai sanam dekhta hoon jahan
Neend aati nahin yaad jaati nahin - 2
Bin tere ab jiya jaaye na
Main yahan tu vahan, zindagi hai kahan
Waqt jaise theher gaya hai yahin
Har taraf ek ajab udaasi hai
Beqaraari ka aisa aalam hai
Jism tanha hai, rooh pyaasi hai
Teri soorat ab ek pal kyoon nazar se hat ti nahin
Raat din to kat jaate hain, umr tanha kat ti nahin
Chaahke bhi na kuch keh sakoon tujhse main - 2
Dard kaise karoon main bayaan
Main yahan tu vahan, zindagi hai kahan

--FEMALE--
Jab kahin bhi aahat hui, yun laga ke tu aa gaya
Khushboo ke jhonke ki tarha meri saansein maheka gaya
Ek voh daur tha hum sada paas the - 2
Ab to hain faasle darmiyaan
Main yahan tu vahan, zindagi hai kahan
Hm mm, hm mm, hm hm

--MALE--
Beeti baatein yaad aati hain jab akela hota hoon main
Bolti hain khaamoshiyaan sab se chhupke rota hoon main
Ek arsaa hua muskuraaye hue - 2
Aansuon mein dhali daastaan
Main yahan tu vahan, zindagi hai kahan
Tu hi tu hai sanam dekhta hoon jahan
Neend aati nahin yaad jaati nahin - 2
Bin tere ab jiya jaaye na

~NM~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #58 on: December 09, 2008, 08:37:43 PM »
wow too good sharing pank... above song is My Fav. too!!
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #59 on: December 09, 2008, 08:38:19 PM »
Tujhe Main Pyar Karoon
Movie-1920
<a href="http://www.youtube.com/v/1_vtYeQxacQ&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/1_vtYeQxacQ&rel=1</a>

Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu
Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu
Ke jab talak mein jiyun sirf tera intezaar karu
Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu

Dilon ki baat nahi jante yeh sab zuban wale
Wafaon ko jurm samajhte hain yeh sab jahan wale…
Agar yeh jurm hai to yeh jurm bar bar karu
Ke jab talak mein jiyun tera intezar karu…

Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu
Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu
Ke jab talak mein jiyun sirf… tera intezaar karu
Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu

Teri khushi na ho shamil to phir khushi kya hai
Tere bagair jo guzre woh jindagi kya hai
Kahin sadi mein tere pyaar pe nisar karu
Ke jab talak mein jiyun tera intezaar karoo

Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu
Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu
Ke jab talak mein jiyun sirf tera intezaar karu
Tujhe mein pyaar karu aur itna pyaar karu

~NM~
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 32
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:22:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer