~*~*~*~Mere Dil ke Kareeb~*~*~*~

by pankshivam on November 29, 2008, 05:42:32 AM
Pages: 1 ... 28 29 30 31 [32]
Print
Author  (Read 29616 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #465 on: July 28, 2010, 08:12:11 AM »
Movie: Veer-Zara
http://www.youtube.com/v/4B3plGMkNhw&rel=1

Main Qaidi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon.
Din, mahinein, saloon ko, yug mein badal te dekh ta hoon.
is miti se mere bauji ki kheton ki khushbu ati hai
yeh dhoop meri matti ki thandi chaas yaad dilati hai
yeh barish mere sawaan ke jhoolon ko sang sang lati hai
yeh saardi meri lodi ki aag sikh ke jati hai

woh kehta hai yeh tera desh nahi
phir kyun mere des jaisa lagta hai
woh kheta hai mein us jaisa nahi
phir kyun mujh jaisa woh lagta hai

mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon
sapno ke gawn se utri
ek nani pari ko dekh ta hoon
kehti hai khud ko Saamiya aur mujh ko Veer bulati hai
hai bilkul begani paar apno si zid woh karti hai
uski sachi baaton se phir jeene ko maan karta hai
uske kaasmon vado se kuch karne ko maan karta hai

Mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
mere gawn ke raango mein lipti ek nayi Zaara ko dekhta hoon
Mere khwabon ko pura karte
khud ke khwab bhool chuki hai woh
mere logo ki sewa karte
apne logo ko chor chuki hai woh
uska daaman aab khushion se bharne ko jee karta hai
uske leya ek aur zindagi jeene ko jee karta hai

Woh khete hai ke mein, mera desh uska nahi
phir kyun mere ghar woh rehti hai
woh kehte hai ke mein us jaisa nahi
phir kyun mujh jaisi woh lagti hai

mein kedi number 786 jail ki salakhon se bahar dekh ta hoon
Woh khete hai ko woh koi nahi teri
phir kyun mere liye dunya se woh larti hai
woh khwta hai ke mein us jaisa nahi
phir kyun mujh jaisi woh lagti hai

~nm~

Excellent Sharing Pankji..just Love this scene.. Thumbs UP
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~Mere Dil Ke Kareeb~ by pankshivam in Shairi - E - Zindagi
~*~Mere Dil Ke Kareeb~*~ by pankshivam in SMS , mobile & JOKES « 1 2 3  All »
Mere dil ke kareeb... by daljeet_faqeer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Kareeb Aur Kareeb Aayiye "Khwahish" by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mera Chand Mere Kareeb Aaya Hae- R.K.Rastogi by Ram Krishan Rastogi in Shayari -e- Husn
pankshivam
Guest
«Reply #466 on: July 28, 2010, 08:16:15 AM »
Excellent Sharing Pankji..just Love this scene.. Thumbs UP
Thankyou !
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #467 on: January 09, 2011, 08:25:23 PM »
Nahi jeena tere bajun
Movie: Virsa

http://www.youtube.com/v/En4aZkij_q4&rel=1

Nahi jeena tere bajun
Main tenu samjhawan ki, Na tere bajun lagda jee
Tu ki janay pyar mera, main karaan intezar tera

Tu dil tuhi jaan meri

Main tenu samjhawan ki, Na tere bajun lagda jee
Tu ki janay pyar mera, main karaan intezar tera

Tu dil tuhi jaan meri

Main tenu samjhawan ki, Na tere bajun lagda jee
Mere dil wich reh k mere dil da hal na janay
Tere bajun kalyaa bay k ronday nain numanay
Jeena mera…hayeeeee, Marna mera naal teray c
Tu kar aitbar mera, main karan intezar tera

Tu dil tuhi jaan meri

Main tenu samjhawan ki, Na tere bajun lagda jee
Sunjiyaan sunjiyaan dil di galiyan, sunjiyaan meriyaan baawan
Aaja teriyaan khushbuan nu, Labdiyaa meriyan saanvan
Tere binaa…hayeeeee…kiven karaan door udaasi
Dil beqaraar mera, Main karan intezar tera

Tu dil tuhi jaan meri

Main tenu samjhawan ki, Na tere bajun lagda jee
Tu ki janay pyar mera, main karaan intezar tera

Tu dil tuhi jaan meri

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #468 on: February 18, 2011, 08:28:45 PM »

http://www.youtube.com/v/LxTNcJbbMNk&rel=1
Movie: Dil To Bachha hai ji

Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi
Yeh vaada kar liya

Tere bin ho chalna bhi saja
Ki raahon se abhi yeh vaada kar liya

Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi
Yeh vaada kar liya

Tere bin ho chalna bhi saja
Ki raahon se abhi yeh vaada kar liya

Suno yehi zajbaat hai mere
Yeh dil kahen ki khawaishye jeene ki saath hai tere

Tere bin ho saanson juda
Hawaon se abhi yeh vaada kar liya

Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi
Yeh vaada kar liya

Tu woh zameen jispe
mene to apni yeh duniya basai hai
Main bin tere ab kahan jaunga

Tu aasra hai mera
Main to jeeta hoon tere bharose pe
Main bin tere ab na jee paunga

Meri to yeh har baat tujhse hai
Tuhi meri hai dhoop aur meri barsaat tujhse hai

Tere bin na barse yeh ghata
Ghataon se abhi yeh vada kar liya

Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi
Yeh vaada kar liya

jo haath mein ho tera haath to yeh lakire dhadti hai

Tu ho juda sab thama sa lage

Jo tu mere paaas hai to yakin apne hone pe hota hai
Tu ho juda sa guma sa lage

Haan tu meri aadat mein shamil hai
Mere liye main sach kahun tu ibaadat ke kabil hai

Tere bin na puri ho duaa
Duayon se abhi yeh vaada kar liye

Teri bin mein dekhu na subah
Nigahon se abhi
Yeh vaada kar liya
~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #469 on: May 27, 2012, 08:51:36 PM »
Jo Bheji Thi Dua, Wo Jake aasman (Shanghai): Lyrics, Translation
Movie: Shanghai
Music: Vishal-Shekhar
Lyrics: Kumaar
Singers: Shekhar Ravjiani, Nandini Srikar, Arijit Singh

http://www.youtube.com/v/kn6lvsOvFy0&rel=1

Kise poochun, hai aisa kyun
Bezubaan sa, ye jahaan hai

Khushi ke pal, kahan dhoondhooN
Benishan sa, waqt bhi yahan hai

Jaane kitne labon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain
Paseejte hain sapne kyun aankhon mein
Lakeer jab chhoote in haathon se yoon bewajah

Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaan
se yoon takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa

Saanson ne kahan rukh mod liya
Koi raah nazar mein na aaye
Dhadkan ne kahan dil chhod diya
Kahan chhode in jismoN ne saaye

Yehi baar-baar sochta hoon tanha main yahan
Mere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan

Jo bheji thi duaa, woh jaake aasmaan
se yoon takra gayi ke aa gayi
Hai laut ke sadaa

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #470 on: November 18, 2012, 06:56:09 PM »
http://www.youtube.com/v/4zTFzMPWGLs&rel=1

Song: Husna
Composer: Piyush Mishra, Additional parts composed by Hitesh Sonik

Song Synopsis:
Husna meri --yaado purane
Mein khoya
Pal pal ko gintaa
Pal pal ko chunta
Beete khani
Mein khoya
Pattey jab jhadtey
Hindustan mein
Yaadien tumhari ye bolien
Hota ujala hindustan mein , batein tumhari ye bole
O husnaa mere -- ye to batade
Hota hai aisa kya
Uss gulistan mein rehti hoon
Nanhee kabutar see gum tum
Jaan -- o husna
Patein kya jhadtey hain pakistan
Mein vaisey hi jaise jhadtey
Yahaan o husnaa....
Hota ujaala kya vaisa hi hai
Jaisa hota hindustan mein
Haan -- o husna
Waheer ke ranjan ke nagmein
Mujko ab tak aa aake sataien
Woh bulley shah ki takriro
Ke jheeney jheeney saaye
Wo id ki iddi
Lambee mamazey seyvaiyan ki
Jhallar
Who diwali key deeye sang mein
Baisaakhee ki badal
Holi jki who lakdi jisme
Sang sang aanch lagaee (5)
Lohodee ka who shuvaa
Jis mey -- dhadkhan hai sulgaaee
O husna meri ye toh batade
Don lohodee ka dhuvaa
Kya abhi nikalta hai
Jaisa nilkalta tha Uss daur mein haan
Vahaan -- phisnaa
~NM~
Logged
Pages: 1 ... 28 29 30 31 [32]
Print
Jump to:

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:16:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer