~*~*~*~Mere Dil ke Kareeb~*~*~*~

by pankshivam on November 29, 2008, 05:42:32 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 32
Print
Author  (Read 29826 times)
Deepati
Guest
«Reply #75 on: December 11, 2008, 11:55:38 PM »
Muhabbat ki jhoothi kahani pe roye
badi chot khayi jawaani pe roye

na socha na samjha na dekha na bhaala
teri aarzoo ne hamein maar daala
tere pyaar ki mehrwaani pe roye

khawar kya thi honthon ko seena padega
mohabbat chhupa ke bhi jeena padega
jiye tou magar zindgaani pe roye

mohabbat ki jhoothi kahaani pe roye
badi chot khayi jawaani pe roye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~Mere Dil Ke Kareeb~ by pankshivam in Shairi - E - Zindagi
~*~Mere Dil Ke Kareeb~*~ by pankshivam in SMS , mobile & JOKES « 1 2 3  All »
Mere dil ke kareeb... by daljeet_faqeer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Kareeb Aur Kareeb Aayiye "Khwahish" by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mera Chand Mere Kareeb Aaya Hae- R.K.Rastogi by Ram Krishan Rastogi in Shayari -e- Husn
Rajesh Harish
Guest
«Reply #76 on: December 11, 2008, 11:59:34 PM »
Mohabbat kee raahon mein, chalanaa sanbhal ke
Yahaa jo bhee aayaa, gayaa haath mal ke

Naa paayee kisee ne, mohabbat kee manjil
Kadam dagamagaayen, jaraa door chal ke

humei dhoondhatee hai, bahaaron kee duniyaa
Kahaa aa gaye hum  chaman se nikal ke

Kahee toot jaaye naa, hasarat bharaa dil
Na yoo teer fenko, nishaanaa badal ke
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #77 on: December 12, 2008, 01:25:19 AM »
JANE KAISE
<a href="http://www.youtube.com/v/-8TLGW41kPU&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/-8TLGW41kPU&rel=1</a>

Jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila
meri aankhon ko yeh kaisa manjar mila
tere har naksh mein bas khuda hi khuda
(tera chehra sanam ik rubaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai) - 2

betaabiyo ki shaamo sehar se
na tha main waakib dard-e-jigar se
gujra nahi tha main toh kabhi bhi
pyaar li dilkash raahegujar se
deewaanagi ki yeh intehaan hai
har chehre mein chehra tera hai
saari duniya teri parchaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
tera chehra sanam ik rubaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila

teri kashish ka jaadu ajab hai
har waqt mujhko teri talab hai
yuun hi nahi main besudh huva hoon
iss pyaas ka toh koi sabab hai
tere siva na abb koi armaan
abb jindagi hai tujhse meri
bin tere har jagah tanhaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
tera chehra sanam ik rubaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai
jaane kaise shab dhali, jaane kaise dil khila
jaane kaise kab kahaan, chal pada yeh silsila
meri aankhon ko yeh kaisa manjar mila
tere har naksh mein bas khuda hi khuda
(tera chehra sanam ik rubaayi si hai
mere dil jism-o-jaan pe tu chaayi si hai) - 2
~NM~
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #78 on: December 15, 2008, 11:09:27 PM »
Neele Gagan Ke Taley
Dharti Ka Pyaar Paley
Aise Hi Jag Mein
Aati Hain Subhe
Aise Hi Shaam Dhaley

Shabnam Ke Moti
Phoolon Pe Bikhare
Dono Ki Aas Faley
Nile Gagan Ke Taley
Dharti Ka Pyar Paley

Balkhaati Belein
Masti Mein Khelein
Paydhon Se Milke Gale
Nile Gagan Ke Taley
Dharti Ka Pyar Paley

Nadiya Ka Paani
Dariya Se Milke
Saagar Ki Aur Chale
Nile Gagan Ke Taley
Dharti Ka Pyar Paley
Logged
Deepati
Guest
«Reply #79 on: December 19, 2008, 12:21:45 AM »
Ae dil-e-nadaan, ae dil-e-nadaan
aarzoo kya hai, justjoo kya hai

ham bhataktey hain, kyon bhataktey hain,
dasht-o-sehra mein
aisa lagta hai mauj pyaasi hai apne dariya mein
kaisi uljhan hai, kyon yeh uljhan hai
ek saaya saa ru-ba-ru kya hai

kya qyaamat hai, kya museebat hai
kah nahin sakte kiska armaan hai
zindagi jaise khoyi khoyi hai, hairaan hairaan hai
yeh zameen chup hai, aasmaan chup hai
phir yeh dhadkan sii chaarsoo kya hai

ae dil-e-nadaan, ae dil-e-nadaan
aarzoo kya hai, justjoo kya hai

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #80 on: December 26, 2008, 06:32:46 PM »

Jogi Mahi
Movie-Bachna Aye Haseeno
<a href="http://www.youtube.com/v/JJ15ls2-cWU&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/JJ15ls2-cWU&rel=1</a>

suno ek thi kaanch ki gudiya
suno ek thi pyaar ki pudiya
sadke us pyaar ke

suno ek tha pind da shera
aaya kas ke baadh wo shehra
sadke us yaar ke

suno ek thi kaanch ki gudiya
suno ek thi pyaar ki pudiya
sadke us pyaar ke

suno ek tha pind da shera
aaya kas ke baadh wo shehra
sadke us yaar ke

saji thi doli wo
chadha tha ghodi wo
khoya jana kahan inna sona pyaar baliye..

jogi mahi heer ranjana
sabnu jaake mei ye bolna
baat bolke raaj kholna
{repeat}

Dil thaame hue wo tha khada chupke se yun
door baithe hue umra gaiyaan jaane na tu
deewane ne di jawani
ke har gum tu bhula de
deta hi raha sadayein
ke dil se tu bula le

Hooo chhad de be jid tu
chhaze pe aaja hun
dil toota sona pyaar mundiya

jogi mahi heer ranjana
sabnu jaake mei ye bolna
baat bolke raaj kholna
{repeat}

Dholna Dholna Dholna...

Jind meri Jind meri hun te aa ja
Jind meri Jind meri hun te aa ja


Wo jaane kahan gum ho gayi fir na mili
jo fuloon si thi isliye gayi fir na khili
pyaar manga tha meine rab se

tu jhad de jid


jogi mahi heer ranjana
sabnu jaake mei ye bolna
baat bolke raaj kholna
{repeat}

suno ek thi kaanch ki gudiya
suno ek thi pyaar ki pudiya
sadke us pyaar ke

suno ek tha pind da shera
aaya kas ke baadh wo shehra
sadke us yaar ke


saji thi doli wo
chadha tha ghodi wo
khoya jana kahan inna sona pyaar ree..


jogi mahi heera ranjana
sabnu jaake mei ye bolna
baat bolke raaj kholna
{repeat}

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #81 on: December 26, 2008, 06:39:26 PM »
Soniye Hiriye
<a href="http://www.youtube.com/v/zS1C7tqnIHI&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/zS1C7tqnIHI&rel=1</a>

Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye
Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye.

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar

Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..
Udekta Main Tera Rasta

Kinna Tenu Chaava Ey Na Samjhi Tu..
Tere Naam Kitti Zindagii,

Jab Tu Milengi Tenu Dassange
Tere Naal Meri Har Khusi…

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar

Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..
Udekta Main Tera Rasta

Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye
Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye…

Suna Suna Dil Da Aasiyaana Hai
Suni Zameen Ho Asmaa..

Khoya Khoya Renda Mera Paagal Dil
Aaja Laut Ke Hun Aa Bhi Jaa…

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..
Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar

Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..
Udekta Main Tera Rasta

Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye
Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye


~NM~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #82 on: December 29, 2008, 09:44:07 PM »
bahoot khoob PANK JI... KAMAL KI COLLECTION HAI APKI!!!

Deepti and Rajesh ji, apke sehyog ne is thread main char chand laga diye hai..

Logged
Deepati
Guest
«Reply #83 on: December 29, 2008, 10:03:52 PM »
bahoot khoob PANK JI... KAMAL KI COLLECTION HAI APKI!!!

Deepti and Rajesh ji, apke sehyog ne is thread main char chand laga diye hai..



Shukriya, Pooja Ji


Aapne sahi kaha BAHUT HI KAMAAL KI COLLECTION HAI AAPKI, PANK JI  Applause Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #84 on: December 29, 2008, 10:19:25 PM »
Ae mere dil-e-nadaan tu gam se naa ghabraana
ik din tou samajh legi duniya tera afsaana

armaan bhare dil mein zakhmon ko jagah de de
bhadke huye sholon ko kuch aur hawa de de
banti hai tou ban jaaye yeh zindagi afsaana

ae mere dil-e-nadaan tu gam se naa ghabraana

fariyaad se kya haasil rone se nateeja kya
bekaar hain yeh baatein in baaton se hoga kya
apna bhi ghadi bhar mein ban jaata hai begaana

ae mere dil-e-nadaan tu gam se naa ghabraana
ik din tou samajh legi duniya tera afsaana
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #85 on: December 30, 2008, 02:01:41 AM »
Laakhon hain yahaa dil waale, aaur pyaar naheen milataa
aakhon mein kisee kee wafaa kaa, ikaraar naheen milataa

mahafil mahafil jaa dekhaa, har dil mein samaakar dekhaa
har saaj pe gaa kar dekhaa
dil ko kahee chain naa milaa
mai to duniyaan mein pyaare akelaa hee rahaa

is dil ko kahaa le jaaye, kuchh aap agar faramaaye
to aap ke hum ho jaaye
kah do hume, has ke jaraa
ajee jo kuchh bhee dil ne tumhaare hain kahaa
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #86 on: December 30, 2008, 06:31:51 AM »
Shukriya Poojaji Deepati ji
shukriya Rajeshaji
Is collection ko aur khubsurat banane ke liye
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #87 on: December 30, 2008, 06:33:56 AM »

Song: Kaise Mujhe Tu Mil Gayi Lyrics
Movie: Ghajini
<a href="http://www.youtube.com/v/5O-9P9YcvH8&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/5O-9P9YcvH8&rel=1</a>

Hoo hooo oooo..
Hoo hoo hooo…
Oooo..hoo…hooo..oooo
Hooo hooo…

Kaise mujhe tu mil gayi,
Kismat pe aaye naa yaakeen,
Utar aayi jheel mein jaise chand utarta hai kabhi,
Haule haule dheere se,
Gunguni dhoop ki tarah se taranum mein tum,
Choo ke mujhe guzari hu yu,
Dekhu tumhe ya mein sunu,
Tum ho sukoon, tum ho junoon,
Kyu pehle naa aayi tum?
Kaise mujhe tu mil gayi, hoo hoo..
Kismat pe aaye naa yaakeen, hoo hoo..

Mein to yeh sochta tha ki aaj kal,
Upar wale ko fursat nahi,
Phir bhi tumhe bana ke woh,
Meri nazar mein chadh gaya,
Rutbe mein woh aur badh gaya..

Aaaa..aaaaa…
Aaaa..aaaa….
Hoo..hoo…hooo..

Badle raaste jharne aur nadi,
Badli deep ki timtim,
Chedhe zindagi dhun koi nayee,
Badli barkha ki rimjhim,
Badlengi rituyein adaa,
Par mein rahungi sada,
Ussi tarah teri bahon mein baahein daalke,
Har lamha, har pal..

Aaaa..aaaaa…
Aaaa..aaaa….
Zindagi sitar ho gayi,
Rimjhim malhaar ho gayi,
Mujhe aata nahi kismat pe apni yakeen,
Kaise mujhko mili tum..

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #88 on: December 30, 2008, 06:36:17 AM »
Raat ki hatheli par

Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai

Tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi
Tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi
Sochta hoon main hairaan
Chaand jaisa ye chehra
Raat jaisi ye zulfein
Hai jagayein sau armaan
Ek nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai

Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai

Meri is tanhaai mein mere is veerane mein
Meri is tanhaai mein mere is veerane mein
Rang leke tum aayi
Phir bhi sochta hoon main
Kya yahan tum sachmuch ho
Ya ho sirf parchhaai
Khwaab jaisa banta hai aur toot jaata hai

Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai

~NM~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #89 on: December 30, 2008, 06:40:15 AM »
Mere Mehboob Qayamat Hogi
Hindi Movie/Album Name: MR. X IN BOMBAY
Singer(s): KISHORE KUMAR
<a href="http://www.youtube.com/v/Rfd4116vZ18&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/Rfd4116vZ18&rel=1</a>
Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Meri Nazrein To Gila Karti Hain
Tere Dil Ko Bhi Sanam Tujhse Shikayat Hogi
Mere Mehboob...

Teri Gali Maein Aata Sanam
Nagma Wafa Ka Gaata Sanam
Tujhse Suna Na Jaata Sanam
Phir Aaj Idhar Aaya Hoon Magar Yeh Kehne Maein Deewana
Khatm Bas Aaj Yeh Vehshat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...

Meri Tarah Tu Aahen Bhare
Tu Bhi Kisise Pyar Kare
Aur Rahe Voh Tujhse Parey
Toone O Sanam Dhaye Hain Sitam To Yeh Tu Bhool Na Jaana
Ki Na Tujhse Bhi Inayat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...


Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Naam Niklega Tera Hi Lab Se
Jaan Jab Iss Dil-E-Nakam Se Rukhsat Hogi
Mere Mehboob...

Mere Sanam Ke Dar Se Agar
Baad-E-Saba Ho Tera Guzar
Kehna Sitamgar Kuchh Hai Khabar
Tera Naam Liya Jab Tak Bhi Jiya Ae Shama Tera Parwana
Jisse Tujhe Aaj Bhi Nafrat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...
~NM~
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 32
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:07:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer