My All Time Favourite Songs...................

by Talat on May 20, 2005, 07:08:13 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 30
Print
Author  (Read 35498 times)
shakeel_saif
Guest
«Reply #120 on: June 19, 2005, 08:38:41 PM »
this one is from tum se accha koun hai

(Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho) - 2
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Mere haalaat aise hai
Ke main kuch kar nahin sakta) - 2
Tadapta hai yeh dil lekin
Main aahein bhar nahin sakta
Zakhm hai hara hara aur tum
Chot khaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Zamaane mein bhala kaise
Mohabbat log karte hain) - 2
Vafa ke naam ki ab to
Shikaayat log karte hain
Aag hai bujhi bujhi aur tum
Lau jalaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Kabhi jo khwaab dekha to
Mili parchhaaiyaan mujhko) - 2
Mujhe mehfil ki khwaahish thi
Mili tanhaaiyaan mujhko
Har taraf dhuaan dhuaan aur tum
Aashiyaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
Mm hm hm hm hm hm hm hm hm hm - 2
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My favourite songs............. by khushiiiii in Songs & Lyrics « 1 2 ... 26 27 »
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
shakeel_saif
Guest
«Reply #121 on: June 19, 2005, 08:42:29 PM »
this one is from aashiqui

main duniya bhulaa duungaa, teri chaahat mein) - 2
o dushman zamaanaa, mujhe na bhulaanaa
main khud ko mitaa duungaa terii chaahat mein

(main duniyaa bhulaa duungii, terii chaahat mein)
teraa saath chhuutaa, ye vaadaa jo tuutaa
main khud ko mitaa duungii, terii chaahat mein
main duniyaa bhulaa duungaa ...

merii saansen, terii Kushabuu
mere dil mein, terii dhadakan
merii mahafil, terii baaten
merii aankhen, tere darapan
(bin tere kuchh bhii nahiin main) - 2
main har Gam uthaa luungii ...
main duniyaa bhulaa duungaa, terii chaahat mein

siine se, lag jaa tuu, main huun teraa, diivaanaa
mujhe tujhase, milane se, rokegaa, kyaa zamaanaa
(chodungaa na saath teraa) - 2
main saba kuchh lutaa duungaa ...
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #122 on: June 19, 2005, 08:48:42 PM »
this one is from raat ke andheron mien

Agar bewafa tujhko pehchaan jaate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
Jo maloom hota yeh anjaame ulfat to
dil ko lagaane ki jurrat na karte
agar bewafa tujhko pehchaan jaate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte

Jinhe tumne samjha meri bewafai
meri jindagi ki vo majbooriyaan thi
jinhe tumne samjha

Hamari mohabbat ka ik inthaan tha
yeh do din ki thodi jo dooriyan thi
jo dooriyan thi

agar sacchi hoti mohabbat tumhari to
ghabra ke tum yoon shikayat na karte
agar bewafa tujhko pehchaan jaate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte

Jo hum pe hai guzri hami jaante hain
sitam kaunsa hai nahi jo uthaya
jo hum pe hai guzri

nigaahon main phir bhi rahe teri soorat
har ik saans main tera paigaam aaya
paigaam aaya

Agar jaante tum hi ilzaam doge to
bhoole se bhi tumko ulfat na karte
agar bewafa tujhko pehchaan jaate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
Logged
bond
Guest
«Reply #123 on: June 20, 2005, 07:18:44 PM »
Quote from: "Talat"
Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye
Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne
Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se

Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai
Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai
Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke
Yoon Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe
Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe
Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste
Kabhi Apni Ummeedon Ka Kahin Phool Na Murjhaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Maein Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon
Jaagte Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon
Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le
Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...


ye to mera bhi fav.  hai......i love this song n movie
Logged
Talat
Guest
«Reply #124 on: June 21, 2005, 02:39:17 PM »
Thanks Bond.....i also love this song n this movie !!!

Thanks Shakeel for ur contribution !!
Logged
Suhas
Guest
«Reply #125 on: June 21, 2005, 02:50:26 PM »
Quote from: "shakeel_saif"
this one is from tum se accha koun hai

(Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho) - 2
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Mere haalaat aise hai
Ke main kuch kar nahin sakta) - 2
Tadapta hai yeh dil lekin
Main aahein bhar nahin sakta
Zakhm hai hara hara aur tum
Chot khaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Zamaane mein bhala kaise
Mohabbat log karte hain) - 2
Vafa ke naam ki ab to
Shikaayat log karte hain
Aag hai bujhi bujhi aur tum
Lau jalaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Kabhi jo khwaab dekha to
Mili parchhaaiyaan mujhko) - 2
Mujhe mehfil ki khwaahish thi
Mili tanhaaiyaan mujhko
Har taraf dhuaan dhuaan aur tum
Aashiyaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
Mm hm hm hm hm hm hm hm hm hm - 2


Nice Song Shakeel!!!!!!!!
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #126 on: June 21, 2005, 08:00:21 PM »
i guess this is from madhooshi, i like the song but not comfirmed from which film it is.
this is also a good song...


Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banai Kyun Hai
Gar Banaye To Muhobbat Main Judai Kyun Hai

Kyun Diya Pyar Mujhe Iski Zaroorat Kya Thi
Meri Barbadi Me Shamil Teri Kismat Kya Thi
Meri Raahon Me Khushbu Ka Safar Rahta Tha
Dil Me Aabaad Gulabo Ka Nagar Rahta Tha
Jindgi Khar Bhari Rahome Layi Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banai Kyun Hai

Mai Hoon Bikhra Hua Gardish Me Sitare Mere
Gam Ke Tufan Mai Dube Hai Kinare Mere
Na Khatavaar Na Mujrim Na Gunahgar Hoon Main
Sach To Ye Hai Ki Muhobbat Ka Parastar Hu Main
Aye Saja Phirbhi Mere Hisse Mai Aye Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobaat Ye Banae Kyu Hai

Mai Agar Rou To Sahra Ko Samandar Kar Doon
Sakht Ho Jaoon Agar Mome Ko Pathar Kar Doon
Raakh Ho Jaye Jaha Mai Jo Agar Aah Bharu
Aasma Tutpade Tujse Jo Fariyad Karu
Etni Gaherae Mere Ishq Mai Aai Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banaye Kyun Hai
Agar Banaye To Muhobaat Me Judai Kyun Hai
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #127 on: June 22, 2005, 11:24:51 AM »
hey di very nice collection.............................most of the songs r mine fav.  too......................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #128 on: June 22, 2005, 04:47:22 PM »
Quote from: "shakeel_saif"
this one is from aashiqui

main duniya bhulaa duungaa, teri chaahat mein) - 2
o dushman zamaanaa, mujhe na bhulaanaa
main khud ko mitaa duungaa terii chaahat mein

(main duniyaa bhulaa duungii, terii chaahat mein)
teraa saath chhuutaa, ye vaadaa jo tuutaa
main khud ko mitaa duungii, terii chaahat mein
main duniyaa bhulaa duungaa ...

merii saansen, terii Kushabuu
mere dil mein, terii dhadakan
merii mahafil, terii baaten
merii aankhen, tere darapan
(bin tere kuchh bhii nahiin main) - 2
main har Gam uthaa luungii ...
main duniyaa bhulaa duungaa, terii chaahat mein

siine se, lag jaa tuu, main huun teraa, diivaanaa
mujhe tujhase, milane se, rokegaa, kyaa zamaanaa
(chodungaa na saath teraa) - 2
main saba kuchh lutaa duungaa ...


hey shakeel,its a lovely song,among my favs also. :D

Where r u Talat sad5 ?
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #129 on: June 23, 2005, 06:03:18 AM »
Quote from: "Saba_Saba"
Chandni Raate.........., Chandni Raate
Chandni Raate.........., Chandni Raate
Sab jag soye.........., hum jaage .........
taaro se kare baatein
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate

Takte takte tooti jaaye aas piya na aaye re
Takte takte
Shaam savere dard anukhe uthe jiya ghabraye re
Shaam savere
Raato ne meri neend lout li .........
Raato ne meri neend lout li
din ke chain churaye..
Dukhiya aankhe dhoond rahi hai
kahi pyar ki baatein
Chandni Raate, Chandni Raate
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate

Pichli raat me hum uth uth ke chpke chupke roye re
Pichli raat me
Sukh ki neend me meet humare des praye soye re
Sukh ki neend me
Dil ki dharkane tujhe pukare...........
Dil ki dharkane tujhe pukare
aaja baalam aayi baharen
baith ke tanhayi me kar le sukh dukh ki do baatein.....

Chandni Raate, Chandni Raate
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate
Sab jag soye.........., hum jaage .........
taaro se kare baatein
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate


hey saba nice song...............i luv this song..........
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #130 on: June 23, 2005, 08:24:10 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "Saba_Saba"
Chandni Raate.........., Chandni Raate
Chandni Raate.........., Chandni Raate
Sab jag soye.........., hum jaage .........
taaro se kare baatein
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate

Takte takte tooti jaaye aas piya na aaye re
Takte takte
Shaam savere dard anukhe uthe jiya ghabraye re
Shaam savere
Raato ne meri neend lout li .........
Raato ne meri neend lout li
din ke chain churaye..
Dukhiya aankhe dhoond rahi hai
kahi pyar ki baatein
Chandni Raate, Chandni Raate
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate

Pichli raat me hum uth uth ke chpke chupke roye re
Pichli raat me
Sukh ki neend me meet humare des praye soye re
Sukh ki neend me
Dil ki dharkane tujhe pukare...........
Dil ki dharkane tujhe pukare
aaja baalam aayi baharen
baith ke tanhayi me kar le sukh dukh ki do baatein.....

Chandni Raate, Chandni Raate
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate
Sab jag soye.........., hum jaage .........
taaro se kare baatein
Ho O Chandni Raate, Chandni Raate


hey saba nice song...............i luv this song..........
Ya,i also love this song,nice one saba.
Logged
Talat
Guest
«Reply #131 on: June 23, 2005, 08:50:53 AM »
Quote from: "khushiiiii"
hey di very nice collection.............................most of the songs r mine fav.  too......................


Thanks Khushiiiii  happy9
Logged
Talat
Guest
«Reply #132 on: June 23, 2005, 08:52:16 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"


Where r you Talat sad5 ?


Bas kaafi busy chal raha hai Nidhi....Miss all of you sad5
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #133 on: June 23, 2005, 09:58:13 AM »
meri saanso mein basa tera hi ek naam
teri yaad humsafar subah shaam
teri yaad humsafar subah shaam

gum ki hai ek badli chaai dil de ke maine hai paaye
viraani si viraani tanhaai si tanhaai
aankhein roye dil jale mile hai cahat ke sile
lekin tujhse hai mujhe na koi shikwe na gile
mar jaao fhir bhi na lagao tujhpar koi ilzaam
teri yaad humsafar subah shaam
teri yaad humsafar subah shaam

meri saanso........................................... ...
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #134 on: June 23, 2005, 12:41:49 PM »
Shukriya.... Nidhi

And Khushi.... Thank you.... This one is cool... keep writing

GUY...
Jab koi pyar se bulayga...
Tum ko mera pyar yaad aayga
GIRL....
Jab koi Taara timtimayga ....
mera intezar yaad aayga
GUY...
Maana mujh se kuchh nahi kahogi tum
be karar kab talak rahogi tum
Duub jaaogi mere khayal me
Chain na milega kisi haal me
Jab koi dard-e-dil sunayga
Tumko mera pyar yaad aayga....
GIRL....
Teri yaad aayi aankh bhar gayi
Ek shaam aur yu guzar gayi
Tere aansuo ki yeh nishaniya
Kaise mai bhulau yeh kahaniya
Koi khawab jab tumhe rulayga
Tumko mera pyar yaad aayga
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 04:13:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer