My All Time Favourite Songs...................

by Talat on May 20, 2005, 07:08:13 AM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 30
Print
Author  (Read 35509 times)
Talat
Guest
«Reply #210 on: July 12, 2005, 11:23:37 AM »
Saare songs bohot achche hain bhambra :D

Thanks for posting !!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My favourite songs............. by khushiiiii in Songs & Lyrics « 1 2 ... 26 27 »
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
Tarzan Bacha
Guest
«Reply #211 on: July 12, 2005, 05:29:08 PM »
Ankhon se toh door hai
dharkhano k pass hai
Ankhon se toh door hai
dharkhano k pass hai
teri har yadein sanam khetey hain
khas k ye hum kasam
ban kar labo pe pyas hai
ankhon se to door hai

khushbo teri sanson may hai
chehra tera ankhon may hai
to laaj ban k jane man
har pal meri baton may hai
mere dil may aj b janejana
tere liye khetay hai kha k yeh huj kasaam
teri jagah to khas hai
 ankhon se to door hai
dharkhano k pass hai

to ho gayi hum se juda
khene k bas ye bat hai
ankhon may ban k ashq toh har pal hamare sath hai
tere bin ye zindagi laghti hai kar
mera yakin khetey hai kha k ye hum kasam
jaise koi vanwas hai
ankhon se to door hai

jo pal tumhare sath may guzre kya phir wo aa hain gay
gulshan may khil k phool phir masti may kya lehra hain gay
bat ye mumkin nahe phir b na jane dil may kyon
khete hai kha k hum kasam har pal bandi kuch aass hai
ankhon se toh door hai
dharkhano k pass hai

dis is my fav song i love dis song dat much i love my jani
Logged
Talat
Guest
«Reply #212 on: July 12, 2005, 06:00:31 PM »
Nice Song ... Tarzan.................. !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
bhambra
Guest
«Reply #213 on: July 13, 2005, 09:06:53 AM »
Quote from: "Talat"
Saare songs bohot achche hain bhambra :D

Thanks for posting !!!!!!

Thanks Talat...
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #214 on: July 13, 2005, 02:04:08 PM »
Every one ........... Excellent choice............

Silsiley Mulaqaton ke na chhoriye gaaaa...na chhoriye ga
Narazgi me bhi talluq na todiye ga...na todiye ga
Hum hai sanam bewafaaaa............ Na sochiye ga

Hum ishq ma aapke hai ho oo o .... raat din, raat din, raat din
jeena nahi hai gawaraaaa ho oo o aap bin, aap bin, aap bin
chat ka mara, dil tujh pe hara
hai sab se pyara yeh naata pyara .. o dilruba we..
aur kisi se yeh nata na jodiye ga ... na jodiye ga

Hum hai sanam bewafa............... Na sochiye ga

Humko tumhari wafa pe  hai yaqee, hai yaqee, hai yaqee
tere siwa zindagi kyaaaaa... kuch nahi, kuch nahi, kuch nahi
khawabo ke ghar me o o  in rangraliyo me
tum le aaye ho o o dil ki galiyo me... o sathiya o
beech raah me laake phir na mouh modiye ga, mouh modiye ga

Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #215 on: July 14, 2005, 12:38:50 AM »
Quote from: "Saba_Saba"

balle balle kudiye
Logged
bhambra
Guest
«Reply #216 on: July 14, 2005, 08:38:04 AM »
Thanx Saba from all of us..
bye the way yeh kaun si film ki gana hai?

«Reply #217 on: July 14, 2005, 09:23:11 AM »
Quote from: "bhambra"

Bhambra ji
Its from Flm: Bardaasht
Sung By Udit Narayan n Alka Yagnik
Cast: Bobby Deol n Lara Datta............ Usual Smile
Logged
bhambra
Guest
«Reply #218 on: July 14, 2005, 12:19:32 PM »
Thanx Saba, don't mind i didn't know....

«Reply #219 on: July 15, 2005, 03:39:20 AM »

Dulhan Si Saji Dharti Khula Yeh Aasman
Bulata Hai Humein Phir Woh Chaahat Ka Samaa
Aa Ab Laut Chalen ...

Anjaan Tha Maein Naadan Tha Maein
Tere Pyar Ko Jo Na Samajh Paaya
Tune Itna Bechain Kiya
Maein Tere Paas Chala Aaya
Teri Saansein Mera Jeevan
Mere Dil Mein Tera Ghar Hai
Zara Dekhe Koi Isko
Yeh Jannat Se Bhi Sundar Hai
Bina Tere Nahin Chaina
Nahin Chaina Yahaan
Aa Ab Laut Chalen ...

Ek Pal Ke Liye Ek Din Ke Liye
Na Door Maein Tujhse Jaungi
Teri Palkon Ki In Galiyon Mein
Sapno Ki Sej Sajaungi
Tujhe Dekhun Tujhe Chaahun
Teri Khushboo Mein Kho Jaun
Yahi Meri Tamanna Hai Teri Baahon Mein So Jaun
Dard-E-Dil Nahin Sehna
Nahin Sehna Yahaan
Aa Ab Laut Chalen ...

Movie:Aa Aab Lout Chalain
Logged
bhambra
Guest
«Reply #220 on: July 15, 2005, 08:29:04 AM »
Nice one Saba..

Wada Raha Wada Raha Wada Raha
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Chahe Tumhe Kis Kadar Mera Dil
Tumko Nahi Hai Pata
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Wada Raha

Dono Jahan Ko Bhoola Ho Main
Aisi Lagi Hai Tujhse Lagaan
Chahe Kaho Ise Awaargi
Chahe Kaho Ise Deewanapaan
Dil Ne Kaha Dil Ne Suna
Maine Tumhe Dilbar Chuna
Ab Dorriyan Naa Rahi Darmiyan
Kya Rang Layi Wafa
Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda

Dekha Tumhe To Aisa Laga
Mujhko Mila Hai Manzil Ka Pata
Chalna Hai Humko Ab Saath Mein
Tumse Juda Mera Raasta
Maine To Lee Hai Kasam
Paao Tumhe Janmo Janam
Sajde Kiye Maine Shaamo Saher
Maanga Hai Tumko Sada
Haan Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Logged
bhambra
Guest
«Reply #221 on: July 15, 2005, 08:30:08 AM »
Ge Ge Re, Ge Ge Re, Ge Re Ge Me Ge Re
Re Re Sa, Re Re Sa, Ni Sa Ni
Ghunji Si Hai Sari Fiza Jaise Bajti Ho Shehnaiyaan
Leherati Hai Mehki Hawa Gungunati Hain Tanhaiyaan
Sab Gaate Hain Sab Hi Madhosh Hain
Hum Tum Kyun Khamosh Hain
Saaz - E- Dil Chedo Na
Chup Ho Kyun Gaavon Na
Aao Na.. Ao Na... Aao Na... Aao Na...

Tan Man Mein Kyun Aise Behti Huyi
Thandi Si Ik Aag Hai
Saason Mein Hai Kaisi Yeh Ragini
Dhadkan Mein Kya Raag Hai

Yeh Hua Kya Humein Hum Ko Samjhaoo Na...(2)
Sab Gaate Hain ...Khamosh Hain
Dil Mein Jo Baatein Hai
Hdton Pe Laoo Na
Aao Na... Aao Na...

Ab Koi Duri Na Uljan Koi
Bas Ek Ikrar Hai
Ab Na Kahin Hum Na Tum Hd Kahin
Bas Pyaar Hi Pyaar Hai

Sun Sako Dhadkane Itne Paas Aao Na...(2)

Sab Gaatein ...Khamosh Hain
Ab Mere Sapno Pe Tum Hi Tum Chahoo Na
Aao Na... Aao Na... Aao Na....

Ghunji Si Hai ...Gungunati Hain Tanhaiyaan ...
Aao Na Aao Na....
Logged
bhambra
Guest
«Reply #222 on: July 15, 2005, 08:32:35 AM »
Kyon Chalti Hai Pavan
Kyon Jhume Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum

Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutta Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum

Ye Madhoshiyaan Ye Tanhaiyaan
Tasabur Mein Hai Kiski Parchhaiyaan
Ye Bhiga Samaan Umangein Jawaan
Mujhe Ishq Le Ja Raha Hai Kahaan
Kyon Gum Hai Har Disha
Kyon Hota Hai Nasha
Kyon Aata Hai Mazaa
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum

Dhadakta Bhi Hai Tadapta Bhi Hai
Ye Dil Kyon Achanak Bahakta Bhi Hai
Mahakta Bhi Hai
Chahakta Bhi Hai
Ye Dil Kya Vafa Ko Samajhta Bhi Hai
Kyon Milti Hain Nazar
Kyon Hota Hai Asar
Kyon Hoti Hai Sahar
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum

Kyon Chalti Hai Pavan
Kyon Jhume Hai Gagan
Kyon Machalta Hai Mann
Na Tum Jano Na Hum

Kyon Aati Hai Bahaar
Kyon Lutta Hai Karaar
Kyon Hota Hai Pyaar
Na Tum Jano Na Hum
Na Tum Jano Na Hum
[/i]
Logged
bhambra
Guest
«Reply #223 on: July 15, 2005, 08:33:25 AM »
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Oh oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa  ambar jab choomta hai saagar ko
Pyaar se kasne ko baahon mein basne ko
Dil mera lalchaaye koi to aa jaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Oh thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein
Thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein
Saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko
Mera mann tarsaaye koi to chhoo jhaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Hey chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye
Chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye
Pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko
Dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye

Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
La la la..
Logged
Talat
Guest
«Reply #224 on: July 16, 2005, 04:59:46 AM »
Nice songs Saba ............ and Bhambra ......... !!!!!!!
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 30
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 07:38:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer