My All Time Favourite Songs...................

by Talat on May 20, 2005, 07:08:13 AM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 30
Print
Author  (Read 35709 times)
bhambra
Guest
«Reply #225 on: July 19, 2005, 06:26:53 AM »
Thanx Talat...........now do u like this song, its my fav.

O Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan

Gali-Gali Ghoome Dil Tujhe Dhoondhe
Gali-Gali Ghoome Dil Tujhe Dhoondhe
Tere Bin Tarase Nayan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan

Aa Ja O Meri Jaan
Mere Dil Ka Jahaan
Maange Teri Khabar
Dhoondhe Tera Nishaan
Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan

Gali-Gali Ghoome Dil Tujhe Dhoondhe
Gali-Gali Ghoome Dil Tujhe Dhoondhe
Tere Bin Tarase Nayan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan

Tera Tujhako Saunp De Kya Laagat Hai Mor
Mera Mujhamen Kuchh Naaheen Jo Hovat So Tor

Tere Bin Mera Man
Jaise Ban Men Hiran
Jaise Pagali Pawan
Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan

Aa Aa
Pa Da Sa Re Ga Re Re Sa
Pa Da Sa Re Ga Re Re Sa
Ma Ga Re
Pa Da Sa Re Ga Re Re Sa
Pa Da Sa Re Ga Re Sa
Pa Ma Ga Re Sa
Pa Da Sa Re Ga Re Re Sa
Sa Re Ga Ma
Ma Ga Dha Pav Sa Ni Dha Ni Dha Pa
Dha Pa Ma Pa Ma Ga
Dha Ma Re Ga Pa
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My favourite songs............. by khushiiiii in Songs & Lyrics « 1 2 ... 26 27 »
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
bhambra
Guest
«Reply #226 on: July 19, 2005, 06:28:10 AM »
Sultan:
Piya basanti re kaahe sataaye aaja -2
Jaane kya jaadoo kiya
Pyaar ki dhun chhede jiya
Chitra:
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re kaahe sataaye aaja

Sultan:
(O baadal ne angdayi li jo kabhi
Lehraya dharti ka aanchal) -2
Yeh patta pata yeh boota boota
Chhede hai kaisi yeh halchal
Manwa yeh dole jaane kya bole -2
Chitra:
Maanega na mera jiya
Tere hain ham tere piya
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re kaahe sataaye aaja

Chitra:
Palkon ke sirhaane baithe khwaab wahi jo aane wale
Dil ki giraha giraha khole man mein pyaar jagaane wale
Haan palkon ke sirhaane baithe khwaab wahi jo aane wale
Dil ki giraha giraha khole man mein pyaar jagaane wale
Satrangi sapne bole re
Kaahe sataaye aaja
Sultan:
O piya basanti re kaahe sataaye aaja
Chitra:
Piya basanti re kaahe sataaye aaja
Sultan:
Jaane kya jaadoo kiya
Pyaar ki dhun chhede jiya
Chitra:
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re kaahe sataaye aaja
Logged
Talat
Guest
«Reply #227 on: July 19, 2005, 08:48:33 AM »
Man ki lagan is my fav. as well !! Thanks Bhambra Usual Smile
Logged
bhambra
Guest
«Reply #228 on: July 19, 2005, 08:51:35 AM »
Quote from: "Talat"
Man ki lagan is my fav. as well !! Thanks Bhambra Usual Smile

U r welcome Talat
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #229 on: July 19, 2005, 12:42:47 PM »
Bhambra All Songs Are Very Cool..... Neele Neele Ambar... my fvt. one

A song from Film: Silsila
Neela Aasma.n so gaya
Neela Aasma.n so gaya
Neela Aasma.n so gaya

Aansuo me chaand dooba raat murjhayi
Zindagi me duur tak phaili hai tanhaayi
Jo guzre hum pe woh kam hai
Tumhare gum ka mausam hai
Neela Aasma.n so gaya
Neela Aasma.n so gaya

Yaad ki wadi me gunje beete afsaane
Yaad ki wadi me gunje beete afsaane
Humsafar jo kal the ab thehre woh begane
Mohabbat aaj pyasi hai
Badi gehri udaasi hai
Neela Aasma.n so gaya
Neela Aasma.n so gaya
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #230 on: July 19, 2005, 05:54:16 PM »
nice songs bhambhra and saba.

An oldie i like a lot :-

"Dard to rukne ka ab naam nahi leta hai,
 sabra se ab dil mera kaam nahi leta hai,

 dard to rukne ka...

 jabse bakshe hain meri ankho ko aanso tune-(2)
 tabse deewana dil....tabse deewana dil....,
 aaraam nahi letaa hai,
 sabra se dil bhi mera...sabra se dil bhi mera..,
 kaam nahi letaa hai,

 dard to rukne ka ab naam nahi letaa hai,
 dard to rukne ka ab naam nahi letaa hai,

 itna sangdil hai ki,barbaad wo karke mujhko-(2)
 apne sar koi bhi....apne sar koi bhi......,
 ilzaam nahi letaa hai.....

 sabra se dil bhi mera...sabra se dil bhi mera...,
 kaam nahi leta hai.......,

 dard to rukne ka ab naam nahi leta hai,
 dard to rukne ka.....

 ye inaayat bhi nahi,gam mere harjaai ki-(2)
 zakhm deta hai magar...zakhm deta hai magar,
 daam nahi leta hai....
 sabra se dil bhi mera kaam nahi leta hai

 dard to rukne ka ab naam nahi leta hai-(3)"

 sad5
Logged
bhambra
Guest
«Reply #231 on: July 20, 2005, 05:23:24 AM »
Very nice song Saba......

Quote from: "Saba_Saba"
Bhambra All Songs Are Very Cool..... Neele Neele Ambar... my fvt. one

A song from Film: Silsila
Neela Aasma.n so gaya
Neela Aasma.n so gaya
Neela Aasma.n so gaya

Aansuo me chaand dooba raat murjhayi
Zindagi me duur tak phaili hai tanhaayi
Jo guzre hum pe woh kam hai
Tumhare gum ka mausam hai
Neela Aasma.n so gaya
Neela Aasma.n so gaya

Yaad ki wadi me gunje beete afsaane
Yaad ki wadi me gunje beete afsaane
Humsafar jo kal the ab thehre woh begane
Mohabbat aaj pyasi hai
Badi gehri udaasi hai
Neela Aasma.n so gaya
Neela Aasma.n so gaya
Logged
bhambra
Guest
«Reply #232 on: July 20, 2005, 05:25:43 AM »
Thanx Nidhi, well i didn't heard this song, but the lyrics is good....

Quote from: "nidhi_yadein"
nice songs bhambhra and saba.

An oldie i like a lot :-

"Dard to rukne ka ab naam nahi leta hai,
 sabra se ab dil mera kaam nahi leta hai,

 dard to rukne ka...

 jabse bakshe hain meri ankho ko aanso tune-(2)
 tabse deewana dil....tabse deewana dil....,
 aaraam nahi letaa hai,
 sabra se dil bhi mera...sabra se dil bhi mera..,
 kaam nahi letaa hai,

 dard to rukne ka ab naam nahi letaa hai,
 dard to rukne ka ab naam nahi letaa hai,

 itna sangdil hai ki,barbaad wo karke mujhko-(2)
 apne sar koi bhi....apne sar koi bhi......,
 ilzaam nahi letaa hai.....

 sabra se dil bhi mera...sabra se dil bhi mera...,
 kaam nahi leta hai.......,

 dard to rukne ka ab naam nahi leta hai,
 dard to rukne ka.....

 ye inaayat bhi nahi,gam mere harjaai ki-(2)
 zakhm deta hai magar...zakhm deta hai magar,
 daam nahi leta hai....
 sabra se dil bhi mera kaam nahi leta hai

 dard to rukne ka ab naam nahi leta hai-(3)"

 sad5
Logged
bhambra
Guest
«Reply #233 on: July 20, 2005, 05:34:45 AM »
Now i like this song very much, specially when i am in sad-mood.....

Mera kuch saamaan tumhare paas pada hai -2
o o o ! saavan ke kuch bheege bheege din rakhe hain
aur mere ik khat main lipti raat padi hai
vo raat bhulaa do, mera vo saamaan lauta do - 2
mera kuch saamaan tumhaare paas pada hai - 2

patjhad hai kcuh ... hai na ?
o ! patjhas main kuch patton ke girne kee aahat
kaanon main ek baar pahan ke laut aai thee
patajhad kee vo saakh abhi tak kaanp rahi hai
vo saakh gira do, mera vo saamaan lauta do - 2

ek akeli chhataree main jab aadhe aadhe bheeg rahe the - 2
aadhe sookhe aadhe geele, sukha to main le aaye thee
geela man shayad bistar ke paas pada ho
vo bhijwa do, mera vo saamaan lauta do

ek so sola chaand ki ratain ek tumhare kaandhe ka til - 2
geeli mahendi ki khushbu, jhoot mooth ke shikwe kuch
jhooth mooth ke wade sab yaad karaa do
sab bhijwa do, mera vo saamaan lauta do - 2

ek ijaazat de do bas, jab isako dafanaaungee
main bhi vaheen so jaungee
main bhi vaheen so jaungee
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #234 on: July 20, 2005, 05:40:15 AM »
Quote from: "bhambra"

nice song Bhambra.....................................
Logged
bhambra
Guest
«Reply #235 on: July 20, 2005, 05:42:59 AM »
And wht about this song...
 :D

(Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein) - 2
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Yunhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein
Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Aaja re aa re
Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein
(Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Aaja re, aaja re, aaja re
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #236 on: July 20, 2005, 06:27:06 AM »
Hey Bhambra........ i love this song.......... tongue3

Quote from: "bhambra"
And wht about this song...
 :D

(Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein) - 2
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Yunhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein
Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Aaja re aa re
Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein
(Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Aaja re, aaja re, aaja re
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #237 on: July 20, 2005, 09:53:53 AM »
Quote from: "bhambra"
Now i like this song very much, specially when i am in sad-mood.....

Mera kuch saamaan tumhare paas pada hai -2
o o o ! saavan ke kuch bheege bheege din rakhe hain
aur mere ik khat main lipti raat padi hai
vo raat bhulaa do, mera vo saamaan lauta do - 2
mera kuch saamaan tumhaare paas pada hai - 2

patjhad hai kcuh ... hai na ?
o ! patjhas main kuch patton ke girne kee aahat
kaanon main ek baar pahan ke laut aai thee
patajhad kee vo saakh abhi tak kaanp rahi hai
vo saakh gira do, mera vo saamaan lauta do - 2

ek akeli chhataree main jab aadhe aadhe bheeg rahe the - 2
aadhe sookhe aadhe geele, sukha to main le aaye thee
geela man shayad bistar ke paas pada ho
vo bhijwa do, mera vo saamaan lauta do

ek so sola chaand ki ratain ek tumhare kaandhe ka til - 2
geeli mahendi ki khushbu, jhoot mooth ke shikwe kuch
jhooth mooth ke wade sab yaad karaa do
sab bhijwa do, mera vo saamaan lauta do - 2

ek ijaazat de do bas, jab isako dafanaaungee
main bhi vaheen so jaungee
main bhi vaheen so jaungee

lovely sobh bhambhra Usual Smile
Logged
bhambra
Guest
«Reply #238 on: July 20, 2005, 10:31:21 AM »
Thanx Saba & Nidhi........................... :lol: ................................................. ................................................. ......
Logged
bhambra
Guest
«Reply #239 on: July 20, 2005, 11:33:42 AM »
Aag kabhi kabhi roshni
kahin kahin shor raunake

kahin aag aag,kahin dhuaan dhuaan
kabhi aas paas,kabhi yahaan wahaan
kabhi shor ho tum kabhi moan ho tum
kaun ho tum...

khud se anjaan hoon main
khud se begana

dard se gaherein,soch se unche
pyar se ujhle naksh tumhare zahen mein mere
dhundle dhundle...

khud se anjaan hoon main
khud se begana
kiya dekhti hai tumhari nazar mujhko batana
khud se anjaan hoon main
khud se begana
kiya dekhti hai tumhari nazar mujhko batana
khud se anjaan hoon main
khud se begana
kiya dekhti hai tumhari nazar mujhko batana

do ankhe hai
ankhon mein kiya hai
hmm ek chehra hai
kiska chehra hai
pucho apne dil se pucho
pucho hawaon se
hmm khoya khoya tha duniya ki rahoein mein
tujh se milke hoon main khoya teri nighaon mein
khoya khoya tha duniya ki rahoein mein
tujh se milke hoon main khoya teri nighaon mein
khoya khoya sa

tumhe naam diya hai maine ek
tumhe shakal de raha hoon main ab
masson nazar,bhola chehra
haste huwe lab,ek shabd ho tum
koi sach ho tum ya uljha huwa khayal ho
filhaal tum ek sawaal ho...

kiya hua
hua kiya aise kaisi yeh hulchul hai
badla hua hai
tere aane se jahaan
kuch na kaho tum
kyun na kahoon main
kho na jaoon teri bato ki bahoon mein
hmm hmm khoya khoya tha duniya ki rahoein mein
tujhse milke hoon main khoya teri nighaon mein
khoya khoya sa

jiski tasveer nighaon mein
tasveer mein dekhe rang kayi
rangon mein mausam bahaar ka
teri jeet ka,mei haar ka
inkaar ka,intezaar ka
ikraar ka,takraar ka
bhiga sa ek rang pyar ka...

kiya ho tum
yeh tum batao tum ne kiya jana hai
jana ke tum ho
chalo jana toh sahi
ab to batao
hmm yun na satao
hoo na jaye joh na socha khayalo mein
khoya khoya tha duniya ke rahoein mein
tujhse milke hoon main khoya teri nighaon mein
khoya khoya tha duniya ki rahoein mein
tujhse milke hoon main khoya teri nighaon mein
khoya khoya sa

hoo khud se anjaan hoon main
khud se begana
kiya dekhti hai tumhari nazar mujhko batana
do ankhe hain
ankhon mein kiya hai
hoo ek chehra hai
kiska chehra hai
pucho apne dil se pucho
pucho hawaon se
khoya khoya tha duniya ke rahoein mein
tujhse milke hoon main khoya teri nighaon mein
khoya khoya tha duniya ki rahoein mein
tujhse milke hoon main khoya teri nighaon mein
khoya khoya sa

teri sadgi anmol hai
kirdaar bemisaal hai
tu joh bhi hai lajawaab hai
tu khayaal hai ya ek sawaal hai
tere samne joh bhi ayega
usse tujhse pyar ho hi jayega...
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 30
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:03:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.182 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer