My All Time Favourite Songs...................

by Talat on May 20, 2005, 07:08:13 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 30
Print
Author  (Read 35692 times)
Talat
Guest
«Reply #30 on: May 25, 2005, 05:51:09 AM »
Toota Toota Ek Parinda Aise Toota
Ke Phir Jud Naa Paaya
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota
Ke Phir Ud Naa Paaya
O O O O Toota Toota Ek Parinda Aise Toota
Ke Phir Jud Naa Paaya
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota
Ke Phir Ud Naa Paaya
Girta Hua Woh Asma Se
Aakar Gira Zameen Par
Khwabon Mein Phir Bhi Badal Hi The
Woh Kehta Raha Magar
Ke Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega

Kho Ke Aapne Par Hi To Usne Tha Ud Naa Sikha
Kho Ke Aapne Par Hi To O O O
Kho Ke Aapne Par Hi To Usne Tha Ud Naa Sikha
Gham Ko Aapne Saath Mein Lele Dard Bhi Tere Kaam Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega

Aa Aa Aaa
Tukde Tuke Ho Gaya Tha Har Sapna Jab Woh Toota
Tukde Tuke Ho Gaya Tha Aa Aaa Aa
Tukde Tuke Ho Gaya Tha Har Sapna Jab Woh Toota
Bhikre Tukdon Mein Allah Ki Marzi Ka Manzar Paayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Toota Toota Ek Parinda Aise Toota
Ke Phir Jud Naa Paaya
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota
Ke Phir Ud Naa Paaya
Girta Hua Woh Asma Se
Aakar Gira Zameen Par
Khwabon Mein Phir Bhi Badal Hi The
Woh Kehta Raha Magar
Ke Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My favourite songs............. by khushiiiii in Songs & Lyrics « 1 2 ... 26 27 »
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
Talat
Guest
«Reply #31 on: May 25, 2005, 05:54:05 AM »

Rootht ke humse kahin jab chale jaaoge tum
Ye na soch tha kbhi itne yaad aaoge tum
Rootht ke humse kahin...

Main to na chala tha..do qadam bhi tumbin
Ho..phir bhi mera bachpan yahi samjha har din
Chorh ke mujhe bhala ab kahan jaaoge tum
Ye na soch tha kbhi itne yaad aaoge tum
Rootht ke humse kahin...

Baaton kabhi haathon se bhi maara hai tumhe
Ho...sada yahi keh ke pukara hai tumhe
Kya kar loge mera jo bigad jaaoge tum
Ye na soch tha kbhi itne yaad aaoge tum
Rootht ke humse kahin...

Dekho mere aansu yahi karte hain pukaar
Aao..chale aao..mere bhai mere yaar
Pochne aansu mere kya nahin aaoge tum
Ye na soch tha kbhi itne yaad aaoge tum
Rootht ke humse kahin...
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #32 on: May 25, 2005, 06:32:28 AM »
Quote from: "Talat"
Toota Toota Ek Parinda Aise Toota
Ke Phir Jud Naa Paaya
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota
Ke Phir Ud Naa Paaya
O O O O Toota Toota Ek Parinda Aise Toota
Ke Phir Jud Naa Paaya
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota
Ke Phir Ud Naa Paaya
Girta Hua Woh Asma Se
Aakar Gira Zameen Par
Khwabon Mein Phir Bhi Badal Hi The
Woh Kehta Raha Magar
Ke Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega

Kho Ke Aapne Par Hi To Usne Tha Ud Naa Sikha
Kho Ke Aapne Par Hi To O O O
Kho Ke Aapne Par Hi To Usne Tha Ud Naa Sikha
Gham Ko Aapne Saath Mein Lele Dard Bhi Tere Kaam Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega

Aa Aa Aaa
Tukde Tuke Ho Gaya Tha Har Sapna Jab Woh Toota
Tukde Tuke Ho Gaya Tha Aa Aaa Aa
Tukde Tuke Ho Gaya Tha Har Sapna Jab Woh Toota
Bhikre Tukdon Mein Allah Ki Marzi Ka Manzar Paayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Toota Toota Ek Parinda Aise Toota
Ke Phir Jud Naa Paaya
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota
Ke Phir Ud Naa Paaya
Girta Hua Woh Asma Se
Aakar Gira Zameen Par
Khwabon Mein Phir Bhi Badal Hi The
Woh Kehta Raha Magar
Ke Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega


wow,very nice song,shows every phase of life,lovely song Talat.
Logged
Talat
Guest
«Reply #33 on: May 25, 2005, 06:35:36 AM »
Thanks Nidhi !! ........ i love this song....................... !!
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #34 on: May 25, 2005, 08:03:07 AM »
Talat very nice songs...

Koi jab tumhara hridaye(dil) tod de
tadapta hua jab koi chhor de
tab tum mere paas aana priye
mera ghar khula hai khula hi rahega
tumhare liye...

Abhi tumko meri zarurat nahi
bahut chahne wale mil jayge
abhi roop ka ek saagar ho tum
kanwal jitne chahogi khil jayge
darpan tumhe jab darane lage
jawani bhi daaman chhurane lage
tab tum mere paas aana priye
mera sir jhuka hai jhuka hi rahega
tumhare liye...

Nahi hoti sharte koi pyar me
magar pyar sharto pe tu ne kiya
nazar me sitaare jo chamke zara
bujhane lagi aarti ka diya
jab apni nazar me hi girne lago
andhero me apne hi ghirne lago
tab tum mere paas aana priye
yeh deepak jala hai jala hi rahega
tumhare liye...
Logged
Talat
Guest
«Reply #35 on: May 25, 2005, 08:12:52 AM »
Thanks Saba....n its a very nice song......i like it too !!
Logged
Suhas
Guest
«Reply #36 on: May 25, 2005, 08:48:42 AM »
Quote from: "Saba_Saba"
Talat very nice songs...

Koi jab tumhara hridaye(dil) tod de
tadapta hua jab koi chhor de
tab tum mere paas aana priye
mera ghar khula hai khula hi rahega
tumhare liye...

Abhi tumko meri zarurat nahi
bahut chahne wale mil jayge
abhi roop ka ek saagar ho tum
kanwal jitne chahogi khil jayge
darpan tumhe jab darane lage
jawani bhi daaman chhurane lage
tab tum mere paas aana priye
mera sir jhuka hai jhuka hi rahega
tumhare liye...

Nahi hoti sharte koi pyar me
magar pyar sharto pe tu ne kiya
nazar me sitaare jo chamke zara
bujhane lagi aarti ka diya
jab apni nazar me hi girne lago
andhero me apne hi ghirne lago
tab tum mere paas aana priye
yeh deepak jala hai jala hi rahega
tumhare liye...


Very nice song Saba...........I love this song.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #37 on: May 26, 2005, 02:15:51 AM »
wah Talat......................balee balleeeee........................................ kia bata hai aap ki tu
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #38 on: May 26, 2005, 06:38:57 AM »
Thank u..................
Talat n Suhas.............
this is my fvt one specially this line

"Nahi hoti sharte koi pyar me
magar pyar sharto pe tu ne kiya "
Logged
Talat
Guest
«Reply #39 on: May 26, 2005, 10:38:13 AM »
Yeah..its very meaningful Saba....................... !!!!!

Thanks Fakhar.........
Logged
Talat
Guest
«Reply #40 on: May 26, 2005, 10:41:05 AM »
mere dost qissa ye kya ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....

dua baddua de, ye mumkin nahin...
mujhe tu dagha de, ye mumkin nahin
khuda jaane kya, maajra ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....  

agar maang le tu, ae jaan-e-jigar
tujhe jaan de doon, main ye jaankar
ke haq dosti ka ada ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....  

qayamat se kam yaar ye ghum nahin
ke tu aur main, rah gaye hum nahin
mera yaar mujh se juda ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....

mere dost qissa ye kya ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #41 on: May 26, 2005, 10:31:46 PM »
Quote from: "Talat"
mere dost qissa ye kya ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....

dua baddua de, ye mumkin nahin...
mujhe tu dagha de, ye mumkin nahin
khuda jaane kya, maajra ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....  

agar maang le tu, ae jaan-e-jigar
tujhe jaan de doon, main ye jaankar
ke haq dosti ka ada ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....  

qayamat se kam yaar ye ghum nahin
ke tu aur main, rah gaye hum nahin
mera yaar mujh se juda ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....

mere dost qissa ye kya ho gaya
suna hai ke tu bewafa ho gaya....
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #42 on: May 27, 2005, 07:41:34 AM »
Kyu zindagi ki raah me majboor ho gaye
itne huye kareeb ke hum duur ho gaye
Kyu zindagi ki raah me...

Aisa nahi ke hum ko, koi bhi khushi nahi...
lekin yeh zindagi bhi, koi zindagi nahi....
Aisa nahi ke hum ko, koi bhi khushi nahi...
lekin yeh zindagi bhi, koi zindagi nahi...
Kyu iske faisle hume manzoor ho gaye...
itne huye kareeb ke hum duur ho gaye..
kyu zindagi ki raah me...

Paaya tumhe to yeh laga, tumko kho diya..
hum dil pe roye aur yeh dil, hum pe ro diya..
Paaya tumhe to yeh laga, tumko kho diya..
hum dil pe roye aur yeh dil, hum pe ro diya..
Palko se khwab kyu gire, kyu choor ho gaye..
itne huye kareeb ke hum duur ho gaye..
kyu zindagi ki raah me....
Logged
Talat
Guest
«Reply #43 on: May 27, 2005, 08:18:25 AM »
Its a very nice song Saba.......... and very touching.......
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #44 on: May 27, 2005, 08:20:54 AM »
Dil ke tukde, tukde kar ke, muskurake chal diye
Dil ke tukde, tukde kar ke, muskurake chal diye
jaate jaate, yeh to bata ja, hum jiye ge kiske liye
Dil ke tukde, tukde kar ke, muskurake chal diye

Chaand bhi hoga taare bhi honge
Phool chaman me pyare bhi honge
lekin humara dil na lagega
bheegegi jab jab raat suhani
aag lagayegi rut mastani
tu hi bata koi kaise jiyega
dil ke maaro dil ke malik, thokar laga kar chal diye
Dil ke tukde, tukde

Roothe rahenge aap jo hum se
mar jayenge hum bhi kasam se
sun le haath chhurane se pehle
jaan humari naam pe tere
jaaygi ek din dilbar mere
soch samajh le jaane se pehle
yu agar tum dil ki tamanna ko mitake chal diye
Dil ke tukde, tukde
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:06:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer