My fav lyrics N songs which touches my heart !

by Delicate_Doll on January 30, 2005, 07:49:36 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
Print
Author  (Read 10326 times)
Delicate_Doll
Guest


my fav song
film :rog (khoobsurat)
singer :udit

khoobsurat hai woh itna saha nahin jaata
kise hum khud ko rok le raha nahin jaata
chand mein dhaag hai ye jaante hain hum lekin
raat bhaar dheke bina ussko raha nahin jaata
khoobsurat hai woh itna saha nahin jaata

jo mere ho nahin paayega iss jahan mein kahin
ruh bankar milonga ussko aassam mein kahain
pyaar dharti per fariston se kiya nahin jaata
khoobsurat hai woh itna saha nahin jaata

unn nigahon mein mohbbaat nahin to kaho aur kya hai
par woh mujse ye khe raha woh kisi aur ka hai
zara sa jooth bi dhaang se kaha nahin jaata
khoobsurat hai woh itna saha nahin jaata

aankh mein qhaid kiye baitha mein ek hasein lamha
jab mein iss needh se jaagonga to dil tote ga
woh mujhe khuwab koi kyun dhika nahin jaata
khoobsurat hai woh itna saha nahin jaata .......
==============================
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My fav songs lyrics....... by prempagla in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
story that touches ur heart !! by sammu1984 in Inspirational Stories and real life Incidences. « 1 2  All »
Songs Lyrics of movies From A___To___Z by fakharenaveed in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Read or Write Your own Songs Lyrics by harashmahajan in Songs & Lyrics
Marathi songs lyrics..... by mili_genie in Songs & Lyrics
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1 on: January 30, 2005, 08:36:51 AM »
nxt one 2 my fav one
film : rog (maine dil se )
singer: KK

maine dil se kaha dhoond lana khushi
na-samaj laya gum to ye gum hi sahi (3)
maine dil se kaha dhood lana khushi..


bechara kahan jaanta hai
khalish hai ye kya kahla hai
shehar bhar ki khushi se
ye dard mera bhala hai
jashan ye raas na aaye
maaza to bas gum mein aaya hai
maine dil se kaha dhoond lana khushi
na-samaj laya gum to ye gum hi sahi

kabhi hai isqh ka ujala
kabhi hai maut ka andera
baatao koun bhes hoga
mein jo bi bano ya loote ra
kahin cherey hai iss dil ke
na jaane kounsa mera
maine dil se kaha dhoond lana khushi
na-samaj laya gum to ye gum hi sahi

hazaron aise fhasle the jo taay karne chale the
raahein magar chal padhi ti aur pichey hum reh gaya the
kadma do char chal paaye liye phere tere maan ke
maine dil se kaha dhoond lana khushi
na-samaj laya gum to ye gum hi sahi (2)
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #2 on: January 30, 2005, 08:45:17 AM »
movie: Jism
Jaadu Hai Nasha Hai

Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan

Yeh Pal Hai Apna To Is Pal Ko Jee Le
Shwalo Ki Tarha Zarah Chal Ke Jee Le
Pal Jhapakte Kho Na Jana
Chuke Karlo Yakin Na Jane Yeh Pal Paaye Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan

Baahon Mein Teri Yun Kho Gaye Hai
Armaan Dabe Se Jagne Lage Hai
Jo Mile Ho Aaj Hum Ko Door Jana Nahin
Mitado Saari Yeh Duriyan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #3 on: January 30, 2005, 08:50:01 AM »
movie:jism
Awaarapaan Banjarapaan

Awaarapaan Banjarapaan
Ek Hala Hai Sine Mein
Har Dam Har Pal Bechaini Hai
Kaun Bhala Hai Seene Mein

Is Dharti Par Jis Pal Suraj
Roz Savere Ugta Hai
Is Dharti Par Jis Pal Suraj
Roz Savere Ugta Hai
Apne Liye To Thik Usi Pal
Roz Dhala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan
Ek Hala Hai Sine Mein

Jaane Yeh Kaisi Aag Lagi Hai
Is Mein Dhua Na Chingari
Jane Yeh Kaisi Aag Lagi Hai
Is Mein Dhua Na Chingari
Ho Na Ho Us Par Kahin Koi
Khwaab Jala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan
Ek Hala Hai Sine Mein

Jis Raste Par Tapta Suraj
Sari Raat Nahi Dhalta
Jis Raste Par Tapta Suraj
Sari Raat Nahi Dhalta
Ishq Ki Aise Raha Guzar Ko
Hum Ne Chuna Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan
Ek Hala Hai Sine Mein

Kahan Kise Ke Liye Hai Mumkin
Sab Ke Liye Ek Sa Hona
Kahan Kise Ke Liye Hai Mumkin
Sab Ke Liye Ek Sa Hona
Thoda Sa Dil Mera Bura Hai
Thoda Bhala Hai Seene Mein
Awaarapaan Banjarapaan
Ek Hala Hai Sine Mein
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #4 on: January 30, 2005, 08:51:58 AM »
movie:jhankar beats
Suno Na

Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Sapne Buno Na
Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Sapne Buno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Sapne Buno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na

Darr Ho Kar Bhi Darr Tum Nahin Ho
Paas Ho Lekin Paas Kyon Nahin Ho
Darr Ho Kar Bhi Darr Tum Nahin Ho
Paas Ho Lekin Paas Kyon Nahin Ho
Tanha Tanha Samay Mehki Mehki Hawa
Keh Raha Hai Jahan Jo Suno Na
Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Sapne Buno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na

Dekhlo Mausam Kitna Suhana Hai
Pyaar Karne Ka Yeh To Ek Bahana Hai
Dekhlo Mausam Kitna Suhana Hai
Pyaar Karne Ka Yeh To Ek Bahana Hai
Muskurati Fiza Gungunati Hawa
Kehraha Hai Jahan Jo Suno Na
Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Saapne Buno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na Suno Na
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #5 on: January 30, 2005, 08:53:20 AM »
movie:Inteha

Ab Hamse Akelaa

Aa Aa Aa Aa Aa
O O O O O O O O O O

O O O O
Ab Hamse Akelaa Rahaa Jaayegaa Na
Ab Hamse Akelaa Rahaa Jaayegaa Na
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Ab Hamse Akelaa Rahaa Jaayegaa Na
Ab Hamse Akele Jiyaa Jaayegaa Na
Ab Hamse Akele Jiyaa Jaayegaa Na
Tum Saath Mere Jiyaa Karo
Tum Saath Mere Jiyaa Karo
Tum Saath Mere Jiyaa Karo
Tum Saath Mere Jiyaa Karo
Ab Hamse Akelaa Rahaa Jaayegaa Na
Ab Hamse Akele Jiyaa Jaayegaa Na
O O O O O
Aa Aa Aa Aa Aa

Aa Aa Aa Aa
O O O O O

Aag Donon Taraf Pyaas Donon Taraf
Ab Na Pichhe Hatoon Aajaa Meri Taraf
Kyun Na Aaye Sharam Ye Mujhe Kyaa Huaa
Koi Jaadoo Huaa Jab Se Tune Chhuaa
Kuchh Yahaan Kuchh Wahaan Dard Hai Kahaan Kahaan
Kyaa Bataaoon Tujhe Dard Hi Intehaa Meharbaan
Ab Dard Hamse Sahaa Jaayegaa Na
Ab Dard Hamse Sahaa Jaayegaa Na
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Ab Hamse Akelaa Rahaa Jaayegaa Na
Ab Hamse Akele Jiyaa Jaayegaa Na
O O O O O
Aa Aa Aa Aa Aa

Pa Ni Sa Ga Sa Ga Pa Ni Sa Ma Ga Ma Ga Ma Re Re Sa Ni Dha
Pa Ni Sa Ga Sa Ga Pa Ni Sa Ma Ga Ma Ga Ma Re Re Sa Ni Dha
Pa Ni Sa Ga Sa Ga Pa Ni Sa Ma Ga Ma Pa Sa Ma Ga Ma Pa Ni Sa Ga Ma Pa

Jis Tarah Chaaho Tum Tum Karo Mujhse Pyaar
Mujhko Hone Lagaa Ab Teraa Aitbaar
Mujhko Paagal Karein Teri Angdaaiyaan
Door Kar De Zaraa Meri Tanhaaiyaan
Kyaa Tujhe Ho Gayaa
Bas Vahi Ho Gayaa
Ab To Ho Jaane De Ishq Ki Intehaa Jaanejaan
Ab Hamse To Rukaa Jaayegaa Na
Ab Hamse To Rukaa Jaayegaa Na
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Tum Paas Mere Rahaa Karo
Ab Hamse Akele Rahaa Jaayegaa Na
Ab Hamse Akele Jiyaa Jaayegaa Na
Ab Dard Hamse Sahaa Jaayegaa Na
Ab Hamse To Rukaa Jaayegaa Na
O O O O O
Aa Aa Aa Aa Aa
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #6 on: January 30, 2005, 08:56:45 AM »
movie:Maine Dil Tujhko Diya

Thoda Sa Pyar Hua Hai

Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Hum To Dil De Hi Chuke
Hum To Dil De Hi Chuke Bas Teri Haan Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki

Kaun Sa Mod Aaya Zindagi Ke Safar Mein
Bas Gaya Tu Hi Tu Ab To Meri Nazar Mein
Dil Ki Har Ek Dhadkan Tujhko Pehchaanti Hai
Meri Chaahat Hai Ab Kya Tu Nahin Jaanti Hai
Main Tuhje Jaan Gayi Tujhko Pehchaan Gayi
Phir Bhi Teri Haan Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki

Aaj Yeh Kya Hua Hai Dil Nahin Mera Bas Mein
Is Liye Sochti Hoon Tod Doon Sari Rasme
Umr Bhar Ke Liye Tu Aa Mera Saath De De
Tera Ho Jaaonga Main Haathon Mein Haath De De
Haathon Mein Haath Sahi Tu Mere Saath Hi Sahi
Phir Bhi Teri Haan Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #7 on: January 30, 2005, 09:00:42 AM »
movie:musafir


Zindagi mein koi kabhi aye na rabba
Aye jo koi tu phir jaye na rabba
Deyne ho ger mujhe baad mein ansoo
Tu pehley koi hasaye na rabba

Jate jate koi meri khushion ko ley giya
Suni suni akion ko ghum koi de giya
Aass jo lagaii hai ankh bar ayi hai
Atna beh koi sataye na rabba

Dil leyne waley pe zor nahi jalta
Pyar ka yeh sika kaheen or nahi chalta
Yaad ayi hai tu harjae hai
Atna beh koi tarpaye na rabba

Zindagi mein koi kabhi aye na rabba
Aye jo koi tu phir jaye na rabba
Deyne ho ger mujhe baad mein ansoo
Tu pehley koi hasaye na rabba
------------------
Zindagi mein koi kabhi aye na rabba
Aye jo koi tu phir jaye na rabba
Deyne hoon ger mujhe baad mein ansoo
Tu pehley koi hasaye na rabba

Dil ki balma they dil mein he reh gaye
Ashiqi jo ki tu hum ashkoon mein beh gaye
Ghum ka fasana hai dard yeh purana hai
Atna beh koi yaad aye na rabba

Ashk anhkoon mein berhey hain k
Jiger jalta hai
Kya qayamat hai kya qaymat hai
Bari barsaat mein ghar jalta hai

Yeh he souchta hoon kasey us ko bohlaooon ga
Na woh kabhi aye gi na usey bhool paoon ga
Jeena ka tehkana hai na merney ka bahana hai
Atna beh koi sataye na rabba

Zindagi mein koi kabhi aye na rabba
Aye jo kabhi tu phir jaye na rabba
Deyne ho ger mujhe baad mein ansoo
Tu pehley koi hasaye na rabba
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #8 on: January 30, 2005, 09:01:43 AM »
movie:kasoor
Mohabbat Ho Na Jaaye

Dekha Jo Tum Ko Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaya Kya Nasha Hai
Dekha Jo Tum Ko Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaya Kya Nasha Hai
Mohabbat Ho Na Jaaye Deewana Kho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Mohabbat Ho Na Jaaye Deewana Kho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Dekha Jo Tum Ko Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaya Kya Nasha Hai

Bheegi Bheegi Alko Se
Chori Chori Palko Se
Kyon Mera Sapna Churaye
Jhuki Jhuki Ankhiyon Se
Dheeri Dheeri Batiyon Se
Kyon Mujhe Apna Banaye
Meri Nazron Pe Chhaye
Khushboo Ke Jaise Aaye
Mera Tan Mann Mehkaaye
Sasoon Mein Yeh Pal Pal
Jaane Kaise Hulchul
Kuch Bhi Samajh Mein Na Aaye
Sharat Ho Na Jaaye, Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Sharat Ho Na Jaaye, Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata

Meri Hai Yeh Mushkil
Ab To Yeh Mera Dil
Bas Mein Huzoor Nahi Hai
Itna Bata De Mujhe
Kaise Samjaaon Tuje
Mera Yeh Kasoor Nahin Hai
Chaahe Hum Chaahe Bhi To
Pehre Lagaye Bhi To
Kaise Din Raat Ko Roke
Aag Bina Yeh Jale Zor Na Koi Chale
Kaise Jazbaat Ko Roke
Yu Chaahat Ho Na Jaaye Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Yu Chaahat Ho Na Jaaye Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Dekha Jo Tum Ko Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaya Kya Nasha Hai
Mohabbat Ho Na Jaaye Deewana Kho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Mohabbat Ho Na Jaaye Deewana Kho Na Jaaye
Sambhalu Kaise Isko Muhje Tu Bata
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #9 on: January 30, 2005, 09:02:55 AM »
movie:murder

Bheegey hont tere, pyaasa dil mera
Lage abra sa, mujhe tan tera

Jam ke barsa de, muhj par ghatayen
Too hi meri pyaas, too hi mera jaam
Kabhi mere saath, koi raat guzaar
Tujhe subah tak main karoon pyaar
vo oh oh...-4

Sansen aach teri, tan aag tera
Chhenain neend meri, loote chain mera
Kala jadoo kare lambe baal tere
Aakhen jheel teri, dore laal tere

kabhi mere saath koi raat guzaaar
tujhe suabh tak main karoon pyaar
vo oh ho.... -8

Aakhen kah rahi jo na hum kahain
use sun le too jo na lab kahain
Too na soye aaj, main na sooun aaj
Tujhe dekhooon aaj, tujh mamin khoyun aaj

Kabhi mere saath, koi raat guzaar
tujhe subah tak main karoon pyaar
vo oh ho...-4

Bheegey hont tere, pyasa dil mera
lege abra sa, mujhe tan tera
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #10 on: January 30, 2005, 09:07:20 AM »
movie:yes boss

ek din aap yun humko mil jaaengey
phhool he phhool raahon mein khil jaaengey
meiney sochaa na tha

ek din zindagi ithni hogi hasin
jhoomega aasmaan gaayegi yei zameen
meiney socha na tha ........................
Logged
nishita
Guest
«Reply #11 on: January 30, 2005, 10:46:58 AM »
salmaaaaaaaaaaa

thoda sa pyaar hyua hai...

awaarapan banajarpan...

ek din aap yu...

suno na...

zindgai me kabhi koi aaye na rabba...

mujhe bhi ye sab pasand hai :D
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #12 on: January 30, 2005, 10:55:27 AM »
Shocked 90% MERE FAVOIRITES KI LIST MEIN BHI HAIN. WOW......AMAZING.
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #13 on: January 31, 2005, 10:30:58 AM »
Quote from: "nishita"
salmaaaaaaaaaaa

thoda sa pyaar hyua hai...

awaarapan banajarpan...

ek din aap yu...

suno na...

zindgai me kabhi koi aaye na rabba...

mujhe bhi ye sab pasand hai :D


..to tum rog ke ye do song sun kar dhek na shayaad tumein bi pasand aayeinge...gr8 lyrics hain uss ke aur itna dard bahara gaaya  bi hai...song ,lyric n music....is mind blowing  Usual Smile .....hmm aur fav hain magar .....fir kabhi post karoongi  :wink:  Usual Smile
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #14 on: January 31, 2005, 10:33:44 AM »
lol nidhi apun ki  collection hi aisi hai ki ...lol juz kidding..:wink:..thanx
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:28:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer