My fav lyrics N songs which touches my heart !

by Delicate_Doll on January 30, 2005, 07:49:36 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
Print
Author  (Read 10276 times)
sandhaya
Guest
«Reply #45 on: April 18, 2005, 11:41:20 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
sandhaya  main tumse  poocha  ki yeh kis film ka song hai..........  Puzzled !


waheed ji abh mujhe ye song mil gaya hai isse suke dekhiyega bahut acha song hai

aur ye "dillagi" movies of urmila sunny deol and bobby deol ka hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My fav songs lyrics....... by prempagla in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
story that touches ur heart !! by sammu1984 in Inspirational Stories and real life Incidences. « 1 2  All »
Songs Lyrics of movies From A___To___Z by fakharenaveed in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Read or Write Your own Songs Lyrics by harashmahajan in Songs & Lyrics
Marathi songs lyrics..... by mili_genie in Songs & Lyrics
waheed_rose2004
Guest
«Reply #46 on: April 19, 2005, 01:12:16 PM »
lolzzzzzzzzz  desikuriiiiiiii.............sandhaya  main  lyrics  search  karunga.........  thanx  sandyaha..:lol:
Logged
desikurri
Guest
«Reply #47 on: April 19, 2005, 03:42:47 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
lolzzzzzzzzz  desikuriiiiiiii.............sandhaya  main  lyrics  search  karunga.........  thanx  sandyaha..:lol:
song ka naam kya hai?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh??
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #48 on: April 20, 2005, 04:22:07 AM »
Quote from: "desikurri"
Quote from: "waheed_rose2004"
lolzzzzzzzzz  desikuriiiiiiii.............sandhaya  main  lyrics  search  karunga.........  thanx  sandyaha..:lol:
song ka naam kya hai?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh??
saaya bhi saath jab chod jaye aisi hai tanhai
rona chahun tuh rona chahun tuh aansu na aaye
aisi hai tanhai
Logged
desikurri
Guest
«Reply #49 on: April 20, 2005, 05:48:48 PM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "desikurri"
Quote from: "waheed_rose2004"
lolzzzzzzzzz  desikuriiiiiiii.............sandhaya  main  lyrics  search  karunga.........  thanx  sandyaha..:lol:
song ka naam kya hai?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh??
saaya bhi saath jab chod jaye aisi hai tanhai
rona chahun tuh rona chahun tuh aansu na aaye
aisi hai tanhai
Sorry, mujhe is song ka lyrics nahin mila..
sorry dear Sandhaya..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #50 on: April 20, 2005, 07:01:55 PM »
Quote from: "desikurri"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "desikurri"
Quote from: "waheed_rose2004"
lolzzzzzzzzz  desikuriiiiiiii.............sandhaya  main  lyrics  search  karunga.........  thanx  sandyaha..:lol:
song ka naam kya hai?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh??
saaya bhi saath jab chod jaye aisi hai tanhai
rona chahun tuh rona chahun tuh aansu na aaye
aisi hai tanhai
Sorry, mujhe is song ka lyrics nahin mila..
sorry dear Sandhaya..

nahi  mujhe chahiye....... :cry:  :cry:  :cry:  :cry:  :cry:  :cry:  :cry:  :cry:
Logged
kavita_aashiqui
Guest
«Reply #51 on: May 03, 2005, 11:58:41 AM »
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2
Ho…rab di kasam yaara, rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2

(Rukh zindagi ne mod liya kaisa
Hamne socha nahin tha kabhi aisa) -2
Aata nahin yaqeen, kya se kya ho gaya
Kis tarha main tumse, bewafa ho gaya
Insaaf kar do, mujhe maaf kar do
Itna hi kar do karam
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam

(Awaargi mein ban gaya diwaana
Maine kyun saadgi ko nahin jaana) -2
Chaahat yahi hai ke, is qadar pyaar doon
Qadmon mein tere main, toh jahaan waar doon
Chain mera le lo, khushi meri le lo
De do mujhe dedo saare gham
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam

(Mere ashq keh rahe meri kahaani
Inhein samjho na tum sirf paani) -2
Ro ro ke aansuon ke daag dhool jaayenge
In mein wafa ke rang, aaj ghool jaayenge
Paas tum rahogi, bhool ab na hogi
Karoonga na tumpe sitam
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam
Ho…rab di kasam yaara, rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #52 on: May 06, 2005, 09:11:24 AM »
Quote from: "kavita_aashiqui"
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2
Ho…rab di kasam yaara, rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2

(Rukh zindagi ne mod liya kaisa
Hamne socha nahin tha kabhi aisa) -2
Aata nahin yaqeen, kya se kya ho gaya
Kis tarha main tumse, bewafa ho gaya
Insaaf kar do, mujhe maaf kar do
Itna hi kar do karam
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam

(Awaargi mein ban gaya diwaana
Maine kyun saadgi ko nahin jaana) -2
Chaahat yahi hai ke, is qadar pyaar doon
Qadmon mein tere main, toh jahaan waar doon
Chain mera le lo, khushi meri le lo
De do mujhe dedo saare gham
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam

(Mere ashq keh rahe meri kahaani
Inhein samjho na tum sirf paani) -2
Ro ro ke aansuon ke daag dhool jaayenge
In mein wafa ke rang, aaj ghool jaayenge
Paas tum rahogi, bhool ab na hogi
Karoonga na tumpe sitam
Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam
Ho…rab di kasam yaara, rab di kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhein denge
Daga nahin karenge sanam) -2


wow  kavita................bahot  pyara  song..............tongue3
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #53 on: February 20, 2007, 01:56:05 PM »
too pyaar hain kisee aaur kaa
tuze chaahataa koee aaur hain
too pasand hain kisee aaur kee
tuze maangataa koee aaur hain

kaun apanaa hai
kyaa begaanaa hai
kyaa hakeekat hai
kyaa fasaanaa hain
ye jamaane mein kisane jaanaa hain
too najar mein hain kisee aaur kee
tuze dekhataa koee aaur hain

pyaar mein aksar ayesaa hotaa hain
koee hasataa hai
koee rotaa hain
koee paataa hain
koee khotaa hain
too jaan hain kisee aaur kee
tuze jaanataa koee aaur hain

sochatee hoo main
choop rahoo kaise
dard dil kaa ye main sahoo kaise
kashmakash mein hoo
ye kahoo kaise
meraa humasafar bas yek too
naheen doosaraa koee aaur hain
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #54 on: February 20, 2007, 01:56:35 PM »
Adaye bhee hain, mohabbat bhee hain,
Sharaafat bhee hain, mere mehaboob mein
Woh deewaanaapan wo jaalim adaa,
Sharaarat bhee hain, mere mehaboob mein

Adaye bhee hain, mohabbat bhee hain,
Najaakat Bhee hain, mere mehaboob mein
Woh deewaanaapan wo maasoomiyat sharaarat Bhee hain,
Mere mehaboob mein

naa poochho meraa dil kahaa kho gayaa, tuze dekhate hee teraa ho gayaa
aankhon mein too, mere khwaabon mein too hain, yaadon ke mahake gulaabon mein too hain
wo sahumee najar, wo kamaseen umar, chaahat bhee hai, mere mehaboob mein

saanson kee bahatee lahar ruk gayee, muze sharma aayee, najar zook gayee
ke hum un ke kitane kareeb aa gaye, ye soch ke hum to ghabaraa gaye
wo baankapan wo deewaanagee, inaayat bhee hain, mere mehaboob mein

mohabbat kee duniyaan basaane chalaa, main tere liye sab bhoolaane chalaa
khushaboo koee usakee baaton mein hain, har faisalaa usake haathon mein hain
wo mahakaa badan wo sharmilaapan najaakat bhee hain, mere mehaboob mein
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #55 on: February 20, 2007, 01:58:09 PM »
Kuch is tarah teri palkein
Meri palkon se mila de
Aason tere saare
Meri palkon pe saja de]3

Tu har ghadi har waqt mere
Saath raha hai
Haan hai yeh jism kabhi duur kabhi paar raha hai

Jo bhi gum hai yeh tere
Unhe tu mera bata de

Kuch is tarah teri palkein
Meri palkon se mila de
Aason tere saare
Meri palkon pe saja de

Mujhko to tere chehre pe
Yeh gum nahi jajjta
Zaij nahi lagta
Mujhe gum se tera rishta
Sun meri guzarish ise chehre se haata de -2

Kuch is tarah teri palkein
Meri palkon se mila de
Aason tere saare
Meri palkon pe saja de
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #56 on: February 20, 2007, 01:58:35 PM »
Doorie -3
Sahi Jaye Naa - 4

[Khomshiyaa yeh
Seh na saku
Aawaaz deke mujhse tu
De ja sukun ]2

Doorie -3
Sahi Jaye Naa - 4


[Adhora hooon mein abb
tere bina
Adhoori meri zindagani reh jayegii]2

Doorie -3
Sahi Jaye Naa - 4


[Har Rah mein tuu
Aaye nazar
Kattaa Nahi abb tanha safar]2

Doorie -3
Sahi Jaye Naa - 4
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #57 on: February 20, 2007, 02:01:29 PM »
Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye) - 2

Chale aaye, chale aaye
Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
Oh, bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi - 2
Ladkhadaaye kadam, chale aaye - 2

Chale aaye, chale aaye
Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Is se pehle ke hum pe hasti raat
Banke naagin jo humko dasti raat
Oh, is se pehle ke hum pe hasti raat
Banke naagin jo humko dasti raat - 2
Leke apna bharam chale aaye - 2
Chale aaye, chale aaye

(Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye) - 2
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #58 on: February 20, 2007, 02:02:38 PM »
Aaee main to aaee nazaron ke anjane ek jahan se
Layee main to layee baharon ke afsane bhi wahan se

Na na mujhe chhoona na door hi rehna, Pari hoon main

Aaye koi meri panahon mein le jaye yeh nazare
Dekhe koi meri nigahon mein pehechane yeh ishare

Na na mujhe chhoona na door hi rehna
Pari hoon main, Pari hoon main, mujhe na chuna
Pari hoon main

Phoolon mein jo noor hai mera hi surur hai….oh ho
Aankhon mein gurur hai khwabon ka kasoor hai

Thodasa karar hai thodasa khumar hai….oh ho
Kiska intezaar hai kaisa intezaar hai,

Koi to aisa ho saanson ko meri mehka jaye

Aaee main to aaee nazaron ke anjane ek jahan se
Layee main to layee baharon ke afsane bhi wahan se

Na na mujhe chhoona na door hi rehna, Pari hoon main
Pari hoon main, Pari hoon main, mujhe na chuna
Pari hoon main

Dheemi dheemi dhadkane meethi meethi uljhane….oh ho
Jo bhi mere paas hai mere liye khaas hai
 
Dekho meri aarzoo baithi mere rubaru…oh ho
Kaisi meri justaju bikharee hai char su

Koi to aisa ho aake jo mera dil le jaye
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #59 on: February 20, 2007, 02:03:18 PM »
O mere sapanon ke saudaagar, tuz ko muz se hain pyaar agar
to chal mere sang chal chal mere sang aa aaur mere sang gaa

o mere sapanon ke saudaagar, muze ayesee jagah le jaa
main chaahatee hoo, mere humasafar muze pariyon kee duniyaan dikhaa
pyaar hee pyaar ho jis jagah, muze ayesaa jahaan dikhaa

ye pariyon kee bastee, sitaaron kaa majamaa
yahaa goonjataa hai, mohabbat kaa nagmaa
yahaa pyaar ke hain diwaane sabhee, chaahat hee sabakuchh yahaa

pariyon kee duniyaan ke mehumaan ho, chalo tum ko sair karaye
kahaa hain wo sapanon kaa saudaagar, chalo hum use dhoondh laaye

chandaa ke rath pe wo aayegaa yek din
muze saath leke wo jaayegaa yek din
meree maang bhar degaa taaron se wo, banaayegaa dulhan muze
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:45:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer