my fav songs.....

by nice_off_me on March 31, 2005, 05:28:56 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
Print
Author  (Read 10711 times)
nice_off_me
Guest
«Reply #15 on: April 06, 2005, 04:26:27 PM »
maybe mujhe pata nahi ki priyanka ne gaya hai yaa nahi.

unforgetable simran
~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
Songs of Love 2 by P K Padhy in Shayri for Khumar -e- Ishq
Songs of Love 3 by P K Padhy in English
manu
Guest
«Reply #16 on: April 06, 2005, 05:22:03 PM »
Quote from: "nice_off_me"
maybe mujhe pata nahi ki priyanka ne gaya hai yaa nahi.

unforgetable simran
~~~~~~~~~~~~~~~
O mahiyaa - 4
(feel the fire
my desire
take me higher
soniye
u r my pleasure
only treasure
youth forever
Soniye) - 2

O aja mahi dhunde yeh ankhiyan
tak tak rava hai main thakia
jogan banke pal pal main tarsu
mil jao tum mil jaye duniya
ho 0 0 0
tu hi deewangi tu hi awaargi
rabba mere tu hi meri zindagi..
tauba tauba ishq main kariya - 4

(feel the fire
my desire
take me higher
soniye
u r my pleasure
only treasure
you forever
Soniye ) - 2

O maahiya  - 3

o maula mera dil na toote
maula mera pyar na roothe
maula meri preet na choote
ishq mera faryad lagaye
maula mujhe kutch na suhaye
maula sudh budh ud jaye
maula hothon pe duaaye
ishq mera faryad lagaye
oo ruh ki tajgi husn ki sadgi
rabba mere tu hi meri zindagi
tauba tauba ishq main kariya - 4

feel the fire
my desire
take me higher
soniye
u r my pleasure
only treasure
you forever

alla yeh barse ankhiyan
alla roshan kar duniya
alla daman main ho khushiyan
hai wari main tujhpe jaoo
hai alla mera deewanapan
alla ho gayi bairagan
alla mil jaye ranjan
tere dar se khali na jao
ho tu hi deewangi tu hi awaargi
rabba mere tu hi meri zindagi
tauba tauba ishq main kariya - 4

(feel the fire
my desire
take me higher
soniye
u r my pleasure
only treasure
you forever
Soniye) - 2

Tauba Tauba
feel the fire
Tauba tauba
my desire
tauba tauba - 2


Nice song;)
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #17 on: April 06, 2005, 05:29:34 PM »
zeher wala song bohat hi accha hai.i too love it. :D

Agar tum mil jao bhi accha hai :D
Logged
desikurri
Guest
«Reply #18 on: April 07, 2005, 01:48:36 PM »
Main ishq uska woh aashiqui hai meri -
woh ladki nahi zindagi hai meri -

Uske hi dil main
aab to rehna hai har dum
uss dil ruba se kehna hai har dum

Main ishq uska woh aashiqui hai meri -
woh ladki nahi zindagi hai meri -

Khusboo jaisi aaye jaaye
kitna dil ko woh tadpaye
meri sansein meri dhadkan
woh hai mera deewanapan
betaabiyon main hai woh raahat ka mausam
uske liye hi meri  chaahat ka mausam
main hosh uska woh bekhudi hai meri
main ishq uska woh aashiqui hai meri
woh ladki nahi zindagi hai meri -

Aankhon main hai uska chehra
yaadon  main hai uska pehra
main hu rahi woh hai manzil
karna hai ab usko haasil
in dhadkanon main baje uski hi sargam
woh meri jaana hain woh meri jaanam
Main chain uska woh tishnji hai meri
main ishq uska woh aashiqui hai meri
woh ladki nahi zindagi hai meri -
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #19 on: April 07, 2005, 02:23:31 PM »
jab koi baat bigad jayee
jab koi mushkil pad jayee
tum lena naam mera hoooo hum nawaz

pls giv me the lyrics of this son as i only repeat these lines.

help everyone and anyone plzzzzzzzzzzzzzzzzzz
Logged
pandit
Guest
«Reply #20 on: April 07, 2005, 02:25:51 PM »
desi kurri ji bahut hi accha hai ye song..........
          i like songs of film ROOG.........
if u know plz write here for me...........
Logged
HumTum
Guest
«Reply #21 on: April 07, 2005, 02:32:32 PM »
tu jha jha chlega mera saya sath hoga
to jha jha chelga mera saya sath hoga

kabhi mujhko yaad ker ke jo behengey tere aansoo
to whi pe rok lengey unhey aa ke mere aansoo
tu jidhar ka rukh krega mera saya sath hoga
tu jha jha chelga mera saya sath hoga
Logged
desikurri
Guest
«Reply #22 on: April 08, 2005, 09:35:05 AM »
Khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata
kaise hum khoed ko rokh le
raha nahie djaata

Khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata
kaise hum khoed ko rokh le
raha nahie djaata
Chaand me daag hai yeh djaante hai hum lekien
raat bhar dekhe bina oesko
raha nahie djaata
Khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata

Djo mera ho nahie paayega
ies djahaa me kahie
roeh ban kar mieloenga oesko
aasma me kahie
Pyaar dhartie par farishto se
kiya nahie djaata
Khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata

Oen nigaho me mohabbat nahie
to kaho aur kya hai
par woh mujh se yeh keh raha
woh kisie aur kaa hai
zarasa djoet bhie dhang se
kaha nahie djaata
khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata

Aankh me kaid kiye baitha
mai ek haseen lamha
djab mai ies neend se djagoenga
to dil toete ga
woh mujhe gaab koi kyoe
diekha nahie djaata
khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata

To u pandit..
Logged
desikurri
Guest
«Reply #23 on: April 08, 2005, 09:35:32 AM »
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi

Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
Maine dil se kaha dhoond laana khushi


Bechaara kahan jaanta tha
Khalish hai yeh kya khala hai
Shehar bhar ki khushi se
Yeh dard mera bhala hai
Jashna yeh raaz na aaye
Mazaa toh bas gam main aaya hai

Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi

Kabhi hai ishq ka ujaala
Kabhi hai maut ka andhera
Bataao kaun bes hoga
Main jogi banu ya lutera
Kayi chehre hai is dil ke
Najaane kaunsa mera

Maine dil se kaha dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi

Hazaaron aaise phaasle the
Jo Tai karne chale the
raahe magar chal padi thi
Aur peeche hum rah gaye the
kadam Do chaar chal paaye
Kiye phere tere mann ke

Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi

Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #24 on: April 08, 2005, 03:42:38 PM »
hey nice song desikuri i love second
thanx for shharing with us and all frendz liking songs.

unforgtebale simran
~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #25 on: April 08, 2005, 04:22:11 PM »
SINGER-FALGUNI PATHAK

pal pal teri yaad sataye oo piya
pal pal.......ha...pal pal teri yaad sataye oo piya
tujh bin jeene ki sov=chu tu dhadke haaye mera jiya
dhadke haye mera jiya dil ye bole piya piya
tujh bin jeene ki sochu tu.....

samne tu ju aaye tu mein bol na paoo kuch bhi piya,
samne tu ju aaye tu mein bol na pao kuch bhi piya
jaisi meri halat hai kya teri bhi hai bol piya,
kaisa haye kaisa rog lagaya tune kya kiya,
tujhbin jeene ki sochu tu dhardke haye mera jiya

naam kisika lo lab pe tu naam tera hi aaye piya,
naam kisika lo lab pe tu naam tera hi aaye piya
jeena mushkil ho gaya mera jabse dil hai tujhe diya,
kya mein karo haye kya mein karo kaise mein karo kya kar liyaaa
tujhbin jeene ki socho tu dhardke haye mera jiya

pal pal teri yaad sataye oo piyaaaaa
pal pal......ha...pal pal teri yaad sataye o piyaaaaaaaa
tujhbin jeene ki socho tu dhardke haye mera jiya
tujhbin jeene ki socho tu dhardke haye mera jiya....

unforgtebale simran
~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #26 on: April 08, 2005, 04:29:31 PM »
film-musafir

zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
aaye ju kabhi tu fir jaye na rabba
dene hu gar baad mein aansooo
tu pehle koi haasaye na rabba-2

dil ke ju armaan the dil mein hi reh gaye
ashique ju ki tu hum,ashko mein beh gaye-2
gum ka fasana hai,dard ye purana hai-2
itna bhi koi yaad aaye na rabba
zindagi mein kabhi koi aaye na rabba
aaye ju kabhi tu fir jaye na rabba
dene hu gar baad mein ansoo
tu pehle koi haasaye na rabba

ashq aankhon mein bhare hai,jigar jalta hai
kya qayamat hai,kya qayamat hai
kya qayamat hai...
bhari barsaat mein ghar jalta hai

yehi sochti hoon kaise usko bhoolaoga
na wo kabhi aayega na,usse bhool paogi-2
jeene ka theekana hai na,marne ka bahana hai-2
itna bhi koi sataye na rabba
zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
aaye ju kabhi tu fir jaye na rabba
dene hu gar baad mein asoo
tu pehle koi haasaye na rabba


unforgetable simran
~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #27 on: April 08, 2005, 04:44:41 PM »
film-rehna hai tere dil mein

sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagana
jhoote hai pyarr ke waade sare
jhoothi hai pyarr  ki kasmein
mein har lamha jise chaha jise pooja
usi ne yaaro mera dil tooda tooda
tanha tanha choodaa
sache keh raha deewana dil dil na kisi se lagana

mausam mausam tha suhana bada
mausam mausam mene dekha use
hua mein pagal bas palbhar mein-2
aake basi hai wo mere man mein
uski kami hai ab jeewan mein
wo door hai meri najrose
kyu use mein chahoo

sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagana
jhoote hai pyarr ke waade sare
jhoothi hai pyarr ki kasmein
mene har lamha jise chaha jise pooja
usi ne mera dil toda toda
tanha tanha choodaaaaaaa........

sundar sundar wo hasina badi
sundar sundar mein tu khone laga
uske nashe mein bin piye bahka
mausam mausam mene dekha use
hua mein pagal bas pal bhar mein

sache keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagana
jhoote hai pyarr ke waade
jhoothi hai pyarr ki kasmein
mene har lamha jise chaha jise pooja
ui ne yaaro mera dil toda toda
tanha tanha chooda

unforgetabkle simran
~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #28 on: April 08, 2005, 05:01:45 PM »
simran,u have a fantastic choice dear.
i mean it matches cent percent with my choice.

humtum that song is also goos u posted:"main ishq uska,wo ashiqui hai meri." I like that song Usual Smile
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #29 on: April 08, 2005, 05:19:35 PM »
kabhi kabhi kisi na kisi ka ki pasand tu milti hai tu humari mil gayi iam glad tht ur and my choice is similar and thanx for replying and liking it

unforgetable simran
~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:46:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer