my fav songs.....

by nice_off_me on March 31, 2005, 05:28:56 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
Print
Author  (Read 10606 times)
desikurri
Guest
«Reply #30 on: April 08, 2005, 06:25:15 PM »
Chunri re chunri re chunri
le gayi dil le gayi dil chunari
chunri re chunri re chunri
le gayi dil le gayi dil chunari
chunri ye teri chunri sar se jo sarki - 2
Pyaar ki bechaini de gayi
de gayi de gayi de gayi

Chunri re chunri re chunari re chunri
le gayi dil le gayi dil chunari
chunri re chunri re chunari re chunri
le gayi dil le gayi dil chunari
chunri ye teri chunri sar se jo sarki - 2
Pyaar ki bechaini de gayi
chunri re chunri re chunari re chunri
le gayi dil le gayi dil chunari

Tere liye roop hai mera
tere liye yeh singaar
tere liye meri adayaen
tere liye mera pyaar
pyaar ki bechaini de gayi re
chunri re chunari re chunri
le gayi dil le gayi dil chunri

jab se tumko dekha maine
maine maine maine
tumhe paana hai ek din tai kar liya
tai kar liya - 2
dhire dhire jane janaa
jaana jaana
tumhe tumse churana hai tai kar liya
tai kar liya - 2
maine bhi yeh tan man tujhe saup diya
ab ter bin kahi lage na jiya
chunri ye meri chunri sar se jo sarki -2
Pyaar ki bechaini de gayi
re chunri re chunri re chunri
le gayi dil le gayi dil chunri

Tere jaisa nahi koi
koi koi
teri har ek ada pe pyaar aa gaya
pyaar aa gaya -2
behake behake mere armaan
armaan armaan
meri chahat ko bhi karar aa gaya
Tere ishq ko maine pehchaan liya
maine bhi tujhe apna maan liya

chunri ye meri chunri sar se jo sarki-2
pyaar ki bechaini de gayi
chunri re chunri re chunri
le gayi dil le gayi dil chunri..

lovely song from film Insaan!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
Songs of Love 2 by P K Padhy in Shayri for Khumar -e- Ishq
Songs of Love 3 by P K Padhy in English
nice_off_me
Guest
«Reply #31 on: April 09, 2005, 06:43:22 AM »
nice song desikuri

unforgetable simran
~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #32 on: April 09, 2005, 09:38:27 AM »
singer-my fav singer abhijeet sawant,ye song abhijeet ne gaya hai aur ye buhut buhut kareeb hai mere dil ke aap loogo ko bi acha lagega

MOHABBATEI LOTAOGA-2
MEIN CHED KE MAN KE SAAZ
SAAZ PHIR GAAUGA
PHIR SABKE DIL KO AAJ BEHLAAOGA
IS MANZAR KO IS PAL KO BHOOL NA PAAOGA
MEIN BHOOL ISE NA PAAOGA

IN LAMHO KA MUJHE KABSE INTEZAAR THA
IN KHUSHIYO KE LIYE KABSE BEKARAAR THA
MANZIL MILEGI MUJHE PORA AITBAAR THA
IN PALKO MEIN LEKE SAPNE HAZAR
DOOR TAK JAAOGA-2
IS MANZAR KO IS PAL KO BHOOL NA PAAOGA
MEIN BHOOL ISE NA PAAAOGA

KITNA SUHANA SA YE APNA SAFAR HAI
AAPKI DUAAON KA SARA ASAR HAI
AAPKA HAI SAB KUCH APKO KHABAR HAI
AAPKI INAAYATOO PE YAAR BAAR BAAR
SAR KO MEIN JHUKAOGA
IS MANZAR KO IS PAL KO BHOOL NA PAAOGA
MEIN BHOOL ISE NA PAAOGA
MOHABBATEIN LUTAOGA
HA PHIR MEIN GAAOUGA
DIL KO BHLAAOGA

IS MANZAR KO IS PAL KO BHOOL NA PAAOGA
MEIN BHOOL ISE NA PAAOGA.

UNFORGTEBALE SIMRAN
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
nice_off_me
Guest
«Reply #33 on: April 09, 2005, 09:49:25 AM »
FILM-JOSH

TERI YAAD MEIN PAGAL DIL PAL PAL ROTA HAI
AKSAR TANHAII MEIN TUJHE PUKARE
NA ZOR DIL PE CHALE
HARE HARE HARE HUM TU DIL SE HARE
HARE HARE HARE HUM TU DIL SE HARE

AB JAANE HUM YE PYARR KYA HAI
DARD~E~JIGAR MUSHKIL BADA HAI
SUNTA NAHI KEHNA KOI BHI
DIL BEKHABAR ZID PE AARA HAI
SAMJHAOO KAISE ISSE JAAN-E-JAAN
HAR HAR HAR HUM TU DIL SE HARE
HARE HARE HARE HUM TU DIL SE HARE

HAR AAINNA TOTA LAAGE HAI
SACH BHI HUMEIN JHOOT LAAGE HAI
JAANE KAHAN HUM AA GAYE HAI
SARA JAHAN RUTHA LAAGE HAI
KYA DARD DIL MEIN MERA KYA KAHE
HARE HARE HARE HUM TU DIL HARE
HARE HARE HARE HUM TU DIL SE HARE

TERI YAAD MEIN PAGAL PAL PAL  YE DIL ROTA HAI
BIN TERE NA JAAGE YE NA SOTA HAI
AKSAR TANHAII MEIN TUJHE PUKARE
NA ZOR DIL PE CHALE
HARE HARE HARE HUM TU DIL SE HARE
HARE HARE HARE HUM TU DIL SE HARE
HARE HARE HARE HUM TU DIL SE HARE

UNFORGETABLE SIMRAN
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
pandit
Guest
«Reply #34 on: April 09, 2005, 10:18:10 AM »
nice off ji .........
i also like this song ,
how emotional is it.............................!
Logged
desikurri
Guest
«Reply #35 on: April 09, 2005, 10:36:30 AM »
Desikurri:
Laal dupatta
Laal dupatta ud gaya re bairi hawa ke jhonke se - 2
Mujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh - 2

Pandit:
Laal dupatta
Arre laal dupatta ud gaya re tera hawa ke jhonke se
Laal dupatta ud gaya re tera hawa ke jhonke se
Tujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh - 2

Desikurri:
Oh oh oh oh oh

Pandit:
Hey hey hey hey, la la la la la

Desikurri:
Laakh chhupaaye baithi thi main apne chaand se chehre ko
Ek pal mein hi tod diya bairan hawa ne pehre ko

Pandit:
Ho, tere chehre ka jaana kuch aisa jaadu chhaa gaya
Mere chaand ko dekhkar chaand bhi sharma gaya

Desikurri:
Mujhe sharm si aaye, o mera dil ghabraaye

Pandit:
Arre aa baahon mein chook na jaaye aise mauke se
Tujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh

Desikurri:
Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh

Pandit:
Haai maheka maheka yeh sama kehne laga aa pyaar kar
Mere sone yaar tu dilbar se ikraar kar

Desikurri:
Ho, tere pyaar ki khushboo meri saanson mein sama gayi
Le sajna sab chhod main tere peechhe peechhe aa gayi

Pandit:
Tujhe pyaar ho gaya, ikraar ho gaya

Desikurri:
Arre ab to roke na rukoon main kisi ke roke se
Mujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh

Pandit:
Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh

Desikurri:
Laal dupatta ud gaya re bairi hawa ke jhonke se

Pandit:
Hoye, laal dupatta ud gaya re tera hawa ke jhonke se
Tujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se

desikurri:
Manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh

Pandit:
Manaake tujhe dil dega voh, magar apni jaan dega voh...


yeh kaisa raha Pandit??
hehe:D
Logged
pandit
Guest
«Reply #36 on: April 09, 2005, 10:42:11 AM »
are desi...
bahut hi accha hai ye .............
kitni taarif karu........................KOMAL tum bahut hi achee ho................
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #37 on: April 09, 2005, 10:44:07 AM »
Ye kya ho raha hai yahan..................  Puzzled !
Nice collection of songs............. :lol:  :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #38 on: April 09, 2005, 12:26:18 PM »
wah!!!!!!!!  nice  collection  desikurri..............nice  song  sabhi logon  ne likhaaaaaaaaaaaaa.....
Logged
desikurri
Guest
«Reply #39 on: April 09, 2005, 01:36:11 PM »
Thanks dosto..

i like this..

Desikurri:
Laakh chhupaaye baithi thi main apne chaand se chehre ko
Ek pal mein hi tod diya bairan hawa ne pehre ko

Pandit:
Ho, tere chehre ka jaana kuch aisa jaadu chhaa gaya
Mere chaand ko dekhkar chaand bhi sharma gaya
Logged
pandit
Guest
«Reply #40 on: April 09, 2005, 02:04:45 PM »
sahi kaha desi.............
aapka chaand sa chehre se hi raoshan hai jaha sara,
warna andhero me milgaya hota ye jaha sara.
laakh chupao tum apna husn e noor,
par jaan hi jayega ye jaha saara.
Logged
desikurri
Guest
«Reply #41 on: April 09, 2005, 02:19:01 PM »
Wah pandit....
it was reallt very nice of u..

 :o thans..
Logged
pandit
Guest
«Reply #42 on: April 09, 2005, 02:23:59 PM »
ur welcome ji.....................
kabhi kabhi aise hi likh dete hai,
ki hum insaan hai shayar nahi hai.
Logged
desikurri
Guest
«Reply #43 on: April 09, 2005, 02:28:55 PM »
Pyar mein kisine Dhoka to kisine kasam khayi hai
Hum wo majnoo hai jisne sirf laat khayi hai..

how was that pandit?
Logged
pandit
Guest
«Reply #44 on: April 09, 2005, 02:39:28 PM »
Quote from: "desikurri"
Pyar mein kisine Dhoka to kisine kasam khayi hai
Hum wo majnoo hai jisne sirf laat khayi hai..

how was that pandit?


are kya baat hai ji..
jab majnoo k hi naam se mashoor ho gaye ,
to laat khaakar bhi gujar gaye. :cry:
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:27:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer