...~~My Fav. Songs~~...

by HumTum on June 06, 2005, 04:44:15 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4135 times)
HumTum
Guest
Tere liye hum hai jiye hontooN ko siye
dil mein magar jaltey rhey chahat ke diye

Tere liye Tere liye

Tere liye hum hai jiye har ansooN piye
dil mein magar jaltey rhey chahat ke diye

Tere liye Tere liye

zindgi leke aayi hai beeteey din ki kitab
gherey hai ab humey yadein behisaab
bin puchey miley mujhey kitney sarey jawab
chaha tha kya paya hai kya humney dhekiye
dil mein magar jaltey rhey chahat ke diye

Tere liye Tere liye

kya khu duniya ne kiya mujh se kaisa bhair
hukm tha mein jiuu lekin  tere bhair
nadan hai woh kehtey hai jo mere liye tum ho ghair
kitney sitam hum pe sanam logo ne kiye
dil mein magar jaltey rhey chahat ke diye

Tere liye Tere liye

Tere liye hum hai jiye hontooN ko siye
dil mein magar jaltey rhey chahat ke diye

Tere liye Tere liye

Tere liye hum hai jiye har ansooN piye
dil mein magar jaltey rhey chahat ke diye

Tere liye Tere liye Tere liye Tere liye .......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
Songs of Love 2 by P K Padhy in Shayri for Khumar -e- Ishq
the songs of sorrow by mohittherock in Shayri-E-Dard
HumTum
Guest
«Reply #1 on: June 06, 2005, 04:44:41 PM »
Janam dekh lo mit gyi duuriya
mein yha hoon yha hoon yha hoon yha

Janam dekh lo mit gyi duuriya
mein yha hoon yha hoon yha hoon yha
kasii sarhadey kasii majbooriya
mein yha hoon yha hoon yha hoon yha

Tum chupa na skogi mein woh raaz hoon
Tum bhulla na skogi woh andaaz hoon
Gunzta hoon jo dil mein to hairn ho kyun
mein tumharey hi dil ki to awaaz hoon
sun sko to suno dhahaknooN ki zunbaaN
mein yha hoon yha hoon yha hoon yha
kasii sarhadey kasii majbooriya
mein yha hoon yha hoon yha hoon yha

mein hi mein ab tumharey khyaalooN mein hoon
mein jawabooN mein hoon mein swaalooN mein hoon
mein tumhare har ik khaawb  mein hoon bsa
mein tumhari nazar ke ujalon mein hoon
dekhti ho mujhye dekhti ho jha
mein yha hoon yha hoon yha hoon yha

Janam dekh lo mit gyi duuriya
mein yha hoon yha hoon yha hoon yha
kasii sarhadey kasii majbooriya
mein yha hoon yha hoon yha hoon yha


mein yha hoon yha hoon yha hoon yha ....

Logged
HumTum
Guest
«Reply #2 on: June 06, 2005, 04:45:53 PM »
O yara rab rush janey de dewana jag chut janey de
Mein tera dil ban ke rhu beganey dil toot janey de
Ab sahtiya nyi manziley nya rasta hai tumhara hamara

O yara rab rush janey de dewana jag chut janey de
Mein tera dil ban ke rhu beganey dil toot janey de
Ab sahtiya nyi manziley nya rasta hai tumhara hamara

Zamaney ko chod de , rowzey ko toot de
Tootey na sapney kabhi Hai nazk yeh sapney sabhi
Behti hawaaaon ko bhi Aa mil ke mood de
Aisa irada kre aa dono wadaa kre
Ab sahthiya irtaada yhi hai wadda yhi tumhara hamara

O yara rab rush janey de dewana jag chut janey de
Mein tera dil ban ke rhu beganey dil toot janey de
Ab sahtiya nyi manziley nya rasta hai tumhara hamara

Tumko hi dekha krein tumko hi socha krein
Rooothey tumhi se sanam tumse hi bataien krein
Jitna kru pyaar mein Uytna koi na kre
Aisa koi ho jahaaN Ho apney zameen aasaaam
Ab sahthiya asiaa jahaan bnaga yhaTumhara hamara

O yara rab rush janey de dewana jag chut janey de
Mein tera dil ban ke rhu beganey dil toot janey de
Ab sahtiya nyi manziley nya rasta hai tumhara hamara

Logged
Tosha
Guest
«Reply #3 on: June 06, 2005, 04:59:01 PM »
ACCHI PASAND HAI
............................
............................
Logged
Meena
Guest
«Reply #4 on: June 06, 2005, 05:09:10 PM »
oye mundeya gud taste  :D .............. par bas 3 hi hai?  :?
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: June 06, 2005, 08:05:28 PM »
Thanks Tosha n Meena ..... n Meena i have lots of will keep adding !!

Woh pehli baar jab hum mile
Haathon mein haath jab hum chale
Ho gaya ye dil deewana
Hota hai pyaar kya isne jaana
Teri aankhon mein jannat basake chala
Teri zulfon ki chhaaon mein chalta chala
Tere neinon mein chein tere labh pe khushi
Tujhko hi main mohabbat bana ke chala

Woh pehli baar jab hum mile
Haathon mein haath jab hum chale
Ho gaya ye dil deewana
Hota hai pyaar kya isne jaana
Teri aankhon mein jannat basake chala
Teri zulfon ki chhaaon mein chalta chala
Tere neinon mein chein tere labh pe khushi
Tujhko hi main mohabbat bana ke chala

Woh pehli baar jab hum mile
Ho gaye shuru ye silsile
Ho gaya ye dil deewana
Hota hai pyaar kya isne jaana

Khilti kaliyon mein dhoondhoon bas tere nishaan
Main na jaanoon hai aakhir ye kya karvaan
Tujhe dekhoon to aaye labh pe khushi
Khuda na kare ho kabhi dooriyaan

Woh pehli baar jab hum mile
Haathon mein haath jab hum chale
Ho gaya ye dil deewana
Hota hai pyaar kya humne jaana

Ho gaya hoon paagal ab tere liye
Tere bin dil bechara ye kaise jiye
Maine khoke hai chein paayi tujh mein khushi
Tu bani jaanejaana meri zindagi

Woh pehli baar jab hum mile
Haathon mein haath jab hum chale
Ho gaya ye dil deewana
Hota hai pyaar kya humne jaana

Woh pehli baar jab hum mile
Haathon mein haath jab hum chale
Ho gaya ye dil deewana
Hota hai pyaar kya humne jaana

Woh pehli baar jab hum mile
Haathon mein haath jab hum chale
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: June 06, 2005, 08:06:08 PM »
tere dil mein main apane aramaan rakh doo
aa meree jaan main tuz mein apanee jaan rakh doo

aankhe he teree, kyo khaalee khaalee
baate kahaa gayee wo pyaar waalee
tere hothhon pe apanee muskaan rakh doo

aansoo tere nikale dil meraa roye
chot lage tuz ko to dard muze hoae
tere jakhmon pe apanee jubaan rakh doo

saiyyaa ye baiyyaa jaraa thaam le too
muh se kisee cheej kaa naam le too
tere kadamon mein saaraa jahaan rakh doo
Logged
HumTum
Guest
«Reply #7 on: June 06, 2005, 08:07:12 PM »
aaeeye meharabaan, baithhiye jaanejaan
shauk se lijiye jee ishk ke imtihaan

kaise ho tum naujawaan kitane haseen ye mehumaan
kaise karu main bayaan dil kee naheen hain jubaan

dekhaa machal ke jidhar, bijalee giraa dee udhar
kis kaa jalaa aashiyaan, bijalee ko ye kyaa khabar

aaeeye meharabaan, baithhiye jaanejaan
shauk se lijiye jee ishk ke imtihaan
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: June 06, 2005, 08:07:55 PM »
kahee naa jaa, aaj kahee mat jaa
fir mile naa mile, ye pal ye samaa, baahon mein aa jaa

ye jo bas mein kadam naheen tere
mai sanbhaaloongee, too aa sang mere
tere dil kee manjil hain yahaa

jaana-ye-wafaa, sach hain kis ko pataa
fir mile naa mile, ye pal ye samaa, baahon mein aa jaa

meree raahon kaa diyaa teree aankhen
mere gam kee dawaan teree baaten
to fir aaur jaanaa hain kahaa

ulazan teree main sab jaanoo
tuze teree tarah pahachaanoo
jo main hoo to gam kyaa jaana-ye-jaan
jab dil huaa teraa diwaanaa
thhokar mein hain saaraa jamaanaa
meraa kyaa karegaa ye jahaan
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: June 06, 2005, 08:08:27 PM »
neele neele anbar par chaand jab aaye, pyaar barasaaye, hum ko tarasaaye
ayesaa koee saathee ho, ayesaa koee paremee ho, pyaas dil kee buzaa jaaye

unche unche parabat jab chumate hain anbar ko, pyaasaa pyaasaa anbar jab chumataa hain saagar ko
pyaar se kasane ko, baahon mein basane ko, dil meraa lalachaaye, koee to aa jaaye

ayesaa koee saathee ho, ayesaa koee paremee ho, pyaas dil kee buzaa jaaye
thhande thhande zonke jab baalon ko sahalaaye, tapatee tapatee kirane jab gaalon ko chhoo jaaye

saanson kee gamree ko, haathon kee namree ko, meraa man tarasaaye, koee too chhoo jaaye
ayesaa koee saathee ho, ayesaa koee paremee ho, pyaas dil kee buzaa jaaye

chhamachham karataa saawan boondo ke baan chalaaye, satarangee barasaaton mein jab tanaman bheegaa jaaye
pyaar mein nahaane ko, doob hee jaane ko, dil meraa tadapaaye, khwaab jagaa jaaye

ayesaa koee saathee ho, ayesaa koee paremee ho, pyaas dil kee buzaa jaaye
Logged
HumTum
Guest
«Reply #10 on: June 06, 2005, 08:08:58 PM »
kyon chalatee hain pawan kyon zoomein hain gagan
kyon machalataa hain man naa tum jaano naa hum

kyon aatee hain bahaar, kyon lootataa hain karaar
kyon hotaa hain pyaar, naa tum jaano naa hum

ye madahoshiyaan, ye tanahaeeyaan, tasawwoor mein hain kis kee parachhaeeyaan
ye bheegaa samaa, umange jawaan, muze ishk le jaa rahaa hain kahaa
kyon gum hain har dishaa, kyon hotaa hai nashaa
kyon aataa hain majaa, naa tum jaano naa hum

dhadakataa bhee hain, tadapataa bhee hain, ye dil kyon achaanak bahakataa bhee hain
mahakataa bhee hain, chahakataa bhee hain, ye dil kyaa wafaa ko samazataa bhee hain
kyon milatee hain najar, kyon hotaa hain asar
kyon hotee hai sahar, naa tum jaano naa hum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #11 on: June 06, 2005, 08:09:55 PM »
Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya, aur kya, aur kya 2

Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya, aur kya, aur kya

Eh hey hey, aah haa haa
Tum aaye ho to dekh lo
Naya naya sa lage yeh jahaan, ho
Haan haan haan haan haan, oh ho

Haseen haseen hai yeh zameen
Dhula dhula sa hai yeh aasmaan
Tum ho to hai yeh samaa
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

Dhadak raha hai dil mera
Jhuki jhuki hai palkein yahan, ho
Haan haan haan haan haan, oh ho

Jo dil mein ho, voh keh bhi do
Ruki ruki si hai yeh daastaan
Jazbaat maange zabaan
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya


Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #12 on: June 06, 2005, 08:10:30 PM »
Har ghadi badal raha hai roop zindagi chav hai kahin hai dhup zidnagi
Har pal yahan gee bhar jiyo jo hai sama Kal Ho Na Ho… --2

Chahe Jo Tumhe Pure Dil Se Milta Hai Woh Mushkil Se Aisa Jo Koi Kahin Hai
Bas wahi Sabse Hasin Hai Us Hath Ko Tum Tham Lo Woh Meherban Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho….

Palko Ke Leke Saye Paas Koi Jo Aaye Lakh Sambhalo Paagal Dil Ko
Dil Dhadke Hi Jaye Par Sochlo Is Pal Hai Jo Woh Dastan Kal Ho Na Ho
Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho…

Har Pal Yahan, Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama, Kal Ho Na Ho
Logged
HumTum
Guest
«Reply #13 on: June 06, 2005, 08:10:56 PM »
Maahi ve, mohabatan sachiyane mangda naseba kuch aur hai
Kismat de mare aisi ki kariye kismat de mare o aisi ki kariye
Kismat pe kis ka zor hai maahi ve maahi ve maahi ve maahi ve

Ek taraf ishq hai tanha tanha ek taraf husn hai ruswa ruswa
Dono bebas hue hain kuch aise kare to kis se kare hum shikwa
Maahi ve Maahi ve shikaetan sachiyane mangda naseba kuch aur hai
Maahi ve mohabbatan sachiyane mangda naseba kuch aur hai Maahi ve maahi ve

Dil na tute khuda ka yeh ghar hai tere sajde main mera yeh sar hai
Maut se darr nahin lagta mujh ko sirf tumse judai ka darr hai
Maahi ve Maahi ve aeneetan sachiyane Mangda naseba kuch aur hai
O maahi ve mohabbatan sachiya ne mangda naseba kuch aur hai

Kismat de mare aisi ki kariye kismat de mare o aisi ki kariye
Kismat de mare aisi ki kariye Kismat pe kis ka zor hai
Maahi ve maahi ve maahi ve maahi ve Maahi ve maahi ve maahi ve maahi ve...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #14 on: June 06, 2005, 08:11:38 PM »
Chupke se sun ispal ki dhun ispal mein jeevan sara
Sapnon kihai duniya yehi Meri aankhon se dekho zara
Gehra hua phatne laga Kohre chhate Dekho chaaron taraf ab noor hai jannat ka
Ujli zameen neela gagan Paani pe behta shikara Sapnon ki hai duniya yehi
Teri aankhon se maine dekha Chupke se sun is pal ki dhun

Ashake par lage panchi banke main uddi Jinki thi aarzoo un rahon se main judi
Kuch paa gayi kuch kho gaya Jaane mujhe kya ho gaya
Jaagi jaagi soyi soyi rehti hoon khoyi khoyi
Meri bekaraari koi jaane na jaane na
Rut hai deewani badi chhede mujhe ghadi ghadi
Aise mein anadi dil maane na maane na
Sapnonki hai duniya yehi Teri aankhon se maine dekha

Mausam ka ho gaya jane kaisa yeh asar Chehre se ab tere hati nahin meri nazar
Koi kahin na paas hai bas pyaar ka ehsas hai
Khushboo ka jhonka aaye humein mehka ke jaaye
Humko na kuch bhi khabar hai khabar hai
Door shehnai baji yaadon ki dulhan saji
Seene pe tumhare mera sar hai sar hai
Sapnon ki hai duniya yehi Meri aankhon se dekho zara
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:53:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.215 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer