My Favorite Song!!!

by desikurri on February 04, 2005, 05:21:26 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Author  (Read 5985 times)
desikurri
Guest
«Reply #15 on: February 07, 2005, 02:42:40 PM »
Quote from: "dhadkan"
Thanks kurri for posting full song - gila gila
Apka dil mere liye dhadkta hai?
yeh to mujhe nahi pata tha.. well..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Favorite songs by punjaban in Songs & Lyrics
Ishq Shayari (Nomi's Favorite) by Nomi786 in SMS , mobile & JOKES
My Favorite by Nomi786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
My Favorite Song by Nomi786 in Songs & Lyrics
My Favorite Poetries by khushi4pari in Share: Poetry of Pain « 1 2 ... 15 16 »
pandit
Guest
«Reply #16 on: February 07, 2005, 02:44:56 PM »
pyaar karte hai hum tumse itna,
do haatho to kya do jaha me samaye na jitna.
Logged
desikurri
Guest
«Reply #17 on: February 07, 2005, 07:29:13 PM »
Quote from: "pandit"
pyaar karte hai hum tumse itna,
do haatho to kya do jaha me samaye na jitna.
OK!!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #18 on: February 07, 2005, 08:04:49 PM »
nice songs Desikuri....

I love that song Sandhaya......zindagi mein kabhi koi aye na rabba....

and........Yaar mungiya si rabba tethoo ro ke.., kehri main khudayi mung lai..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #19 on: February 08, 2005, 02:45:03 AM »
acha hi hai
Logged
desikurri
Guest
«Reply #20 on: February 08, 2005, 01:24:05 PM »
My fav song...
from film, Bewafaa!!!!

Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se

Ishq chupta nahin chupaane se
Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Rok na mujhko paas aane se
Rok na mujhko paas aane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Ishq chupta nahin chupaane se

Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Tum to aaye ho manaane se
Kho na jaana kisi bahaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Ishq chupta nahin chupaane se
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: February 09, 2005, 06:21:57 AM »
Quote from: "desikurri"
My fav song...
from film, Bewafaa!!!!

Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se

Ishq chupta nahin chupaane se
Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Rok na mujhko paas aane se
Rok na mujhko paas aane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Ishq chupta nahin chupaane se

Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Tum to aaye ho manaane se
Kho na jaana kisi bahaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Ishq chupta nahin chupaane se



nice  song  desikuri.............    bewafa mien ek ghzal hai  ghulam ali ki....  bahot  pyari ghazal..........

mujhe  bahot  pasand  hai...........    tongue3
Logged
desikurri
Guest
«Reply #22 on: February 09, 2005, 10:10:29 AM »
Us gazal ka naam kya hai?
main woh bhi yahan par likh dongi..
magar naam kya hai???
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #23 on: February 12, 2005, 03:46:30 AM »
meri favrt ghzal hai

tum bin movie s

TUMBIN  JIYA JAYE KAISE
KAISE JIYA JAYE TUM BIN

NEHA I LOVE YOU
Logged
thycreator
Guest
«Reply #24 on: February 12, 2005, 03:59:50 AM »
My one of favourites is...

Tera sath hai kitna pyara,kam lagta hai jeewan sara,
Teri milan ki lagan mein, hamein aana padega,dunia mein dobara..
Logged
desikurri
Guest
«Reply #25 on: February 12, 2005, 11:53:51 AM »
Aapke liye "fakharenaveed"


Tum Bin Kya Hai Jeena, Kya Hai Jeena
Tum Bin Kya Hai Jeena
Tum Bin Jiya Jaaye Kaise
Kaise Jiya Jaaye Tum Bin
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein
Sadiyon Se Lambe Hue Din
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...

Phir Shaam-E-Tanhaai Jaagi
Phir Yaad Tum Aa Rahe Ho
Phir Jaan Nikalne Lagi Hai
Phir Mujhko Tadpaa Rahe Ho
Phir Mujhko Tadpaa Rahe Ho
Is Dil Mein Yaadon Ke Mele Hain
Tum Bin Bahut Hum Akele Hain
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...

Kya Kya Na Socha Tha Maine
Kya Kya Na Sapne Sajaaye
Kya Kya Na Chaaha Tha Dil Ne
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Is Dil Se Toofaan Guzarte Hai
Tum Bin To Jeete Na Marte Hai
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...

Tum Bin Jiya Jaaye Kaise
Kaise Jiya Jaaye Tum Bin
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein
Sadiyon Se Lambe Hue Din
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...
Logged
pandit
Guest
«Reply #26 on: February 12, 2005, 11:57:30 AM »
aap k liye kurri........
pyaar hamara amar rahega yaad karega jaha,
tu mumtaz hai mere khwabo ki main tera shahjaha.........
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #27 on: February 12, 2005, 12:06:57 PM »
Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho
Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho

Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par
Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho

Ban Jayenge Zehar Peete Peete
Yeh Ashq Jo Piye Ja Rahe Ho

Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai
Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho

Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar
Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho
Logged
desikurri
Guest
«Reply #28 on: February 12, 2005, 01:24:10 PM »
Wah pandit...

Har koi pyar ke liye tarapta hai,
Har koi pyar ke liye rota hai,
mere pyar ko galat mat samajna,
pyar to dosti mein bhi hota hai..

aapke liye pandit..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #29 on: February 12, 2005, 01:27:58 PM »
Wah desi kurri ji.........kya bat hai,

Humne dekhi hai un aakhon ki mehkati khusbu,
Hath se ch ke isse rishton ka ilzam na do,
sirf ehsas hai ye dur se mehsus karo,
PYAR KO PYAR HI REHNE DO KOI NAAM NA DO... tongue3
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:56:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer