My Favorite Song!!!

by desikurri on February 04, 2005, 05:21:26 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
Print
Author  (Read 6039 times)
Aarzuu
Guest
«Reply #75 on: May 14, 2005, 08:30:12 AM »
Mujhe film Gulaami ka yeh geet bahut pasand hai...............

Zeehale muskin main kun baranjis
Behaal hijra bechaara dil hai
Sunai deti hai jiski dhadkan
tumhaara dil ya hamaara dil hai

Vo aake pahlu main aise baithe
Ki shaam aur rangeen ho gayi hai.........

Ki shaam rangeen ho gayi hai.....

Zara zara si khili tabiyat
zara si gumgeen ho gayi hai.....

Zihaale muskin ....
sunai deti hai ....

Ajeeb hai dil ke dard yaaron
Na ho to mushkil hai jeena iska
Jo hon to har dard ek heera
Har ek gam hai nageena iska........

Zihaale muskin ....
sunai deti hai ....

Kabhi kabhi shaam aise dhalti hai
Jaise ghoonghat utar raha hai, utar raha
Tumahre seene se uthta dhuaan
hamaare seene se guzar raha hai....

Zihaale muskin ....
sunai deti hai ....

Yeh sharm hai ya haya hai, kya hai
Nazar uthate hi jhuk gayi hai
Tumhari palkon se gir ke shabnam
hamari aakhon main ruk gayi hai...........

Zihaale muskin ....
sunai deti hai ....''

Aapki...............Aarzuu
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Favorite songs by punjaban in Songs & Lyrics
Ishq Shayari (Nomi's Favorite) by Nomi786 in SMS , mobile & JOKES
My Favorite by Nomi786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
My Favorite Song by Nomi786 in Songs & Lyrics
My Favorite Poetries by khushi4pari in Share: Poetry of Pain « 1 2 ... 15 16 »
desikurri
Guest
«Reply #76 on: May 14, 2005, 01:22:49 PM »
arre, jisse dekho woh veer zaraa ke gaane likta hai yaha..
itne ache songs hai.. wah!!!!
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #77 on: May 14, 2005, 03:25:38 PM »
MY fav. song!!
waise toe bahut hai ..... lekin ye sabse best hai

Dil de diya hai.. Jaan tumhe denge
Dagga nahin karenge sanam..
HO rabb di kasam..Yaraa Rabb di kasam!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #78 on: May 14, 2005, 10:18:04 PM »
Quote from: "Aarzuu"
Mujhe film Gulaami ka yeh geet bahut pasand hai...............

Zeehale muskin main kun baranjis
Behaal hijra bechaara dil hai
Sunai deti hai jiski dhadkan
tumhaara dil ya hamaara dil hai

Vo aake pahlu main aise baithe
Ki shaam aur rangeen ho gayi hai.........

Ki shaam rangeen ho gayi hai.....

Zara zara si khili tabiyat
zara si gumgeen ho gayi hai.....

Zihaale muskin ....
sunai deti hai ....

Ajeeb hai dil ke dard yaaron
Na ho to mushkil hai jeena iska
Jo hon to har dard ek heera
Har ek gam hai nageena iska........

Zihaale muskin ....
sunai deti hai ....

Kabhi kabhi shaam aise dhalti hai
Jaise ghoonghat utar raha hai, utar raha
Tumahre seene se uthta dhuaan
hamaare seene se guzar raha hai....

Zihaale muskin ....
sunai deti hai ....

Yeh sharm hai ya haya hai, kya hai
Nazar uthate hi jhuk gayi hai
Tumhari palkon se gir ke shabnam
hamari aakhon main ruk gayi hai...........

Zihaale muskin ....
sunai deti hai ....''

Aapki...............Aarzuu

Buhat kHOOb AArzuuuuuuuuuuuu
Logged
kavita_aashiqui
Guest
«Reply #79 on: May 15, 2005, 07:02:30 AM »
mere dil main raho yah jigar main raho - 2
umra bhar tum meri nazar main raho - 2
mere dil main raho yah jigar main raho
umra bhar tum meri nazar main raho
nazar nazar nazar nazar main raho - 2

har subha aankh jis pal yeh meri khule
yeh do aankhein mera chehra takti miley
neend main so bhi jau main raaton main jab
yeh do aannkhein kahi mujh main jagti miley - 2
mere shab main raho aur sehar main raho - 2
main jaha dekhu tum udhar main raho - 2
mere dil main raho yah jigar main raho
umra bhar tum meri nazar main raho
nazar nazar nazar nazar main raho - 2

yeh nigaahein jise dekh le, ek dafa
umra bhar utre na uska nasha
chand katro se to kya bujhti nahi
tujhko dena padega mujhe maikada - 2
tum jaha bhi raho tum jidhar bhi raho - 2
par hamesha dil ke ghar main raho - 2
mere dil main raho yah jigar main raho
umra bhar tum meri nazar main raho
nazar nazar nazar nazar main raho - 2
Logged
desikurri
Guest
«Reply #80 on: May 15, 2005, 02:09:03 PM »
one of my fav song..

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

Jaaneman, jaaneman, jaaneman, jaaneman
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Haan jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Teri har muskaan mein na jaane kaisa jaadu hai - 2
Bin dekhe hi dilbar tera yeh aashiq beqaabu hai

Main bhi tujhe pal pal mehsoos karti hoon - 2
Teri kasam
Is mausam ki baahon mein, anjaani in raahon mein - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
Tere hi baare mein dilbar maine subh-o-shaam likha - 2
Har dhadkan pe bechaini mein maine tera naam likha

Main jee nahin sakta hoke judaa tujhse - 2
Jaan-e-vafa
Gulshan mein veeraanon mein, aake mere kaanon mein - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

Arre jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #81 on: May 16, 2005, 04:35:51 AM »
one of my recent favorite from the film- My brother Nikhil

chaandni muskuraaye.....
jab hawa kuch kahe.....
samjho meri sadaayein.....
hain tere saath mein....
jo ghana ho fizaa mein andheraa.....
laayenge hum sawere......tere liye......

le chale.....yaadon ke yeh kaafiley.....
jaayenge hun jahaan.....
yeh zameen aasmaan milein........

narm boondon ki rimjhim....
pehli baarish ke din.....
dopahar garmiyon ki......
shammein woh sard si.....

rut koii ......koii mausam......koii ghadi......
saath mein hum ko hardam tum paaoge..........
aahatein dheemi dheemi.......
teri awaaz ki.......choti choti si baatein...........
woh sharaarat bhari.............
un palon un lamhon ki jaadugari.......
aaj bhi hain sanjoye.,.......dil ne mere...........
le chale.........yaadon ke yeh kaafiley..........jaayenge hum jahaan............yeh zameen aasmaan milein..........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #82 on: May 16, 2005, 07:05:05 AM »

nice choice
Logged
salma***
Guest
«Reply #83 on: May 16, 2005, 02:14:42 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "desikurri"
My fav song...
from film, Bewafaa!!!!

Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se

Ishq chupta nahin chupaane se
Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Rok na mujhko paas aane se
Rok na mujhko paas aane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Ishq chupta nahin chupaane se

Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Tum to aaye ho manaane se
Kho na jaana kisi bahaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Ishq chupta nahin chupaane se

nice  song  desikuri.............    bewafa mien ek ghzal hai  ghulam ali ki....  bahot  pyari ghazal..........

mujhe  bahot  pasand  hai...........    tongue3

i lyk tha too
it goes lyk this

ishq mein to har cheez mit jati hai
bekrari banke hume tarpti hai
yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai
oh teri yaad oh teri yaad

i dnt knw tha rest
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #84 on: May 16, 2005, 04:50:31 PM »
Quote from: "salma***"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "desikurri"
My fav song...
from film, Bewafaa!!!!

Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se

Ishq chupta nahin chupaane se
Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Rok na mujhko paas aane se
Rok na mujhko paas aane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Ishq chupta nahin chupaane se

Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Tum to aaye ho manaane se
Kho na jaana kisi bahaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Ishq chupta nahin chupaane se

nice  song  desikuri.............    bewafa mien ek ghzal hai  ghulam ali ki....  bahot  pyari ghazal..........

mujhe  bahot  pasand  hai...........    tongue3

i lyk tha too
it goes lyk this

ishq mein to har cheez mit jati hai
bekrari banke hume tarpti hai
yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai
oh teri yaad oh teri yaad

i dnt knw tha rest
wah salma.....very nice pasand...lol.

"Isqh chupta nahi chupane se,
 tera ashique hun main zamane se."

very nice lines,whole song is very nice..."YAAD REH JAATI GAI" is also very nice :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #85 on: May 16, 2005, 05:20:55 PM »
Quote from: "desikurri"
one of my fav song..

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

Jaaneman, jaaneman, jaaneman, jaaneman
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Haan jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Teri har muskaan mein na jaane kaisa jaadu hai - 2
Bin dekhe hi dilbar tera yeh aashiq beqaabu hai

Main bhi tujhe pal pal mehsoos karti hoon - 2
Teri kasam
Is mausam ki baahon mein, anjaani in raahon mein - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
Tere hi baare mein dilbar maine subh-o-shaam likha - 2
Har dhadkan pe bechaini mein maine tera naam likha

Main jee nahin sakta hoke judaa tujhse - 2
Jaan-e-vafa
Gulshan mein veeraanon mein, aake mere kaanon mein - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

Arre jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke

Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2

nice  song...........desikurri.............&  all.......................................
Logged
kavita_aashiqui
Guest
«Reply #86 on: May 21, 2005, 08:27:18 AM »
Teri Yaad mai pagel pal pal rotha hai
Bin Tere Na jage yeh na sotha hai
Akser tanayhee mai tuje pukare,na zor dil pe chale
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare

Ab jane hum,yeh pyaar kya hai,darde jiger
mushkil badha hai,sunta nahien kehna koi bhi
dil pe khabar,zith mai aada hai
samjahon kasie usse...........jane jaaa
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare

Har aaina thota lage hai, sach bhi hume jootha lage hai
Jaane kaha hum aagahay hay,sara jaha rootha lage hai
Kya darde diya kya kahee.....jane jaaaaa
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare

Teri Yaad mai pagel pal pal rotha hai
Bin Tere Na jage yeh na sotha hai
Akser tanayhee mai tuje pukare,na zor dil pe chale
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Logged
Sandy
Guest
«Reply #87 on: May 23, 2005, 06:52:04 PM »
hey..i was just wondering if anyone knew the title and who sang this song..

zindagi mein koi kabhi aaye na raba
aaye jo koi tuh phir jaaye na rabba
dene hai jo mujhe baad mein aansu
pehle hi koi hasae na rabba

jaate jaate koi meri khusion ko le gaya
suni suni aakhion mein gum koi de gaya
aankh jo lagai hai aankh bar aayi hai
itna bhi koi sataye na raba

it keeps playin in my head but i dont know who sang it..:?: please help!  thanks!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #88 on: June 19, 2005, 08:00:45 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "salma***"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "desikurri"
My fav song...
from film, Bewafaa!!!!

Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se

Ishq chupta nahin chupaane se
Ishq chupta nahin chupaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Rok na mujhko paas aane se
Rok na mujhko paas aane se
Tera aashiq hoon main zamaane se (3x)
Ishq chupta nahin chupaane se

Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Tum to aaye ho manaane se
Kho na jaana kisi bahaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Tera aashiq hoon main zamaane se
Ishq chupta nahin chupaane se

nice  song  desikuri.............    bewafa mien ek ghzal hai  ghulam ali ki....  bahot  pyari ghazal..........

mujhe  bahot  pasand  hai...........    tongue3

i lyk tha too
it goes lyk this

ishq mein to har cheez mit jati hai
bekrari banke hume tarpti hai
yaad yaad yaad bas yaad reh jaati hai
oh teri yaad oh teri yaad

i dnt knw tha rest
wah salma.....very nice pasand...lol.

"Isqh chupta nahi chupane se,
 tera ashique hun main zamane se."

very nice lines,whole song is very nice..."YAAD REH JAATI GAI" is also very nice :D

such kaha  nidhi................tongue3
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #89 on: June 19, 2005, 08:01:25 PM »
very  nice  songs .............kavita...............sandy..
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:08:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer