khushiiiii
Guest
|
Mere dil ko ye kya ho gaya mein na jaanu kaha kho gaya Kyun lage din mein bhi raat hai dhoop mein jaise barsaat hai Aisa kyun hota hai baar baar kya isko hi kahte hai pyaar
Sapne naye sajne lage duniya nayee lagne lagee Pahle kabhi aisa na hua kya pyaas ye jagne lagee Madhosiya ka hai sama who jukhne laga aasma Khamoshi bani hai juban chade hai koi daastaan Dhadkan pe bhi chaya hai khumaar Aisa kyun hota hai baar baar……………………
Aaine mein jo dekha khud ko Aaye sharm aakhein jhuki Dhak se mera dhadka jiya ek pal ko ye saanse ruki ab chudi satane lagi raaton ko jagaane lagi mein yun hi machlane lagi kuch kuch badalne lagi jaane rahti hoon kyun bekaraar aisa kyun hota hai baar baar
mere dil ko ye kya ho …………………………
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 24, 2005, 05:06:07 AM » |
|
Waada raha pyaar se pyaar ka ab hum na honge juda Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda Chaahe tumhe kis kadar mera dil tumko nahi hai pata Ye meri dhadkane sun raha hai khuda
Waada raha……………………………….
Dono jaha ko bhula hoon mein Aisi lagi hai thujse lagan Chahe kaho isse deewangi Chahe kaho isse deewanapan
Dil ne kaha dil ne suna Maine tumhe dilbar chuna Ab dooriyan na rahi darmiyaan Kya rang laaye dua
Ye meri dhadkane sun raha hai khuda Chaahe tumhe kis……………………………..
Dekha tumhe to aisa lage Mujhko mila manzil ka pata Chalna hai ab humko saath mein Tu se juda mera raasta
Maine to li hai ye kasam Paao tumhe janam janam Sajda kiye maine shaamo sehar Maanga hai tumko sada
Ye meri dhadkane sun raha hai khuda
Waada raha pyaar se …………………………………
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 24, 2005, 05:46:25 AM » |
|
Choti si kahani se baarisho ke paani se Saari vaadi bhar gaye Na jaane kyun dil bhar gaya Na jaane kyun aankh bhar gaye
Shakho pe patte the patto pe Boonde thi boondo mein paani tha Paani mein aaso the Aa …..aa………aa
Choti si kahani se…………………………
Rukti hai thamti hai kabhi barasti hai Baadal mein paav rakhke baarish machalti hai La….la…………..la
Choti si kahani se…………………………..
Dil mein gile bhi the pahle mile bhi the Milke paraaye the do hum saaye the aa…aa..aaaa…………
choti si kahani se baarisho ke paani saari vaadi bhar gayee na jaane kyun dil bhar gaya na jaane kyun aankh bhar gayee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 24, 2005, 05:55:12 AM » |
|
Ae meri zindagee tu mere saath hai Ab mujhe is zamaane ki parvaah nahi Jaan de doongi mein jaan le loongi mein Koi keemat chukane parvaah nahi
Ae meri zindagee tu mere saath hai
Teri chahat si koi bhi chahat nahi Kyunki issme kabhi bhi banawat nahi Kudratan husn tera hai sabse hasi Duniyadaar ki issme milawat nahi – 2 Isko paana hai mujhko har ek haal mein – 2 Issme jaan bhi lutaane ki parwaab nahi
Ae meri zindagee tu mere saath hai
Tu khuda hai mera mera imaan hai Ishq karna tera mujhpe ahsaan hai Tu subha ka ujaala mere vaaste Tu mere vaaste dilnashi shaam – 2 Tere dil mein thikana rahe umarbhar – 2 Fhir kisi aashiyaane ki parvaah nahi
Ae meri zindagee tu mere saath hai…………………………………..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 24, 2005, 06:33:35 AM » |
|
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena Tumbin kya hai jeena
Tumbin jiya jaaye kaise Kaise jiya jaaye tumbin Aa jaao laut kar tum Ye dil kah raha hai – 2
Fhir shaam tanha jaagi Fhir yaad tum aa rahe hoo Fhir jaan nikalne lagi hai Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2 Is dil mein yaado ke mele hai Tumbin bahut hum akele hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Kya kya na socha tha maine Kya kya na sapne sajaaye Kya kya na chaaha tha dil ne Kya kya na armaan jagaaye – 2 Is dil se tofaan gujarte hai Tumbin to jeete na marte hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Tumbin kya hai jeena…………………………………..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 24, 2005, 08:11:42 AM » |
|
Dil to udne laga ye kya hone laga Ye kaun sa maud hai Kaise kaise chori chori Dheere dheere meethe meethe Sapne sanjoda hai dil
Lahre meri aaghosh mein Kaise raho mein hosh mein Dhadkan mein hai kaisi jalan Bas mein nahi kyun mera mann Jawan jawan ye sama Hua hai badguma Labo ke darmiyaan Ghuli ghuli daastaan Ye kaun sa maud hai……………………
Humchul machi kyun aaj hai Kaisi meri parwaaz hai Paagal hawa rangeen safar Manzil hoon mein bekhabar Naya naya dard hai Naye ahsaas hai Naye armaan hai Nayee nayee pyaas hai Ye kaun sa maud hai Kaise kaise chori chori Dheere dheere meethe meethe Sapne sanjoda hai dil
dil to udne laga.........................[/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 24, 2005, 08:15:52 AM » |
|
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena Tumbin kya hai jeena
Tumbin jiya jaaye kaise Kaise jiya jaaye tumbin Aa jaao laut kar tum Ye dil kah raha hai – 2
Fhir shaam tanha jaagi Fhir yaad tum aa rahe hoo Fhir jaan nikalne lagi hai Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2 Is dil mein yaado ke mele hai Tumbin bahut hum akele hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Kya kya na socha tha maine Kya kya na sapne sajaaye Kya kya na chaaha tha dil ne Kya kya na armaan jagaaye – 2 Is dil se tofaan gujarte hai Tumbin to jeete na marte hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Tumbin kya hai jeena………………………………….. :thumb:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 24, 2005, 08:18:25 AM » |
|
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena Tumbin kya hai jeena
Tumbin jiya jaaye kaise Kaise jiya jaaye tumbin Aa jaao laut kar tum Ye dil kah raha hai – 2
Fhir shaam tanha jaagi Fhir yaad tum aa rahe hoo Fhir jaan nikalne lagi hai Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2 Is dil mein yaado ke mele hai Tumbin bahut hum akele hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Kya kya na socha tha maine Kya kya na sapne sajaaye Kya kya na chaaha tha dil ne Kya kya na armaan jagaaye – 2 Is dil se tofaan gujarte hai Tumbin to jeete na marte hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Tumbin kya hai jeena………………………………….. :thumb: thanx dumbo lolzzzz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 24, 2005, 09:13:07 AM » |
|
Tera mera pyaar amar fhir kyun mujhko lagta hai darr Mere jeevan saathi bata kyun dil dhadke rah rah kar
Kya kaha hai chaand ne ke jisko sunke chaandini Har lahar pe jhoom ke kyun ne naachne lagi Chahat ka hai harso asar Fhir kyun mujhko lagta hai darr Mere jeevan saathi………………………..
Hai shabaab par umang har khushi jawaan hai Meri dono baahon mein jaise aasmaan hai Chalti hoon mein taaro par Fhir kyun mujhko lagta hai darr Mere jeevan saathi………………………
Kah raha hai mera dil ke ab ye raat na dale Khusiyon ka ye silsila aise hi chala chale Tujhko dekho dekho jidhar Fhir kyun mujhko lagta hai darr Mere jeevan saathi………………………
Tera mera pyaar…………………………………
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 24, 2005, 09:35:12 AM » |
|
Aate aate aa gaye paas hum Jaate jaate le gaye tum sanam Meri neende mere saare sapne Le chalo mujhko bhi saath apne Tum na maano to tumko kasam
Aate aate…………………………
Chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo Haanji ha haanji ha …….na ji na na ji na……… Aaj tum humse saara jaha maang lo
Aate aate ……………………………………….
Paas itne aur aata nahi kuch nazar Humko apni khabar na kisi ki khabar Dhoond lena hume kho jo jaaye agar
Aate aate ……………………………….
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 24, 2005, 10:13:32 AM » |
|
Tu jo mere sur mein sur mila le Sang gaa le to zindagee ho jaaye safal Tu mere mann ka ghar bana le Sang gaa le to zindagee ho jaaye safal
Chaandini raaton mein Haath liye haatho mein – 2 Dhoobe rahe ek doosre ki ras bhari baton mein Tu jo mere sang mein muskura le Mann laga le to zindagee ho jaaye safal
Kyun hum baharo se Khushiya udhaar le – 2 Kyun na milke hum hi khud apna Jeevan savaar le Tu jo mere path mein deep jala de Ho ujaale to bandage jaaye safal
Tu jo mere sur mein………
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 24, 2005, 10:35:56 AM » |
|
Aaja re pardesi Mein to kab se khadi is paar Ke aankhiyan thak gaye panth nihaar Aaja re pardesi……………..
Tum sang janam janam ke fhere Bhool gaye kyun saajan mere Tadpat hoon mein saanjh saver Oh aaja re…………………
Mein nadiya fhir bhi mein pyaasi Bhed ye gahra baat zara si Aa mil mere jeevan saathi Aaja re mein to…………………………..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 24, 2005, 10:55:37 AM » |
|
Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahi chura sanam Badal ke meri tum zindgaani kahin Badal na jaana sanam
Bahar banke aao kabhi tumhari duniya mein Badal na jaaye ye din kahin issi tamnna mein Tum mere ho oh tum mere ho Aaj to itna waada karte jaana Chura liya……………………………….
Sajaonga lutkar bhi tere badan ki daali ko Lahoo zigar ka doonga hasi labo ki laali ko Hai wafa kya is jahan ko ek din dikhla doonga mein deewanaa Chura liya ………………………..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Suhas
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 24, 2005, 11:11:59 AM » |
|
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena Tumbin kya hai jeena
Tumbin jiya jaaye kaise Kaise jiya jaaye tumbin Aa jaao laut kar tum Ye dil kah raha hai – 2
Fhir shaam tanha jaagi Fhir yaad tum aa rahe hoo Fhir jaan nikalne lagi hai Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2 Is dil mein yaado ke mele hai Tumbin bahut hum akele hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Kya kya na socha tha maine Kya kya na sapne sajaaye Kya kya na chaaha tha dil ne Kya kya na armaan jagaaye – 2 Is dil se tofaan gujarte hai Tumbin to jeete na marte hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Tumbin kya hai jeena………………………………….. Nice Song..........................Khushiiiiiiiiiiiiii!!!!!!! and nice collections too!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 24, 2005, 11:17:34 AM » |
|
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena Tumbin kya hai jeena
Tumbin jiya jaaye kaise Kaise jiya jaaye tumbin Aa jaao laut kar tum Ye dil kah raha hai – 2
Fhir shaam tanha jaagi Fhir yaad tum aa rahe hoo Fhir jaan nikalne lagi hai Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2 Is dil mein yaado ke mele hai Tumbin bahut hum akele hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Kya kya na socha tha maine Kya kya na sapne sajaaye Kya kya na chaaha tha dil ne Kya kya na armaan jagaaye – 2 Is dil se tofaan gujarte hai Tumbin to jeete na marte hai Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2
Tumbin kya hai jeena………………………………….. Nice Song..........................Khushiiiiiiiiiiiiii!!!!!!! and nice collections too!!!!!!! thanx Suhas.......................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|