My favourite songs.............

by khushiiiii on June 24, 2005, 04:51:59 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 27
Print
Author  (Read 29561 times)
HumTum
Guest
«Reply #15 on: June 24, 2005, 11:18:38 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi chura sanam
Badal ke meri tum zindgaani kahin
Badal na jaana sanam

Bahar banke aao kabhi tumhari duniya mein
Badal na jaaye ye din kahin issi tamnna mein
Tum mere ho oh tum mere ho
Aaj to itna waada karte jaana
Chura liya……………………………….

Sajaonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo zigar ka doonga hasi labo ki laali ko
Hai wafa kya is jahan ko ek din dikhla doonga mein deewanaa
Chura liya ………………………..


:thumb:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My All Time Favourite Songs................... by Talat in Songs & Lyrics « 1 2 ... 29 30 »
My 10 favourite songs..... by Rishi Soumya in Songs & Lyrics
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
khushiiiii
Guest
«Reply #16 on: June 24, 2005, 11:22:04 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi chura sanam
Badal ke meri tum zindgaani kahin
Badal na jaana sanam

Bahar banke aao kabhi tumhari duniya mein
Badal na jaaye ye din kahin issi tamnna mein
Tum mere ho oh tum mere ho
Aaj to itna waada karte jaana
Chura liya……………………………….

Sajaonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo zigar ka doonga hasi labo ki laali ko
Hai wafa kya is jahan ko ek din dikhla doonga mein deewanaa
Chura liya ………………………..


:thumb:


lolzzzzzzzzzz thanx
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #17 on: June 24, 2005, 11:38:20 AM »
Gazab ka hai din dekho zara
Ye deewanapan socho zara
Tum hoo akele hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se kasam se

Dekh lo humko kareeb se
Aaj hum mile hai naseeb – 2
Ye pal fhir kaha aur ye manzil fhir kaha
Hooo gajab ka hai………………………

Kya kaho mera jo haal hai
Raat din tumhara khyaal hai – 2
Lekin jaaneja mein kaha aur tum kaha

Gazab ka hai din...........................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #18 on: June 24, 2005, 09:18:42 PM »
Quote from: "khushiiiii"
Gazab ka hai din dekho zara
Ye deewanapan socho zara
Tum hoo akele hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se kasam se

Dekh lo humko kareeb se
Aaj hum mile hai naseeb – 2
Ye pal fhir kaha aur ye manzil fhir kaha
Hooo gajab ka hai………………………

Kya kaho mera jo haal hai
Raat din tumhara khyaal hai – 2
Lekin jaaneja mein kaha aur tum kaha

Gazab ka hai din...........................
:D
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: June 25, 2005, 07:35:38 AM »
Very nice collections Khushiii ...................!!!!!!!!!!!1
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #20 on: June 26, 2005, 05:12:07 PM »
Quote from: "khushiiiii"
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena
Tumbin kya hai jeena

Tumbin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tumbin
Aa jaao laut kar tum
Ye dil kah raha hai – 2

Fhir shaam tanha jaagi
Fhir yaad tum aa rahe hoo
Fhir jaan nikalne lagi hai
Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2
Is dil mein yaado ke mele hai
Tumbin bahut hum akele hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye – 2
Is dil se tofaan gujarte hai
Tumbin to jeete na marte hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Tumbin kya hai jeena…………………………………..


My fav. song Khushiii Usual Smile

Aate aate aa gaye paas ham also i like a lot Usual Smile

Nice choice dear.
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #21 on: June 27, 2005, 04:41:21 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "khushiiiii"
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena
Tumbin kya hai jeena

Tumbin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tumbin
Aa jaao laut kar tum
Ye dil kah raha hai – 2

Fhir shaam tanha jaagi
Fhir yaad tum aa rahe hoo
Fhir jaan nikalne lagi hai
Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2
Is dil mein yaado ke mele hai
Tumbin bahut hum akele hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye – 2
Is dil se tofaan gujarte hai
Tumbin to jeete na marte hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Tumbin kya hai jeena…………………………………..


My fav. song Khushiii Usual Smile

Aate aate aa gaye paas ham also i like a lot Usual Smile

Nice choice dear.


thanx Nidhi yup i also luv these songs.......................
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #22 on: June 27, 2005, 04:42:28 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "khushiiiii"
Gazab ka hai din dekho zara
Ye deewanapan socho zara
Tum hoo akele hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se kasam se

Dekh lo humko kareeb se
Aaj hum mile hai naseeb – 2
Ye pal fhir kaha aur ye manzil fhir kaha
Hooo gajab ka hai………………………

Kya kaho mera jo haal hai
Raat din tumhara khyaal hai – 2
Lekin jaaneja mein kaha aur tum kaha

Gazab ka hai din...........................
:D


thanx Fakhar ji
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #23 on: June 27, 2005, 04:43:07 AM »
Quote from: "Talat"
Very nice collections Khushiii ...................!!!!!!!!!!!1


thanxxxxxxxx di.....................
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #24 on: June 27, 2005, 05:58:26 AM »
Meri zindagee mein aaye ho aur aise aaye ho tum
Jo ghul gaya hai saanso mein woh geet laaye ho tum

Oh ho o o ohh……………………………..

Tumse pahle dekhe kab the maine ye kwaabo ke kaarvaan
Tum jo aaye tum ho laaye ek ankahi ansuni daastaan
Ho…………..suno zara suno zara
Mera bhi haay who kahani dohraaye
Meri zindagee…………………………………………


Tumko paake haske gaake nikhri hai savari hai zindagee
Ujali subah rangeen shaame aa gayee ek hansi dilkashi
Oh…….maan bhi lo maan bhi lo
Raat jo hai kahti ye fiza jo samjhaaye

Meri zindagee……………………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #25 on: June 27, 2005, 06:09:52 AM »
Chlao tumko lekar chale hum un fizaao mein
Jaha meetha nasha hai taaro ki chaav mein…

Chalo………………………………………

Gaati sarsaraati in haawao sang aao paas mere aao na
Sapno ka safar hai mere dil ke ye bhanwar hai isme dhoob jaao na…..
Zara sa…….lamha..chupa tha ab mil gaya
Jaha meetha nasha hai taaro ki chaaov mein……..

Chalo………………………………………….

Madham roshni hai aur  chanchal chaandini hai chale aao….na..
Shabnam si chubhan hai aur mahka sa Milan hai door jaao……na
Suhana……sapna……tumhara sach ho gaya
Jaha meetha nasha hai taaro ki chaav mein……….

Chalo………………………..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #26 on: June 27, 2005, 06:20:56 AM »
Pahla nasha pahla khumaar naya pyaar hai naya intzaar
Karlu mein kya apna haal ae dile bekaraar mere dile bekaraar
Tu hi bata…………………………….. 2

Udta hi fhiru in hawaao mein kahin
Ya mein jhool jaao in ghaatao mein kahin
Ek kardu aasmaan aur zaamin
Kaho yaaro kya karu kya nahi…………..

Pahla nasha……………………..

Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya who hazaaro rang ke
rah jaao jaise mein haar ke
aur chume woh mujhe pyaar se

pahla nasha…………………………………….
Logged
Talat
Guest
«Reply #27 on: June 27, 2005, 07:58:12 AM »
JJWS ka ye song bohot achcha hai............Khushiii happy9
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #28 on: June 27, 2005, 09:44:40 AM »
Roz roz aankhon tale ek hi sapna chale
Raat bhar kajal jale aankhon mein jis tarah khwaab ka jiya jale

Roz roz……………………………………………..


Jab se tumhare naam ki mishri hoonth lagaaye hai
Meetha sa ek dard hai aur meethi tanhaai hai ……..2

Roz roz……………………………………………

Choti si dil ki uljhan hai who suljha do tum
Jeena to seekha hai marke marna shika tum………….2

Roz roz ……………………………………………

Maathe pe kuch aise tumne zulf gira de hai
Behcaare se kuch kwaabo ki neend uda di hai……………2

Roz roz…………………………………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #29 on: June 27, 2005, 09:46:04 AM »
Goonji si hai saari fiza jaise bajti hoon shanaiyaan
Lahraati hai mahki hawa gungunaati hai tanhaiyaan
Sab gaate hai sab hi madhosh hai humtum kyun khaamosh hai
Saaze dil chode na……..chup ho kyun gaao na
Aao na…aao na………aao na………aao na………………..

Tann mann mein kyun aise bahti huyee thandi si ek aas hai
Oh………saanso mein hai kaisi ye roshni dhadkan mein kya raaz hai
Ye hua kya hume humko samjhao na………..2
Sab gaate hai sabhi madhosh hai humtum kyun khaamosh hai
Dil mein jo baatein hai hootho pe laao na.
Aao na……aao na………………………………

Ab koi doori na uljhan koi…….. bas ek ikraar hai
Ab na kahin hum na tum ho kahin bas pyaar hi pyaar hai
Sun sako dhadkane itne paas aao na………..2
Sab gaate hai sab hi madhosh hai humtum kyun khaamosh hai
Ab mere sapno mein tum hi tum chaao na…….
Aao na…….aao na………….aao na……………..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:31:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer