My favourite songs.............

by khushiiiii on June 24, 2005, 04:51:59 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 27
Print
Author  (Read 29527 times)
Rajbir
Guest
«Reply #165 on: September 01, 2006, 08:44:05 AM »
Thanx bhatiji..i am glad you like my choice of songs :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My All Time Favourite Songs................... by Talat in Songs & Lyrics « 1 2 ... 29 30 »
My 10 favourite songs..... by Rishi Soumya in Songs & Lyrics
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
khushiiiii
Guest
«Reply #166 on: September 01, 2006, 08:46:22 AM »
hmmmmm magar sayad aapko humaari choice ke pasand nahi aate hai na?
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #167 on: September 01, 2006, 08:48:06 AM »
Kisne kaha  :twisted:

Agar pasand na aate to aap humain apni is thread mein na paati tongue3
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #168 on: September 01, 2006, 08:51:26 AM »
ohhh.........aicha kya..........thanko thanko.........ichi baat pe ye lo cheeziii.............
Logged
ranjana
Guest
«Reply #169 on: September 01, 2006, 09:06:03 AM »
nainon ki mat maaniyo re
nainon ki mat suniyo
nainon ki mat maaniyo re
nainon ki mat suniyo
nainon ki mat suniyo re
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
jagte jaadu phukenge re jagte jagte jaadu
jagte jaadu phukenge re neenden banjar kar denge
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
nainon ki mat maaniyo re
Logged
ranjana
Guest
«Reply #170 on: September 01, 2006, 09:06:57 AM »
nainon ki mat maaniyo re
nainon ki mat suniyo
nainon ki mat maaniyo re
nainon ki mat suniyo
nainon ki mat suniyo re
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
jagte jaadu phukenge re jagte jagte jaadu
jagte jaadu phukenge re neenden banjar kar denge
naina thag lenge - 2 thag lenge naina thag lenge
naina thag lenge thag lenge naina thag lenge
nainon ki mat maaniyo re
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #171 on: September 01, 2006, 10:11:01 AM »
betaab dil ki tamanna yahi hai
tumhe chahenge, tumhe poojenge
tumhe apana khuda banayenge

sune sune khwabo mein, jab tak tum na aaye the
khushiyaan thi sab auron ki, gam bhi sare paraye the
apne se bhi chupaayi thi, dhadakan apne seene ki
hum ko jeena padta tha, khwaayeesh kab thi jeene ki
ab jo aa ke tum ne, hume jeenaa seekha diyaa hain
chalo duniyaa nayee basayenge
beyaab dil ki………………….

bheegi bheegi palkon par, sapane kitne sajaaye hain
dil mein jitana andhera tha, utane ujaale aaye hain
tum bhi hum ko jagana na ,baaho mein jo so jaaye
jaise khushabo foolon mein, tum mein yun hi kho jaaye
pal bhar kisi janam mein, kabhi chhoote na saath apana
tumhe aise gale lagaayenge
betaab dil ki………………………

waade bhi hai, kasme bhi, bitaa wakt isharon ka
kaise kaise aramaan hai, mela jaise bahaaron ka
saraa gulashan de daala, kaliya aur khilao na
hasate hasate ro de hum  itana bhi to hasaao na
dil mein tum hi base ho, saara anchal wo bhar chuka hain
kaha itanee khushi chupayenge

betaab dil ki tamanna yahi hai………………
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #172 on: September 01, 2006, 10:59:00 AM »
Zindagi is tarah se lagne lagi
Rang ud jaaye jo deewaaron se
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Zakhm dikhne lage daraaron se
Ab talak sirf tujhko dekha tha
Aaj tu kya hai yeh bhi jaan liya
Aaj jab gaur se tujhe dekha
Hum galat the kahin yeh maan liya - 2
Teri har bhool mein kahin shaayad
Hum bhi shaamil hain gunahgaaron se
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Zakhm dikhne lage daraaron se
Aa mere saath milke hum phir se
Apne khwaabon ka ghar banaate hain
Jo bhi bikhra hai voh samet te hain
Dhoondkar phir khushi ko laate hain - 2
Bojh to zindagi ka kat ta hai
Ek duje ke hi sahaaron se
Zindagi is tarah se lagne lagi
Rang ud jaaye jo deewaaron se
Ab chhupaane ko apna kuch na raha
Zakhm dikhne lage daraaron se
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #173 on: September 01, 2006, 11:30:58 AM »
lag ja gale ki phir
ye hasin raat ho na ho
shayad phir is janam mein
mulakat ho na ho
lag jaa gale ...

hum ko mili hai aaj
ye ghadiya naseeb se
je bhar ke dekh leejiye
hamako kareeb se
phir apke naseeb mein
ye raat ho na ho
phir is janaam mein
mulakaat ho na ho

lag ja gale ki phir
ye hasin raat ho na ho……

pas aiye ki ham nahin
ayenge baar baar
bahen gale mein daal ke
ham ro le zaar-zaar
ankhoon se phir ye
pyaar ki barsaat ho na ho
shayad phir is janam mein
mulakat ho na ho


lag ja gale ki phir
ye hasin raat ho na ho
shayad phir is janam mein
mulakat ho na ho
lag jaa gale se ...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #174 on: September 01, 2006, 11:34:44 AM »
Aapki Nazron Ne Samjha, Pyar Ke Kabil Mujhe
Dil Ki Ai Dhadkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha

Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya
Do Jahaan Ki Aaj Khushiyan Ho Gayee Haasil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...

Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain
Kyon Main Toofan Se Darun Mere Saahil Aap Hain
Koi Toofanon Se Kah De, Mil Gaya Sahil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...

Pad Gai Dil Par Meri, Aapki Parchhaiyan
Har Taraf Bajane Lagin Saikadon Shahnaaiyaan
Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
Aapki Nazron Ne Samjha ...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #175 on: September 01, 2006, 11:58:50 AM »
raftaa raftaa vo mere hastii kaa saamaa.n ho gae
pahale jaa.n, phir jaan-e-jaa.n
phir jaan-e-jaanaa ho gae
raftaa...

din-ba-din ba.Dhatii gaI.n, us husn kii raanaaiyaa.n
pahale gul, phir gulabadan, phir gulabadaanaa ho gae
raftaa...

aap to nazadiik se, nazadiikatar aate gae
pahale dil, phir dilarubaa, phir dil ke mahamaa.n ho gae
raftaa...

pyaar jab had se ba.Dhaa, saare takalluf miT gae
aap se phir tum hue, phir tuu kaa unavaa ho gae
raftaa...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #176 on: September 01, 2006, 12:03:51 PM »
Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Meri Nazrein To Gila Karti Hain
Tere Dil Ko Bhi Sanam Tujhse Shikayat Hogi
Mere Mehboob...

Teri Gali Maein Aata Sanam
Nagma Wafa Ka Gaata Sanam
Tujhse Suna Na Jaata Sanam
Phir Aaj Idhar Aaya Hoon Magar Yeh Kehne Maein Deewana
Khatm Bas Aaj Yeh Vehshat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...

Meri Tarah Tu Aahen Bhare
Tu Bhi Kisise Pyar Kare
Aur Rahe Voh Tujhse Parey
Toone O Sanam Dhaye Hain Sitam To Yeh Tu Bhool Na Jaana
Ki Na Tujhse Bhi Inayat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...


Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Naam Niklega Tera Hi Lab Se
Jaan Jab Iss Dil-E-Nakam Se Rukhsat Hogi
Mere Mehboob...

Mere Sanam Ke Dar Se Agar
Baad-E-Saba Ho Tera Guzar
Kehna Sitamgar Kuchh Hai Khabar
Tera Naam Liya Jab Tak Bhi Jiya Ae Shama Tera Parwana
Jisse Tujhe Aaj Bhi Nafrat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #177 on: September 01, 2006, 12:10:30 PM »
phir nA kIjai merI gustaaK nigaaho.n kA gilaa
dekhiye aap ne phir pyaar se dekhaa mujhako
 mai.n kahaa.n tak ye nigaaho.n ko palaTane detii
aap ke dil ne ka_ii baar pukaaraa mujhako

 is kadar pyaar se dekho nA hamaarii jaanii
dil agar aur machal jaaye to mushkil hogii
 tum jahaa.n merI taraf dekh ke ruk jaaoge
vohii ma.njil merI taqadIr kii ma.njil hogii
 dekhiye aap ne phir pyaar se dekhaa mujhako
aap ke dil ne ka_ii baar pukaaraa mujhako

ek yuu.Nhii.n sI najar dil ko jo chhuu letii hai
kitane aramaan jagaa detii hai tumhe kyA maaluum
 rUh bechain hai kadamo.n se lipaTane ke liye
tumako har saa.Ns bulaatii hai tumhe kyA maaluum
 dekhiye aap ne phir pyaar se dekhaa mujhako
 aap ke dil ne ka_ii baar pukaaraa mujhako

 har nazar aap kii jazabaat ko ukasaatii hai
mai.n agar haath paka.D luu.n to khafaa mat honaa
 merI duniyaa-e-mohabbat hai tumhaare dam se
merI duniyaa-e-mohabbat se judaa mat honaa
dekhiye aap ne phir pyaar se dekhaa mujhako
aap ke dil ne ka_ii baar pukaaraa mujhako
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #178 on: September 01, 2006, 12:25:44 PM »
rang aur noor kee baaraat kise pesh karu
ye muraadon kee haseen raat kise pesh karu

maine jazbaat nibhaaye hain usulon kee jagah
apane aramaan peero laayaa hoo, foolon kee jagah
tere chehare kee ye saugaat kise pesh karu

kaun kahataa hai, ke chaahat pe sabhee kaa hak hai
too jise chaahe teraa pyaar usee kaa hak hai
muz se kah de, main teraa haath kise pesh karu

surkha jode kee tabotaab mubaarak ho tuze
teree aakhon kaa nayaa khwaab mubaarak ho tuze
mai ye khwaayish ye khayaalaat kise pesh karu
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #179 on: September 01, 2006, 06:37:09 PM »
Aap ki khatir mere Dil ka jahaan hain haazir - 2
Apne saare armaan - 2
Kar du main zaahir - 2
Aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
Apne saare armaan
Kar du main zaahir - 2

IShQ bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
Yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen
IShQ bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
Yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen
Aapki baaton se mulaakaton se khayalon se
Huaan main huaan bada hi mudasir
Aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
Apne saare armaan
Kar du main zaahir - 2

Aapki khaatir - 2
Kabhi kabhi toh hoti hai yahaan mukammal aashiqui
Kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki
Kabhi kabhi toh hoti hai yahaan mukammal aashiqui
Kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki
Aapko bataaun kaise yaaran samjhaaun kaise
Saath aaisa milega na phir
Aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
Apne saare armaan
Kar du main zaahir - 2
Aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
Apne saare armaan
Kar du main zaahir - 2
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 03:49:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer