My favourite songs.............

by khushiiiii on June 24, 2005, 04:51:59 AM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 27
Print
Author  (Read 29529 times)
natural
Guest
«Reply #180 on: September 03, 2006, 04:44:27 AM »
Quote from: "khushiiiii"
betaab dil ki tamanna yahi hai
tumhe chahenge, tumhe poojenge
tumhe apana khuda banayenge

sune sune khwabo mein, jab tak tum na aaye the
khushiyaan thi sab auron ki, gam bhi sare paraye the
apne se bhi chupaayi thi, dhadakan apne seene ki
hum ko jeena padta tha, khwaayeesh kab thi jeene ki
ab jo aa ke tum ne, hume jeenaa seekha diyaa hain
chalo duniyaa nayee basayenge
beyaab dil ki………………….

bheegi bheegi palkon par, sapane kitne sajaaye hain
dil mein jitana andhera tha, utane ujaale aaye hain
tum bhi hum ko jagana na ,baaho mein jo so jaaye
jaise khushabo foolon mein, tum mein yun hi kho jaaye
pal bhar kisi janam mein, kabhi chhoote na saath apana
tumhe aise gale lagaayenge
betaab dil ki………………………

waade bhi hai, kasme bhi, bitaa wakt isharon ka
kaise kaise aramaan hai, mela jaise bahaaron ka
saraa gulashan de daala, kaliya aur khilao na
hasate hasate ro de hum  itana bhi to hasaao na
dil mein tum hi base ho, saara anchal wo bhar chuka hain
kaha itanee khushi chupayenge

betaab dil ki tamanna yahi hai………………


Nice song Khushii...... Usual Smile  Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My All Time Favourite Songs................... by Talat in Songs & Lyrics « 1 2 ... 29 30 »
My 10 favourite songs..... by Rishi Soumya in Songs & Lyrics
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
natural
Guest
«Reply #181 on: September 03, 2006, 04:46:44 AM »
Quote from: "khushiiiii"
karoge yaad to har baat yaad aayegi
guzarte waqt ki har mauj thehar jayegi

yeh chaand beete zamanon ka aaina hoga
bhatakti abra mein chehra koi bana hoga
udaas raah koi dastaan sunayegi
karoge yaad to.……………..

barasta bheegta mausam dhuan - dhuan hoga
pighalti shammon pe dil ka mere guma hoga
hatheliyon ki heena yaad kuchh dilayegi
karoge yaad to...

gali ke mood pe soona sa koi darwaaza
tarasti aankhon se rasta kisi ka dekhega
nigaah door talak jaake laut aayegi
karoge yaad to.……………………


Nice one....
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #182 on: September 04, 2006, 06:41:04 AM »
thnx nattu...............




chamakte chand ko
chamakte chand ko tuta hua tara bana dala……..2
meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
chamakte chaand…………………..

bada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hain………2
yaha par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain
mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dala
chamakte chaand.………….

main is duniya ko aksar dekh kar  hairaan hota hun………2
na mujhse ban saka chhota saghar din raat rota hun
khudaya  tune kaise  ye jahan sara bana dala
chamakte chaand.………….

mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai………2
teri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta hai
kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala
chamakte chaand.…………

yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha……..2
mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha
mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala
chamakte chaand ko tuta hua taara bana daala……………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #183 on: September 04, 2006, 06:41:51 AM »
naa tum hume jaano
naa hum tumhe jaane
magar lagata hain kuch aisa
mera humdam mil gaya

ye mausam ye raat chup hain
do hothhon ki baat chup hain……….
khamoshi sunane lagi hain dasata
najar ban gayi hain dil kee jubaan
na tum hume jaano…………..

mohabbat ke mood pe hum
mile sab ko chhod ke hum………….2
dhadakate dilo ka leke ye karawaa
ke jayenge dono jaane kaha
na tum hume jaano…………..
Logged
natural
Guest
«Reply #184 on: September 04, 2006, 07:29:13 AM »
Quote from: "khushiiiii"
naa tum hume jaano
naa hum tumhe jaane
magar lagata hain kuch aisa
mera humdam mil gaya

ye mausam ye raat chup hain
do hothhon ki baat chup hain……….
khamoshi sunane lagi hain dasata
najar ban gayi hain dil kee jubaan
na tum hume jaano…………..

mohabbat ke mood pe hum
mile sab ko chhod ke hum………….2
dhadakate dilo ka leke ye karawaa
ke jayenge dono jaane kaha
na tum hume jaano…………..


Nice one again....

Oye Khushuu .... Agar iss song ka theek thaak mp3 ho to mujhey bhej dena....
karoge yaad to har baat yaad aayegi
guzarte waqt ki har mauj thehar jayegi
Logged
ranjana
Guest
«Reply #185 on: September 05, 2006, 04:05:22 AM »
Do, pal ruka, khwaabon ka kaarvaan
Aur phir, chal diye, tum kahaan, ham kahaan  
Do pal ki thi, ye dilon ki daastaan
Aur phir, chal diye, tum kahaan, ham kahaan  
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan  
 
Tum the ke thi koyi ujli kiran
Tum the ya koyi kali muskaayi thi  
Tum the ya tha sapnon ka tha saawan
Tum the ke khushiyon ki ghata chhaayi thi  
Tum the ke tha koyi phool khila  
Tum the ya mila tha mujhe naya jahaan  
Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan  
Do pal ki thi, ye dilon ki daastaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan  
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Logged
natural
Guest
«Reply #186 on: September 05, 2006, 04:21:10 AM »
Wow..!! Nice song ranju ji....
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #187 on: September 05, 2006, 04:53:33 AM »
naam gum jayega chehara ye badal jaayega
meri aawaaj hi pahchaan hai, gar yaad rahe

wakt ke sitam kam haseen nahee………..2
aaj hain yaha kal kahi nahi
wakt ke pare agar mil gaye kahi,
meri aawaaj hi pahchaan hai gar yaad rahe.. ..

jo gujar gayi, kal ki baat thi………2
umar to nahi ek raat thee
raat kaa siraa agar fir mile kahi
meri aawaaj hi pahchaan hai gar yaad rahe.. ..

din dhale jaha raat paas ho………2
jindagee kee lau unchee kar chalo
yaad aaye gar kabhi jee udaas ho
meri aawaaj hi pahchaan hai gar yaad rahe.. ..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #188 on: September 05, 2006, 04:54:02 AM »
Sajna hai mujhe, sajna ke liye………..2
Jara uljhi latein sawaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon .ke …….
Sajna hai mujhe ......

Paani pade tan pe to shola nikle
Jaane kaisi agan mein badan jale…..2
din bhar ki thakan utaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon
sajna hai mujhe ......

Ang ang dholoon jara mal mal ke
Phool si mahek uthoon main khilke………..2
Titali se pankh udhaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon
sajna hai mujhe ......

Saj dhaj ke mein jara banthan ke
Baan chalaongi nainan ke………..2
Aaina jara nihaar loon khud apni nazar utaar loon
Main to saj gai re sajna ke liye
Main to saj gai re sajna ke liye………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #189 on: September 05, 2006, 06:11:50 AM »
Tinka tinka zara zara
hai roshni se jaise bhara………..2
Har dil main armaan hote to hai ………….2
bas koi samjhe jara………….
Tinka tinka zara zara………….

Dil pe ek naya sa nasha cha gaya
kho raha tha jo khwaab vo laut aa gaya………….2
Yeh jo ehsaas hai jo karaar hai
kya issi ka hi naam pyaar hai…………..2
pooche dil thumke zara

Tinka tinka zara zara
hai roshni se jaise bhara
Har dil main armaan hote to hai……….2
bas koi samjhe zara……………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #190 on: September 05, 2006, 06:12:15 AM »
MALE
Saagar kinaare dil yeh pukaare
Tu jo nahi to mera koi nahin hai
Saagar kinaare……….

FEMALE
Saagar kinaare dil yeh pukaare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai
Saagar kinaare………..

MALE
Jaage nazaare jaagi hawaaein………2
Jab pyaar jaaga jaagi fizaaein

FEMALE
O…….pal bhar ko dil ki duniya soyi nahin hai
Saagar kinaare dil yeh pukaare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai
Saagar kinaare…………….

Laheron pe naache kirnon ki pariya……..2
Main koi jaise saagar mein nadiya

MALE
O……… tu hi akeli to khoyi nahin hai

BOTH
Saagar kinaare dil yeh pukaare
Tu jo nahin to mera koi nahin hai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #191 on: September 05, 2006, 06:27:32 AM »
shukriya Natural.....nice songs Khushiiii

yaad piya ki aaye
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
yaad piya ki aaye
hamne tumko jo diya tumne bhula diya
tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya
tum wahi ho meri jaan ho vaada kiya tha meri rahogi

taaron ki jhilmil chaandani raaten
labon se labon ki wahi mulakaaten
taaron ki jhilmil chaandani raaten
labon se labon ki wahi mulakaaten
sadiyon se hai purani teri meri kahaani
yaad karo tum sajana tu hai meri zindagaani
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
hamne tumko jo diya tumne bhula diya
tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya

baali umariya suni re dagariya - 2
joban beeta jaaye haay raam
kitne kareeb the sard hawa mein
zulfen sanwari baahon ne thaame
kitne kareeb the sard hawa mein
zulfen sanwari baahon ne thaame
mujhse ruth na tera
phir se mera manana
yaad karo tum sajana
mujh mein tera sunana
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
tum wahi ho meri jaan ho vaada kiya tha meri rahogi
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
hamne tumko jo diya tumne bhula diya
tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho



Yaad Piya Ki Aaye
Album Name: LAMAHE - [singer]ABHIJEET
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #192 on: September 05, 2006, 06:54:05 AM »
thnx Ranjana G....................



sajan ghar aana tha sajan ghar aaye hai………..
piya mann bhana tha piya mann bhaaye hai
har khushi hai ab tumhari mujhe de do gam
jaaneman jaaneman………….2

sajan ghar aana tha sajan ghar aaye tum
piya mann bhana tha piya mann bhaaye tum
har khushi hai ab tumhari mujhe de do gam
jaaneman jaaneman………2


zindagi mein aaye tum chahato ke raste…….2
kaash ye raste sanam kat jaaye haste haste
sone dildara tere pyar to main variyaan
meriya duvaawa tainu lag jaave sariyaan

chaand ho tum chaandani se bheega jaaye mann
jaaneman jaaneman………2

khwaabo ke is ghar ki khair kare o rabba………..2
door kalah klaish aur bair kari o rabba
naaz se badi maine kari hai tayyariya
din raat pyar diya nazara utaariya
ye mohabbat hai ibaadat kabhi ho na kam
jaaneman jaaneman…………..2

aaghosh mein meri zulf sanwari teri
chahat ke rangon se main maang saja du teri
maahiya ve aj mainu aaive kyun ve lagda
aashiq je sachha hove  roop honda rab ka
ham yaha hai tum yaha ho…. hone do milan
jaaneman jaaneman………………….
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #193 on: September 05, 2006, 09:24:11 AM »
This song is only for you Khushiiiii :D [/u]

Chuniya Ho Chuniya
Muniya Ho Muniya
Tere Hi Kadmon Pe Sari Yeh Duniya
Dumkoche Dumkoche Hum Soche Hum Soche
Na Jane Tujh Mein Kya Baat Hai
Tu Jo Hasden Din Ho Jaye
Tu Jo Roden To Raat Hai
(Udti Ghataye Hai Kajal Mera
Mehki Hawaye Hai Aanchal Mera)..(2)
Mausam Hai Meri Hasi
(Aayi Re Aayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi)..(2)
Laayi Re Laayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi
Aayi Re Aayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi
Hai Mere Saathi Yeh Gulbhoote
Main Jo Nahin To Sare Hai Jhoote
Banke Baharon Ki Pari
Aayi Re Aayi Re Khushi..(2)

(Cham Cham Cham Barasta Saawan
Lage Hai Bada Mann Bhawan)..(2)
Mera Maan Kahen Yahi Jhoom Loon
Bina Pankh Ke Gagan Choom Loon
Nayi Manzile Hai Mera Naya Rasta
Jo Pani Mujhe Choo Le Sharara Ban Jaaye..(2)
Zara Mujhe Choo Le Sitara Ban Jaaye
Meri Adao Ka Jaadoo Naya
Saason Ke Taaro Mein Meri Sada
Banke Baharon Ki Pari
(Aayi Re Aayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi)..(2)

(Main To Hoon Badi Mastani
Jo Chahoon Karo Mann Mani)..(2)
Kahin Chaaon Hai Kahin Dhoop Hai
Mera Rang Hai Mera Roop Hai
Charo Taraf Hai Charcha Mere Naam Ka
Yeh Choodi Meri Khanke Yeh Payal Meri Chanke..(2)
Deewaani Zara Baanke Chaloo Mein Tan Tan Ke
Thodi Shararat Hai Thodi Haya
Koyi Bhi Jane Na Mujhpe Hai Kya
Baanke Baharon Ki Pari
Aayi Re Aayi Re Khushi..(2)
Layi Re Layi Re Khushi..(2)
Aayi Re Aayi Re Khushi
Hai Mere Saathi Yeh Gulbhoote
Mein Jo Nahin To Sare Hai Jhoote
Mausam Hai Meri Hasee
(Aayi Re Aayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi)..(2)
Khushi Khushi  :D  :D  :D  :D  :D
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #194 on: September 05, 2006, 10:17:10 AM »
Quote from: "Rajbir"
[you]This song is only for you Khushiiiii :D [/you]

Chuniya Ho Chuniya
Muniya Ho Muniya
Tere Hi Kadmon Pe Sari Yeh Duniya
Dumkoche Dumkoche Hum Soche Hum Soche
Na Jane Tujh Mein Kya Baat Hai
Tu Jo Hasden Din Ho Jaye
Tu Jo Roden To Raat Hai
(Udti Ghataye Hai Kajal Mera
Mehki Hawaye Hai Aanchal Mera)..(2)
Mausam Hai Meri Hasi
(Aayi Re Aayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi)..(2)
Laayi Re Laayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi
Aayi Re Aayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi
Hai Mere Saathi Yeh Gulbhoote
Main Jo Nahin To Sare Hai Jhoote
Banke Baharon Ki Pari
Aayi Re Aayi Re Khushi..(2)

(Cham Cham Cham Barasta Saawan
Lage Hai Bada Mann Bhawan)..(2)
Mera Maan Kahen Yahi Jhoom Loon
Bina Pankh Ke Gagan Choom Loon
Nayi Manzile Hai Mera Naya Rasta
Jo Pani Mujhe Choo Le Sharara Ban Jaaye..(2)
Zara Mujhe Choo Le Sitara Ban Jaaye
Meri Adao Ka Jaadoo Naya
Saason Ke Taaro Mein Meri Sada
Banke Baharon Ki Pari
(Aayi Re Aayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi)..(2)

(Main To Hoon Badi Mastani
Jo Chahoon Karo Mann Mani)..(2)
Kahin Chaaon Hai Kahin Dhoop Hai
Mera Rang Hai Mera Roop Hai
Charo Taraf Hai Charcha Mere Naam Ka
Yeh Choodi Meri Khanke Yeh Payal Meri Chanke..(2)
Deewaani Zara Baanke Chaloo Mein Tan Tan Ke
Thodi Shararat Hai Thodi Haya
Koyi Bhi Jane Na Mujhpe Hai Kya
Baanke Baharon Ki Pari
Aayi Re Aayi Re Khushi..(2)
Layi Re Layi Re Khushi..(2)
Aayi Re Aayi Re Khushi
Hai Mere Saathi Yeh Gulbhoote
Mein Jo Nahin To Sare Hai Jhoote
Mausam Hai Meri Hasee
(Aayi Re Aayi Re Khushi
Khushi Khushi Khushi)..(2)
Khushi Khushi  :D  :D  :D  :D  :D


wowwwwwwwwwwwww................thnx taau..... hugsssssss cho cweet of u........
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 04:03:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer