My favourite songs.............

by khushiiiii on June 24, 2005, 04:51:59 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 27
Print
Author  (Read 29524 times)
khushiiiii
Guest
«Reply #195 on: September 06, 2006, 06:13:55 AM »
koi roko na deewane ko
man machal raha kuch gaane ko
koi roko na……………..2

yeh bheega bheega mausam
yeh bheegi bheegi raahe
chale do hum raahi
baaho mein daale baahen
ho phoolon ne khilke kaha ye dil se
hai din suhana mausam salona
daaman se baandh lo pyara samaa………………

koi roko na deewane ko………………..

umar ke safar mein
jise jo yahan bhaaye
usi ke sapno mein
yeh mann rang jaaye
ho rango mein bheeg ke range rangeela
gaale tarana jo ye raseela
albela geet woh bhoole kahan……..

koi roko na deewane ko
hey mann machal raha kuch gaane ko
koi roko na deewane ko……………
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My All Time Favourite Songs................... by Talat in Songs & Lyrics « 1 2 ... 29 30 »
My 10 favourite songs..... by Rishi Soumya in Songs & Lyrics
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
khushiiiii
Guest
«Reply #196 on: September 06, 2006, 06:15:24 AM »
ye aankhein dekh kar hum saari duniya bhul jaate hain
inhe paane ki dhoon mein har tamanna bhul jaate hai
tum apani mahaki mahaki julf ke pechon ko kam kar do
musaafir in mein ghirakar apana rasta bhul jaate hai

ye aankhein…………………..

ye baahe jab hume apani panaahon mein bulaati hai
hume apani kasam  hum har sahaara bhool jaate hai
tumhaare narma-o-naajook honth jis dam muskuraate hai
bahaare zenpatee hai, fool khilanaa bhul jaate hai

ye aankhein………………

bahot kuch tum se kahane ki, tamanna dil mein rakhate hai
magar jab saamane aate hai, kahana bhul jaate hai
mohabbat mein jubaan chup ho to, aankhe baat karati hai
woh kah deti hain sab baatein, jo kahana bhul jaate hai

ye aankhein dekhkar hum saari duniya bhul jaate hai
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #197 on: September 06, 2006, 09:54:41 AM »
ruk jaa raat thhahar jaa re chandaa, beete naa milan kee belaa
aaj chaandanee ke nagaree me, aramaanon kaa melaa

pahale milan kee yaade le kar aayee hain ye raat suhaanee
doharaate hain fir ye sitaare, meree tumhaaree prem kahaanee

kal kaa daranaa, kaal kee chintaa, do tan hai, man yek humaare
jeewan seemaa ke aage bhee, aaoongee main sang tumhaare
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #198 on: September 06, 2006, 03:01:07 PM »
Haila......  Khusi   teri pasand kaise  itni accchi ho  gayee.........  tongue3    nice  songs  allssssssssssssss  tongue3  Ranjana  jee  and  Rajbir  bhayya tongue3
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #199 on: September 06, 2006, 03:43:04 PM »
Yaar Bahoot Acche Songs Post Kiye Hain App Sabne
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #200 on: September 07, 2006, 08:55:51 AM »
thnx jaanasheen & waheed..........
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #201 on: September 07, 2006, 08:56:16 AM »
yaad naa jaaye beete dino ki
jaa ke naa aaye jo din
dil kyun bulaaye unhe
dil kyun bulaaye…………..

din jo pakheru hote pinjare mein main rakh leta
paalataa unako jatan se……2
moti ke daane deta
seene se rahata lagaaye
yaad na jaaye……………..

tasveer unki chhupa ke rakhdu jahaa jee chaahe
man mein basi wo murat ……..2
lekin mite naa mitaye
kahne ko hain wo paraaye
yaad na jaaye beete dino ki
jaa ke naa aaye jo din
dil kyun bulaaye unhe
dil kyun bulaaye………..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #202 on: September 07, 2006, 08:56:47 AM »
Lehraati huyi raahein khole huye hain baanhe
Ye hum aa gaye hain kahaa
Palkon pe gehre halke hai reshmi dhundhlke
Ye hum aa gaye hain kaha  
Aa… ye hum aa gaye hain kaha  
 
Woh dekho zara parbaton pe ghataaye
Hamaari daastaan holle se sunaaye  
Suno toh zara ye phoolo ki waadi
Hamaari hi koyi kahaani hai sunaati  
Sapnon ke is nagar mein yaadon ki rehguzar mein
Ye hum aa gaye hain kahaa  
Haan.. ye hum aa gaye hain kahaa

Jo raahon mein hai rut ne sona bikhera
Sunehra hua tera mera savera  
Zameen so gayi barf ki chaadaron mein
Bas ek aag si jalti hai do dilo mein  
Hawaaye sansanaaye badan kaanp jaaye
Ye hum aa gaye hain kaha  
Haan ye hum aa gaye hain kahaa  
 
Ye barsaat bhi kab thame kaun jaane  
Tumhein mil gaye pyaar ke sau bahaane  
Sitaaron ki hai jaise baaraat aayi  
Hamaare liye raat yun jagmagaai  
Sapne bhi jhilmilaayein  
Dil mein diye jalaayein  
Ye hum aa gaye hain kahaa
Haan ye hum aa gaye hain kahaa………………………
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #203 on: September 07, 2006, 03:38:45 PM »
Good Songs Khushi JI,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #204 on: September 10, 2006, 07:37:51 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Lehraati huyi raahein khole huye hain baanhe
Ye hum aa gaye hain kahaa
Palkon pe gehre halke hai reshmi dhundhlke
Ye hum aa gaye hain kaha  
Aa… ye hum aa gaye hain kaha  
 
Woh dekho zara parbaton pe ghataaye
Hamaari daastaan holle se sunaaye  
Suno toh zara ye phoolo ki waadi
Hamaari hi koyi kahaani hai sunaati  
Sapnon ke is nagar mein yaadon ki rehguzar mein
Ye hum aa gaye hain kahaa  
Haan.. ye hum aa gaye hain kahaa

Jo raahon mein hai rut ne sona bikhera
Sunehra hua tera mera savera  
Zameen so gayi barf ki chaadaron mein
Bas ek aag si jalti hai do dilo mein  
Hawaaye sansanaaye badan kaanp jaaye
Ye hum aa gaye hain kaha  
Haan ye hum aa gaye hain kahaa  
 
Ye barsaat bhi kab thame kaun jaane  
Tumhein mil gaye pyaar ke sau bahaane  
Sitaaron ki hai jaise baaraat aayi  
Hamaare liye raat yun jagmagaai  
Sapne bhi jhilmilaayein  
Dil mein diye jalaayein  
Ye hum aa gaye hain kahaa
Haan ye hum aa gaye hain kahaa………………………


one  of my  fav.........................    :lol:  :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #205 on: September 10, 2006, 07:39:14 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Lehraati huyi raahein khole huye hain baanhe
Ye hum aa gaye hain kahaa
Palkon pe gehre halke hai reshmi dhundhlke
Ye hum aa gaye hain kaha  
Aa… ye hum aa gaye hain kaha  
 
Woh dekho zara parbaton pe ghataaye
Hamaari daastaan holle se sunaaye  
Suno toh zara ye phoolo ki waadi
Hamaari hi koyi kahaani hai sunaati  
Sapnon ke is nagar mein yaadon ki rehguzar mein
Ye hum aa gaye hain kahaa  
Haan.. ye hum aa gaye hain kahaa

Jo raahon mein hai rut ne sona bikhera
Sunehra hua tera mera savera  
Zameen so gayi barf ki chaadaron mein
Bas ek aag si jalti hai do dilo mein  
Hawaaye sansanaaye badan kaanp jaaye
Ye hum aa gaye hain kaha  
Haan ye hum aa gaye hain kahaa  
 
Ye barsaat bhi kab thame kaun jaane  
Tumhein mil gaye pyaar ke sau bahaane  
Sitaaron ki hai jaise baaraat aayi  
Hamaare liye raat yun jagmagaai  
Sapne bhi jhilmilaayein  
Dil mein diye jalaayein  
Ye hum aa gaye hain kahaa
Haan ye hum aa gaye hain kahaa………………………


one  of my  fav.........................    :lol:  :lol:
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #206 on: September 11, 2006, 07:12:57 AM »
thnxxxxxxxxxx waheed.................kuch jyaada hi pasand hai kya........2 baar post kar diya........lolzzzzzzzz
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #207 on: September 11, 2006, 07:16:11 AM »
O bekaraar dil  ho chukaa hain mujhko aasuo se pyaar
mujhe tu  khushi naa de, nayi jindagi naa de

mili chaman ko bahar hasi fhool ko mili
geet koyal ko mile aur maine paayi khaamoshi
mujhe basuri naa de, koi ragini naa de
o bekaraar dil .…………….

aaye ghata ghir ke ghata chhayi
aaur pyaasi kali gam ki jali taras taras jaaye
rahe sada jo mera wahi meri jindagi
hai roz andhera aur chaar din ki chaandani
mujhe chaandani naa de mujhe roshani naa de

O bekaraar dil .………………
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #208 on: September 11, 2006, 07:42:20 AM »
which movies is this song from
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #209 on: September 11, 2006, 07:47:12 AM »
kahna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahi
kahna hai aaj tujhse phir kisi se yeh kehna nahi
rehna hai saath tere warna duniya mein rehna nahi
pyaar karte humko jeena pyaar karte humko marna
gham judaai ka humko sehna nahi……..o…….kahna aaj………….

duniya se darna nahi yaar pyaar karna nahi
nazare chura ke sanam humko guzarna nahi
doobna hai saahilon par jhumna hai manzilon par
yunhi dariyaan mein behna nahi
kahna hai aaj tujhse phir kisi se yeh kehna nahin


mausam ki angdaaiyaan dil ki ye tanhaaiyaan
aa pass aa hone de duniya mein ruswaaiyaan
zindagi ne phool baate chun liye hai hum ne kaante
haar phoolon ka pehnna nahi

kahna hai aaj tujhse phir kisi se yeh kehna nahin
rehna hai saath tere warna duniya mein rehna nahin
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 03:33:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer