My favourite songs.............

by khushiiiii on June 24, 2005, 04:51:59 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 27
Print
Author  (Read 29919 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #30 on: June 27, 2005, 10:56:05 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Pahla nasha pahla khumaar naya pyaar hai naya intzaar
Karlu mein kya apna haal ae dile bekaraar mere dile bekaraar
Tu hi bata…………………………….. 2

Udta hi fhiru in hawaao mein kahin
Ya mein jhool jaao in ghaatao mein kahin
Ek kardu aasmaan aur zaamin
Kaho yaaro kya karu kya nahi…………..

Pahla nasha……………………..

Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya who hazaaro rang ke
rah jaao jaise mein haar ke
aur chume woh mujhe pyaar se

pahla nasha…………………………………….

lovely song  :D ,iski music to bohatttt hi pyaari hai,itna pasand hai mujhe ki isko ringtone bana liya hai lol Winking .Keep posting like this good good songs.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My All Time Favourite Songs................... by Talat in Songs & Lyrics « 1 2 ... 29 30 »
My 10 favourite songs..... by Rishi Soumya in Songs & Lyrics
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
khushiiiii
Guest
«Reply #31 on: June 27, 2005, 11:05:42 AM »
Mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa
Hume saath chalna hai umar bhar
Mere paas aa…………….3
Mere humsafar…………………………

Hai safar humaara naya naya
Kisi pal andhera jo ho gaya ……2
Kahin kho na jaaye yeh rahguzur
Mere paas aa mere paas aa
Hume saath chalna hai umar bhar
Mere paas aa………………..3

Zara tahar jaa mere humnawaab
Yaha agle maud pe hoga kya………..2
Kise hai pata kise hai khabar
Mere paas aa……………
Hume saath chalna hai umar bhar
Mere paas aa

Jo gharo se apne nikal chuke
Unhe kya bulayenge fasle……….2
Hume jaana hai dil ke nagar
Mere paas aa………………..
Hume saath chalna hai umar bhar
Mere paas aa……………………

Mere humsafar………………………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #32 on: June 27, 2005, 11:07:12 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "khushiiiii"
Pahla nasha pahla khumaar naya pyaar hai naya intzaar
Karlu mein kya apna haal ae dile bekaraar mere dile bekaraar
Tu hi bata…………………………….. 2

Udta hi fhiru in hawaao mein kahin
Ya mein jhool jaao in ghaatao mein kahin
Ek kardu aasmaan aur zaamin
Kaho yaaro kya karu kya nahi…………..

Pahla nasha……………………..

Usne baat ki kuch aise dhang se
Sapne de gaya who hazaaro rang ke
rah jaao jaise mein haar ke
aur chume woh mujhe pyaar se

pahla nasha…………………………………….

lovely song  :D ,iski music to bohatttt hi pyaari hai,itna pasand hai mujhe ki isko ringtone bana liya hai lol Winking .Keep posting like this good good songs.

lolzzzz
thanx nidhi
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #33 on: June 28, 2005, 04:57:57 AM »
Tumse milke aisa laga tumse milke
Armaa huye pure dil ke
Ae meri jaanewafa teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada milke na honge juda

Mere sanam teri kasam chodonge ab na ye haath
Ye zindagee gujregi ab dilbar tumhare hi saath
Apna ye waada raha milke na honge juda

Tumse milke…………………………………

Maine kiya hai raat din bas tera hi intzaar
Tere bina aata nahi dilbar mujhe ab  karaar
Humdum mera mil gaya milke na honge juda

Tumse milke …………………………..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #34 on: June 28, 2005, 05:30:09 AM »
Pyaar ke maud pe chodoge jo baahein meri
Tumko dhoondegi zamaane……mein nigaahein meri

Aisa na ho ae sanam jaao to fhir aa na sako
Mein to yahi chaaho bas tum mere saamne raho…2
Kyun nahi bhaati hai tumko…….panaahe meri

Pyaar ke maud pe chodoge jo baahein meri
Tumko dhoondegi zamaane mein nighaaein meri……..
Logged
Talat
Guest
«Reply #35 on: June 28, 2005, 06:39:38 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Pyaar ke maud pe chodoge jo baahein meri
Tumko dhoondegi zamaane……mein nigaahein meri

Aisa na ho ae sanam jaao to fhir aa na sako
Mein to yahi chaaho bas tum mere saamne raho…2
Kyun nahi bhaati hai tumko…….panaahe meri

Pyaar ke maud pe chodoge jo baahein meri
Tumko dhoondegi zamaane mein nighaaein meri……..

Its a very touching song Khushiiiii...thanks for sharing !!
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #36 on: June 28, 2005, 09:17:45 AM »
Quote from: "Talat"
Quote from: "khushiiiii"
Pyaar ke maud pe chodoge jo baahein meri
Tumko dhoondegi zamaane……mein nigaahein meri

Aisa na ho ae sanam jaao to fhir aa na sako
Mein to yahi chaaho bas tum mere saamne raho…2
Kyun nahi bhaati hai tumko…….panaahe meri

Pyaar ke maud pe chodoge jo baahein meri
Tumko dhoondegi zamaane mein nighaaein meri……..

Its a very touching song Khushiiiii...thanks for sharing !!

thanx di......................yup i like the song very much.........
Logged
bhambra
Guest
«Reply #37 on: June 28, 2005, 09:29:18 AM »
Hallo all, khushiii good choice of songs....

this is one of my favourite song..

Hm mm mm mm, hm hm hm hm hm hm hm
(Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do) - 2
Ban jaao meet mere
Meri preet amar kar do
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
(Na umr ki seema ho
Na janm ka ho bandhan) - 2
Jab pyaar kare koi
To dekhe keval mann
(Nayi reet chalaakar tum
Yeh reet amar kar do) - 2
(Aakaash ka soonapan
Mere tanha mann mein) - 2
Paayal chhankaati tum
Aa jaao jeevan mein
Saansein dekar apni
Sangeet amar kar do
Sangeet amar kar do
Mera geet amar kar do
(Jag ne chheena mujhse
Mujhe jo bhi laga pyaara) - 2
Sab jeeta kiye mujhse
Main har dam hi haara
(Tum haarke dil apna
Meri jeet amar kar do) - 2
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
Logged
bhambra
Guest
«Reply #38 on: June 28, 2005, 09:32:22 AM »
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan Jahan Tere Pairon Ke Kawal Gira Karte Thay
Hanse To Do Gaalon Mein Bhanvar Pada Karte Thay
Teri Kamar Ke Bal Pe Nadi Muda Karti Thi
Hansi Teri Sun Sunke Phasal Paka Karti Thi
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..
O Jahan Teri Edi Se Dhoop Uda Karti Thi
Suna Hai Us Chaukhat Pe Ab Shaam Raha Karti Hai
Laton Se Uljhi Lipti Ek Raat Hua Karti Thi
Kabhi Kabhi Takiya Pe Vo Bhi Mila Karti Thi
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..
Dil Dard Ka Tukda Hai Patthar Ki Dali Si Hai
Ek Andha Kuan Hai Ya Ak Band Gali Si Hai
Ek Chhota Sa Lamha Hai Jo Khatm Nahin Hota
Main Laakh Jalata Hoon Ye Bhasm Nahin Hota
Ye Bhasm Nahin Hota
Chhod Aaye Hum Vo Galiyaan ..
Logged
bhambra
Guest
«Reply #39 on: June 28, 2005, 09:35:35 AM »
Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai
Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkeele Din
Dil Chahta Hai, Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin
Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein
Jhoome Shaame, Gaaye Raatein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan
Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkile Din,
Dil Chahta Hai, Hum Na Rahe Kabhi Yaaron Ke Bin

Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raastein
Yeh Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste
Oh Oh Oh ...

Jahan Ruke Hum, Jahan Bhi Jaayein
Jo Hum Chaahein, Voh Hum Paayein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan
Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai

Kaisa Ajab Yeh Safar Hai, Socho To Har Ik Hi Bekhabar Hai
Usko Jaana Kidhar Hai, Jo Waqt Aaye, Jaane Kya Dikhaaye
Oh Oh Oh ...

Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai
Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkeele Din
Dil Chahta Hai, Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin
Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein
Jhoome Shaame, Gaaye Raatein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan

Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raastein
Yeh Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste
Oh Oh Oh ..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #40 on: June 28, 2005, 09:54:15 AM »
Quote from: "bhambra"
Hallo all, khushiii good choice of songs....

this is one of my favourite song..

Hm mm mm mm, hm hm hm hm hm hm hm
(Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do) - 2
Ban jaao meet mere
Meri preet amar kar do
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
(Na umr ki seema ho
Na janm ka ho bandhan) - 2
Jab pyaar kare koi
To dekhe keval mann
(Nayi reet chalaakar tum
Yeh reet amar kar do) - 2
(Aakaash ka soonapan
Mere tanha mann mein) - 2
Paayal chhankaati tum
Aa jaao jeevan mein
Saansein dekar apni
Sangeet amar kar do
Sangeet amar kar do
Mera geet amar kar do
(Jag ne chheena mujhse
Mujhe jo bhi laga pyaara) - 2
Sab jeeta kiye mujhse
Main har dam hi haara
(Tum haarke dil apna
Meri jeet amar kar do) - 2
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do

thanx bhambra
i like this song.........thanx for your contribution........
Logged
HumTum
Guest
«Reply #41 on: June 28, 2005, 10:08:54 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Goonji si hai saari fiza jaise bajti hoon shanaiyaan
Lahraati hai mahki hawa gungunaati hai tanhaiyaan
Sab gaate hai sab hi madhosh hai humtum kyun khaamosh hai
Saaze dil chode na……..chup ho kyun gaao na
Aao na…aao na………aao na………aao na………………..

Tann mann mein kyun aise bahti huyee thandi si ek aas hai
Oh………saanso mein hai kaisi ye roshni dhadkan mein kya raaz hai
Ye hua kya hume humko samjhao na………..2
Sab gaate hai sabhi madhosh hai humtum kyun khaamosh hai
Dil mein jo baatein hai hootho pe laao na.
Aao na……aao na………………………………

Ab koi doori na uljhan koi…….. bas ek ikraar hai
Ab na kahin hum na tum ho kahin bas pyaar hi pyaar hai
Sun sako dhadkane itne paas aao na………..2
Sab gaate hai sab hi madhosh hai humtum kyun khaamosh hai
Ab mere sapno mein tum hi tum chaao na…….
Aao na…….aao na………….aao na……………..

A gya mein aa gya  :wink:   acha acha hai song !!
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #42 on: June 28, 2005, 10:17:38 AM »
Quote from: "HumTum"

 :D ...........thanx
Logged
bhambra
Guest
«Reply #43 on: June 28, 2005, 10:26:17 AM »
u r most welcome Khusiii sad5  (JI) Usual Smile
Logged
bhambra
Guest
«Reply #44 on: June 28, 2005, 10:29:31 AM »
You’re mine, say you’re mine
What do you think?

Piyu bole piya bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na

Not bad, ab yeh suno
Dil ki jo baatein hain, baatein jo dil ki hain

Dil hi mein rakhna piya

Lab to na kholoon main, kholoon na lab to par

Aakhon se sab keh diya
Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na

Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na

Ek nadi se maine poochha itla ke chaldi kahan
Door tere peekha ghar hai balkhaake chaldi kahan
Thoda woh ghabraayi thoda sa sharmaayi
Ujhli yahaan se wahaan
Saagar se milne ka uska jo sapna tha meri hi tarah piya
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na

Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Maine poocha ek ghata se itra ke chaldi kahan
Pyaas ki bari zameen hai barson bhi tarsao na
Thoda woh gurraayi thoda sa tharraayi
Gajhri yahaan se wahaan
Preet rootha thi phir cham cham woh barsi hi teri tarah piya

Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Piyu bole piya bole jaanu na
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 27
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:59:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer