khushiiiii
Guest
|
«Reply #60 on: June 30, 2005, 11:12:51 AM » |
|
Kaliyaan ye sada pyaar ki mukaati rahengi Khaamoshiya tujhse mere afsaane kahengi Jee loongi naya jeevan teri yaado mein baithkar Khushbo jaise fhoolo mein udne pe rah jaaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #61 on: July 01, 2005, 10:56:41 AM » |
|
Kabhi neem neem kabhi shehad shehad kabhi naram naram kabhi sakt sakt(2) mora piya mora piya moya piya ho.... nazro ke teer mein basa hai pyar ...jab bhi chala hai woh dil ke paar lajja se mare re yeh jiya piya re ...lajja se mare yeh jiya
Shondha ki laali mukh chamkaye.... sohndhi sohndhi khushboo mann behkaye.... zulfo ki raina aaj kyon na chhaye ... Oh…….. chaand sitaare dekhenge saare chand sitare dekhenge saare .. .lajja se mare re yeh jiyaa ..piyaa...lajja se mare yeh jiya...
kabhi neem...................……………………………. Goirage mann tera hai saheb ji ......mere seene mein hai qaid woh ab ji... Preet ki rakho na aye mere rab ji....ho ruswa huyi toh duniya hanse toh(2) lajja se mare yeh jiya...piyaa...lajja se mare re yeh jiya ....
Kabhi neem....................... …………………. Hey Khushi... i like this song.... and Ehsaan tera .... i was thinking to post.... Cool one .... :lol: thanks for sharing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #62 on: July 04, 2005, 07:56:31 AM » |
|
Tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiyaa Baaho mein chupa ke ye kya kiya o re piya
Tune o rangeele…………………………………………..
Paas bula ke gale se laga ke tune to badal daali duniya Naye hai nazaare naye hai ishaare rahi na who kal waali duniya……..2 Sapne dhikha ke ye kya kiya o re piya …o..o….
Tune o rangeele………………………………………………..
O mere saajan kaisi ye dhadkan shor machaane lagi mann mein Jaise lahraaye nadiya ka paani lahre uthe re mere tann mein……….2 Mujh mein sama ke ye kya kiya o re piya o… o…..
Tune o rangeele …………………………………………..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bhambra
Guest
|
|
«Reply #63 on: July 04, 2005, 08:12:09 AM » |
|
Saathiya ... Saathiya maddham maddham teri ye geeli hansi saathiya ... saathiya sun ke ham ne saari pee li hansi
hansti rahe tu hansti rahe hayaa kee laalee khilatee rahe zulf ke neeche gardan pe subah-o-shaam milatee rahe hansti rahe tu hansti rahe hayaa kee laalee khilatee rahe zulf ke neeche gardan pe subah-o-shaam milatee rahe sondhee see hansi teree khilatee rahe milatee rahe
peelee dhoop pahan ke tuum dekho baag mein math jaana bhanware tum ko sab chhedenge phoolon mein math jaanaa maddham maddham hans de phir se sona sona phir se hans de taazaa gire patte ki tarah sabz lawn par lete huey saath rang hain bahaaron ke ek adaa mein lapete huey saawan bhaadon saare tujh se mousam mousam hanste rahnaa maddham maddham hanste rahnaa saathiya ... saathiya maddham maddham teri ye geeli hansi saathiya ... saathiya sun ke ham ne saari pee li hansi
kabhee neele aasmaan pe chalo ghoomanein chalein ham koi abr mil gayaa to zameen pe baras lein ham teri baalee hil gaee hai kabhee shab chamak uthee hai kabhee shaam khil gayee hai
tere baalon kee panaah mein is siyaah raath guzare teri kaalee kaalee aankhein koi ujalee baath uthare teree ik hansee ke badale meree ye zameen le le meraa aasmaan le le saathiya ... saathiya maddham maddham teri ye geeli hansi saathiya ... saathiya sun ke ham ne saari pee li hansi
barf giree ho vaadee mein oon mein lipatee simatee huyee barf giree ho vaadee mein aur hansee teree goonjee oon mein lipatee simatee huyee baath kare dhuvaan nikale garam garam ujlaa dhuvaan naram naram ujalaa dhuvaan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #64 on: July 13, 2005, 07:16:11 AM » |
|
Chupke se lag ja gale raat ki chadar tale Chaand ko bhi aahat na ho baadal ke peeche chale Jale katra katra jale katra katra raat bhi na hile aadhi aadhi raat bhi na hile aadhi aadhi chupke se lag ja gale…………………………….
Dosto se jhooti-moothi dosro ka naam le ke fhir meri baatein karna Lambi judaai teri bada mushkil hai aaho se dil bharna Yaara raat mein din karna Kab ye poori hogi door ye doori hogi ….2 Roz safar karna yaara raat mein din karna
Farvari ki sardiyo ki dhoop mein Aundhi moondhi akhiyon se dekhna haath ki aad se Neeme neeme thand aur aag mein Hole hole marva ki raag mein Meer ki baat hoo Din bhi na doobe raat na aaye Shaam kabhi na dhale Shaam dhale to subah ka aaye Raat hi raat chale
Chupke se lag ja gale………………………..
Dosto se jhhoti moothi………………………….
Tujh bin pagli ye purvai……………2 Aake meri chunri mein bhar gayee Ha aake meri chunri mein aake bhar gayee Tu kabhi aise hi gale lag jaise ye purvaai Ha gale lag jaise ye purvaai Kal jo mujhko neend na aaye Paas bula lena Goad mein apni sar rakh lena Lori suna dena…………………..
Chupke se lag ja gale raat ki chadar tale Chaand ko bhi aahat na ho baadal ke peeche chale
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #65 on: July 13, 2005, 07:24:56 AM » |
|
La laa la la la la laa la laa la laaa
Har kisi ko nahi milta yaha pyaar zindagee mein Khushnaseeb hai who jinko hai mili ye bahar zindagee mein………2
Hoontho se hoonth mile na bhale Chaahe mile na baahein baahon se Do sil zinda rah sakte hai Chahat ki bhari nighaao se Chaahat bhari nighaao se
Har kisi ko nahi milta yaha pyaar zindagee mein…………..
Zulfo ke naram andhere hai Jismo ke garam ujaale hai Jeete ji humko pyaar mila Humdono kismat waale hai Humdono kismat waale hai
Har kisi ko nahi milta yaha pyaar zindagee mein Khushnaseeb hai who jinko hai mili ye bahaar zindagee mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #66 on: July 14, 2005, 05:24:04 AM » |
|
Ishq hota nahi hai sabhi ke liye……..2 Ye bana hai ye bana hai kisi kisi ke liye Ho……ishq hota nahi hai sabhi ke liye
Pyaar ke afsaane jaane to kya jaane Ishq to karte hai deewane………..2 Hai jaroori hai jaroori………………2 Zindagee ke liye Ho……ishq hota nahi…………………..
Ishq aisa nagma hai ishq aisa zazba hai Jab bhi andhera badta hai……………2 Jalta hai dil jalta hai dil………………..2 Roshini ke liye
Ho…….. Ishq hota nahi hai sabhi ke liye Ye bana hai ye bana hai kisi kisi ke liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #67 on: July 14, 2005, 05:25:45 AM » |
|
Rafta rafta hole hole dil ko churaya tumne Dil ko pata bhi na chala………………2
Chori chori chupke chupke jaado chalaya tumne Dil ko pata bhi na chala
Kabhi ha kabhi na hum karte rahe Chupke aahe bhi bharte rahe Dekhte dekhte ye kya ho gaya
Na na na na na na na na na na na naaaaaaa
Raato mein ab tera sapna mujhko aata hai Ek angdaai ek baichaani de ke jaata hai
Teri aankon ka mein deewan hoon Tere hootho ka mein paimana hoon Tu ye jaane na …………………..
Na na na na na na na na na na na naaaaaaa
Is pahloo mein is daaman mein Mujhko rahna hai………. Ho…….
Dard judaai ka ek pal bhi Ab na sahna hai Meri yaado mein jaaneja tu hai Meri saanso mein teri khushboo hai Tu hi meri jaan……………
Na na na na na na na na na na na naaaaaaa
Rafta rafta hole hole………………….
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Suhas
Guest
|
|
«Reply #68 on: July 14, 2005, 05:29:16 AM » |
|
Ishq hota nahi hai sabhi ke liye……..2 Ye bana hai ye bana hai kisi kisi ke liye Ho……ishq hota nahi hai sabhi ke liye
Pyaar ke afsaane jaane to kya jaane Ishq to karte hai deewane………..2 Hai jaroori hai jaroori………………2 Zindagee ke liye Ho……ishq hota nahi…………………..
Ishq aisa nagma hai ishq aisa zazba hai Jab bhi andhera badta hai……………2 Jalta hai dil jalta hai dil………………..2 Roshini ke liye
Ho…….. Ishq hota nahi hai sabhi ke liye Ye bana hai ye bana hai kisi kisi ke liye Nice song................Khushiiiiiiiiiiiiiiii
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #69 on: July 14, 2005, 05:56:15 AM » |
|
Ishq hota nahi hai sabhi ke liye……..2 Ye bana hai ye bana hai kisi kisi ke liye Ho……ishq hota nahi hai sabhi ke liye
Pyaar ke afsaane jaane to kya jaane Ishq to karte hai deewane………..2 Hai jaroori hai jaroori………………2 Zindagee ke liye Ho……ishq hota nahi…………………..
Ishq aisa nagma hai ishq aisa zazba hai Jab bhi andhera badta hai……………2 Jalta hai dil jalta hai dil………………..2 Roshini ke liye
Ho…….. Ishq hota nahi hai sabhi ke liye Ye bana hai ye bana hai kisi kisi ke liye Nice song................Khushiiiiiiiiiiiiiiii thanx Suhas......................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #70 on: July 14, 2005, 05:57:49 AM » |
|
Aake bhar lo… Aake bhar lo baazuo mein Tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam…………2
Kya mohobbat hai kya nazaara hai Kal talak ye dil tha mera ab tumhara hai…ho
kya tamnna hai kya ishara hai humne to pal pal tadap ke pal gujaara hai……..ho……….
dekho dekho…… dekho dekho ab karo na mujh pe yun sitam jaan meri jaa rahi sanam………..
kya ladakpan hai kya jawaani hai ab tumhaare naam saari zindgaani hai
kya haqeekat hai kya kahani hai saamne mere meri sapno ki raani hai
ab saha na…….. ab saha na jaaye mujhse doori ka ye gum jaan meri jaa rahi sanam
aake bhar lo…………………………..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #71 on: July 14, 2005, 06:00:17 AM » |
|
Tumse kahe ya hum na kahe Bahki huye kyun hai dhadkane Haatho mein yun to haath hai Lekin dil mein jo baat hai Tumse kahe ya hum na kahe
Ye raat chaand raat Tum jo hote mere saat Teeno hum ghoomte raat mein Tum chaand aur mein in raaho mein Aur chalte chalte hum teeno gaate koi geet bhi
Har subah jaise tum Mein to hoon jaise gum Aankh mein gul gaya ye sapna Chaahe dekhoon kahi chaahe soochon kahi
Tumse kahe yaa na kahe Dil kahta aise hi rahe Mahke lamhaat saare dil ke zajbaat saare
Tumse kahe ………………………………
Goonji hai har disha Gaa rahi hai ye fiza Sun raha hai jaise ye gagan
Aa gaye tum kareeb Jaag utha hai naseeb Thi mein anjaani na jaani Kya kahti hai dhadkan
Tumse kahe ya na kahe Khamosh hai kyun ye dhadkane Kaise ye armaan hai Do dil kyun hairaan hai Tumse kahe ya hum na kahe[/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #72 on: July 14, 2005, 06:04:03 AM » |
|
Saathiya tune kya kiya Beliya ye tune kya kiya fhir na kabhi karna intzaar
maine kiya hai tumse pyaar
Itna karo na mujhse pyaar
Saathiya………………………..
Itni mohobbat sah na sakoonga Sach maano zinda rah na sakoonga
Tujhko sambhaalo ye mera zimma Mein hoon to kya gum jaane tamanna Ab jeena marna mera jaanam tere haath hai Maine kaha na sanamab tu mere saath hai
To fhir sambhaal…..la la la Le mein chala………….la la la la
Saathiya……………………………
Dil ki chaman ka apna to dekha Jaagi nazar ka sapna to dekha
Aise huye hum ek jaan ek dil Tu hai ke hein hoon kahna hai mushkil
Jhokha basanti hai tu tan hai gulaabi mera Do rang milne ke baad hote nahi hai juda
To fhir sambhaal dil ye chala……..
Saathiya ………………………………………
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #73 on: July 15, 2005, 05:11:51 AM » |
|
Kabhi kisi ko mukammal jaha nahi milta Kahi jami to kahi aasma nahi milta………………2
Jise bhi dekhiye bas apne aap mein gum hai,……..2 Zuba mili hai magar humzuba nahi milta
Kabhi kisi ko……………………….
Waqt ke sholo ko bhala kaun bhuja paaye…….2 Ye who aag hai ke jisme dhua nahi udta
Kabhi kisi ko………………..
Tere jahan mein aisa nahi ki pyaar na hoo………….2 Jaha umeed ho iski waha nahi milta
Kabhi kisi ko mukammal jaha nahi milta Kahi jami to kahi aasma nahi milta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushiiiii
Guest
|
|
«Reply #74 on: July 15, 2005, 05:17:56 AM » |
|
Jhuki jhuki si nazar bekaraar hai ke nahi Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ke nahi…………..2
Tu apni dil ki jawa dhadkano ko gin ke bata………..2 Meri tarah tera dil bekaraar hai ke nahi Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ke nahi
Jhuki jhuki si nazar…………….
Woh pal ke jisme mohobbat jawaan hoti hai………..2 Us ek pal ka tujhe intzaar hai ke nahi Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ke nahi
Jhuki jhuki si nazar……………………….
Teri ummeed pe thukra raha hoon duniya ko ……….2 Tujhe bhi apne par aitbaar hai ke nahi Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ke nahi
Jhuki jhuki si nazar bekaraar hai ke nahi Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ke nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|