Pick A Word And..................... Make The Song

by lib80aks on June 05, 2005, 01:08:03 PM
Pages: 1 ... 67 68 69 70 [71] 72 73 74 75 ... 471
Print
Author  (Read 155158 times)
natural
Guest
«Reply #1050 on: January 17, 2006, 10:00:31 AM »
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar
Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro

Main To Hoon Zarra Tanha Zameen Par
Tum Mere Gham Baat Lo
Main To Hoon Zarra Tanha Zameen Par
Tum Mere Gham Baat Lo
Kuch Saath Apna To Kaam Aaye
Dil Se Kuch Gham Kam To Ho
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro
Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar
Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar
Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare
Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro
Thodi Si Raat Guzaro.................... :wink:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pick a word from last line, and start a song with that word..!! by mudassirali in Songs & Lyrics « 1 2 ... 81 82 »
mili_genie
Guest
«Reply #1051 on: January 17, 2006, 10:43:22 AM »
aye chand teri chandni ki kasam
mere pass bhi ek chand hai
tujhme to phir bhi daag hai
mera chand to bedaag hai
teri duriyo ki kasam
mera chand mere pass hai......
Logged
natural
Guest
«Reply #1052 on: January 17, 2006, 10:57:25 AM »
Teri duniya se hokey majboor chalaa.....
Main bahut door bahut door bahut door chala....... teri duniya se.... Usual Smile
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1053 on: January 17, 2006, 11:14:46 AM »
ye duniyaan, ye mahafil  mere kaam kee naheen

kis ko sunaaoo haal dila-ye-bekaraar kaa
buzataa huaa charaag hoo apane majaar kaa
aye kaash bhool jaaoo, magar bhoolataa nahee
kis dhoom se uthhaa thaa, janaajaa bahaar kaa....

ye duniyaan, ye mahafil mere kaam kee naheen....
Logged
natural
Guest
«Reply #1054 on: January 17, 2006, 11:21:31 AM »
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa
Kaha do dilon ne, ke milkar kabhi hum na honge judaa
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa

Yeh kya baat hai, aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai, aaj ki chandni mein
Ke hum kho gaye, pyaar ki raagani mein
Yeh bahon mein baahen, yeh behki nigahen
Lo aane laga zindagi ka maza
Yeh raaten, yeh mausam, nadee ka kinara, yeh chanchal hawa  Usual Smile
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1055 on: January 17, 2006, 11:34:36 AM »
kya baat hai nattu ji.... badhiya hai...

Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Teri baahon mein hai jaanam
Mere jism-o-jaan pighalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Logged
natural
Guest
«Reply #1056 on: January 17, 2006, 11:46:55 AM »
Usual Smile  Usual Smile
Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan

Jaanejaan dhoondhta phir raha hoon tumhein raat din
Main yahan se vahan
Mujhko aawaaz do chhup gaye ho sanam tum kahan
Main yahan
Tum kahan
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1057 on: January 17, 2006, 12:00:37 PM »
Mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho
Kaho na kaho mujhko sab kuch pataa hai
Haan, karoon kya mujhe tum bataati nahin ho
Chhupaati ho mujhse yeh tumhaari khataa hai
Aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho..........tongue3
Logged
natural
Guest
«Reply #1058 on: January 17, 2006, 12:05:56 PM »
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye
Chupke Se Aaye
Mere Khayaalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye

Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen
Kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye
Kahin Door... Usual Smile
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1059 on: January 17, 2006, 12:10:48 PM »
tongue3

Kahin deep jale kahin dil
Zara dekh le aakar parwaane
Teri kaunsi hai manzil
Kahin deep jale kahin dil....

Mera geet mere dil ki pukaar hai
Jahan main hoon vahin tera pyaar hai
Mera dil hai teri mehfil
Zara dekh le aakar parwaane
Teri kaunsi hai manzil
Kahin deep jale kahin dil
Logged
natural
Guest
«Reply #1060 on: January 17, 2006, 12:16:07 PM »
Bbye Milind Meet U later..... Usual Smile

aye mere dil kahee aaur chal
gam kee duniyaan se dil bhar gayaa
dhoondh le ab koee ghar nayaa

chal jahaa gam ke maare naa ho
zoothhee aashaa ke taare naa ho
un bahaaron se kyaa faayadaa
jis mein dil kee kalee jal gayee
jakhma fir se haraa ho gayaa
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1061 on: January 17, 2006, 01:58:47 PM »
aye kaash ke hum  hosh mein ab aane naa paaye
bas nagmein tere pyaar ke, gaate hee jaaye

khilatee, mahakatee ye julfon kee shaam
hasate, khanakate ye hothhon ke jaam
aa zoom ke saath uthhaye, bas nagmein tere pyaar ke ..

ho bas agar tum humaare sanam
hum to sitaaron pe rakh de kadam
saaraa jahaan bhool jaaye, bas nagmein tere pyaar ke ..
Logged
natural
Guest
«Reply #1062 on: January 18, 2006, 04:27:37 AM »
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum

Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge
Teri soorat na ho jis mein
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum......... Usual Smile
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #1063 on: January 18, 2006, 08:01:43 AM »
hume aur jeene ki chahat na hoti
ager tum na hote ager tum na hote

tumhe dekhke to lagata hai aise
baharo ka mausam aaya ho jaise
dikhayee na deti andhere me jyoti
ager tum na hote
ager tum na hote...Usual Smile
Logged
Rishi Soumya
Guest
«Reply #1064 on: January 18, 2006, 08:04:24 AM »
Kabhi mein kahoon
Kabhi tum kaho
Ki maine tumhe ye dil de diya......
Logged
Pages: 1 ... 67 68 69 70 [71] 72 73 74 75 ... 471
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 11, 2025, 02:04:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer