***Romantic Songs*******

by Friend_4uall on February 06, 2005, 02:47:25 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11
Print
Author  (Read 12742 times)
desikurri
Guest
«Reply #105 on: March 18, 2005, 07:24:04 PM »
Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na

Tum Jo Gumsum Ho To Main Hairan Hoon
Yeh Raaz Kaise Tum Ko Batao
Tum Jo Gumsum Ho To Main Hairan Hoon
Yeh Raaz Kaise Tum Ko Batao
Tum Par Marta Hoon Main Sach Kehta Hoon
Maangke Dekhlo Mujhse Jaan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na

Main Bhi Hoon Tanha Tum Bhi Tanha Ho
Gar Saath Hum Ho To Socho Kya Ho
Main Bhi Hoon Tanha Tum Bhi Tanha Ho
Gar Saath Hum Ho To Socho Kya Ho
Jo Manzil Manzil Jo Deewane The
Le Chale Pyaar Ka Caravan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na!!!!

from film Chalte Chalte..
I love chalte chalte film..
Toooooooooo goooooood..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
world`s best romantic shayari by sachin_9810****** in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
romantic sms by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
romantic साँसे by anjaanajnabi in Miscellaneous Shayri
Lata & Rafi sb's romantic song (60's) by suman59 in Share Video
BEDARD - (A Romantic Thriller story) by asif biswas in General Stories « 1 2 3  All »
sanya310
Guest
«Reply #106 on: March 18, 2005, 07:56:48 PM »
oh i love all the songs from that movie!!!
this one is a rockin number as well

--MALE--
Rang birangi duniya saari
Bhaant bhaant ke log
Milke bichhadna, bichhadke milna
Saara hai sanjog
Dekhe jo aise tamaashe, ho
Phoote hain dil mein bataashe, ho
Duniya ke sau roop saare niraale - 2
Baitho na tum aise mann ko sambhaale
Prem nagariya ki tum bhi dagariya chalo
Hum to chale sang tum bhi gujariya chalo
Duniya ke sau roop saare niraale
Baitho na tum aise mann ko sambhaale
Prem nagariya ki tum bhi dagariya chalo
Hum to chale sang tum bhi gujariya chalo
(Dam dhoorak dhoorak nama nama nama
Dam dhoorak dhoorak namamam) - 2
Rut ne chunariya jo laheraayi to
Lahera gaye raaste

--FEMALE--
Rut ne chunariya jo laheraayi to
Lahera gaye raaste

--MALE--
Har mod par hai kahaani koi
Tere mere vaaste

--FEMALE--
Raahein gaaye
Dishaayein goonjti hain aur gungunaati hain

--MALE--
Hawaayein jo chale humse yeh kehti jaati hain
Raahi gum ho kahan aao aao yahan

--FEMALE--
Prem nagariya ki tum bhi dagariya chalo

--MALE--
Hum to chale sang tum bhi gujariya chalo
Duniya ke sau roop saare niraale
Baitho na tum aise mann ko sambhaale

--FEMALE--
Prem nagariya ki tum bhi dagariya chalo

--MALE--
Hum to chale sang tum bhi gujariya chalo
(Dam dhoorak dhoorak nama nama nama
Dam dhoorak dhoorak namamam) - 2
O maadho jaayat kahan ho

--MALE 2--
Hamri dulhaniya jahan ho

--MALE--
Parbat se jaake badariya mili
Kaliyon se bhanwre mile

--FEMALE--
Parbat se jaake badariya mili
Kaliyon se bhanwre mile

--MALE--
Ithlaati balkhaati nadiya chali
Saagar se milne gale
Haule

--FEMALE--
Haule
Milan ke geet jo laheron mein ghulke behte hain

--MALE--
To meethi boliyon mein saare panchhi kehte hain
Rut milan ki hai jo keh rahi hai suno
Prem nagariya ki, dagariya chalo
Hum to chale sang tum bhi gujariya chalo

--FEMALE--
Duniya ke sau rang saare niraale
Baitho na tum aise mann ko sambhaale

--MALE--
Prem nagariya ki tum bhi dagariya chalo
Hum to chale sang tum bhi gujariya chalo
Prem nagariya ki tum bhi dagariya chalo
Logged
desikurri
Guest
«Reply #107 on: March 19, 2005, 07:42:15 PM »
love this song..

Saaki se mohabbat hoti hai
Har roz, shikaayat hoti hai
Peene ko mere peena na kaho
Yunhi toh ibaadat hoti hai  
 
Woh sharaabi kya sharaabi, jo nashe mein na rahe -2
Woh sharaabi kya sharaabi, aise jo tauba kare
Woh sharaabi kya sharaabi, dil mein jiske gham na ho
Loot gaya samjho sharaabi paas jiske ham na ho  

(Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa, rahe na jaaye koyi khwaahish baaki) -2  

Woh sharaabi kya sharaabi, jo nashe mein na rahe
Woh sharaabi kya sharaabi, aise jo tauba kare
Woh sharaabi kya sharaabi, dil mein jiske gham na ho
Loot gaya samjho sharaabi paas jiske ham na ho  

(Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa, rahe na jaaye koyi khwaahish baaki) -2  

Ishq ki galiyon mein na jaana, ishq bada badnaam hai  

Ishq toh mera khuda hai, aashiq mera naam hai..ho…  

Ho..i.shq ki galiyon mein na jaana, ishq bada badnaam hai  

Ishq toh mera khuda hai, aashiq mera naam hai  

Aashiqui ke har qadam pe, husna qatl-e-aam hai  

Eh aashiqui mein jaan lootaana aashiqon ke kaam hai
(Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa, rahe na jaaye koyi khwaahish baaki) -2  

Maikade mein aane waale maikashi toh seekh le  

Hampe hasne waale pehle tu hasi ko seekh le…oh…  

Hey…maikade mein aane waale maikashi toh seekh le  

Hampe hasne waale pehle tu hasi ko seekh le  

Har khushi hai door tujhse, gham tere nazdeek hai  

Haay...tere diwaane ki haalat, bin tere bhi thheek hai
Oh saaki saaki (saaki saaki saaki)
Aa paas aa, rahe na jaaye koyi khwaahish baaki
(Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa, rahe na jaaye koyi khwaahish baaki) -3
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #108 on: March 29, 2005, 12:34:29 PM »
Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar
Kisika dard mil sake to le udhaar
Kisike waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena issi ka naam hai

(Maana apni jeb se fakeer hain
Phir bhi yaaron dil ke ham ameer hain)
Mitte jo pyaar ke liye woh zindagi
Jale bahaar ke liye woh zindagi
Kisi ko ho na ho hamein to aitbaar
Jeena issi kaa naam hai

(Rishta dil se dil ke aitbaar ka
Zinda hai hameen se naam pyaar ka)
Ke mar ke bhi kisi ko yaad aayenge
Kisi ke aansuon mein muskuraayenge
Kahega phool har kali se baar baar
Jeena issi kaa naam hai
Kisiki muskuraahaton pe ho nisaar..
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #109 on: March 29, 2005, 12:35:31 PM »
jinhe hum bhoolanaa chaahe, wo aksar yaad aate hain
buraa ho is mohabbat kaa, wo kyon kar yaad aate hain

bhoolaaye kis tarah un ko, kabhee pee thee un aankhon se
chhalak jaate hain jab aansoo, wo saagar yaad aate hain

kisee ke sunrkha lab the yaa diye kee lau machalatee thee
jahaa kee thee kabhee poojaa, wo mandar yaad aate hain

rahe aye shammaa too roshan  duwaan detaa hain parawaanaa
jinhe kismat mein jalanaa hain, wo jalakar yaad aate hain
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #110 on: March 29, 2005, 12:36:12 PM »

«Reply #111 on: March 29, 2005, 12:36:31 PM »

«Reply #112 on: March 29, 2005, 12:37:08 PM »
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye
Chupke Se Aaye
Mere Khayaalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye

Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen
Kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye
Kahin Door...

Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate
Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate
Thami Thi Uljhan Bairi Apna Man
Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraaye
Kahin Door...
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #113 on: April 04, 2005, 08:39:23 AM »
Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil
Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye

Mujhe Kab Se Thi Pyar Ki Justjoo
Meri Zindagani Mein Hain Tu Hi Tu
Main Aya Hoon Duniya Mein Tere Liye
Mere Dil Men Jhoome Teri Aarzoo

Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil
Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye

Gagan Se Bhi Ooncha Mera Pyar Hai
Tujhipar Mitunga Yeh Ikraar Hai
Tu Itna Samajh Le Mere Humsafar
Tere Pyar Se Mera Sansaar Hai

Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil
Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye
Logged
desikurri
Guest
«Reply #114 on: April 08, 2005, 11:08:17 AM »
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai

Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai
Do Chaar Din Se Lagta Hai Jaise
Sab Kuch Alag Hai
Sab Kuch Naya Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai

Cheezein Mein Rakh Ke
Bhool Jaati Hoon
Bekhayaali Mein Gungunati Hoon
Ab Akele Mein Muskuraati Hoon
Badli Hui Si Meri Ada Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai

Pighla Pighla Hai Dil Mera Jab Se
Achcha Rehta Hain Mood Bhi Tab Se
Haske Milta Hoon Aaj Kal Sab Se
Khush Ho Gaya Hai Jo Bhi Mila Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai

Rang Chamkilay Saaare Lagte Hai
Raah Mein Bhikre Tare Lagte Hai
Phool Ab Zyaada Pyaare Lagte Hai
Mehki Hui Si Jaisi Hawa Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai

Dhyaan Ab Apna Zyaada Rakhta Hoon
Sochta Hoon Main Kaise Lagta Hoon
Aaina Ho To Dekh Leta Hoon
Kaise Yeh Chehra Aisa Khila Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai

Yeh Nasha Jisme Dono Rehte Hai
Yeh Lehar Jisme Dono Behte Hai
Ho Na Ho Isko Pyaar Kehte Hai
Pyaar Mila To
Dil Kho Gaya Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai
Logged
dolly
Guest
«Reply #115 on: April 17, 2005, 07:04:41 PM »
agar tum mil jaao zamaana chod denge hum..
tumhe paakar zamaane bhar se rishta tod denge hum....

bina tere koi dilkash nazaara hum dekhenge..
tujhe jo naa pasand ho woh dobaara hum naa dekhenge
teri soorat naa ho jisme
woh sheesha tod denge hum...

agar tum mil jaao zamaana chod denge hum..

tujhe hum apne jismo jaan main kuch aise basa lenge
teri khshboo ko apne jism ki khushboo bana lenge
khuda se bhi jo naaa toote woh rishta jod lenge hum..

agar tum mil jaao zamaana chod denge hum..
tumhe paakar zamaane bhar se rishta tod denge hum....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #116 on: April 17, 2005, 11:53:12 PM »
Quote from: "dolly"
agar tum mil jaao zamaana chod denge hum..
tumhe paakar zamaane bhar se rishta tod denge hum....

bina tere koi dilkash nazaara hum dekhenge..
tujhe jo naa pasand ho woh dobaara hum naa dekhenge
teri soorat naa ho jisme
woh sheesha tod denge hum...

agar tum mil jaao zamaana chod denge hum..

tujhe hum apne jismo jaan main kuch aise basa lenge
teri khshboo ko apne jism ki khushboo bana lenge
khuda se bhi jo naaa toote woh rishta jod lenge hum..

agar tum mil jaao zamaana chod denge hum..
tumhe paakar zamaane bhar se rishta tod denge hum....
WAH JEE WAH DOLLY AND   DESI DEVIL................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #117 on: April 18, 2005, 05:16:20 AM »
nice one dolly....

"teri soorat naa ho jisme
woh sheesha tod denge hum... "
(ye line sunte hi mujhe hansi aa jati hai :lol: )
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #118 on: April 18, 2005, 11:07:33 AM »
wah!!!!!!!!!  nice  songs..............fried....desikurri....dolly... .....
Logged
dolly
Guest
«Reply #119 on: April 18, 2005, 05:52:41 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
nice one dolly....

"teri soorat naa ho jisme
woh sheesha tod denge hum... "
(ye line sunte hi mujhe hansi aa jati hai :lol: )

ha ha ha ...Nidhs bilkul sahi kaha ..same here......ajeeb line hai ..bt otherwise song achha hai...... :oops:  Usual Smile

thanx allz ..... Usual Smile
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 01, 2024, 02:26:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]

[October 27, 2024, 11:20:13 AM]

[October 27, 2024, 11:11:07 AM]

[October 27, 2024, 10:00:45 AM]

[October 27, 2024, 09:34:15 AM]

[October 19, 2024, 08:53:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer