***Romantic Songs*******

by Friend_4uall on February 06, 2005, 02:47:25 PM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
Print
Author  (Read 12910 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #120 on: April 19, 2005, 01:02:30 PM »
Quote from: "dolly"
Quote from: "nidhi_yadein"
nice one dolly....

"teri soorat naa ho jisme
woh sheesha tod denge hum... "
(ye line sunte hi mujhe hansi aa jati hai :lol: )


ha ha ha ...Nidhs bilkul sahi kaha ..same here......ajeeb line hai ..bt otherwise song achha hai...... :oops:  Usual Smile

thanx allz ..... Usual Smile


kyon  hansi  aati  hai  doli..........  Puzzled !

--MALE--
Mm, jab se tum aaye nazar mein
Khoya khoya rehta hai dil
Dhadkanon se aaj yeh kya
Chupke chupke kehta hai dil
Pyaar humko hone laga
Khona tha dil, khone laga
Pyaar humko hone laga
Khona tha dil, khone laga

--FEMALE--
Log jo kehne lage hain
Un baaton mein uljha hai dil

--MALE--
Kya haqeeqat hai apni
Kya tumhe bataayenge
O, kya haqeeqat hai apni
Kya tumhe bataayenge
Kaun hain hum aakhir yeh
Kab talak chhupaayenge

--FEMALE--
Tum chhupaao laakh humse
Phir bhi sab kuch humne jaana
Har zubaan pe aayega kal
Hum dono ka yeh afsaana

--MALE--
Pyaar humko hone laga
Khona tha dil, khone laga
Pyaar humko hone laga
Khona tha dil, khone laga
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
world`s best romantic shayari by sachin_9810****** in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
romantic sms by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
romantic साँसे by anjaanajnabi in Miscellaneous Shayri
Lata & Rafi sb's romantic song (60's) by suman59 in Share Video
BEDARD - (A Romantic Thriller story) by asif biswas in General Stories « 1 2 3  All »
dolly
Guest
«Reply #121 on: April 20, 2005, 04:41:31 AM »
Nice ...waheed...........

hee hee hee .......phir hansi aa rahi hai........lolllzzzz

yeh bakwas hai naaa......

waise sheesha dekhne ki zaroorat hi nahi padegi...tasveer to aankhon mein humesha hoti hai.............
Logged
Suhas
Guest
«Reply #122 on: April 20, 2005, 05:16:30 AM »
Ate jate jo milta hai tumsa lagtha hai
Ate jate jo milta hai tumsa lagtha hai
Hum to pagel hojage,asa lagtha hai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai
Tumse milkar jana,yeh pyaar bhi ajeeb cheez hai
Insaan khode ko, khilja tha hai,Asa koy hota hai
Ohhhhh dewane panchie yeh inta ha hai
Chehro mai kya hai chera te ra
tere siva hum, soche bhi kaise,yadoun ke har pal behra tera
Kya bhi base hai,jano sanam kehna hamara mano sanam
Humse poocho thanha rehna kaisa lagtha hai
Hum to pagel hojage,asa lagtha hai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai

Hey relax!
Tume dekh ta hoon to lagtha hai koi asa bhi mera paas agyaa hai
Jis ko meri thanayye me ka essas to hai
Yeh aishque bhi,asa nasha hai,jab yeh lage tou choote nahien
Nata dilon ka hai asa natha thode bhi to thoote nahien
Kise ne ka ha yeh sachi ka ha,bhole kabhi na pehli wafa
Tumse milna, batee karna accha lagtha hai
Hum to pagel hojage,asa lagtha hai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai

Kya sochne lage?
Umm. Sochre hoon,tum kya sochre hon?
Mai? haaaaahaaa
Ohhhh Ji tha tha hai zulfo ke neeche yoouhe hamisha soohe rahe
bus tumko dekhe,bus tumko chahe khabbo mai youhe khoheraha
Tumse mili hai jab se nazer,humko nehien hai kuch bhi khaberrr
Ab to humko afsana bhi sacha lagtha hai
Hum to pagel hojage,asa lagtha hai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai

Ate jate jo milta hai tumsa lagtha hai
Ate jate jo milta hai tumsa lagtha hai
Hum to pagel hojage,asa lagtha hai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai
Oh tere pyaar mai,teri intizaar mai
Logged
Nedura!
Guest
«Reply #123 on: April 20, 2005, 05:37:01 PM »
love that song love ittttttt ...more over salman khan ka song hai he he Usual Smile
Logged
desikurri
Guest
«Reply #124 on: April 20, 2005, 05:40:37 PM »
Quote from: "Nedura!"
love that song love ittttttt ...more over salman khan ka song hai he he Usual Smile
Mujhse Judaa Hokar Tumhe Door Jaana Hai  
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai  
Saathiya, Sang Rahega Tera Pyar  
Saathiya, Rang Layega Intezaar  
Tumse Judaa Hokar Mujhe Door Jaana Hai  
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai  
Saathiya, Sang Rahega Tera Pyar  
Saathiya, Rang Layega Intezaar  

Maein Hoon Teri Sajni Saajan Hai Tu Mera  
Tu Baandh Ke Aaya Mere Pyar Ka Sehra  
Chehre Se Ab Tere Hat Ti Nahin Ankhiyaan  
Tera Naam Le Lekar Chhede Mujhe Sakhiyaan  
Sakhiyon Se Ab Mujhko Peechha Chhudana Hai  
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai  

Mere Tasavvur Mein Tum Roz Aati Ho  
Chupke Se Tum Aakar Mera Ghar Sajaati Ho  
Sajni Bada Pyara Yeh Roop Hai Tera  
Gajre Ki Khushboo Se Mehka Hai Ghar Mera  
Aankhon Se Ab Teri Kaajal Churaana Hai  
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Logged
Nedura!
Guest
«Reply #125 on: April 20, 2005, 05:43:04 PM »
yeh song kyun likha yaar tune kisi ki yaad aa gayi....... sad5
Logged
sachin_9810******
Guest
«Reply #126 on: April 20, 2005, 05:45:10 PM »
nahin isne aaj hi hum aap ke hain kon dekhi hai....isliye
Logged
Nedura!
Guest
«Reply #127 on: April 20, 2005, 05:47:46 PM »
not that sachin ...................i meant mujhe kisi ki yaad aa gayi!!!!!
Logged
desikurri
Guest
«Reply #128 on: April 20, 2005, 05:48:07 PM »
nahin yaar.. haan, kissi ki yaad aa gayi...

choro in batoen ko...

waise shahrukh ka yeh song bhi bahut acha hai..

Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #129 on: April 20, 2005, 07:04:42 PM »
Quote from: "dolly"
Nice ...waheed...........

hee hee hee .......phir hansi aa rahi hai........lolllzzzz

yeh bakwas hai naaa......

waise sheesha dekhne ki zaroorat hi nahi padegi...tasveer to aankhon mein humesha hoti hai.............


oho  kya baat  kah  gayee.....  lagat  hai adi  ho gayee hai Puzzled !
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #130 on: April 20, 2005, 07:07:19 PM »
Quote from: "Nedura!"
yeh song kyun likha yaar tune kisi ki yaad aa gayi....... sad5

wow   desikurri.......nice  song......lekin  nedura  ji kyon  sad ho  gayee...Puzzled !  mera   to   bheja  kaam  nahin  kar  raha hai/.......... Puzzled !  Puzzled !    mujhe bhi kisi ki  yaad  aaye........... :cry:
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #131 on: April 21, 2005, 06:40:30 PM »
buhata chey devil jeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee eeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Logged
Sour Grape
Guest
«Reply #132 on: April 22, 2005, 09:52:38 AM »
thodi purani hai ...but i love dis song ....from the movie mere mehboob...by mohomad rafi ...lol....


MERE MEHBOOB

Mere mehboob tujhe meri mohabbt ki kasam(repeat)
Phir mujhe nargisi ankhon ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazara dede
Mere mehboob tujhe

Ae mere khwab ki tasbir meri jaan-e-ghazal
Zindagi meri tujhe yaad kiye jaati hai
Raat din mujhko satata hai tasavur tera
Dil ki dhadkan tujhe awaaz diye jaati hai
Aa mujhe apni sadaon ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazzara dede
Mere mehboob tujhe

Bhool sakti nahin ankhen woh suhana manzar
Jab tera husn mere ishq se takraya tha
Aur phir raha mein bikhre the hazaron naghme
Meri woh naghme teri awaaz ko de aaya tha
Shazedil ko unhi geeton ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazara dede
Mere mehboob tujhe

Yaad hai mujhko meri umr ki pehli woh gadi
Teri ankhon se koi jaam piya tha maine
Mere rug rug mein koi barqse lehrai thi
Jab tere marmari haathon ko chua tha maine
Aa mujhe phir unhi haathon ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazara dede
Mere mehboob tujhe

Maine ik baar teri ek jhalak dekhi hai
Meri hasrat hai ke mein phir tera deedar karoon
Tere saaye ko samajh kar mein haseen Taj Mahal
Chandni raat me nazaronse tujhe pyar karoon
Apni mehki hui zulfon ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazara dede
Mere mehboob tujhe

Dhoond tha hoon tujhe har raah mei har mehfil mein
Thak gaye hai meri majboor tamanna ki kadam
Aaj ka din meri umeed ki hai aakhri din
Kal na jaane mei kahan aur kahan tu hai sanam
Do ghadi apni nigahon ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazara dede
Mere mehboob tujhe

Saamne aa ke zara parda utha de rukh se
Ik yahi mera ilaaj-e-ghum-e-tanhai hai
Teri furqat ne pareshaan kiya hai mujhko
Ab to milja ke meri jaan pe ban aayi hai
Dil ko bhooli hui yaadon ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazara dede
Mere mehboob tujhe

Meri mohabbat ki kasam
Phir mujhe nargisi ankhon ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazara dede
Mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam
Mere mehboob tujhe
Logged
desikurri
Guest
«Reply #133 on: April 22, 2005, 11:18:25 AM »
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Pyaar Usse Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chahe
Khudh Mein Ulji Ulji Hai Par Bhaalo Ko Suljaayein

I Mean You're All The Same Yaar
Hum Achche Dost Hai Par Uss Nazar Se Tumko Dekha Nahin
Woh Sab To Teek Hai Par Uss Barein Mein Maine Socha Nahin

Sab Se Alag Hai Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aaye
Aur Kuch Din Mein Tum Mein Alag Sa Kuch Bhi Na Usko Paiye

Uff Yeh Kaisi Shirt Pehnthe Ho
Yeh Kaise Bhaal Khatathe Ho
Ghaadi Tehz Chalathe Ho
Tum Jaldi Mein Kyo Khaathe Ho
Gimme A Break

Tumhe Badalne Ko Paas Woh Aati Hai
Tumhe Mitaane Ko Chaal Bichati Hai
Baaton Baaton Mein Tumhe Pasathi Hai
Pehle Hasathi Hai… Phir Bada Rulaati Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Eh Itna Hi Khudh Se Khush Ho To Peeche Kyon Aate Ho
Phool Kabhi To Hazar Thofein Akhir Kyon Laaten Ho

Apna Naam Nahin Bataya Aapne
Coffee Peene Chalenge
Main Aapko Ghar Chod Doon
Phir Kab Milenge

Bikhra Bikhra Be Matlab Sa Toota Phoota Jeena
Aur Kehte Ho Alag Se Hai Hum Taan Ke Apna Seena

Bheega Tolya Kahin Farsh Pe
Toothpaste Ka Dakhan Kahin
Kal Ke Mauze Ulat Ke Pehne
Waqt Ka Khuch Bhi Hosh Nahin

Jeena Ka Tumko Dang Sikhlati Hai
Tumhe Jaanwar Se Insaan Banaati Hai
Uske Bina Ek Pal Rehna Sakhoge Tum
Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakhoge Tum
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti

Jaane Kaun Kaun Se Din Woh TumkoYaad Dilaayein
Pyaar Ko Chahe Bhool Bhi Jaayein
Taareeqein Na Bhoolayein
First March Ko Nazar Milaayee
Chaar April Ko Main Milne Aayee
Ikees May Ko Tumne Chuwa Tha
Che June Mujhe Kuch Hua Tha

Ladko Ka Kya Hai Kissi Bhi Mor Pe Woh Mur Jaayein
Abhi Kissi Ke Hai Abhi Kissi Aur Se Woh Jud Jaayein

Tumhaare Mummy Daddy Ghar Par Nahin Hai
Great… Main Aaa Jaon?
Tumhaari Friend Akeli Ghar Jaa Rahi Hai
Bechari… Main Chod Aaon
Uff

Ek Haan Kehne Ko Kitna Dehlati Hai
Thak Jaate Hai Hum Woh Jee Behlati Hai

Woh Sharmati Hai Kabhi Chupati Hai
Ladki Jo Haan Kehde Usse Nibhati Hai
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti

Na Na Na…
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Ladki Kyon… Oh God)
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti (Na Na Na Na, Oh God Shut Up…)
Alright Alright Iss Mein Jagadne Ki Kya Baat Hai Yaar
Pehle Pehle Bawarein Jaise Aas Paas Mand Rai (Arre… But I)
Phir Busy Hoon Kehkar Tumko Woh Tarkai (Come On Rhea)…
Samjha Karo Darling Aaj Bohat Kaam (Arre… Meri Bhi To Suno)
Door Hua To Kya Dil Mein Tumhaara Naam Hai (Oh… wow)
Jiss Chehre Par Marte Hai Woh Boring Ho Jaaye (I'm Not Listening To You)
Kuch Hi Din Mein Nazrein Inki Idhar Udhar Mand Rai (I'm Not Listening To You)
Sirf Pyaar Se Zindagi Nahin Chalti (OK I'm Not With Her)
Tum Interior Decoration Ka Course Kyon Nahin Karti


hahaa...
ladko aur ladkiyon ke liye..
hahahaaa
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #134 on: April 24, 2005, 07:27:38 AM »
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan..

Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon
Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun
Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon
Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon
Main jawaabon mein hoon, main sawaalon mein hoon
Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa
Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:00:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer