***Romantic Songs*******

by Friend_4uall on February 06, 2005, 02:47:25 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11
Print
Author  (Read 12817 times)
sanya310
Guest
«Reply #90 on: March 14, 2005, 04:14:58 PM »
i like u choice friend...spcly...mera geet amar kar do... Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
world`s best romantic shayari by sachin_9810****** in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
romantic sms by shivani(9899207979) in SMS , mobile & JOKES
romantic साँसे by anjaanajnabi in Miscellaneous Shayri
Lata & Rafi sb's romantic song (60's) by suman59 in Share Video
BEDARD - (A Romantic Thriller story) by asif biswas in General Stories « 1 2 3  All »
fakharenaveed
Guest
«Reply #91 on: March 15, 2005, 04:29:52 AM »
GOOD CHICE
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #92 on: March 16, 2005, 02:06:46 PM »
Hum Aapke Hain Kaun  
Bechain Hai, Meri Nazar  
Hai Pyar Ka, Kaisa Asar  
Na Chup Raho, Itna Kaho  
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun  

Khud Ko Sanam, Roka Bada  
Aakhir Mujhe, Kehna Pada  
Khwaabon Mein Tum, Aate Ho Kyon  
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun  

Bechain Hai, Meri Nazar  
Hai Pyar Ka, Kaisa Asar  
Hain Hosh Gum, Poocho Na Tum  
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun  

Kaise Kahun, Dil Ki Lagi  
Chehra Mera, Padh Lo Kabhi  
Yeh Sharm Ki, Surkhi Kahe  
Hum Aapke, Aapke Hain Kaun  .
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #93 on: March 16, 2005, 02:09:39 PM »
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar
Koyal koohke koohke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar
Koyal koohke koohke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar

Main hoon abhi kamsin kamsin
Janoon na kuch is bin is bin
Raatein jawani ki
Bali umar ke din
Kab kya ho nahi ek baar
Aisa mausam dekha pahli baar
Koyal koohke koohke gaaye malhaar
koohke koohke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar
Logged
desikurri
Guest
«Reply #94 on: March 17, 2005, 02:43:53 PM »
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai..(2)
Kitna Pagal Yeh Dil Hamara Hai
Hum To Ek Doosre Pe Marte Hai..(2)
Jaanta Yeh Jahaan Sara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

Mere Palkon Ko Chum Ke Dilbar..(3)
Aap Ne Husn Yeh Sawara Hai..(2)
Kitna Pagal Yeh Dil Hamara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

Tanha Tanhaiyon Mein Janeman..(3)
Maine Aksar Tumhe Pukaara Hai..(2)
Kitna Pagal …Hi Pyara Hai

Dekhta Hun Jahan Tumhi Tum Ho..(3)
Aur Nazron Mein Kya Nazara Hai..(2)
Kitna Pagal …Hi Pyara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai
Logged
desikurri
Guest
«Reply #95 on: March 17, 2005, 02:44:12 PM »
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai..
Kitna Pagal Yeh Dil Hamara Hai
Hum To Ek Doosre Pe Marte Hai..
Jaanta Yeh Jahaan Sara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

Mere Palkon Ko Chum Ke Dilbar..
Aap Ne Husn Yeh Sawara Hai..
Kitna Pagal Yeh Dil Hamara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai

Tanha Tanhaiyon Mein Janeman..
Maine Aksar Tumhe Pukaara Hai..
Kitna Pagal …Hi Pyara Hai

Dekhta Hun Jahan Tumhi Tum Ho..
Aur Nazron Mein Kya Nazara Hai..
Kitna Pagal …Hi Pyara Hai
Dil Ka Rishta Bada Hi Pyara Hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #96 on: March 17, 2005, 02:46:55 PM »
wao ...very nice song...desi

Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar
 
very nice ...Friend
Logged
HumTum
Guest
«Reply #97 on: March 17, 2005, 02:52:12 PM »
Tere mere bich mein kassa hai yeh bhandhan Anjjana
meiney nhi jana tuney nhi jana....

ik door khinchey duuja douda cla aaye
kachey dhagey mein bandha cla aaye
Assey jassey koi deewanna...

kitni jubaney boley log humjoli
pyar ki lekin ik hi boli
boley jo shma, parwannna...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #98 on: March 17, 2005, 03:02:31 PM »
madhosh dil ki dhadkan chup sii yeh thanhaiii
chup gya chand kyuu kya teri julf lehraii
madhosh dil ki dhadkan chup sii yeh thanhaiii
phir tere pyar mein dil ne lii yaar angdaiiii

yeh rattt jagey lambi ratooN ke dil na lagey kya kru
yeh silsiley dil ke batooN ke jaddu chaley kya kru
bikra julfey sou jau, dil chahey khi kho jaou....

honthooN se jo kehna tha meiney aankhoon se woh keh diya
dil mein tere rehna tha mujhko iss duniya mein reh liya
aa lag ja gley iss dil se, miltey hain dil mushkil se.....
Logged
HumTum
Guest
«Reply #99 on: March 17, 2005, 03:05:13 PM »
tu jha jha chalega mera saya sath hoga...

kabhi mujh ko yaad ker ke jo bhangey tere aansoo
to whi pe rok lengey unhey aa ke mere aansoo
tu jidhar ka rukh karega mera saya sath hoga..
Logged
HumTum
Guest
«Reply #100 on: March 17, 2005, 03:11:13 PM »
kissi rah mein kissi mod per
khi chal na dena ru chodh ker
mere humsafar mere humsafar

tera rang saya bhar ka
tera roop aainaa pyar ka
tujhey aa nazar mein chupaa lu mein
tujhey laag na jaye kahi nazar
mere humsafar mere humsafar....

mera dil kahey khi yeh na hoo
nhi yeh na ho nhi yeh na hoo
ik roz tujh se bichd ke mein
tuhjey dundta phiru dar-bdar
mere humsafar merehumsafar....

tera sath hai to hai jindgii
tera pyar hai to hai roshnii
kha din yeh dal jaye kya pta
kha raat ho jaye kya kabar
mere humsafar mere humsafar....
Logged
HumTum
Guest
«Reply #101 on: March 17, 2005, 03:15:23 PM »
tere aaney ki jab kabhar mehkey
teri khoosbu se sara ghar mehkey

sham mehkey tere tassvurr se
sham ke bad phir saher mehkey

yaad aaye to dil muunvaar ho
diid ho jaye to nazar mahkey

rat bhar sochta rha tum ko
zahnoo dil mere rat bhar mehkey

wo gadi do gadi jha bathey
wo zameen mahkey wo shazaar mahkey

tere aaney ki jab kabhar mehkey
teri khoosbu se sara ghar mehkey
Logged
desikurri
Guest
«Reply #102 on: March 18, 2005, 07:09:01 PM »
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Bekhabbar, woh hain wahan
Jaane pal zameen aasmaan
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Bekhabbar, woh hain wahan
Jaane pal zameen aasmaan

Mile nazar unse par behaya tanha
Baaton mein bhi keh na sake
Dil ki baat yeh zubaan
Ab hai hulchul, pal pal pe pal
Dhoonde hai unko dil
Ke chal zara unke hi manzil
Bole raaz dil par, ab woh hain kahaan
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Bekhabbar, woh hain wahan
Jaane pal zameen aasmaan

Khil khile kaise khila
Milke woh chaand se
Door door hain hum milke bhi
Dekhiye aankh se
Kyon dil jaage aakhon ke taare
Un ke hi raahon mein
Ke youn bhi kabhi unke bhi dil mein jaage mohabbat
Aaye woh yahaan
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Bekhabbar, woh hain wahan
Jaane pal zameen aasmaan

Shaam-o-seher chaaron paher
Dhoonda tujhe har dishaan
Haan, magar haar kar
Aa gayi yeh nigaah
Saaya ko tere tarsi aankhein tadape hai dil mera
Ke tere bin pyaar wafa kya mera yahaan kya
Apna luta jahaan
Dil ne jise apna kahaa
Dil ne jise apna kahaa
Kho gaya ea woh kahan
Soon hai zameen aasmaan
Kho gaya ea woh kahan
Soon hai zameen aasmaan
Logged
desikurri
Guest
«Reply #103 on: March 18, 2005, 07:14:24 PM »
Pehla Pehla Pyar Hai  
Pehli Pehli Baar Hai  
Jaan Ke Bhi Anjaana  
Kaisa Mera Yaar Hai..

Uski Nazar, Palkon Ki Chilman Se Mujhe Dekhti, Uski Nazar  
Uski Haya, Apni Hi Chaahat Ka Raaz Kholti, Uski Haya  
Chhup Ke Kare Jo Wafa, Aisa Mera Yaar Hai  
Pehla Pehla Pyar Hai ...  

Wo Hai Nisha, Wo Hi Meri Zindagi Ki Bhor Hai, Wo Hai Nisha  
Use Hai Pata, Uske Hi Haathon Mein Meri Dor Hai, Use Hai Pata  
Saare Jahan Se Juda, Aisa Mera Pyaar Hai  
Pehla Pehla Pyar Hai
Logged
sanya310
Guest
«Reply #104 on: March 18, 2005, 07:21:08 PM »
o i jus love that song! its so romantic!

i like this one also-

Saathiya, saathiya
Maddham maddham teri geeli hansi
Saathiya, saathiya
Sunke humne saari pee li hansi
(Hansti rahe tu hansti rahe
Haya ki laali khilti rahe
Zulf ke neeche gardan pe
Subah-o-shaam milti rahe) - 2
Saundi si hansi teri khilti rahe milti rahe
Peeli dhoop pehenke tum dekho baag mein mat jaana
Bhanwre tumko sab chhedenge, phoolon mein mat jaana
Maddham maddham hans de phir se
Sona sona phir se hans de
Taaza gire patte ki tarah sabz-e-laan par lete hue
Saat rang hai bahaaron ke, ek ada mein lapete hue
Saawan bhaadon saare tumse
Mausam mausam hanste rehna
Maddham maddham hanste rehna
Saathiya, saathiya
Maddham maddham teri geeli hansi
Saathiya, saathiya
Sunke humne saari pee li hansi
Kabhi neeli aasmaan pe chalo ghoomne chale hum
Koi abr mil gaya to zameen pe baras le hum
Teri baali hil gayi hai
Kabhi shab chamak uthi hai, kabhi shaam khil gayi hai
Tere baalon ki panaah mein yeh siyaah raat guzre
Teri kaali kaali aankhen koi ujli baat utre
Teri ek hansi ke badle
Meri yeh zameen le le, mera aasmaan le le
Saathiya, saathiya
Maddham maddham teri geeli hansi
Saathiya, saathiya
Sunke humne saari pee li hansi
Barf giri ho vaadi mein
Un mein lipti simti hui
Barf giri ho vaadi mein
Aur hansi teri goonje
Un mein lipti simti hui
Baat kare, dhuaan nikle
Garm garm ujla dhuaan, narm narm ujhla dhuaan
Saathiya, saathiya
Maddham maddham teri geeli hansi
Saathiya, saathiya
Sunke humne saari pee li hansi
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:45:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer