Sawaal se jawaab tak..!

by nishita on November 11, 2004, 09:23:36 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 70
Print
Author  (Read 41819 times)
Nedura!
Guest
«Reply #165 on: December 03, 2004, 06:24:59 PM »
pyar ke liye char pal kam nahi the
kabhi tum nahi thhey kabhi hum nahi thhey
Logged
Beena Jain
Guest
«Reply #166 on: December 03, 2004, 06:43:27 PM »
"ruk jaana O jaana humsey do baatein karkey chali jaana
kei mausam hein deewaana. Ruk, ruk, ruk, ruk....."
Logged
Rishi
Guest
«Reply #167 on: December 04, 2004, 12:05:45 AM »
**
ruk jana nahi, tu kahin haar ke,
kaanton pe chal ke milenge saaye bahaar ke....
o rahi...o rahi....
**
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #168 on: December 04, 2004, 10:17:18 AM »
jaane jaan dhoondta phir raha
hoon tujhe raat din main yahan se wahan
mujhko awaz do chhup gaye ho sanam
tum kahaaaaaaaaaaan
Logged
Nedura!
Guest
«Reply #169 on: December 04, 2004, 11:17:26 AM »
jab se tum ko dekha hai sanam
kya kahein kitne hain bechaain
jab se tumko chaha hai sanam
kyaaa kahein kitne hain bechain
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #170 on: December 04, 2004, 11:24:05 AM »
tujhe dekha to ye jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam
ab yahan se kahan jaayein hum
teri baahon mein mar jaayein hum
Logged
Nedura!
Guest
«Reply #171 on: December 04, 2004, 11:33:28 AM »
resham jaisi hai rahein
khole hain baahein yeh waadiyaan
mausam saare hain apne
rangeen sapne hain mehrbaan
yun hi gaayenge mil ke
hum geet dil ke sadiyon yahan
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #172 on: December 04, 2004, 11:40:11 AM »
hum tum yug yug se ye geet milan ke gaate rahe hain
gaate rahenge ... hum tum
Logged
Nedura!
Guest
«Reply #173 on: December 04, 2004, 11:42:11 AM »
tere mere hoton pe meethe meethe geet mitwaa
aage aage hum tum chalein pichhe pichhe geet mitwaa
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #174 on: December 04, 2004, 11:44:04 AM »
aa kahin door chale jaayein hum
door itna ki hame chhoo na sake koi gham
Logged
Nedura!
Guest
«Reply #175 on: December 04, 2004, 11:46:35 AM »
duur se koi aaye haaaaaaaaan
kahinc hupe se woh dil mein samaa jaaye
saaajnaa aaaaaaaa aaaaaaa
duuuuuuuuuuuuuurrrrr duuuuuuuuuuuur

dekhein mujhe jab yeh aankhein mai kho jaaoon
in aankhon ke raste main uske dil mein samaoon
kuch keh naa paaoon mai kuch sun naa paooon
uske bina mera jeeevan jaise koi soon gaon

duuuuuuuuuuuuuuuuuur duuuuuuuuuuuuuurrrr
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #176 on: December 04, 2004, 11:50:03 AM »
kahin door jab din dhal jaaye
saanjh ki dulhan badan churaye]
chupke se aaye
mere khayalon ke aangan mein
koi sapno ke deep jalaye
nazar  na aaye
Logged
Nedura!
Guest
«Reply #177 on: December 04, 2004, 12:19:25 PM »
chura liya hai tumne jo dil ko
nazar nahi churana sanam
badal ke meri tum zindagaani
kahin badal naa jaana sanam
hooooooo tum mere hoo
haan tum mere ho
bas itna waada karte jaana
Logged
Soheb_Khan
Guest
«Reply #178 on: December 04, 2004, 12:23:01 PM »
waada raha sanam honge juda na hum
chahe na chahe zamana
hamari chahaton ka
ruk na sakega fasana
Logged
Beena Jain
Guest
«Reply #179 on: December 04, 2004, 04:06:21 PM »
"hum tum, yug yug sei yei geet milan kei
gaathey rahey hein, gaathey rahengey
hum tum......."
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 70
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:43:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer