Sawaal se jawaab tak..!

by nishita on November 11, 2004, 09:23:36 AM
Pages: 1 ... 62 63 64 65 [66] 67 68 69 70
Print
Author  (Read 42621 times)
Shikha12
Guest
«Reply #975 on: October 21, 2008, 02:05:54 PM »
Kuch aise bandhan hote hai,
Jo Bin baandhe bandhh jaate hai..
Jo bin baandhe bandhh jaate hai,
Wo jeevan bhar tadpaate hai..
Kuch aise bandhan hote hai..
Logged
syednaami
Guest
«Reply #976 on: October 21, 2008, 06:02:37 PM »
Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rungroop
Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
Yeh Jeevan Hai...

Yeh Na Socho Isme Apni Haar Hai Ke Jeet Hai
Ise Apna Lo Jo Bhi Jeevan Ki Reet Hai
Yeh Zid Chodo, Bandhan Yuh Na Todo
Har Pal Ek Darpan Hai
Yeh Jeevan Hai...
Logged
Talat
Guest
«Reply #977 on: October 21, 2008, 07:07:10 PM »
Zindagi ke safar main guzar jaate hain jo muqaam
Wo phir nahin aate, wo phir nahin aate
Logged
syednaami
Guest
«Reply #978 on: October 21, 2008, 07:34:44 PM »
main pal do pal ka shair hoon
pal do pal meri kahani hiay
pal do pal meri hasti haiy
pal do pal meri jawani hiay


main pal do pal ka shair hoon


Mujh se pehle kitney shair aye aur akar chale gaye
mujhey ahein bhar kar lout gaye
kuch naghme ga kar chaley gaye
wo bhi eik pal ka qissa they
main bhi eik pal ka qissa hoon
kal tum se juda hoo jaoga
go ajj tumhara hissa hoon......


mian pal do pal ka shair hoon
Logged
Talat
Guest
«Reply #979 on: October 21, 2008, 07:36:44 PM »
Main shayar to nahin,
Magar ae haseen,
jabse dekha,
maine tujhko, mujhko
shayari aa gayi
Logged
syednaami
Guest
«Reply #980 on: October 21, 2008, 07:43:32 PM »
Teri Pyaari Pyaari Surat Ko Kisiki Nazar Na Lage
Chashme Baddoor
Mukhde Ko Chhupa Lo Aanchal Mein Kahin Meri Nazar Na Lage
Chashme Baddoor


Yoon Na Akele Phira Karo Sabki Nazar Se Dara Karo
Phool Se Zyaada Nazuk Ho Tum Chaal Sambhalkar Chala Karo
Zulfon Ko Gira Lo Gaalon Par Mausam Ki Nazar Na Lage
Chashme Baddoor

Ek Jhalak Jo Paata Hai Raahi Wahin Ruk Jaata Hai
Dekh Ke Tera Roop Salona Chand Bhi Sar Ko Jhukata Hai
Dekha Na Karo Tum Aaina Kahin Khud Ki Nazar Na Lage
Chashme Baddoor
Logged
Talat
Guest
«Reply #981 on: October 21, 2008, 07:45:41 PM »
Mere naina, tere nainon se
meethi meethi meethi baatain karte hain
Logged
syednaami
Guest
«Reply #982 on: October 21, 2008, 07:54:32 PM »
Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye
Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne
Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se
Logged
Talat
Guest
«Reply #983 on: October 21, 2008, 07:57:33 PM »
Ankhiyon ko rehne de, ankhiyon ke aaspaas,
Door se dil ki bujhti rahe pyaas
Logged
syednaami
Guest
«Reply #984 on: October 21, 2008, 08:11:41 PM »
dori na rahe koi Aaj itne kareeb aaoo
 Mein tumein sama jaun Tum mujhe mein sama jao
Logged
Talat
Guest
«Reply #985 on: October 22, 2008, 12:28:20 PM »
Teri duniya se door
Ho ke chale majboor
Hume yaad rakhna
Logged
syednaami
Guest
«Reply #986 on: October 22, 2008, 04:59:47 PM »
O is duniya mein jeena ho to sun lo meri baat
Is duniya mein jeena ho to sun lo meri baat
(Gham chhodke manaao rangreli
Aur maan lo jo kahe Kittykelly)

(Jeena uska jeena hai jo haste gaate jee le
Zulfon ki ghanghor ghata mein nain ke saagar pee le)
Jo karna hai aaj hi kar lo, kal ko kisne dekha
Aayi hain rangeen bahaarein leke din rangeele
O is duniya mein jeena ho to sun lo meri baat

Is duniya mein jeena ho to sun lo meri baat
(Gham chhodke manaao rangreli
Aur maan lo jo kahe Kittykelly)
Logged
Talat
Guest
«Reply #987 on: October 22, 2008, 05:01:13 PM »
Na kisi ki aankh ka noor hoon
Na kisi ke dil ka qarar hoon
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main wo ek musht-e-ghubaar hoon
Logged
syednaami
Guest
«Reply #988 on: October 22, 2008, 06:14:09 PM »
Aankhon Ki Gustakhiyaan Maaf Hon O
Aankhon Ki Gustakhiyaan Maaf Hon
Ek Tuk Tumhein Dekhti Hain
Jo Baat Kehna Chaahe Zubaan Tumse Vo Ye Kehti Hain
Aankhon Ki Sharmohaya Maaf Ho
Logged
Talat
Guest
«Reply #989 on: October 22, 2008, 09:14:05 PM »
Teri aankhon ke siwa duniya main rakha kya hai
Ye uthen subah chale,
Ye jhuken shaam dhale
Mera jeena, mera marna
Inhi palkon ke tale
Logged
Pages: 1 ... 62 63 64 65 [66] 67 68 69 70
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:34:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer