SING A SONG ACCORDING 2 UR MOOD..

by urooj_love on June 14, 2006, 11:16:34 AM
Pages: 1 ... 65 66 67 68 [69] 70 71 72 73 ... 108
Print
Author  (Read 58980 times)
Pooja
Guest
«Reply #1020 on: February 21, 2008, 08:11:09 PM »
tumko paya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahon
kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
ki jeene mein tum ho kya tumhein bata sakun
main aagar kahoon tumsa haseen, kaynaat mein nahi hai kahin
tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
tumko paya hai to jaise khoya hoon..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1021 on: February 21, 2008, 08:44:50 PM »
PYAAR KE AFSAANE YAAR TU KYA JAANE
ISHQ TO KARTE HAI DEEWANE
HAI ZAROORI, HAI ZAROORI
ZINDAGI KE LIYE
ISHQ HOTA NAHI, SABHI KE LIYE

ISHQ AISA NAGMA HAI
ISHQ AISA JAZBA HAI
JAB BHI ANDHERA BADHTA HAI
JALTA HAI DIL, JALTA HAI DIL
ROSHNI KE LIYE
ISHQ HOTA NAHI SABHI KE LIYE..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1022 on: February 21, 2008, 08:50:49 PM »
mere dil mai ajj kaya hai
jo tu kahe to main bata du
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1023 on: February 22, 2008, 10:58:37 AM »
Tabiyat theek thi aur dil bhi bekaraar naa tha,
Yeh tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar naa tha...

Naa thi bechainiyaan, betaabiyaan aur gum bhi naa tha,
Koi Mehboob naa tha, Aur Koi bhi humdum bhi naa tha...
Kisi ki raah naa thi, kisi kaa tab intezaar naa tha..
Yeh tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar naa tha...

Meri neendon ki duniya mein kisi ke sapne naa thhe,
Jahaan ke dard aur dukh bhi mere apne naa thhe..
Mera dil thandi aahon ka kabhi yun shikaar naa tha...
Yeh tab ki baat hai ke jab kisi se pyaar naa tha...


Logged
Talat
Guest
«Reply #1024 on: February 22, 2008, 06:34:28 PM »
Mausam hai baharon ka...
Phoolon ko khilna
Oye..jaldi chal gaddiye..o..gaddiye
Maine yaar se milna hai...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1025 on: February 22, 2008, 07:41:08 PM »
Rut hai milan ki sathi mere aa re
mohe kahi le chal bahon ke sahare
bago main, kheto main, nadia kinare.....
Logged
Talat
Guest
«Reply #1026 on: February 22, 2008, 07:44:19 PM »
Hansta hua noorani chehra
Kaali zulfen rang sunehra
Teri jawani tauba tauba re
Dilruba o dilruba...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1027 on: February 22, 2008, 08:12:18 PM »
Oh rey taal miley nadi key jal mey..
Nadi miley saagar mey....
Saagar miley kaun sey jal mey...
Koi jaaney naa....
Oh rey taal miley nadi key jal mey....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1028 on: February 22, 2008, 08:12:38 PM »
BIN TERE KOI AAS BHI NA RAHI
ITNE TARSE KE PYAAS BHI NA RAHI...
LADKADAYE KADAM CHALE AAYE

TERE DAR PAR SANAM CHALE AAYE
TU NA AAYA TO HUM CHALE AAYE

ISSE PEHLE KE HUM PE HASTI RAAH
BAN KA NAAGIN JO HUMKO DASTI RAAH
LEKE APNA BRAHM CHALE AAYE...
TERE DAR PAR SANAM CHALE AAYE...

Logged
Pooja
Guest
«Reply #1029 on: February 22, 2008, 08:15:27 PM »
kaya hua tera waada
wo kasam wo iraada
bhulega dil, jis din tumhe
wo din zindagi ka akhiri din hoga...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1030 on: February 22, 2008, 08:16:50 PM »
TUMHE DEKH KAR TO LAGTA HAI AISE
BAHARO KA MAUSAM AAYA HO JAISE

DIKHAYI NA DETI, ANDHERO MEIN SOTI
AGAR TUM NA HOTE
HUME AUR JEENE KI CHAAHAT NA HOTI
AGAR TUM NA HOTE...

HUME JO TUMHARA SAHARA NA MILTA
BHAWAR MEIN HI REHTE KINAARA NA MILTA
KINAARE PE BHI TO LEHAR KAAT DUBOTI
AGAR TUM NA HOTE
HUME AUR JEENE KI CHAAHAT NA HOTI
AGAR TUM NA HOTE....



Logged
Pooja
Guest
«Reply #1031 on: February 22, 2008, 08:19:09 PM »
Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate

Phool Khilte Hain, Log Milte Hain
Phool Khilte Hain, Log Milte Hain Magar
Patjhad Mein Jo Phool Murjha Jaate Hain
Vo Baharon Ke Aane Se Khilte Nahin
Kuchh Log Ik Roz Jo Bichhad Jaate Hain
Vo Hazaron Ke Aane Se Milte Nahin
Umra Bhar Chahe Koi Pukaara Kare Unka Naam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein...

Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai
Aankh Dhokha Hai, Kya Bharosa Hai Suno
Doston Shaq Dosti Ka Dushman Hai
Apne Dil Mein Ise Ghar Banane Na Do
Kal Tadapna Pade Yaad Mein Jinki
Rok Lo Rooth Kar Unko Jaane Na Do
Baad Mein Pyaar Ke Chahe Bhejo Hazaron Salaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein...

Subah Aati Hai, Shaam Jaati Hai
Subah Aati Hai, Shaam Jaati Hai Yunhi
Vaqt Chalta Hi Rehta Hai Rukta Nahin
Ek Pal Mein Ye Aage Nikal Jaata Hai
Aadmi Theek Se Dekh Paata Nahin
Aur Pardey Pe Manzar Badal Jaata Hai
Ek Baar Chale Jaate Hain Jo Din-Raat Subah-O-Shaam
Vo Phir Nahin Aate, Vo Phir Nahin Aate
Zindagi Ke Safar Mein..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1032 on: February 22, 2008, 08:26:22 PM »
TUMHE DEKHE MERI AANKHEIN
ISME KYA MERI KHATA HAI
HAAL KYA HAI MERE DIIL KA YEH TO BAS MUJHKO PATA HAI..

DIL MERA SAMBHAL JAYE DUA KARNA
PAAGAL NA MACHAL JAYE DUA KARNA
YEH PUCHTA HAI TUJHSE DIL DEEWANA BEKARAAR
WOH KAUNSI ADA HAI JISSE TU KAREGA PYAAR

KISI SE DIL NA LAGAU YEHI DHADKAN KI SADA HAI
HAAL KYA HAI MERE DIL KA YEH TO BAS MUJHKO PATA HAI...

MAIN TERE SAPNO KO SAJA DUNGI
DIL TERE KADMO MEIN BICHA DUNGI
MAIN KYA BATAUN TUJHKO KAISE HAI MERE HALLAT
MAJBBORIYON KE HAATH BHIK HAI MERE JAZBAAT
JIS PE MAIN LOOT GAYI DILBAR
YEHI WOH TERI ADA HAI
HAAL KYA HAI MERE DIL KA YEH TO BAS MUJHKO PATA HAI

TUMHE DEKHE MERI AANKHEIN ISME KYA MERI KHATA HAI....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1033 on: February 22, 2008, 08:30:55 PM »
Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
Raaste hi raaste hain, kaisa hai yeh safar
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
Bechehra sa koi sapna hai voh
Kahin nahin hai phir bhi apna hai voh
Aise mere andar shaamil hai voh
Main hoon behta dariya, saahil hai voh
Hai kahan voh, voh kidhar hai, raaste kuch to bata
Kaun sa uska nagar hai, rehguzar kuch to bata
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
Soona sa hai mandir, moorat nahin
Khaali hai aaina, soorat nahin
Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
Maheke kaise kaliyaan, gulshan to ho
Shamma hai jo mujh mein roshan, voh viraasat kisko doon
Door tak koi nahin hai, apni chaahat kisko doon
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi) - 2
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #1034 on: February 22, 2008, 08:34:18 PM »
janam dekhlo mit gayee dooriya
main yaha hoon yaha hoon yahan
Logged
Pages: 1 ... 65 66 67 68 [69] 70 71 72 73 ... 108
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:29:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.211 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer